ya Review "Electronic Wheel Chair" par mabni ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ya Review "Electronic Wheel Chair" par mabni ha.
    Dear Asslamolikum !

    Topic Ka nam : " Electronic Wheel C
    hair"


    Topic ka Introduction :

    Aj ma jis topic kay bary ma bat krny ja raha ho wo ek electronic wheel chair par mabni ha is kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or qsanat ko ekhy gan to umeed karta ho is saya pko kafi faida ho ga to ha start karty han ya ek am wheel chair say bilkul alg hoi ha ya ek boht achi cheez ha ya fuly remote controll hoti ha or is ko opreate krna boht zada asan ha or is ko use karna boht asan ha or ya kafi zada comfortable ha or is ko use karny ma kisi qisam ka koi masal nhi bnta ha is ma ek heavy battry hoti ha jo motor ko calati ha or wo motor wheel kay sath connect hoti ha jo us ko move ary han ya kafi zada load utha sakti ha or ya jldi khrab nhi hoti ha is ki battery ife kafi zada ha or is ko e handel say agy pechy karty han,

    Faidy :

    is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han ya ek boht achi cheez a ya kafi zada comfartable hoti ha ios ko use karna boht zada asan ha is ko har am person use kar sakta ha is ko ek handel say move karty han or is ko chalaty ha is ma ek heavy qisam ki battery hoit ha jo is ko opreate krti ha or isk chali ha is par jitna marzi weight dal lay isko koi farqq nhi parta ha is ka design bopht acha kuiya hota ha or ya kafi zada comfortable hoti ha.

    Nuqsanat :

    is kay boht zada faidy kay sath sah kuch nuqsnat bhe han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han ya fuly automatic hoti ha or kbhi kbhi is ka system khrab ho jay to is ko sahi karna mushkil hota ha hgar is ki batery ios bar dea ho jay to new battery leni parti ha jo boht zda mehngi ati a or ya electricy ka bill kafi zada leti ha or ya kafi zada mehgni ha har am person is ko nhi buy kar sakta ha or zada is kay koi nuqsanat dekhny ma samny nhi aty han.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ya Review &quot;Electronic Wheel Chair&quot; par mabni ha.

    Assalam o Alikum!Doston umeed karta hu ap sub khariat sa hon ga aj ma apko electric wheel chair ka bary ma bataon ga Doston electric wheel chair aam wheel chair jasi ni hoti wo electric hoti ha uska structure dosri wheel chair sa kuch milta julta ha electric wheel chair thori mahngi hoti ha ya mazoor afrad kaliya hoti ha ya boora logon kaliya hoti ha aj kal zayada tar beghare electric wali he zayada use hoti ha q ka ya electric wali wheel chair ka muqably ma sasti hoti ha
    Structure:
    Doston ya aik chair type hoti ha or iska four wheel hoty ha agly wheel har taraf move hoty ha or jo pichly 2 hoty ha un ka andar hawa dalti ha wo sirf agy peechy kaliya hoty ha iska aik reverse gair hota ha or 2 ya 3 agly gair hoty ha iska andar battery hoti ha jo chargeing wali hoti ha
    Advantages:
    Doston iska bhot sary advantages ha Ya mazoor afrad kaliya use hoti ha wo asani sa isko agy pechy kar sakty ha Unka hath takhty ni ha or wo asani sa kahin bh ja sakty ha Iski seat bhot comfortable hoti ha or wo aram da safar kar sakty ha Agar iski charging full ho tu ya aram sa 3 4 kilo meter chal sakti ha
    Disadvantages:
    Iska disadvantages bh ha Ya bijli bhot consume karti ha Iska wazan bhot zayada hota ha agar ya kharab ho jy tu uthana mushkil hota ha
    Iski battery bh kharab ho jati ha
    Iska tyre bh punchure ho jaty ha
    Ya kharab bh ho jati ha
    Iski bhot zayad care karni parti ha

    Cost:

    Doston ya pakistan sa bhot mushkil milti ha ya taqreeban agar mil bh jy tu iski price 50 thousand plus hoti ha
    • #3 Collapse

      Re: ya Review &quot;Electronic Wheel Chair&quot; par mabni ha.

      ASSALAM ALAIKUM !
      INTRODUCTION OF TOPIC

      Aj main jis topitopic k bare main aap koko batanay ja rha hon woh hai Electric
      Wheel Chair
      aaj main aapko is k bare main bataon ga aur yh simple wheel chair
      sa thori mukhalif hoti hai is wheel chair k zrye mazor afraad khud ko aik jagha
      sa dsri jagha asani sa le ja saktay hain aur unhien hath sa tyre ghumanay ki zrkrat nhi parti
      aur nah hi kisi aur fard k Sahara ki zrorat hoti hai.
      ADVANTAGE :
      iska faida yh hai k yh fully automatic aur remote controlled hoti hai is par bethnay wala
      shakhs is ko apnay sath k zrye control kar sakta hai aur yh kaafi powerful b hoti hai is
      k ilawa is main night k lye lights b lagi hoti hain aur iski wajha sa mazor afrad ko kisi k
      saharay ki zrorat b ni parti
      DISADVANTAGES:
      is k fayde k sath kuch nuksanat b hain aur woh yh k iski motor wghera khrab hone ka dar
      rehta hai is k ilawa is ki battery b jaldi khtam ho jati hai aur isko bar bar charging pa lgana
      parta hai jis ki wjha sa bijli k expense barhta hain aur yh wheel chair mehngi b hoti hai.
      aur yh pakistan main bhut kam e milti hai is lye isko bahir sa mangwana parta ha
      • #4 Collapse

        Re: ya Review &quot;Electronic Wheel Chair&quot; par mabni ha.

        Assalam walekum doston umeed karta ho ap sab log khairiyat se hongai. Aur forex per aapka kam achcha chal raha hoga doston aaj hamara Jo topi hai. Hua hai electric wheelchair doston se aap sabko pata hai kivi chair Jo banai gai hai vah majura ke liye hoti hai aur jo pahle waqt mein simple wheelchair 43 aur aaj bhi hai February majurat ki ek mushkil ban rahi thi ki jyadatar manjur apradh usse jyada dur Tak Chala nahin sakte the to fir mehari ne is halat ko dekhte hue electric wheelchair banaye joke ek battery se chalti hai jiska handle bhi hai aur use AAP share ko aasani se Chala sakte hain per kiska bahut jyada fayde Hain isase aapko thakawat bilkul mahsus nahin hogi parihara ke majurat ke liye acchi hai jo kya mscia hua karti thi vah jyadatar manjur apradh se Chala nahin sakte the per yah bahut hi aasan aur aur comfortable chair hai yah market mein aam share se mehngai bhi milati hai kyunki iski vajah iske new design aur iske new functions Hain yah bhi Baki army chair ki tarah 45 per chalti hai Baki do Jo 5 aate Hain piche ke vah fix hote Hain aur jo aage ke do pahiye hote hain use aap mor sakte hain aur usse half har taraf aasani se ja sakte hain aur yah beechi 50 hone wali chair hai aur aaj bhi yeah chair keva is mint bahut se manjur apradh hai per kuchh majura desi bhi hai hai jo kaise khareed nahin sakte aur vasiyam share per gujara kar rahe hain iski kimat vah ki or se jyada hone ki vajah se manjur apradh ke liye thoda sa masala ban gai hai aur yah chahie waqia ki mukabale acchi to hoti hai parai uski apni battery life hoti hai use charge karna padta hai to is vajah se bhi kuchh logon ko ismein masala pesh raha hai Baki aisi Koi wajah nahin hai jisse is Sher ko dekh kar karya kiye chaha manjur apradh ke liye bahut sahi aur confortable banai gai hai.....
        Allah Hafiz
        • #5 Collapse

          Re: ya Review &quot;Electronic Wheel Chair&quot; par mabni ha.

          Assalamualaikum!!
          Dosto aj mein apky sath electric wheel chair Kay mutaliq information share karny ja Raha hun . Wheel chair asal main Aik chair hoti hai Jo mazoor afrad keliye hoti hai .
          Structure:-
          Electric wheel chair ka structure kuch is Tarah hota hai Kay ye Aik chair hoti hai jiskay neechy wheel's lagy Hoye hoty Hein . Is main engine hota hai aur ye is tarah automatic hoti hai . Us main battery fiz hoti hai jsiky charge Kia jaye to ye chalti hai . Is Kay right arm par Aik button hota hai Jahan sy Ap isy on ya off Kar sakty Hein aur yahan par iski speed ka option bhi hota hai m. Idher sy hi Electric wheel chair drive ki ja sakti hei .
          Benifits:-
          Isky bohat sy benifits hoty Hein Jin main ye hai Kay mazoor log jinko Aik jagah sy dosri jagah Jana mushkil hota hai wo isky zariye kahin bhi ja sakty Hein isky sath sath ye electric hoti hai is waja sy isy easily khud bhi drive Kar Kay kahin bhi Ap Kay ja saktay Hein . Isko charge Ghar par hi Kia ja sakta hai aur is tarah apko petrol diesel waghera ki bhi zarurat nai hoti . Electric wheel chair ki speed change ki ja sakti hei ye fats bhi chal sakti hai aur slow bhi chal sakti hai . Iski battery timing bhi achi hoti hai . . Electric wheel chair ka Aik faida ye bhi hai Kay ye bohat mazboot hoti hai aur ye toot Jai sakti .
          Disadvantages:-
          Isky kuch Disadvantages bhi Hein Jin main ye hai Kay ye bohat expensive hoti Hein aur har kisi keliye easily affordable nai hotn aur ye bohat heavy hoti Hein is liye inko easily nai uthaya ja sakta
          • #6 Collapse

            Re: ya Review &quot;Electronic Wheel Chair&quot; par mabni ha.

            Dear forex member umeed hy ap sab khyriat sy hon gy maira review Electronic wheel chair py mabni hy.

            ELECTRONIC WHEEL CHAIR
            Dear Electronic wheel chair normal wheel chair ki aik advance shape hy jis mai batires motor or chair k nechy tyre lagy hoty hain. Yae chair b disable person k ley istemal e hoty hain. Is ka wazan is mai lagi motor batery or mukhtalif chezo py depend karta hy.

            HOW ELECTRIC WHEEL CHAIR WORK
            Dear electric wheel chair k andar batery lagi hoti jo charrge ki jati hy charge k bad yae batery motor ko chalati hy motor futher wheel chair k nechy lagy tyre ko move karati hy. Yae joystick or button ki madad sy chalti hy or yae hath sy oprate ki jati hy.

            ELECTRIC WHEEL CHAIR K FAWAID
            dear electric wheel chair any sy pehly wheel chair ko chalany k ley aik extra bandy ki zarorat parti thi jis ko chalaty wakt thakan hoti thi or wheel chair py bhyta shaks b comfortable ni hota tha. Electric wheel chair bhut zaida comfortable b hy or is ko oprate k ley kisi extra bandy ki zarorat b ni parti.akaila banda khud e kaen b is aa ja sakta hy. Is k sath ap is ko slow or fast b kar sakty hain. Is ko oprate karna itna mushkil ni hota. Jab charge khatam hony wali hoti hy to ap ko warning alarm sy pata chal jata hy js sy apko bhut faida hota hy.

            SOME DISADVANTAGES OF ELECTRIC WHEEL CHAIR
            Dear wheel chair ki aik advance shape hy is ley is ki price kafi zaida hy
            Is k sath is mai batery lagi hoti hy jo time sy is ki batery life km hoti hy.
            Apko iska kafi khyal rakhna parta hy khasosan bacho sy door rakhni parti hy.
            Khasosan barish sy bhut bacahni parti hy
            Is k sath agr apko malom na ho or batery khatam ho jay to apko kafi pershani ka samna karna par jata hy. Agr kharab ho jae to repair karny mai ap k kafi paisy lagty hain. Is py apko girny k chance b hoty hain keu k ap k sath koi banda ni hota or ap khud oprate kar rhy hoty hain.
            • #7 Collapse

              Re: ya Review &quot;Electronic Wheel Chair&quot; par mabni ha.

              Assalamu alaikum aapane bahut hi achcha topic choose Kiya hai review ke liye. Electronic wheel chair jesa ke hum sab jante Hain ke jo log chal phir nahi sakte unke liye use ki jaati hai. Bohat sari companies electronic wheel chair bana rahi hai. Aur Pakistan mein bahut se companies ki electronic wheel chair import bhi ki jaa rahi Hain. Ummed karta hun Mera comment bhi Apke liye fayede man's hoha tu main pehle apko electronic wheel chair ke kuch advantages and benefit Bata deta hun.

              Advantages.

              Electronic wheel chair ka sabse bada advantage yah hai ke ye battery operated chair hy jo special person ke liye design ki gai hy wo log jo chal nahi sakte kisi wajha se mazzor hain, wo yeh chair use karte hain. Isko use karna Bohat he easy and comfortable hai. Battery ki madad se remote control hath mein hota hy aur ap kahein bhi ja sakte hain easily move kar sakte hain electronic wheel chair or Beth ke, iski battery ek recharge mein takreeban 4 se 5 kilometers btak ka distance cover karti Hy. Iski quality Bohat achi hoti hy aur jitNa bhi heavy weight ho ye easily meet be karti Hy. Ispe Beth ker kisi kism ki pareshani mehsus nahi hoti specially in logon ke liye jo ziadatar akele rehte ho. Unki traveling mei cooperative hy. Iski price bhi design and models ke hisab se different hoti hy.

              Disadvantages.

              Iska disadvantage ye Hy ke iski battery capacity kam hoti hy jiski wajha se ye sirf 4 se 5 kilometers ka distance cover karti hai aur iske Baad hamein phir ye recharge karni parhti hy. Aur ye long distance ke liye suitable nahi hai. Iska weight kafi ziada hota Hy jiski wajha se isse uthane easy nahi hota.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: ya Review &quot;Electronic Wheel Chair&quot; par mabni ha.

                Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha review share Kiya hai hijoker electronic wheel chair ke related hai to jaise ki aapko pata hai ke electronic wheel chair maujud patient ke liye banaya Gaya haiISI tarah dear aap ko pata hai collector hone ke pair ke bare mein bataunga electronic chij arm chair jaisi nahin hoti vah electric hoti hai uska constructure dusri wheelchair se kuch milta julta hai electric wheelchair thodi Man ki hoti hai yah hosur apradh ke liye hoti hai aur bure logo ke liye hoti hai cal aajkal jyadatar electric wali hi hoti hai kyunki electric wali mein sasti hoti hai .

                اب آن لائن

                Working...
                X