Re: Yeh review "fridge "pr mabni h
ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
Yeh review Fridge per mabni hai ;
Dears , Ajj ka hamara review hai Fridge .
Introduction ;
Dears , Fridge ka oehka function hai cooling ye function fridge Kay oper waly khaany main hota hai is portion main bohat ziada cooling hoti hai aur uskay zariye ap agar is main Pani rakhen to wo much dair tak baraf ban jata hai aur is tarah Ap garmion main baraf hasil Kar sakty Hein aur isy Pani main Mila Kar thankda Pani pi sakty Hein aur is tarah ye portion ziada tar garmion main ham use karty Hein is coolings waly portion ka Aik aur maqsad bhi hota hai ap yahan par gosht bhi rakh sakty Hein aur aur gosht ko freeze Kar Kay ziada time keliye isy use Kar sakty Hein . Is tarah ye portion meat preservation ka kaam bhi karta hai
Fridge Kay andar food preservation ka kaam bhi hota yahan par Ap apna food preserve bhi Kar sakty Hein ye function fridge Kay neechy waly portion main hota hai . Is portion main temperature itna Kar dia jata hai Kay isky andar Ap doodh dehi khana sabzian sue fruit ko rakhen to ye ziada time Tak preserve rehta hai is tarah apoa khana aur doodh waghera kuch bhi kharab nai hota aur kharab hony su Bach jata hai is liye ye big faida ka kaam hai ap Pana khana bacha Kay rakh sakty Hein is liye fridge ka kaam bihat aeham hai aur Ap isy use Kar sakty Hein Refrigerator ya fridge ka sabse important aur bara advantage ye Hy ke hum apni food products ko isme store and save kar sakte hain. Jesa ke agar hum ne koi dish banayi Hy ya koi salan waghrra banaya hy tu garmi mein agar usko bahar rakh Diya Jaye tu wo kharab hojata hai isliye hum usse fridge mein rakh dete hain jis ki wajha se wo kharab bhi nahi hota aur fresh rehta Hy aur jab hamein chaye go tu hum usko nikal kar garam kar lete hain. Fridge ka dosra advantage ye hai ke isme paani thanda Kiya jata Hy kyunki garmi mein humein thande Pani ki zarurat hoti Hy isliye hum bottles mein paani dal kar rakh dete hain aur thirty time mein wo thanda hojata hy. Iske 2 portion hote hain. Dosre portion mein hum wo cheezein rakhye hain jinhe hum ne freeze karna ho ya ziada thanda karna ho. Ice cubes banae k liye hum 2nd portion ko use karte hain aur phir use juice ya cold drinks meina daal kar peete hain. Fridge ka thermostat bhi hota hy jiske zariye hum fridge ka temperature weather ke accordingly set kar sakte hain.
ADVANTAGES ;
Dears ,Refrigerator ya fridge ka sabse important aur bara advantage ye Hy ke hum apni food products ko isme store and save kar sakte hain. Jesa ke agar hum ne koi dish banayi Hy ya koi salan waghrra banaya hy tu garmi mein agar usko bahar rakh Diya Jaye tu wo kharab hojata hai isliye hum usse fridge mein rakh dete hain jis ki wajha se wo kharab bhi nahi hota aur fresh rehta Hy aur jab hamein chaye go tu hum usko nikal kar garam kar lete hain. Fridge ka dosra advantage ye hai ke isme paani thanda Kiya jata Hy kyunki garmi mein humein thande Pani ki zarurat hoti Hy isliye hum bottles mein paani dal kar rakh dete hain aur thirty time mein wo thanda hojata hy. Iske 2 portion hote hain. Dosre portion mein hum wo cheezein rakhye hain jinhe hum ne freeze karna ho ya ziada thanda karna ho. Ice cubes banae k liye hum 2nd portion ko use karte hain aur phir use juice ya cold drinks meina daal kar peete hain. Fridge ka thermostat bhi hota hy jiske zariye hum fridge ka temperature weather ke accordingly set kar sakte hain. Aj Kal latest designs ke fridge Bohat achy color aur design mein available hain jinki price bhi unke size and look ke hisab se differ karti hai .
DISADVANTAGES ;
Dears , Fridge ke disadvantages mein se sab se pehle aur bara disadvantage ye Hy ke iski gas aksar kuch time use karne ke Baad kam hojati hy jisko dubara dalwana parhta Hy aur iski price bhi Deni parhti hy. Iske alava iska dusra bara disadvantage ye Hy ke iske majic khatam hojati hy jiski wajha se fridge ke doors closed nahi hote aur cooling leak hoti rehti hy aur hamari cheezein Jo ham ne fridge mein rakhi hoti Hain wo kharab hona shuru hojati hain. Iske sath sath fridge ko use karne se hamari bijli bhi use hoti Hy aur bijli ka bill bhi ziada aata hai .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим