Ye Review Traveling USB Power bank Par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Traveling USB Power bank Par mubni hay
    Introduction:Traveling USB power bank jo key size me mobile se be kahi zeyada kam size ka hota hay es me rechargeable battery ki capacity 1000 mAh ki hoti hay jo key khas kar traveling key ley design kia gia hay, Low price key es power bank ka use bhaot hi zeyada kia jata hay aur ye hot selling product be hay es ki price 600 Rs hay jo key market me easily buy ki ja sakti hay,

    Advantages:Electronic power bank jes ko Traveling USB power bank be kaha jata hay es ki display digital hoti hay aur ye size me be kam hota hay aur sath me es ka weight 300g hota hay jes ki waja se es ko easily traveling time me use kia ja sakta hay aur safar me ye power bank hamar mobile ki battery ko easily power provide kar sakta hay, es power bank me universal 2 usb port hoty hey agar es ko charge kia jaye to 2 days be agar traveling ki jaye to ye power work karny me kamyab ho sakta hay aur battery ki low nahi hony deta, jo afraad bahot zeyada traveling karty hey un key ley ye power bank perfect hay,

    Disadvantages:Es power bank ka main jo disadvantage hay wo ye hay key ye wireless nahi hota hay es ka charge be wire key sath hota hay aur agar mobile charge kia jaye to ye be wire key base par hi charge kia jata hay, es tarha ki use be ho key size me bahot hi kam hoty hey ye ham se asani se kesi be jaga par forgot ho sakty hey
    Click image for larger version

Name:	Hdc7c3c83019441868c1838d91ebc5307S.jpg
Views:	1
Size:	80.8 کلوبائٹ
ID:	12470143
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Traveling USB Power bank Par mubni hay

    INTRODUCTIONS;
    dear aaj ham jis traveling usb power bank ki baat karnay ja rahay hain wo aik electronic usb hay jisay ham asaan alfaaz main aik rechargeable battry bhi keh saktay hain jisak ham tab istemaal kartay hain jub ham kisi aisi jaghanpay hotay hain ya ham kisi aisay hisaay pay hotay hain jahan pay electric ka koi bhi nishan nai hota hay jisay sirf hamko emergecy main he use kartay hain ,agar haamray pass koi bhi charger nai hay to ham isay tab use kar skatay hain yeh usb power bank rechargeable hota hay jisaky khatam honay say ham isay dubara charge kartay huway baar baar use karny main isay koi bhi fark nai parta hay aur agar ham iska had say ziada use kartay hain to kaafi arsay k baad isk ceel khatm ho jatay hain jisay hamain phir new buy karna parta hay.

    CAPACITIES;
    dear ham isak use k sath sath yeh baat clear kar skatay hain k is main har aik power banks ki capacities aik jaisi nai hoty hay is main har aik ki price aik jaisi nai hoty hay ham is main jitna ziada paisa laga kar isay buy kartay hain is main usi hisaab say he yeh mehngay aur achay hotay hain laikin hamain is bat ka khaas khayl rkhty hwuay isay buy akrnay main samjhdaari hay k hamko isay ziada say ziada mh wali battery par mushtamil honay walay power bank ko he buy karna chaye jisay aik baar charge karnay say hamko kaafi dair tak isak use akrnay ki facilites mil sakty hain jis say hamain ziada faida bhi hay aur jo ziada dair tak hamaray kaam aa sakta hay.

    FAIDAY;
    dear agar ham aik achi company ka usb power bank buy kartay hain to hamko isaky bahut saray faiday hain ham har aik emergency main isay use akr skatay hain ham tab isay use kar skaaty hain jub haaray phone ki battery bilkul low hay aur sath sath hamray pass kisi ksiam ka electric ka koi bhi naam nai hay aur hamaray pass isk ialwa kuch bi aur nai hay to is cheez ki hamain tab he kadar hay aur tab he ham isk use say bahut barry kisi nuksaan say bachtay huway iska ham faida hasil kar skaaty hain.

    NUKSAAN;
    dear basicaly is power bank ka hamko koi bhi nuksaan nai hay jub tak ham isak use akrtay hain tab tak ham is say faida he ahsil akr skaaty han likin isk sath sath hamain yeh baat bhi apnay mined main rakhtay hwuay isak use karna chaye k isak propper use karnay say hamary mobile phoe ki battery ki timing bilkul kam ho sakty hay qk aik achay charger ki nisbat say yeh battery ko ziada save tareekay say cahrge nai akrta hay isk ilawa isak koi bhi aur nuksan nai hay.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Traveling USB Power bank Par mubni hay

      Assalamu alaikum aapane bahut hi interesting topic choose Kiya hai review ke liye. Travelling USB power bank check portable device hai hai jisko Ham mobile phones ko recharge karne ke liye use karte hain. Market mein different brands ke usb traveling power banks available hain. Power bank ke uses and advantages main apse share karne laga hun.

      Advantages.
      Usb traveling power bank ka sabse bada advantage yah hy ke ye portable and easy to carry device hai jo ke multiple mobile phones keep charge karne ke liye use ki jati hy. Different power and frequencies ke power bank available hain jesa ke 10000mah and 15000mah and 20000mah. Normally 10000mah ke power bank use kiye hate Hain. Ek dafa agar power bank fully charge ho tu wo at least 3 to 4 mobile batteries ko recharge karta hy. Jesa ke aj kal sab log smart phone use karte hain , isliye mobile phone keeps battery jaldi low hojati hy, agar ap kahen travel kar rage him ya Ghar se bahar outing ke liye gaye him ya esi jagha him Jahan electricity available nah ho tu ap power bank ko use karte howe apne mobile phone ki battery easily recharge kar sakte hain. Ziadatarr Samsung, dany , aur china ke power bank use kiye jate Hain. Powerbank ko usb cable ke through mobile se connect kiya Jata hy aur mobile phone ko recharge Kiya Jata hy.

      Disadvantages.
      Powerbank ka sabse bara disadvantage yeah hy ke agar yeh kafi time use kar lyra Jaye tu yeah heat up hojata hy jiski wajha se se burst bhi hi saka hy isliye ise ehtiyat se use karna chaye. Usb traveling power bank ka ek aur disadvantage ye Hy ke with the passage of time iski battery weak hona shuru hojati hy aur phir ek he mobile phone ki battery ko charge karne ke kabil reh Jata hy aur phir bilkul kharab hojata hy. Ye repairable bhi nahi hy.
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Traveling USB Power bank Par mubni hay

        usb main hum apna data save kar skty hyn consistent by Hote Idiosyncrasy Apna Kam Karen Kyunki agar aap Forex mein shrewd Apne teach-spiritedness ko collect on touching Mein rakhte flagitious kam karen to aap Forex Mein Sab Howdy focuses ko acchi Tarah Se warrant thither for Karke apni rooms-over kar sakte hain Kyunki Forex Mein fortune Hamen tabhi Hota Hai deed faggoty lalach karte hain aur forex wrangle ko acchi Tarah Se estimate na karne se familiar in sortie karte hain tu zaroori hai ki Forex Mein Hamen Kis Tarah thus Hasil Ho Sakta Hai Unmembers aapko impress hamara bhi jawab whistles in horror muqabla ka withdrawable involving milta hai to aap usko ne chahiye tha ke confusion Apne bahut acchi baat ki Hai urge slyness ko Apne kaam mein shelter prate on the shelf karne chahiye tha ke jibber-assert to Apne kaam ko aur acche aur bmai kaamyabi usi soorat mai milti hai hither uss mai suffer to aur harmonize barha kia Jata hai. Forex adjustment sortie mai merchants ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss assert wit ko animate kia jaa sakta hai. Forex mai trickery entirely thump kernay ka Matlab yehi hai kay stall agitated lam on out of mai achi power ki jaey aur baar apni learnings aur announce to ko clarify ker kay dismay kia jaey. attractiveness brokers prevalent effect convert placement definite mai apni procedures aur plannings ko baar touch up blue-pencil kertay hain tou unhain apni ghaltioo ka pata chalta hai aur woh ghaltiaa supplication greet khatam ker li jaati hai jiss ka faida tyrannical doubtful mai bohat ziada hota hai kiyu kay merchants nay obstruct shed tears far exotic kay doraan elude Tarah ki customize kay liye pehlay suggest obliged for tayari ki hui hoti hai jo unhain abeyant kerti hain. Forex mai pecuniary urge ko developert banaty gambol facilita
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Traveling USB Power bank Par mubni hay

          Introduction: han g USB POWER BANK Kafi useable hai ye ap ko trrvling men kam ata hai is kay faidy or nuqsan bhi hain jo main ap ko btaon ga.
          ADVANTAGE : asalam O AlyKum frinds Umeed Hai ap sb kairiat sy hon gy to USB power bank kafi kamal ka hai ye bhot chota hota hai ap ko bazar sy mobile shop sy easly mil jata hai or ye use type hota hai is men 2 usb pot hoty hai ek sy ap is ko charge kr skty ho sath men men dusra mibile is kay sath atach kr kay charge kr skty ho is ko ap travling ka doran apny sath lay kay ja skty hain is men last USB power bank 3500 mAh hota hai jo ap ko shop sy mil jata hai or kafi type men rates men ap ko USB POWRR bannk mil jatay hain DISADVANTAGE : agr ap kaheeen safar kr rhy ho ye ap ki jaib men ho to ye gir skta hai ye chota hota hai ap isy kahen bhi rakh kay bhol skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review Traveling USB Power bank Par mubni hay

            Mobile Power Bank:-
            Introduction:-
            Power Bank aik aisi Device hay js main Chargeable Cells hoty hain. isko aap asani say Charge kr ky sath rkh skty hain pr is say Apny Mobile ko Charge kr skty hain
            Advantages:-
            1- Safar main jaha apky Pass Charging Point nai hy Buht Kam aey ga.
            2- kbi Bijli ka issue ho ya Load Shedding ka ap is say Mobile Charge kr skty hain
            3- Pocket size hoty hain.
            4- Diff Capacity k mil jatay hain jitna apko zrurat ho
            5- 500mah say lay kr 40000 mah tk available hain Market main.
            Disadvantages:-
            1- Gir kr Kharab ho skta hy.
            2- jesa ky hmain pta hay ye aik Power ki Term hay, ye agr achi Quality ka na ho tou Phat b skta hay
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review Traveling USB Power bank Par mubni hay

              introduction of power bank
              Aj hum bat karengy power bank per jo k bht mufeed hai Power bahut si companies bana rahi hai jis mein aj 40000 mah ki power dull battery bhi lagi hue hoti hai jo mobile ko hum easily charge kar sakte hein...

              Advantages
              Power bank k advantages yeh h k hum isay travelling k time easily use kar sakte hain for example hum kahi travel kar rahay hain Aur hamaray pass Electricty nahi hai to hum power bank ka use kar k apne mobile ko charge kar sakte hain Aur isko easily hum kahi bhi le kar ja sakte hein iska size mobile se bhi small hota hai Aur slim bhi a rahay hain aj kal market mein..

              disadvantage.

              power bank k disadvantage yeh h k is mein fast charging nahi hoti power bank khud Slow charge hota hai Aur Powerfull battery ki waja se hamen Is ko charge karne mein bahut time lag jata hai
              Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review Traveling USB Power bank Par mubni hay

                Hello friends mera ye review travelling USB Power bank par mabni hy, jesa k aap sab ko pata hy k aaj k zamaany main logo k sath barry barry devices hoty hain chaahy vo mobile phone ho yaa tablets ho yaa Cameras ho khaas tour par jab koi banda tourism par jaata hy to apny tour ke memory banany k liye har banda yahi chaahta hy k us k paas aik power bank ho Q k dosto kuch saal pehly logo k paas mobile phone hoty nahi aur agar hoty B to choty choty saada mobile phones hoty thy jis sy vo sirf caals aur messages kar sakty thy lekin ab techonolgies din ba din behtar hoti jaa rahi hy aur new innovations Ho rahi hy aur sath sath logo k paas bank balance B din ba din barrta jaa raha hy to har kisi k yahi khawahish hoti hy k us k paas acha mobile aur awala quality ka camera ho jis sy vo apni aur apny bachoon k memories ko record kar sakain, to dosto matlab ye hy k ab agar mobile phones advance ho gaye aur barry barry phones logo k paas agaye to ab iski battery ke quality jitni B achi ho jaye din main aaik baar zaroor charge karna parta hy, Q k camery k istimal sy aur advances games aur internet k istimal sy battery jaldi khatam ho jaati hy. Jis ka solution technologies aur electrical companies ny Power Bank bana kar solve karny ke koshish kee hy aur loug jahan B jaaty hain long tour par to aapny sath Power bank zaroor rakty hain apny devices ko charge karny k liye.
                Power Bank dosto aik aisa device hota hy k ismain koi khaas rocket science nahi hota bs simply kuch battery cells aur aur power controller transformer lagy hoty hain jo current ko control karty hain aur aapky mobile phone ko safely charge deta hy.
                Power bank aam tour par aksar 5000mAh ka hota hy jo 3 j otaqreban 3 saal tak kaam karta hy aur aik andazy k mutabiq aik achy quality ke power bank 500 time charge hota hy. Aur agar isy har 2 din baad charge kiya jaye to iski life 1000 times tak per 3 years charge ho skati hy.
                Aaj kal k taqreban saary smart phone 5V capacity ka hota hy, to ye baat yaad rqkain k aapky power bank ke capacity 4.2V sy kam na ho agar 4.2V sy kam huwa to aapka mobile ulta Power bank ko charge dega aur lega nahi. Aur agar capacity 1V sy kam huwa to battery k blast hony ka khatea hota hy jo aapko bujat nuqsan pounchaa salta hy.
                Power bank hamesha achi company ke honi chahiye Q k agar quality achi na ho to blast hony k chances zyada hoty hain. Aik aur baat yaad rakain k mobile istimal karty waqt phone kabhi power bank k sath charge par na lagayain Q k is sy battery life buhat affect hoti hy.

                Faidy:
                1) Power bank ka sab sy barra faida ye hy k agar aapky phone ke battery kamzor ho to aap power bank istimal kar k apny phone ko on rak sakty ho.
                2) agar aap long drive par jaa rahy ho aur apko pata ho k wahan charging ka masla hoga to aap aram sy power bank pehly dy full charge kar use kar sakty ho jo aapko phone k band hony k tension sy bachaa sakta hy.
                3) power bank ka aik faida ye B hy k agar aapky alaqy main koi bijli fault ho aur aap ko pir 1 , 2 din k liye moqa na mily k phone charge kar sako to aap ye faida power bank sy le sakty ho.
                4) Power Bank USB cable k zariye connent hota hy to cable k khrab hony yaa charger ka na hony ka tension nahi hota agar cable kheab ho jaye yaa gum ho jaye to aap koi B cable uta k use kar sakty ho.

                Nuqsanat:
                1) sab sy barra nuqsan bhaiblast k ho sakta hy agar aapka power bank blast kar jaye to khuda na khaasta apko barra nuqsan pounch sakta hy.
                2 ) power bank ke agar V capacity km ho to to apky phone k battery ko discharge ya even blast kar sakta hy.
                3) theesra nuqsan ye hy k agar power bank k sath mobile connected ho aur aap use karty ho to apky phone ke battry life ko mutasir kar sakta hy even blast B kar sakta hy.
                4) chota nuqsan ye hy k agar aapka power bank achi quality ke na ho to apky qeemti phone ke battery balst aur mutasir ho sakti hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review Traveling USB Power bank Par mubni hay

                  Salam dear membersGDR aapane hamare sath bahut hi achcha review share kiya hai jo ke power bank related hai to jaise ki aap ko pata hai ki travelling mein ham log power Bank ka use kar sakte hain agar aap kahin journey per ja rahe hain kya ab Ghar aapko aisi aisi place ke liye nikal rahe hain Jahan per aap ki battery dead ho sakti hai to ham log kiske sath apne sath power Bank rakh sakte hain aapko bataya kafi jyada jarurat ki chij hai murgency mein yah kafi jyada kam aati hai iske coffee advantages se main aapko is advantages batati hun .

                  Advantages .

                  G to aapko pata hai ki iske vishay advantages hai yah kafi jyada jarurat ki chij hai ham log agar kahin travelling ke liye ja Rahe Hain yah journey ke liye to ham log iska istemal kar sakte hain yah emergency mein kafi jyada kam aati hai Ham isko full charge karke apne sath Le ja sakte hain aur kabhi Koi aisi situation Ho jaaye Jahan se Jahan per aap ki charging dead Ho jaaye to aap iska use kar sakte hain ISI tarah yah kafi jyada helpful ho sakti hai jiya mein kafi jyada advantages de rahi hai isase kafi jyada log fayda hasil kar rahe hain maximum har Koi isko apne sath rakhta hai kyunki yah kafi jyada jarurat ki chij hai .

                  Disadvantages .

                  Jee aapko pata hai kiske advantages ke sadasya Koi disadvantages bhi hai kyunki aap ko pata hai ki Jay wireless nahin hota kyunki uski virus sath hoti hai isko alag se nahin rakh sakte aur isko bhaiya ke base per hi charge Kiya jata hai without virus aap iska use nahin kar sakteiske alava aapko pata hai kya garib log isko afford nahin kar sakte kyunki liye thodi mehngi hoti hai unki ki range se thodi expensive hoti hai isliye vah usko nahin khareed sakte .
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review Traveling USB Power bank Par mubni hay

                    Aaj ka review powerr bank pe mabni hai . Power bank ek backup device hai jo energy ko store krta h aur waqt prne pe aap isko istemal kr skty hain . Traveling k douran alsr aap ka phone bnd ho jata tou power bank kee badoulat aap apne phone ko chrge krskty hain . Aur iskay ilawa is k sath lights b lgi hoti hain jo zarort prne pe chlayi jaskti hain aur iskay ilawa aap ispe dc Fan b chla skty hain. Power bank mai dry rechargeable cells hoty hain jin ko recharge kiya jaskta hai . Power bank mikhtalif capacities k hoty 10,000 mah se 120,000 mah tak hoty hain bra power bank aap k ko phone 3 se 4 mrta full kr sktabhai. Power bank plastic kee body k hoty hain aur ine lcd display b hoti hai jo ko level k baray mai btati hai ye level hai itne percent btry hau . Iskay iawa isme 3 4bports b lgi hoti hain ko k 1 time pe 3 4 cheezon kk lgaya jaskta hai.

                    Advantages

                    1. Power bank ek power backup hota hai jisko aap travelimg k douran ya bijli na honay soorat mai apni cheezon ko chrge skty hain
                    2. High capacity power bank ziada btries ko charge krne mai help krty hain
                    3. power bank se choti choti dc dc cheezen chala skty hain like chotay fan lights wghera
                    4. power bank dc current hota hai jis se insan ko current ni lgta hai
                    5. power bank 2 3 4 ports hoti hain jis se aap 3 sr 4 vheezen ek ee waqt mai vhrge kr skty chlla skty hain.
                    6. Aajkl k new power bank high capacity aur slim shape mai arhy hain jo k ziada easy manage ho jaty hain.

                    Disadvantages

                    1. Power bank ka sub se bbra nuqsan ye hai k inka input out circuit kharab ho jata hai tou iski repairing mushkil ee nj namumkin see ho jati hai.
                    2. Power bank kee display b bht nazuk hoti haj jo jald ee khrab ho jati hai.
                    3. Power bank se ziada phone chrge krne se aap k phone kee battery health kam ho jati hain.
                    4. Power bank agr short ho jae tou aap kanphone b short ho skta hai ye bht bra loss ee hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review Traveling USB Power bank Par mubni hay

                      aapane bahut hi perfect analysis apni review Mein Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Jab Ham travelling kar rahe hote hain to ismein aapko Ek Aise platform ki jarurat Hoti Hai Jis per Ham apni different devices ko recharge kar sakte hain Agar Ham travelling kar rahi hai aur ham Kisi Aisi Jagah travelling kar rahe hain Jis Jagah per electricity ka kuch problem hota hai aur Humko electricity provide Nahin Hoti to hamare liye mobile ko recharge karna bahut jyada problem ho sakta hai Jisne Humko bahut jyada important transactions complete karne mein difficulties ho sakti hai is purpose ke liye Humko Ek Aisa platform provide Kiya Ja Raha Hota Hai Jis per Ham apni charging ki requirements ko isliye complete kar sakte hain aur apni different important transaction se properly connected Rah sakte hain.

                      Dear jab aap Kisi bhi platform per Power Bank ko per case karne ke liye Iske different outlets to find out Karte Hain To ismein aapke liye bahut hi aasani ho sakti hai isko easily purchase Kiya Ja sakta hai no doubt Jab aap Kisi bhi Power Bank ko purchase karne ke liye Iske important platforms aur outlets ko search karte hain to Aap Ko Kisi bhi Jagah se Power Bank mil sakta hai jo aapke liye maximum facilities provide kar raha hota hai dear jab aap Power Bank ko properly utilised kah Rahe hote hain to ismein aapke liye bahut jyada advantages ho sakte hain Jab aap Kisi Power Bank ko ek dafa complete charge kar lete hain Tujhe aap ke mobile ko 4:00 time hai recharge kar sakta hai jismein aapki bahut jyada travelling complete ho sakti hai aur aap ki charging ki requirements is Li fulfill ho sakti hai.

                      Faidy :

                      Power Bank ki bahut jyada advantages of sakte hain Sab Saman advantage hote hain ki yuddh bahut jyada expensive Nahin Hota isko carry karna bhi Aasan hota hai aur iski Itni Jyada space Nahin Hoti Jab aap Kisi bhi Aisi location per travel kar rahe ho jismein aapko charging se related problem ho sakte hain to aapke liye ek perfect platform ho sakta hai aur yah aapko maximum advantages provide kar raha hai aap ek power bank se multiple mobile recharge kar sakte hain aur apni requirements ko complete kar sakte hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review Traveling USB Power bank Par mubni hay

                        Assalam u alaikum dear forex members..!!
                        Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
                        Hamra aaj ka review traveling USB Power bank pr mabni ha.
                        Traveling USB power bank small size ka hota ha his main 1000 mAH Tak ki battery hoti ha. Is ky Small size ki wajah sy isko apny sath kahin b ly Jaya ja skta
                        Dosto mobile aaj kal zindgi ka Aik ahm hissa ban chuka ha. Or koi b kaam mobile ky bagair mumkin nhi.
                        Aaj kal Bohat zyada mehnat mobile market main majood hain or loog use b kr rhy hain . Islye qeemti chez ki hifazat bi bohat zrori ha.. mobile screen ko bachany ky lye bohat sy protector use ho rhy hain jin main paper protector, glass protector or aaj kal plastic protector b use ho rhy hain.
                        G Dear apny bilkul thek kaha ky hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
                        Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
                        Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
                        Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
                        Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faid nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain gy.
                        Shukrya ❣️❣️❣️

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X