Yh review "power bank "p mabni h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yh review "power bank "p mabni h
    Salam dear members aj ka mra review powerbank p mabni
    Kuch log power bank 🏦 k bary mn jaanty hyn job k kuch log nahi janty
    Aj mn apko batati hun power bank kya hota h r isko q use krty hyn


    Power bank ak device h jo k metal ya plastic s bni hoti h
    Yh different sizes r different ranges mn hmyn kski b shop s mil jata h
    Power bank k uper buttons hoty hyn jin s yh on or off hojta h
    Power bank itself bijli p charg hotaa h


    Uses

    Power bank ko mobile chrg krny k liye use Kia jta h..mostly yh android phones ko chrg krany k liye istemal kia jata h
    Is k bhut sary advantages hyn r kuch disadvantages b

    Advantages

    Powerbank ak small device hai Jisko phone charge karne ke liye istemal Kiya jata hai hai yah easy to carry hai hai aap Basani isko Kahin Bhi Lekar Ja sakte hain aap isko easily Apne handbag Mein yah pocket mein rakh sakte hain Agar Kahin Bhi aapke phone ki charging khatm Ho Jaaye Jahan bijali Na Ho vahan aap power bank se connect Karke mobile ko charge kar sakte hain motor lift companies different ranges mah power bank launch kar chuki hai Har Koi mobile aur electronics ki Shop se Power Bank ko khareed sakta hai Power Bank ki ki full charging hundred percent hoti hai aur is se 10 12 mobile aaram se charge ho Jaate Hain ya vajan mein bhi Halka Hota Hai hi hi ke aapko apni battery percentage bhi show karta hai yah easy to use Hai Har Koi aasani se isko istemal kar sakta hai iska istemal Ka Tarika bahut Aasan hai mahange aur acche Power Bank ki battery timing Jyada hoti hai hi hai aap jis range mein bhi Chahe Power Bank khareed sakte hain aap offices colleges schools hospitals hotels Jahan per aap Phone ko charge Na kar sake mahapaur Apne bag easy Power Bank Nikal Ke charging kar sakte hain isko aap Hamesha Apne Sath bhi kara kar sakte hain Iske Upar light indicator bhi hota hai jo aapko iski charging ke bare mein batata rahata hai hi Power Bank Ek nihayat behtreen ejad hai

    Disadvantges

    Kuch power bank bhut expensive hoty hyn
    Sasty power bank ki charging capacity bhut hoti h
    Aksar powerbank bahut bhaari hoty hyn r carry karna mushkil hota h
    Powerbank ko use krnaa hr ksi k liye asan ni hota
    Jese k mne Apko btaya k yh itself bijli p chrg hotaa h isi liye yh bijli ki units lyta h jski Wja s bill ziada at a
    Hr wkt Sath carry krany ki wja. S agr yh kaheen gi jay the damage b hoskta h jski wja. S chrgng ni kr skta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

    Assalamoalaikum!!
    Mein aj apkay sath power bank oar mabni review deny ja raha hun power bank aik bohat hi faida mand cheez hai iska use apky mobile phones ko charge karny keliye hota hai is main ap pehlay charging kar lety hein aur ohir ao is sy apnay mobile phones ko charge kar sakty hein is say ap kisi bhi jaga hon easily apna mobile charge kar sakty hein is kay zariy aik waqt nain aik say ziada phones charge mar sakty hein. Jsky bohat sy advantages aur disadvantages hein .
    Advantages :-

    1) ap agar ghar sy bahir hon to ap isky zariye apna phone charge kar sakty hein .
    2) is sy aik waqt main aik sy ziada phone charge kiye ja sakty hein.
    3) ia ki battery high hoti hai aur isy ziada waqt istmal kia ja skta hai aur vihat su phone charge kar sakty hein .

    4) ziada tar jab ap safar main hoty hein to apki battery dead ho jati hai to agar apky paas power bank ho to al apna mobile charge kar sakty hein .

    5) apko power bank market sy easily nil jata hai.

    Disadvantages :-

    1) ye charge karny main bohat ziada time lagata hai .
    2) agar power bank ghatia ho to ye aoky mobile ki battery ko damage karta hai aue iski battery timing kam kar deta hai.
    3)ye expensive hotty hein
    • #3 Collapse

      Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

      Aoa..dear mmemembers umid karti hun ap sab kheriiyat sy hon gy...

      introduction


      dear aapane bahut achcha review pesh Kiya hai aapane aajkal ki ek famous electronic device power Bank ke bare mein baat ki hai hai jiska istemal aaj Kar har Koi kar raha hai yah ek night fayda Dene wali chij hai aur usko phone charge karne ke liye istemal Kiya jata hai main iske bare mein aap se apna knowledge share karungi ummid hai aapko pasand aaega

      advantages of power bank


      dear dear members power Bank ek bahut hi kam ki chij hai hai yah aapke phone hai yah aapke phone ko use waqt charge ka deti hai jab aapke pass electricity available nahin hoti e power bank ka size kitna chhota hota hai ki aap usko easily apne sath kahin e power bank ka size kitna chhota hota hai ki aap usko easily apne sath kahin bhi lekar ja sakte hain jivan ke apni aukat mein bhi rakh sakte hain ja sakte hain jivan ke apni aukat mein bhi rakh sakte hain ya Bahar jaate waqt apne sath gadi mein bhi rakh sakte hain yah ek waqt mein ek se jyada phone yah ek waqt mein ek se jyada phone ko charge kar sakta hai agar aap ek bar se charge Kar Le tu iske kar sakta hai agar aap ek bar se charge Kar Le tu iske bad yah se jyada phone ko charge karne mein istemal ho sakta hai iski capacity normalyah se jyada phone ko charge karne mein istemal ho sakta hai iski capacity normal phone se jyada hoti hai aur sab kabhi aapke pass electricity Na Ho to phone se jyada hoti hai aur sab kabhi aapke pass electricity Na Ho to aapp apne phone ko charge kar sakte haagar aap kahin Ghar se Bahar ja Rahe Hain kisi tripper ja Rahe Hain kisi taur per ja Rahe Hain to aap apne sath power Bank rakh sakte hain Taki aap rohtak padne par apne phone ko charge kar sakte agar aap apne phone ko vaise electricity per charge kar rahe hain to aapko apne phone ke pass khada hona padta hai ya apne kareeb bhi phone ko charge per lagana padta hai magar power Bank ke sath ya tension nahin hoti aap kahin bhi apne sath rehkar apne phone ko charge per laga sakte hain agar aap is duniya mein Jahan per electricity ka bahut jyada problem haiaur aapke phone ki charging khatm Ho jaati hai aur light nahin hoti agar aapke pass powerbank hai to aap apne phone ko charge kar sakte hain aur is problem se nijat Pa sakte hain is tarah power bank 1 bahut faydemand chij hai

      Disadvantages of power bank

      dear members power Bank aapke liye nuksan Devi sabit ho sakta hai hai agar aap apne phone ko power Bank ke sath connect karne ke sath sath phone use kar rahe hain to is se aapki phone ki battery timing effect ho sakti hai iske sath sath agar aap power Bank ko charge per laga kar bhul jaate Hain aur uski overcharging Ho jaati hai to vah uski quality ko bhi effect kar sakta hai Kai bar power Bank extra charging ki vajah se fat jaate Hain agar aap ek acchi quality ka power Bank use nahin kar rahe to yah bhi aapke liye nuksan de sabit ho sakta hai iske alava kuchh powerbanks bahut mahangi hote Hain Jo har kisi ki pahunch mein nahin hote isliye powerbank khareed te waqt careful rahana chahie aur acchi quality ka power Bank Lena chahie jis ki timing bhi acchi ho aur aapke phone ki quality bhi motor se Na Ho ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
      • #4 Collapse

        Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

        Yh review "power bank" p mabni h
        Introduction:

        Assalam O Alaikum! Ek forex member ny bht acha review diya hy power Bank py. Sb sy phly me ap ko explain krna chahun ge k power bank hta kya hy.

        What is power bank??

        It is a battery charger or recharger it is used to put energy into a secondary cell r rechargeable battery by forcing electric current through it. The charging protocol depends on the size and type of battery being used.

        Basically power bank hmari facility k liye bnaya gya hy agr ksi aesi jga jana ho jahan electricity mojud na ho to power bank ki madad li ja skti hy. Power bank itself electricity py charge hta hy r current apny undr store rkhta hy r Mobil ko charge krny k liye usay current provide krta hy.

        Types of power bank:

        1-Anmerpower core 20100 power bank.

        2-MAXOAK 50,000mAh power bank.

        3-RAVpower Luster portable charger.

        4-iMuto 20,000 power bank.

        5-RAVpower universal bank Travel charger.

        6-RAVpower 20,000 universal power bnak.

        7-Mobile power station plus XL.

        8-Anker power core 10,000 power bank.



        Uses:-



        Power bank mobile phone ko charge krny k liye use hta hy. Basically ye emergency situation k liye rkha jata hy taky phone dead na ho sky r hum apny social circle sy connect rhyn.

        Advantages:-

        It is a great promotional item.

        It works like a charger.

        It is actually a portable device.

        It has attractive appearance.

        It possess multiple sockets by which more than one phones can be charged at a time.

        Compatible to all brands and other gadgets.

        Anti-scratch surface.

        Higher charging capacity.

        Disadvantages:-


        Sub sy bara power bank ka nuqsan ye hy k is sy battery drain hti hy. Power bank ko easily carry to kiya ja skta hy but ge gir k damge ho skta hy js sy paisy b zaya ho jaein gy r battery b charge nahi hoge. Power bank itself electricity py charge hta hy js sy ghr ka bill zyada aey ga. Power bank expensive hty hyn r jo sasty hty hyn wo bht jld khrb ho jty hyn. Agr power bank pent ki pocket me reh jaey r washing machine me dhull jaey to ye waste ho jata hy.
        • #5 Collapse

          Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

          Asalamalikum!!
          Dstn umeed ha AP sab khariat sa hon ga. Aj k hamra topic power bank par mabni ha.
          Definition:

          Power banks wo device ha Jo portability mobile phphone ki battery ko charge krta hair unh chcheezo ko Jin ma USB lagna ki jhga hoti ha.ya kisi cheez ko Yar ka Zaria ya us ka bhgr bhi charge kr skti ha
          Power ik commom sa equipment ha Jo kisi bhi mobile ya wocheez jus ka sth USB connect ho skta us ka sth hum opwer bank ko connect krta ha wire ka Zaria ya kuch power bank asa bhi hota ha Jo wirelessly attached ho jata Han so inh ko charge krta Han . Pichla kuch salo ma.is ki Ahmet bht barh gai . Logn na is ka asn istamal ka faida uthia apni samrt phone ur smart devices ko istamls krna ka Lia.power bank ko hum is trha bhi kha skta Han jesa bank ma pass deposit ur store hota Han wesa he is ma charging store hoti ha phla is ki khud charge krna orta ha phr jesa am bank pass aga transfer krta Han wesa he powerbank apni charging aga transfer krta ha.
          .
          powerbank ki types:

          Powerbank ki kuch he iqsam Han Jo ka kharikharidi ja skti han.zada tar sab ma size ka frq ha.
          1: universal or standerd power bank
          2: solar power bank
          3: wireless power bank

          Powerbank lifetime:
          Do types ka lifetime powerbank han.
          1:charge discharged cycles
          2: self discharged lifetime
          Powerbank charge and current capabilities:

          ​Charge krna kalevel ko powerbank na store krna ki zaroart ab bht bhr gai ha.sb sa uper smart phone Han Jo ka power bank sa charge Lia jata hanHan . Ur pichla kuch salo man battery capicaty ki ahneat bhr gai ha zada time charging nhi rhti . Is Lia purna powebanks ki capicaty 1000 ma hours hoti ha ur new ki capicaty 25000 ma hours Tak hoti ha is Lia pa SB ki chia ka Naya power banks us ekrn
          • #6 Collapse

            Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

            Introduction
            Asslam alaikum dear member ap n bhtt acga topic share kia hai...ap ka review power bank par mabni hai is k bary m ap ko btana chahti hn yh ek esi device hai jis ko mobile ko charge krny ke liye use kia jata hai ...is ko charge kr k use kia jata h yh apny andr electricity ko store kr leta hai r jb ap ko zrurt orti hai to ap is se aona pjone chagr kr skty ben ..power bank different capacities ke hoty hen kuch ziada time tak chl skty hen r ziada electricity store krny ki capacity rakhty hen r ap k phone ko charge krny k liye kafi hoty hen ...in ke kuch nuqsan r faidy bhi hen jo m ap logn ke sath share krti hn ...
            types of power bank:
            Power bank different types ke ho skty hen jin m se kuch ke bary m main ap logn ko btati hn ..
            mobile power station plus xl
            anker power bank core
            universal power bank
            solar power bank
            Power bank differnt types ke hoty hen in m se chand me ne ap logn ko btaye hen r yh sb market me available hoty hen ap koi b power bank ly skty hen ...
            uses of power bank
            Power bank ek esi device hai jis ko hm apna mobile tablet charge krny ke liye use krty hen ...yh electricity ko apny amdr store krta hai r charge ho kr ap k mobile ko charge krny k liye use hota hai ...jb agr ap ki light na ho to ap apny power bank se apna mobile asani se charge kr skty hen ...yh ek portable device hai is ko ap kahen b ly ja skty hen r apny mobile ko charge kr skty hen .
            portable device
            Yh ek portable device hai is ko ap kahen b ly k ja skty hen ...is ko ap apny bag me ya kahen b rakh kr ly k ja skty hen r is ko charge kr ke ap apna mobile jb zrurt ory tb charge kr skty hen ...yh electricity se connect kr k chrge hota hai apni bettry full kr leta hai r phr yh ap k mobile ko charge krny ke liye kafi hota hai ...
            capacity
            Power bank different capacities ke hoty hen kuch oower bank ziada capacity rakhty hen bijli ko store krny ki to wo ziada time tk chlty hen r ap un se ziada se ziada apny mobile ko charge kr skty hen ...kuch power bank thora kam capacity rakhty hen r wo ziada achii tarah ap ke mobile ko charge ni kr skty hen ...ap un se mobile charge krty hen to un ki aoni chrge mobile ko charge krny se ziada jldi khtm ho jati hai ..to un ko ziada time tk istemal ni kia ja skta ...wo market m ap ko kam price m mil jaty hen ...
            Advantage
            Power bank k bhtt sary faidy hen in m se kuch m ap logn ke sath share krti hn ...
            power bank ek esi device hai jis ko ap asani se kahen bhi ly ke ja skty hen ..
            ap is se apny mobile ko charge kr skty hen chahy ap ghr me hn ya kahen bhi hn jb ap ko zrurt oary ap is se apny mobile ko charge kr skty hen ...
            agr ap n kahen lamby safar par jana hai wahan ap ko mobile charge krny ke liye kuch ni mily ga to is liye power bank bhtt achii cheez hai is se ap apny mobile ko charge kr lety hen ...
            Yh ek portable device hai is ko ap pocket device bhi keh skty hen...
            disadvantage
            Is k kuch nuqsan bhi hen m ap logn ko btati chlun ...
            kuch power bank achii quality ke ni hoty un ki ziada capacity ni hoti ke wo ziada bijli store kryn to wo ziada jldi se charge ni kr skty hen...
            agr ap is se ziada mobile charge kryn gy r sath sath use bhi krty rhyn gy to ap ke mobile ki bettry timing khrab ho skti hai ...
            agr ap is ko charge p lga k bhol jaty hen to is ki bettry phat skti hai ...
            jo achii quality ke power bank hoty hen wo keemat me ziada hoty hen ...
            Kuch power bank kee.at me to kam hoty hen lkn wo achii quality ke ni hoty wo achy se chrge ni krty agr ap un se mobile chagre krty hen to chrgng jldi se khtm ho jati hai ziada dair ni rehti ...
            • #7 Collapse

              Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

              Power bank basically power storage device hay jet ka main advantage ye hay key same time me 3 devices be es se charge key ja sakty hey power bank battery ki health be down nahi karta hay, power bank me ye quality hoti hay key many times mobile ko electric power provide kar sakta hay power bank ki battery storage capacity bahot zeyada hoti hay aur es me electric power bahot zeyada safe karny ki ability be hoti hay es ley agar ham long time key ley outdoor traveling par jaty hey to hamary ley best power bank ho sakta hay agar ham kesi esi jaga ka visit karen jaha par electric power ki facility majood hi na ho to power bank ki majoodgi me hamy kesi kisam ki tension nahi hoti hay hammer mobile power bank key through hi charge ho sakta hay, power bank har tarha key mobile key ley use kia ja sakta hay kesi be company ka mobile kinu na ho es ki battery ko power bank se ham recharge kar sakty hey es ki price be Etna zeyada kabi nahi hoti key es ko afford na kia ja saky aur market me ye device easily available be hoti hay, power bank hamary ley bahot hi biggest sahulat hoti hay jo hamary mobile ko recharge karny key bahot hi kam ata hay, power bank outdoor use key ley perfect aur best device hay agar ham es ka use indoor be karty hey to per be es key bahot hi zeyada hamy advantage hasil hota hay.
              • #8 Collapse

                Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

                Assalam o Alaikum friends
                Umeed he ap sab kheriyat se honge mera ye review power bank pe he power bank mobile phone ko charge karne ke liye hota he power bank buhut achhi cheez he.
                Advantages
                Power bank main ek to ye faida he ke ham apna mobile phone jab bhi jahan bhi hon wahan charge kar sakte hain.
                Disadvantages
                Power bank main koi khaas nuksan nahen ye nuksan deh cheez he hi nahen.
                • #9 Collapse

                  Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

                  Assalam o Alikum!
                  Doston umeed karta hu ap sab khariat sa ho ga aj ma apko power bank ka bary ma bataon ga ka ya kya hota ha or kis kam kaliya istimal hota ha
                  Power bank bhut he achi cheez ha ya mobile ko charge karny ka liya istimal hoti ha ya ajkal bhut aham cheez ha ya aik bank type hota ha iski charging hoti ha or ya apny andar bijli store kar leta ha or iska zariya hum apna mobile charge kar sakty ha isko hum apny sath sufar ma rakh sakty ha ya hamari bhot madad karta ha ya aj jal market ma mojood ha or asani sa market sa mil jata ha aj ma apko is ka advantages ka bary ma bataon ga or isky disadvantages ka bary ma bh bataon ga

                  Advantages:
                  Isky bhot sary advantages mojood ha ya hamari bhot madad karta ha iski charging karky hum isko apny sath safar ma la ja sakty ha or agar hamary mobile ki charging kam ho tu hum isko cable ka sath mobile ka sath attach kar ka charging kar sakty ha

                  Disadvantages:
                  Isky disadvantages bhot kam ha aik ya ka ya kharab ho gy tu repair ni hota aur isko airplane ma rakny ke ijazat ni hoti q ka power bank phatny ka khatra hota ha isliya aeroplane ma rakny ki ijjazat ni hoti taky koi nuksan na ho

                  Cost:
                  Iski prices mukhtalif ha achy wala taqreeban 1500 ka mil jata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

                    Power Bank ek bhut useful electronic device hai. Jiska istemal bhut se log karty hainnaur yeh aapko bhut se kamon mein help karta hai aur is ka mutabadil koi aur nahin mil skta. Is trha Power Bank ky uses aur advantages, disadvantages ka jaiza nechy dia gaya hai.

                    Advantages & Uses of Power Banks :

                    Mobile Charging :

                    Power banks ko use karty huey hum apny mobiles ki charging kar skty hain. In mein aapko usb port di jati hai jis mein aap apny mobile chargers ki cables insert kar ky mobile ko charge kar skty hain Different android chargers ko aap power banks se connect kar ky mobiles ki charging kar skty hain.

                    Portable Fans and Led Lights :

                    Small Led lights aur Portable fans jo ky aap ky mobile ky uses ky liye milty hain aap un ko Usb cables ky zariye Power Banks se bhi chala skty hain. Is trha aap power banks ko use karty huey kahin bhi in fans ko operate kar skty hain aur lights jala skty hain.

                    Travelling Purpose :

                    Bhut se travelers long routes par travel karty huey apny sth zarur power banks rkhty hainn jo ky jn ki batteries ko charge rkhny mein Madad dety hain. Is trha aap ko agar electricity available nah ho to aap us waqt bhi Power Banks se apny mobile phones charge kar skty hain.

                    High Charging capacity :

                    Bhut se power banks ki storing capacity bhut zeada hoti hain ayr 5000, 10000 aur 20000 mah ki batteries ky power banks bhi market mein available hoty hain. Jin ko 2 se 3 times charging ky liye bhi istemal kia ja skta hai.

                    Disadvantages :

                    Bhut se Power banks ki storing capacity kam hoti hai aur woh bhut kam time ky liye battery Charge kar skty hain. Isi teha thory se tims ky bad khud hi discharge hojaty hain. Iskye aapko achy Power Banks leny chahye.

                    Kuch power banks aapki phone batteries ko damage kar skty hain. Islye aap ko apny mobile ky sath Power bank connect karty waqt achi quality aur company ky Power Banks hi connect krny chahyen. Aur yeh IPhone ko charge nahin karty aur IPhone ky liye achy nahin hoty.
                    • #11 Collapse

                      Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

                      Introduction:-

                      Assalamuassalamu Alaikum dosto ummid karta hun aap sab thik honge doston aaj main jis chij per aapko apna review dunga vah power Bank haiassalamu Alaikum dosto ummid karta hun aap sab thik honge doston aaj main jis chij per aapko apna review dunga vah power Bank hai dostondoston powerbank ek bahut jyada purani invention hai jisko bahut time pahle invent Kiya gaya tha doston power Bank har Ghar doston power Bank har Ghar ki jarurat hota hai isliye har Ghar mein maujud hota hai doston iske bahut sare fayde aur nuksan bayan kiye gaye hain

                      Advantages:-
                      Doston power Bank ek bahut hi jyada useful device hai jiski help se Ham kisi bhi mobile ko charge kar sakte hain doston powerbank ka maksad mobile ko electricity e ke bagair charge karna hota hai doston is ka sabse bada fayda yah hai ki Ham power Bank ko kahin bhi lekar ja sakte hain aur apna mobile easily charge kar sakte hain doston power Bank ka ek aur bahut useful feature ya bhi hai Kay bahut jaldi charge ho jata hai aur doston power Bank agar ek bar charge ho jaaye to Ham iski help se a do teen mobile ko ek sath charge kar sakte hain doston acchi companies for example Samsung iPhone Huawei ke power Banks ki capacity bahut jyada acchi hoti hai isliye inki charging speed bhi bahut jyada first hoti hai aur yah mobiles ko bahut jyada jaldi recharge karte Hain

                      Disadvantages:-

                      doston power Bank ke Jahan itne jyada fayde Hain vahan per iske kuchh nuksan bhi maujood hai doston power bank 1 electric attached device hai hai isliye hamen short bhi lag sakta hai iske alava doston powerbank vate mein bahut jyada hote Hain aur ham inko easily carry nahin kar sakte doston power bank price mein bhi bahut jyada hi hote hain isliye har aadami inko afford nahin kar sakta
                      • #12 Collapse

                        Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

                        Walikum salam dear pyaary forexer aj Ka mozu intahai dilchasp hai AJ ham es par tafseeli baat karengy.
                        Power bank aik Bohat hi Achi electronic ajad hai ager ham isko modern day world mein dekhay to ye Kisi neemat say kaam nahi hai. Power bank nay hamri Zindagio ma asani peeda kardi hai or aj kal ye sab SE zada use or kharedi janay wali device ban chuki hai computer or electronic shops per isko lenay wali ki tadad Bharti hi jarahi hai or it ki field ma iski Bohat mang hai or iska business be Acha munafay ma or faiday main chal Raha hai. AJ kal ki nojawan nasal esko Bohat zyada use Kar rahi hai power bank easy to mobile ki charge karny ke liye use Kiya jata hai lekin dekhnay ma yehi Aya hai esko charger samj Ker use Kiya jata hai or yeh din ma 8 say 10 phone charge krdeta hai. Market ma yeh hamen hamari range ke mutabiq muktalif design or prices ma mil jata hai. Market ma power banks 2 trah ke hotay Hain aik plastic Ka jisko apnay hand mein carry krna easy rehta kiun ke ye light weight Hota hai or mehga be Hota hai or 2sra power bank metal Ka Hota hai jisko apnay sath carry krna muskil Hota hai kiun ke weight mein zada Hota hai lekin Ghar ke use Ke liye yeh power bank behteren Hota hai.market ma Kuch power banks yeh hain.
                        Mobile power bank station plus XL.
                        IMUTO 20000 power bank.
                        RAV power 20000 universal power bank


                        Faiday or nuqsaant power bank ke:-


                        Power bank ko kahi per be sath lekar Jaya ja Sakta Hai or zarurat pernay par yeh charger Ka role Ada krta hai. Uskay ilawa yeh hamri nazro ke Samny hi Hota hai or fast charging krdeta hai. Yeh Kaye phones ki aik sath charge kernay ki salahiyat rakhta hai.


                        Kuch power banks Bohat expensive hoty hai. Kuch power banks ki quality be Achi Nahi Hoti jiski waja se theek Nahi chalte Hain. Or Kuch power banks uthany mein bhari hotay hai. Inkay istemaal SE bijli Ka bill be zada ata hai or power bank bijli ki zada consume karta hai.
                        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                        • #13 Collapse

                          Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

                          Thanks aap ne Power Bank ke bare mein Kafi acchi information di Hai Power Bank aapke mobile ko charge karne ke liye Hota Hai Agar aapke pass Power Bank hai aur aap Power Bank use karte hain tab to aap ko pata Hoga Ki Power Bank ki kya associate hai lekin agar aap Nahin Jante to a aj ham isiliye discussion kar rahe hain ki power bank kya hota hai aur Kis Liye use Hota Hai.Use !Power Bank mobile charging ke liye use hota hai agar aap Kisi Aisi Jagah per hai Jahan aapke pass bijali Ki sahulat Nahin Hai electricity nahin hai to aap mobile ko Power Bank ke zariye se charge kar sakte hain yah agar aap Safar per hai to bhi aap aasani se Power Bank ke sath apne mobile ko charge kar sakte hain.Advantages !Agar aap Kahin Safar per Jaate Hain ya Kahin aap picnic vagaira Paye Jaate Hain To Aksar hamare pass mobile charging ki facilities Nahin Hoti to vahan per mobile charge karne ke liye Power Bank sabse best Hai Agar aapke pass Power Bank achha hai Agar aapke pass Power Bank acchi quality ka hai to vahan ke liye bahut aasani hoti hai aap 4 se 5 Tarfa apne mobile ko charge kar sakte hain.Disadvantages !Agar aapke pass Power Bank acchi quality ka Nahin Hai To aapko masla ho sakta hai aur dusra Power Bank ko charge karte waqt yah Khyal Karen ki power bank Ko Jab charge ho jaaye to usko charging se utaar le Kyunki aur charging se Power Bank kharab ho Jaate Hain koshish karen Ki Kisi acchi company ka Power Bank use Karen.Availability !Friends Power Bank Pakistan per bahut aasani ke sath available hai aap kahin se bhi le sakte hain lekin agar aap Chahte Hain ki aap ko Achcha Power Bank Mile To aap koshish karen Ki Kisi acchi company ka Power Bank Manga Hai yah aap aur jo dusri online shop se Unse bhi book kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

                            Assalamu alaikum aj ka review power Bank per mabni hai Power Bank ek bhut useful electronic device hai. Jiska istemal bhut se log karty hainnaur yeh aapko bhut se kamon mein help karta hai aur is ka mutabadil koi aur nahin mil skta. Is trha Power Bank ky uses aur advantages, disadvantages ka jaiza nechy dia gaya hai
                            Power banks ko use karty huey hum apny mobiles ki charging kar skty hain. In mein aapko usb port di jati hai jis mein aap apny mobile chargers ki cables insert kar ky mobile ko charge kar skty hain Different android chargers ko aap power banks se connect kar ky mobiles ki charging kar skty hain
                            Small Led lights aur Portable fans jo ky aap ky mobile ky uses ky liye milty hain aap un ko Usb cables ky zariye Power Banks se bhi chala skty hain. Is trha aap power banks ko use karty huey kahin bhi in fans ko operate kar skty hain aur lights jala skty hain
                            Bhut se travelers long routes par travel karty huey apny sth zarur power banks rkhty hainn jo ky jn ki batteries ko charge rkhny mein Madad dety hain. Is trha aap ko agar electricity available nah ho to aap us waqt bhi Power Banks se apny mobile phones charge kar skty hain
                            Bhut se power banks ki storing capacity bhut zeada hoti hain ayr 5000, 10000 aur 20000 mah ki batteries ky power banks bhi market mein available hoty hain. Jin ko 2 se 3 times charging ky liye bhi istemal kia ja skta hai
                            Bhut se Power banks ki storing capacity kam hoti hai aur woh bhut kam time ky liye battery Charge kar skty hain. Isi teha thory se tims ky bad khud hi discharge hojaty hain. Iskye aapko achy Power Banks leny chahye
                            Kuch power banks aapki phone batteries ko damage kar skty hain. Islye aap ko apny mobile ky sath Power bank connect karty waqt achi quality aur company ky Power Banks hi connect krny chahyen. Aur yeh IPhone ko charge nahin karty aur IPhone ky liye achy nahin hoty
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yh review &quot;power bank &quot;p mabni h

                              G bilkul power bank aik bhtvhi useful device ha iska istimal Safar main bht hi fiada mand Ha is k ilawa him iski bht kum price main but kr sukty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X