Introduction:Blood testing machine ka use medical laboratory me use kia jata hay jes me blood ko har Tarha se analysis ya test kia jata hay blood me majood sugar, alcohol aur other testing key maqsad se es ko use kia jata hay, es device key sath strips hoty hey jes key help se blood key cells ko analysis kia jata hay, ye high specialised electronic device hay jes key test result ko challenge nahi kia jata hay es ka blood test 100% accurate hota hay,
Advantages:Blood test machine ko use karty howy sugar test kia ja sakta hay jes ki waja se hamy asani se sugar level ka andaza ho jata hay agar sugar test na kia jaye to ham apni health ki kabi care nahi kar sakty hey magar blood test machine me blood test kar key hamy sugar level ka andaza ho jata hay jes ki waja se ham time par hi sugar ko control karny key ley medicines use kar sakty hey, es machine ka use doctors drivers key alcohol test key ley be karty hey jes se en ko mallom ho jata hay key esy afraad ne ketni drinking ki hay, blood test machine me har tarha key test key ja sakty hey blood cells ko analysis karny key ley es machine ka use kia jaye to asani hoti hay, otherwise kesi aur sources se ham kabi be blood ko test nahi kar sakty hey,
Disadvantages:Laboratory test me agar es machine ka use kia jata hay to technician ko har tarha se qualified hona zarori hay aur technician me skills be majood hony chaye, technician agar acha experience nahi rakty to es se blood testing me koi ghalti be ho sakti hay jes ki waja se ye machine be ghalat test issue kar leta hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим