Re: Ye review electric heater per mabni hy
Assalam o alikum viewers!
Umeed krta hn ky aap sb khairiyat sy hongy.
Allah pak aap sb ko hamesha khush rkhy or apni hifazat main rkhy(ameen).
Main aaj jis topic pr baat krny ja rha hn wo "ELECTRIC HEATER" hai.
INTRODUCTION :
jaisa ky aap sb janty hian ky yeh jadeed technology ka doar hai. Yhan hr masly ka hal hota hai. Jis trh garmiyon ky liay fans or AC bnaye gye hain isi trh sarfioyn ky liay electric or gas heater bnaye gye hain.
Aaj hum electric heater ko disscuss kryn gy yeh ek electrical device hai. Or yeh un ilqon main paya jata hain jhan sardiyan sakht hoti hain or whan gas majood ni hoti..
ELEMENTS OF ELECTRIC HEATER:
Stainless steel electric heater
Aluminum electric heater
ADVANTAGES :
Electric heater ky bhot sy faidy hoty hain jin main sy kuch aaj main aap ky sath shate krn ga.
Wo ilaqy jha gas nai hoti wha electric heaters istamal kiay jabskty hain.
Yeh market main asaani sy mil jaty hain.
Agr achi quality ky heaters istamal kiay jyn tu wo lamby arsy tak chl skty hain.
Yeh cooking ky liay bhi use hoskty hain kuon ky ueh stove ki trh hoty hain.
Yeh sardiyon main kamry ky mahol ko bhot sakoon deh bna dety hain.
In ki efficiency bhot achi hoti hai.
Yeh bhot achy tareky sy apna fuction poora krty hain.
DISADVANTAGES :
jis trh electric heater ky bhot sy faidy hoty hain is trh in ky bhot sy nuqsanat bhi hoty hain jin main sy kuch aaj main aap ky sath share krn ga..
Yeh ek electrical device h jis ki wja sy aap ka bill bhot zada aata hai.
Yeh gas hrater ky muqably mai kam heat produce krty hain
Yeh jald khrb ho jaty hain.
In ki kemaat bhot zada hoti hai.
Yeh loadshedding ki doran istamal nai hoskty.
Isi trh yeh kamry main oxygen level bhot kam kr dety hain jis sy bhot suffocation hoti hai.
Yeh bhot bijli istamal krty hain jis sy fuse bhi khrb ho skta hai.. Ya shot circuit hoskta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим