Ye review electric geyser per mabni hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review electric geyser per mabni hy.

    Ye review electric geyser per mabni hy
    Introduction

    Assalam O Alaikum dear forex members umeed hy k ap sb thk hngy r mehnat sy kam kr rhy hngy mera aj ka topic hy electric geyser js ki ajkl bht zrurt hy. Electric geyaer pani grm krny k liye use hta hy. Is ka size r price depend krta hy. Electric geysers 2 trha k hty hyn 1-automatic .2-non automatic jo automatic geyser hty hyn wo water tap open krty he on ho jty r phr tap off krny sy bnd ho jaty. R jo non automatic hty hyn wo sara tym on rhty r pani grm krty rhty. Sardio me geyser bht zruri hta hy. Ajkl gas ki load shedding ki wja sy electric geyser prefer kiey ja rahy hyn. Ab ap. Sb b mery sth apny reviews share krynn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review electric geyser per mabni hy.

    Assalamu Alaikum dear member aapane Ek bahut Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai electric geyser Ek bahut acche electronic appliances hai hai jo Har Ghar Mein istemal ki Jaati Hai specially winters mein Main isko istemal Kiya Jata Hai Isko Ham water ko garm karne ke liye istemal Karte Hain iski help se a ham Apne bahut se kam easily kar sakte hain Hamen main shower Lena ho ya clothes washing karna ho yah bartan vagaira was Karna Ho To Ham electric geyser ko on karke a aanee ko garam Karke istemal kar sakte hain.

    Faiday :

    Electric geyser ki help se Hamen Apne a daily ke kam karne mein bahut jyada help milti hai electric geyser ki help se Hamen anytime garm water available hota hai winter mein bahut jyada thand ki vajah se a Ham coldwater istemal nahin kar sakte a electric geyser water ko garam Karke Ham istemal kar sakte hain ya bahut jaldi work karta hai ham hot water ki vajah se thand Se Bhi Mehfooz rahte hain electric geyser Har Ghar Mein istemal Kiya jata hai Isko istemal karne mein Hamen koi bhi problem Nahin Hoti Hamen sirf switch on karna Hota Hai hai aur garm Pani available Hota Hai.

    Nuksan:

    Electric geyser ke Kuchh advantages bhi hai agar light Na Ho To Ham electric geyser Ko istemal Nahin kar sakte Kyunki electric geyser hai aur light ho tabhi Ham isko on kar sakte hain isliye light na hone Ki Surat Mein Ham electric geyser ko Sambhal nahin kar sakte a yah expensive bhi Hote Hain kuch log isko istemal karne se avoid Karte Hain...thanks
    • #3 Collapse

      Re: Ye review electric geyser per mabni hy.

      Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic electric greyser related hai
      Electric graser Ek bahut acche electronic appliance Hai yah Har Ghar Mein Sambhal ki Jaati Hai yah special event main aapko istemal Kiya Jata Hai Iske se Ham Apne Pani ko garam kar sakte hain aur yah apne aap ko Apne washroom Mein kitchen Mein Kahin per bhi Laga sakte hain ya Hamesha Lena chahie To Hamen cloth washing karna ho to bartan ho gaya donon ho to yah Hamen Kafi help Karta Hai yah Pani ko garam Karta Hai Sathiyon ke Dinon mein bahut jyada Sawal Kiya Jata Hai yah bahut hi acchi Ek electronic app Hai Jis per aap easily Apne Pani ko garam kar sakte hain aap usko kitchen mein bhi use kar sakte hain varshon mein bhi aur Har Jagah scores Kamaal kar sakte hain ya bijali se chalta hai
      Advantages
      Electric graser ki help se Hamen Apne daily ke kam mein bahut jyada help Ho Jaati Hai Ham Apne kam ko Aasan kar dete Hain electric resar Ki Hai se Hamen anytime Garam Pani available hota hai sabjiyon mein bahut jyada thand hone ki vajah se aapko Thande Pani Ka istemal nahin karna padta aapko electric gas Hai Pani ko garam Karke istemal kar lete hain aur yah Pani bahut jaldi Garam kar leta hai aur aapko Achcha aur normal Pani bhi deta hai aapko iski voltage ke hisab Se Usko use kar sakte hain normal Pani bhi ho sakta hai Jyada garm Pani bhi ho sakta hai hai iska istemal Ka Tarika bahut hi Aasan hota hai yah easily istemal ho jata hai usko mein koi problem Nahin Hoti aur yah se switch on karna hota hai aur aapka Pani Garam Hona shuru ho jata hai
      Disadvantages
      Electric razor ke Kuchh disadvantages bhi hote hain ya Agar light Na Ho To yah Kam Nahin Karta yah bijali se chalta hai aur FIR Agar bijali per usko musalsal chalate Hain To Kafi Jyada Bele jata hai jo ke FIR aapke liye Kafi expensive kar sakta hai isliye is ko Itihaas istemal karna chahie yah Kafi expensive hota hai aur Har Koi se afford nahin kar sakta hai usko
      • #4 Collapse

        Re: Ye review electric geyser per mabni hy.

        Dear forex member umeed hy ap sab khyriat sy hon gy maira review electric hetaer py mabni hy. Dear yae gesyr ki sab sy advance shape hy
        GESYR KI IMSAM
        Dear wasy 3 tarha k gesyr pae jaty hain jin mai agg sy jalny wala gesyr , gas gesyr or electric gesyr hy

        ELECTRIC GESYR

        dear electric gesyr ki b agy 3 iksam hain aik auto gesyr jin ki price thori zaida or sab sy advance gesyr b bola jata hy dosra non auto jin ki price or function kam hain

        HOW ELECTRIC GESYR WORK
        Dear electric gesyr cold pani ko garam pani mai apny andr lagi tubes thermometer ki madad sy garam karta hy. Is process k ley bijli ka istemal karta hy.

        ELECTRIC GESYR KFAWAID
        Dear sardia bygyr gesyr k guzarna bhut mushkil ho gya hy ap apni sardian asani sy guzar sakty hain or khasosan jab ap k gar electric gesyr laga ho
        Dear electric gesyr gesyr mai sab sy advance hy keu k is ka working principel bhut acha hy. Yae pani ko thory time mai garam kar sakta hy. Is ka auto system py bhut help karta hy keu k wo auto py pani ko further garam hony sy rok dyta hy. Is mai kafi chy sensor lagy hoty hain. Lakrion sy jalny wala gesyr kafi mehnat mangta tha lakn is py srf apko aik button dabana parta hy. Yae mahol ko b alooda ni karta keu k heating process mai koi dhua ni nikalta.

        ELECTRIC GESYR K KUCH NUKSANAT
        Dear gesyr mai sab sy mainga gesyr electric gesyr hy
        Agr auto electric gesyr na laga ho to ap ka jism b jal sakta hy
        Jaisa k electric gesyr bijli py kam karta hy ap ko electric shok b lag sakta hy
        Electric gesyr sab sy advance or expensive hy agr yae kharab ho jae to is ko repair py b zaida kharcha hota hy
        Electric gesyr sy ap k gar ki bijli py load parta hy jis sy ap ka bill zaida ata hy
        Light na hony ki sorat mai yae ap k ley useless ho jata hy
        • #5 Collapse

          Re: Ye review electric geyser per mabni hy.

          Assalam alaikum dear viewers umed hai k ap sab kheryat sa hongay.
          Topic:ELECTRIC GEYSERS
          INTRODUCTION:
          Dosto aaj main aap ko electric geysers k baare main bhut si information
          provide karon ga yh geyser sardyon main paani garm karnay k lye use
          hota hai aur yh fully automated device hai jo k bijli sa chalti hai aur gas ka
          koi role ni aaj hum is k fayde aur nuksan k bare mai parhien ga.
          Advantage:
          Is geyser ka faida yeh hai k iss main gas use ni hoti balkay heating plates
          lagi hoti hain jo k bijli sa garam hoti hain jab hum tap open kartay hain to
          automatically current is plates sa pass hota hai aur inhien garam kr deta hai
          aur iss tarha is sa paani b garam ho jata hai dasra yh k gas geyser ki tarha
          leakage ka dar ni hota.
          Disadvantage:
          inka nuksan yh hai k yh bhut electricity consume kartay hain aur in mai wiring
          main aag lagnay ka dar hota hai aur aik aur bat yh hai k yh bhut mehngay hotay hain
          • #6 Collapse

            Re: Ye review electric geyser per mabni hy.

            Assalamu alaikum aapane bahut hi achcha topic Kiya hai review ke liye electric geyser jyadatar har Ghar mein Hi use Kiya ja rahe hain. Jaise ki Ham sabhi jante Hain ki k geyser 3 type ke hote Hain. Electric geyser, gas Geyser and wood geyser. Lekin aaj ka hamare topic electric wizard per hai. Electric geyser Pani garam karne ke liye use Kiya jata hai. iski bahut sare advantages hai to chaliye main aapko uske advantages Bata deta hun.

            Advantages.
            Electric geyser ke bahut sare advantages Hain, sabse bada advantage ye Hy k hamare Pakistan ke vo areas yah foreign countries ke be vo areas Jahan per gas ki facility available nahin hoti vahan per electric geyser ko use Kiya jata hai aur Pani garm Kiya jata hai. Jaise ki Ham Sab jante Hain ke jaise hi he sar de ka season aata hai to gas ki loadshedding start ho jati hy, isliye hamen mushkil ka samna karna parta Hy. Electric geyser ka kya fayda hai ki main bhi bahut achcha kam karta hai jab gas available nahi hoti. aajkal bahut saree combination different designs a different models ke electric geyser banaa rahi hai Milan ki price range bhi unki quality e aur quantity ke hisab se hai ki usme kitna Pani aata hai. electric geyser ka dusra Bada finally hai ki ismein bahut jald Pani garam ho jata hai as compared to gas geyser.

            Disadvantages.

            Electric geyser ka sabse bada disadvantage hai ki bijli bahut jyada kam gym karta hai jiski wale se hamara electric metre speed se chalta hai aur hamara electricity bill ziada ata hy. Electric geyser ko use karne ke liye hamen heavy plug and heavy socket chaye hote hain otherwise ye dekhne mein Aya hy ke agar normal socket or use Kiya Jaye tu ye wire Jala deta hy Kyu k isko high voltage hoti hy.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review electric geyser per mabni hy.

              Trading members electric geyser hot expensive hota hai jisko report karna mushkil hota hai ya electricity karta hai. Agar aap gas se chalne wala electric geyser use karte ho to iske liye aap pipettes aur use kar sakte ho members gas se chalne wala geyser aapke liye affordable hota hai aur is kabil aapko bahut kam aata hai lekin agar aap electric geyser use karoge to vah automatic to hota hai lekin. electric city bahut gandi hoti hai aur aap ko itna benefit Nahin milta jitna aapko bijli Ka bill pay karna padta hai.
              Electric geyser and gas geyser mein comparison Karen aur gas geyser ko pamper Karen jisse aapke liye winter season mein Apne household environment ko comfortable banane ke liye aap isko perfectly use kar sakte.
              dear members gas geyser committee really perfect hota hai aur ismein koi magnuson nahin hota koi electronic system Nahin hota just aapko pipe lagana hota hai gas ka aur stove ki Tarah yah kam karta hai. Dear members aap ko perfect results lene ke liye meticulous tremendous efforts karna honge.
              Advantages
              Dear members aapko electric geyser ke sath misuse nahin karna chahie. Electric electric geyser ke different advantages hai automatically aap ek button se Pani warmup kar sakte ho aur aap baten ke liye vaju ke liye e wa maaf kar sakte ho aur aap baten ke liye vaju ke liye use. Dear members of commerce gas geyser aapke liye gas geyser aapke liye perfect hai lekin agar aapki majburi hai to aapko electric geyser use kar lena chahie good opportunity old age people.
              Disadvantages
              Trading members electric geyser and gas geyser mein bahut difference hai. Aapko electric geyser ki jagah gas kidhar paper karna chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review electric geyser per mabni hy.

                Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12335250

                ELECTRIC GEYSER;


                friends gheroun or office weghaira mein sardi k mosam mein pani ki gram kernay k leay geyser ka use bhut zeyada hota hai.
                Sardiuon mein thanday pani ka istimal bht mushkil hota hai. Or ye health k leay bhi nuqsan-deh hota hai.
                Pani gram kernay k leay bht say methods use keay jatay hein. Jesay lakriaan jala ker pani geram kia jata hai iss k ilawa gas k choolay per ksi bartan weghaira mein
                Pani gram ker lia jata hai. Gas say chalany walay geyser ka istimal bhi bhut zeyada hai. Liken ajkal Electric Geyser yeni bijli say chalnay walay geyser ka istimal bhi
                Kafi barhta ja raha hai.
                Electric Geyser Bijli ki madad say Automatic tareway say chalta hai. Ye market mein easily available hota hai. Isay zeyada maintenance ki zaroorat nahi hoti.

                Electric Geyser k Faiday or Nuqsanaat ki baat keren to
                Iska zeyada fayida ye hai k jahan Sui gas ki sahoolat nahi wahan app electric geyser ka use ker saktay hein.
                Ye chotay size mein bhi mil jatay hein jis say kam say kam jagah ka istimal ho ga.
                Ye bhut jaldi pani gram kerty hen jo zeyda dair tak gram rehta hai.
                Electric geyser ka nuqsan yeh hai k yeh zeyada bijli consume kertay hein. Jis say bill zeyada anay ki waja say app k budget per bojh barhta hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review electric geyser per mabni hy.

                  Introduction
                  assalamu alaikum dear member of ka aaj ka review electric guitar per lagaya kya hai jaisa ki aap jante Hain k-electric bahut jyada jaruri hota hai jo ki har Koi apne Ghar mein lagata hai vah is se fayda utha sake ab jaisa kesar Diya aane wali hai to hamesha bhaiyon mein garm Pani ki jarurat padati hai to uske liye apne ghar mein girdhar ka hona bahut jyada jaruri hota hai uski vajah se Ham Pani ko garm kar sakte hain aur uski naha sakte hain aur use Pani ko use kar sakte hain electric geyser bijali se chalne wala geet hota hai iske liye koi bhi gas ki jarurat nahin padati iske bahut jyada fayde aur nuksan 8 jaate Hain Jo ki main aapke sath karti hun

                  Advantage
                  assalamu alaikum dear member kaisa kya aap jante Hain ki electric kidhar ke bahut jata hai advantages paye jaate Hain ya bijali fusion hone wala kaise hota hai jo ke Ham light se usko use karte hain aur is fake garam Pani hasil karte Hain
                  sardi mein kidhar ki bahut jyada jarurat rahti hai nahane ke liye aur Pani garam use karne ke liye
                  Ham is ko light se Chala sakte hain aur fayda utha sakte hain
                  Electric geyser ke liye gas ki jarurat bhi nahin padati
                  Abe market se acchi quality ka geyzerr kharidna chahie
                  electric geyser har age mein aur har quality mein available hota hai aap aasani se market mein se Hari sakte hain

                  Disadvantage
                  Dear member electric guitar ke bahut jyada disadvantages bi pi jaate Hain
                  jaisa ki aap jante Hain ki Jay light se use hone wala electronic hai aur ham light ke bagair isko on nahin kar sakte
                  hamen light se on karna chahie aur iske alava hamen se dur banana chahie kyunki light ki vajah se hamen current bhi lag sakta hai
                  Yah bahut jald kharab ho jaate Hain to isliye hamen acchi quality ka geyser kharidna chahie

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X