Assalam o Alaikum dear friends aaj ka hamra ye review electrical current and voltage ko measure karne wali electronic multimeter par mabni hai multimeter ko aam to par VOM (volt ohm meter) b kehte hai so aaj ham VOM par bat karen ge our is k Advantages and DisAdvantages par bat karen ge :
About VOM ::
dear friends VOM ek multimeter hai jis k through ham kisi be electrical circuit main behne waly current,voltage and ohm ki pemaysh karne k liye use hota hai ye electrical feilde main sab se zayada important ala hota hai is ko tamam electerition use karte our safety k sat work karte ha
ye chhoti c device hoti hai our is mai multi functions hote hai is liye zayda kam ek hi meter se kiye ja sakte hai aam toor par ye bazar se sasty mil jate hai our ye sell ya battery se chalty ha our apni measurement digital andaz me dete hai our ye analog meter se zayda accurate hote hai
where to use ::
dear friends multimetre ko ham kisi b electrical circuit main electrical energy ko measure karne k liye use karte hai is k zariye ham mukhtalif kam kar sakte hai is ki nob ko guma kar ham apni value select karte hai jiss ko hamne measure karna hota hai misal k tor par agar hame resistance ko measure karna ha to ham Nob ko OHM par select karen ge our as ki do lead hoti hai in ko ham circuit mai agate hai jis ki resistance measure karna hai to hame small digital screen par apni matloba reading mil jati hai
Advantages ::
dear friends in k mandrja zail Advantage hote hai
DisAdvantages ::
dear friends in k mandrja zail disAdvantage hote hai

- ye multi function meter hote hai jis se ham different kam ek hi meter se kar sakte hai
- ye high accurate hote hai
- electrical shube main sab se zayada use hote hai
- saste or halky hote hai
- ye reading digits main dete hain
- ye asaani se reading de sakte hai jo k accurate hoti hai
DisAdvantages ::
dear friends in k mandrja zail disAdvantage hote hai
- in main agar koi error aa jy to wo asaani se thik nahi hota ha
- agar in ko electrical circuit main galt laga diya jay to ye jall jate hai
- ye jaldi kharab ho jate hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим