Yeh review AC(air conditioner) pr mubni h.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review AC(air conditioner) pr mubni h.
    Assalam o alikum viewers!
    Umeed krta hn ky aap sb khairiyat sy hongy. Allah pak ap sb ko haneaha apni hifazat main rkhyn(Ameen).
    Mera aaj ka ka unwan AC h.

    INTRODUCTION :

    AC ek electrical device h. AC ka poora matlab "Air Conditioner " h.
    AC ek aisa system h jo ky mahol main sy garam hawa ko khtm(remove) krky thnda krta.
    Yeh is garam hawa ko bhr nikal deta h.

    STRUCTURE :
    AC main rk compresser hota h or us sy aagy ek condenser hota ..hawa compresser sy condenser tak jati h.
    Condenser sy gy pipeline hoti h. Air pipe line sy pass hokr evaporater tak jati h or wha sy kuch outdoor unit (bahr) ki trf jati h or baki phr sy compresser ki trf.

    FUNCTION :

    Room main majood garam hawa(warm air) AC ky andr dakhil(enter) hoti hwhn sy y air ya heat compresser ki traf jati h compresser is warm air ko compress krny ka kaam krta h is ky baad air condenser ki trf jati h condensor
    Heat ko bahr nikal deta h baki ki hawa jo ky cool ho chuki h wo AC main majood phnkhy(fan) ki trf jati h or whn sy fan usy room main bhej deta h... Is trh kamry ka mahol thnd hota h..
    Aajkl har electronic ki company AC bnati h jis sy is trh hny AC ki bhot si varieties easily hr jga sy mil jati hain.

    ADVANTAGES :

    1:yeh asthma attack ki possibilities ko mahol main majood asthma ky patient ky liay kam krti h
    2:yeh garmiyon main ghr ko or secure bnata h.
    3:yeh exercise krny ky liay jgha ko khushgwar or cool bnata h.
    4:is ki wja sy room main keery(insects) or parasite s kam aaty hai
    5:is ki wja sy garmiyon main pursakoon nenneend aati h.
    6:yeh room main majood electronics ko overheat hony rokti h.
    7:yeh workperformancworkperformance ko increase krta h.
    8:yeh dehydration ky risk ko kam krta
    9: yeh kam awaz paida krta jis sy kam shor hota h or noise ppollution create nai hta.
    10: yeh heat stroke ko kam krta h.

    DISADVANTAGES :

    1: air conditioner humidity or temperature main tabdeli lata h jo ky insan ky respiratory system ko nuqsan ponchata h.
    2:is ka muslasal istemal(regular use) hmari skin or mucous membrane ko dry kr deta h.
    3:is ki kam magr lagatar shor noise pollution ko paida krta h.
    4:baar baar ki air circullation bhot si infectious respiratory bemariyon ko janam deti h.
    5:air conditioner main akhti ho jany wali dust jo ky air ky zariye andr ati h wo bhot si allergies ka bayis bnti h.





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review AC(air conditioner) pr mubni h.

    Assalam o Alikum !
    Daoston umeed karta hu ap sab kharait sa hon ga aj ma apko ac ka bary ma bataon ga
    Asal ma ac ka full name air cnditioner ha jo ka aik electrical machine ha jo room ko thunda karny kaliya istimal hota ha aj kal har ghr ma ya office ya bank ma mojood ha ya garam hawa ko bahir nikalta ha or thandi hawa ko andr bhejta ha aj kal ya bhot am ho gya ha

    Structure:
    Ac ka andar aik pipe numa fan hhota ha is ka andar aaik Gas dalti ha isky sath jo rectagle numa daba hota ha osky andar bh aik fan hota ha ac bijli ka sath chalta ha

    Advantages:

    ac ka bhot sa advantadvantages mojood ha ya humy thanda hwa farahim karta ha ya garmi ko kam karny kaliya istemal hota ha ya hamko bhot asani sa market ma miil jata ha ya hamary jism ka temperature barqarar rakhta ha aj kal ac har jaga use hota ha

    Disadvantages:

    Ac ka bhot sary disadvantages bh ha bhot zayada istimal karny sa isky andar gas khatam ho jati ha jo ka 3000 tak dalti ha dosra ya ka ya bhot bijli conse karta ha or iski gas insan ka andar bhot se bemarian muntaqil kar deti ha

    Cost:

    ​Iski cost yaqreeban 65 hazar bh ha 80 hazar ka bh aor cconditioner bh ha aj kkal bhot se companies ka ac market ma mojmojood ha
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review AC(air conditioner) pr mubni h.

      Assalamu alaikum air condition bahut hi acchi product hai aapane a bahut achcha topic choose Kiya hai hai review ke liye. Air conditioner ek electronic device hai jisko room cooling, office cooling, ya different places or as a coolant use Kiya jata Hy. Ye aj Kal hamare Zindagi mein aam product ban gai hy jisse ziada log use karne lage Hain.

      Advantages.

      Air conditioner ke bahut sare advantages hai jaisa ke yah ek cooling machine Hy, iske 2 part hote Hain 1 outer kahan jata hai jo kamre ke bahar ja chhat per rakha jata hai aur dusra panel unit kamre ke andar lagaya jata hai. Outer garam Hawa Bahar nikalta Hy jab ke inner unit thandi Hawa kamre mein supply karta Hy aur room thanda rehta Hy. Air conditioner co gharon aur office mein use Kiya jata hai yeah electronic item kiheat ko kam karta hai hai iske sath sath yeah body temperature ko bhi cool down karta hai hai iske sath sath yah humidity e ko control karta hai hai aur aur yah heatstroke se batata hai jyadatar bahut garmi ke mausam mein main use Kiya jata hai. Aajkal latest technology ke inverter AC e bi market mein a gaye hain Jo power consumption less use karte hain aur acchi performance dete Hain.

      Disadvantages.

      Air conditioner ke disadvantages mein sabse pahle electricity bill bahut jyada aata hai iske alava iski cost approximately 60000 and above hai aur aur iski maintenance bhi thodi expensive hai. Air conditioner ka regular use body ke liye harmful ban jata hai jiski vajah se aksar logon ko body pain ki problem start Ho jaati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review AC(air conditioner) pr mubni h.

        Hello Friends! 🌟Aj ka review jis electronic device pe mubani h wo bht e ziada faid e mand h...
        AC ( AIR CONDITIONER)
        AC ek electrical device h. AC ka pura matlab "Air Conditioner " h....yani Air conditioned air.... thndi hawa provide krna h...AC ek aisa system h jo k hr mahol main sy garam hawa ko khtm(remove) kr k thnda krta h .. or ap ko cool air provide krti h...Yeh is garam hawa ko bhr nikal deta h...or apko cool nd fresh air provide krta h...
        ADVANTAGES:
        ac k bht ae faidy hyn ap k lye..ac wqi ek benficial electronic device h...;yeh asthma attack ki possibilities ko mahol main majood asthma k patient k liye kam krti .... yeh garmiyon main ghr ko or n zjasda secure bnata h... or yeh exercise krny k liye jgha ko pleasant or cool bnata his ki wja se room main (insects) or parasite kam aate hyn or ap istrah se bbt e zaida safe rhte hyn...is ki wja sy garmiyon main ap skoon we qpni neend ko pura kr skte hyn....yeh room main majood electronics ko overheat hone rokti h.... or is k on hny se koi noise pollution b ni hoti...or bbt e safe or cool se mahol.me ap time spend kr skte hyn...
        DISADVANTAGES:
        ac k jahan faixy hyn wahan kuch nuksamat b hyn jo ap se me aj share krnga...jese k air conditioner humidity or temperature main tabdeli le ata h jo k insan k respiratory system ko nuqsan ponchata h... or is se ap ko diseases wgeea ka issue hota h...or Ac me ap kq jism painful hotq h... q k yeh artificial air apko bemar b kr skti h...or is se bijli ka bht loss hta h...
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review AC(air conditioner) pr mubni h.

          introduction:-
          assalam walekum doston ummid karta hun aap sab theek honge doston aaj main aapko jis chij per apna jawab dene laga Hun vah AC ha jisko Ham air conditioner bhi kahate Hain doston Ham AC ka istemal jyadatar apne gharon officers aur businesses places per karte Hain doston aisi summer season ke liye bahut hi jyada karamat chij hai hai aur doston hamare mulk Pakistan mein garmi vaise bhi bahut jyada hoti hai jis vajah se jyada log aisi ko prefer karte hain kyunki doston iski working bahut acchi hoti hai hai aur yah hamen main bahut jaldi cooling provide karta hai

          Advantages:-

          Doston air conditioner ke bahut jyada fayde hote hain sabse pahla aur Bada fayda hota hai ke hair conditioner fans for air coolers ki nesbit jaldi room ko thanda karte hain aur ine ki cooling bahut jyada fast hoti hai iske alava doston hair conditioner jyadatar inverter ki form mein hote Hain jiska sabse bada aur men fayda hota hai ki Ham sathiyon mein isko aisa heater istemal kar sakte hain iske alava doston AC ki outer body bahut jyada acchi look wali aur shiny hoti hai aur doston aisi ka sabse bada fayda yah bhi hota hai ki hamen market se easily available hota hai aur ham isko purchase kar sakte hain doston aisi mein ek quality yah bhi hoti hai ki mukt laif sizes aur power mein maujud hota hai isliye Jo hamare liye suitable hota hai Ham use aasani se purchase kar sakte hain

          Disadvantages:-

          Doston Jahan per AC ke kitne jyada fayde hote hain vahan per iske nuksan bahut jyada hote Hain doston AC electricity ka bahut jyada istemal karta hai jiski vajah se hamare electricity bills mein ijaafa hota hai doston AC ke indoor unit aur outdoor unit bahut hi jyada heavyweight hote Hain iske alava doston AC ke permanent use se hamen arthritis jaisi bimari ka ka samna karna pad sakta hai kyunki doston AC ke permanent use se hamare joints kamjor Ho jaate Hain iske alava doston air conditioner price mein bhi bahut jyada hi hote hain isliye common man inko purchase nahin kar sakta
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review AC(air conditioner) pr mubni h.

            Salam dear members ap n hmry sath bahut accha review share kiaa jo k AC k baary mn hy
            Ac ak short term h ..iska pura name "air conditioner "hai
            Ac aj kl bahut ziada use ki jaany waly electronic device h
            Yh bijli p chalta h
            Iska asal maqsad hmry room ko thanda karna h
            Ac bahut sari jaghoo p istemal hota h jese k
            Offices
            Schoolls
            Hospitals
            Hotels
            Houses
            Stores etc
            Pakistan 🇵🇰 mn bahut sari companies AC bnati hyn jese k
            Pell
            Haier
            Samsung
            Dawlance
            Etc
            Ac k bahut sary parts hoty hyn jinko milaa k yh kaam keta h jese k
            Compressor
            Evaporator
            Condensor
            aj kal Ac k bahut types market mn aachuki hyn jese k
            Chiller
            Invertor etc
            Ac k bhut ziada faidy r koch nuqsan b hyn jo mn apko batati hun

            Advantages

            Ac hmry room ko thanda krta h..
            Grmio mn Ac bhut skoon muhaiyaa krta h
            Heat stroke s bchata
            Grm ilaaqo mn kahun bahut ziada grmi hojti h wahan Ac bhut bri nemat smjha jata h
            Ac 2nd hand ✋ b khareeda ja skta h
            Aj kl market mn sasty Ac b introduce kiye ha rhy hyn
            Iski wja s ap k room mn insects km aty hyn
            Yh grm hawa ko bhr nikalta h
            grmio mn Ac apko skoon ki neend Frahm krta h

            Disadvantages

            Dear members jese k ap log janty hyn hr cheez k faidy r kuch nuqsanat b hoty hyn isi trah Ac k bhi Kuch nuqsanat hoty hyn
            Jese k kuch Ac bahut ziada mehngy hoty hyn r aam admi inko nahi khareed skta
            Air mn aany wali dust respiratory bemaario ka sabab bnti h
            Ac bhut ziada bijli istemal krta h jiski wja s bill bahut ziada ata h
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review AC(air conditioner) pr mubni h.

              Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj ka review AC air conditioner per hai AC ha jisko Ham air conditioner bhi kahate Hain doston Ham AC ka istemal zyadatar apne gharon officers aur businesses places per karte Hain doston aisi summer season ke liye bahut hi jyada karamat chij hai hai aur doston hamare mulk Pakistan mein garmi vaise bhi bahut zyada hoti hai jis vajah se zyada log aisi ko prefer karte hain kyunki doston iski working bahut acchi hoti hai hai aur yah hamen main bahut jaldi cooling provide karta hai
              Faidey
              Doston air conditioner ke bahut jyada fayde hote hain sabse pahla aur Bada fayda hota hai ke hair conditioner fans for air coolers ki nesbit jaldi room ko thanda karte hain aur ine ki cooling bahut jyada fast hoti hai iske alava doston hair conditioner jyadatar inverter ki form mein hote Hain jiska sabse bada aur men fayda hota hai ki Ham sathiyon mein isko aisa heater istemal kar sakte hain iske alava doston AC ki outer body bahut jyada acchi look wali aur shiny hoti hai aur doston aisi ka sabse bada fayda yah bhi hota hai ki hamen market se easily available hota hai aur ham isko purchase kar sakte hain doston aisi mein ek quality yah bhi hoti hai ki mukt laif sizes aur power mein maujud hota hai isliye Jo hamare liye suitable hota hai Ham use aasani se purchase kar sakte hain
              NUQSAN
              Doston Jahan per AC ke kitne jyada fayde hote hain vahan per iske nuksan bahut jyada hote Hain doston AC electricity ka bahut zyada istemal karta hai jiski vajah se hamare electricity bills mein ijaafa hota hai doston AC ke indoor unit aur outdoor unit bahut hi zyada heavyweight hote Hain iske alava doston AC ke permanent use se hamen arthritis jaisi bimari ka ka samna karna pad sakta hai kyunki doston AC ke permanent use se hamare joints kamjor Ho jaate Hain iske alava doston air conditioner price mein bhi bahut zyada hi hote hain isliye common man inko purchase nahin kar sakta
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review AC(air conditioner) pr mubni h.

                Asalamalaikum:
                Dost aj ap ne hmary sath 1 bhut hi acha reviee share kia h jo k AC k baary me h Ac 1 machine
                H js ka kam cooling nuhiya krna h AC ki full form Air Conditioner h ye har ksi k ghr me mojjod
                Ni hota q k hr koi icy afford ni kar skta ye mukhtalif compnaies ka hota h jese k singer pell
                Dawlance haier r b bhut c cmpanies hn r ic k 2 parts hty hn jin mse 1 ka kam garm hawa ko
                Bhr phekna h r 2sry ka kam thandi hawa ko andr lna h in k rates b mukhtalif hn in ki qeemat
                60 hazaar se 80 hzaar k darmian me h

                Advantages:

                dosto Ac k bhut sary faidy hn jin mese me khich ka zikr yha or krun ga ac hm garmio me istamal
                Krty hn ic se hme purr sakoon nend ati h r ic insects b cooling ki wha se andr ni aty r ic se room
                Ka temprature thk ho jata bhr shadeed grmi hny k bawajood hm apny room me aram se nend
                Puri kr skty hn r ye room me heatup hny wali cheezi ko b heatup ni hny dta icy ao apny hisab se
                Temprature pr set kr skty hn r bad me b icy slow ye taizz kr skty hn

                Disadvantages:
                dosto jese k hm janty hn k sb cheezo k fawaid k satg sath khuch nuqsanat b hn ici trh ic k b
                Khuch nuqsanat hn jese k Ac k wja se bijli k bil me vhut zyda izafa hta h r ici wja se icy bhut se
                Log afford ni kr skty r ic k sath sath ic k zyda istamal ki wja se hmri skin khuskk ho jati h r ic k
                Sath sath zyda use krny ki wja se room ki oxygen b kam ho jati h jo k nuqsan deh sabit ho skti h
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review AC(air conditioner) pr mubni h.

                  Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Pyare bhai jaan Mein ummid karta hun kya Sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan AC air conditioner per apni hi aisi Jisko Ham air conditioner bhi Kahate Hain aur doston Ham Aisi ka istemal Jyada kar Apne gharon office aur business plus per karte hain aur doston Aisi Samarth Sans ke liye bahut hi jyada Karamat chij hai aur doston Hamare Mulk Pakistan Mein Garmi vaise bhi bahut jyada Hoti Hai Jis vajah Se Jyada log Aisi copper for sakte hain aur Kyon Ke doston iski working bahut hi acchi hoti hai aur yah Hamen bahut hi jaldi calling promised karta hai Iske Kuchh nuksan Bhi Hai Aur Kuchh fayda Bhi Hain Jo ki main aapke Samne Bayan karta hun

                  Fayde

                  Doston air conditioner ke bahut jyada fayde hote hain sabse pahle aur Bada fayda kya hota hai ki hair conditioner fan for air cooler ki nisbat jaldi room ko Thanda karta hai aur Inki calling bahut jyada fast hoti hai aur Iske alava doston hair conditioner jyadatar inverter ko form Mein Hota Hai Aur Jiska sabse bada Aur Main fayda Ya hota hai ki ham Sathiyon Mein isko aise heater istemal kar sakte hain aur Iske alava doston Ek ji ki Avtar body bahut jyada acchi look wali aur shining Mein hoti hai aur doston Aise ka sabse bada fayda ya bhi hota hai ki Hamen Maar kar se isliye available hota hai aur ham Kis Ko propose kar sakte hain aur dost ismein Ek quality yah bhi hoti hai ke Mukhya Khalifa lifesize aur power Mein maujood hota hai isliye Jo Hamare liye suitable hota hai aur ham use use aasani se produce kar sakte hain

                  Nuksan

                  Doston Jahan per Aisi ke baat ki Jaaye to vahan per Iske nuksan bhi bahut jyada Hota Hai Doston AC electricity ka bahut jyada istemal karte hain Jiski vajah se Hamari electricity bills Mein ijaafa Hota Hai Doston Aisi ke andar unit aur outdoor unit bahut hi jyada hi hota hai aur Jis Se Kya nuksan ho sakta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review AC(air conditioner) pr mubni h.

                    assala mu alikm dear memberas umaid h ap sab kheriat sy hongy .aj ka jo review mila h woh aik ahm paroduct h jo pakistan m takrebn her 10 ghr m sy aik ghr istaml kar rha who h air conditionar a.c
                    doston hamry mulk m ALLAH pak ka khaas karm h jisny khubsorat mosmon sy nawaza h mosam sarma jiska doraniya takreban 6 month tak hota h isky bad mosam garma ful dor dhop k saath awarid hota h mosam garma ki sakht garmi ka doraniya takreban 7 mah tak chla jata h garmi ki sakht shidat tmam makhlok ko aary hathon lay laita h
                    garmi ki is shidat m tmam chrind parind darakhton ka sahara laity hn
                    isi hlaat k pee she nazar air condition ka istamal bht bhr gya h air condition rome tempretur ko chang kar k thnda kar deta h ui kary k ander hrart ko bhr niklta h aur apni thndi hawa kary m dakil kartaa hy.ui conditioner zida ter log sheron m istamal karty hn kun garmyon m tempreture bht bhr jata h june aur july ka months to bht dushwar guzar hoty hn log is garmi sy bachny klye air conditioner istmal karty hn .

                    ADVENTAGES :

                    air conditinar k bht sy faidy hn jaisa keh ui garmi ko khtam kar k mosam thnda kar deta h .aur garam lowaar sy bachta h
                    sheron m shedeed garmi ki wja sy logon ka jeena muhaaal ho jata h is lye a.c kaause karty hn .

                    DISADVENTAGES;

                    dis adventages b bht sy hn jisa keh ui a.c masnoi traky sy thndak paidakarta h isky nuksanat bhe bht hn iski thndaak sy jild py burry asraat paida hity hn skin dry خشک ho jati h a.c bijly bht mikdar m unit khrch karty hn
                    ac kudarti mhol ko nuksan dety hn andr ki garm hwa bhr phnktyh aur zehreeli gasees jo remove hoti hn as awaste maerial bht nuksanda h.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X