yeah review"mobile phones" pr mabni hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeah review"mobile phones" pr mabni hai?
    mobile phone aik aisi device hai jo communication k liye use hoti hai.is ka istimal din badin barhta ja raha hai 2003 k baad.
    history:
    pehla mobile 1973 main invent hiya tha.jis nain zindagi ko fully change kr diya.logon k liye bht mushkil hota tha doosron sy raabta krna is nain barhi asaani payeda ki hai.shuru shuru msin mobile ohone phone xalls,text aur massaging k liye use hotay thay.lakin ab mobile phone computer walay sub kaam kr rahay hsin.
    disadvantages:
    isolstion
    time ka ziaya
    distraction
    paison ka ziaya
    aadat parh jana mobile ki
    cyberbullying
    secuirty issue
    study ka nuqsan
    rishtaydaron sy doori.
    advantage:
    ilm ka zariya
    communication ka zariya
    paison ki bachat
    entertainment
    emergency helper
    cameras
    GPS
    internet
    chotay or portable
    alarm remibder
    torch
    seekhnain k liye best
    calculator
    contacts and adress
    online banking.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

    Ji han Janab main aapki baat se bilkul agri karta hun mobile phone Nahin Jahan bahut sari aseania paida ki hai vahan bahut Sare Iske nuksan Aati Hai yah ab Aap Par depend karta hai kya mobile phone ko Kis Tarah small karte hain agar aap is Quest Mall Sahi tarike se Karenge to Iske fayde fayde Honge aur agar aap iska use aur tarike se Karenge to Iske aapko bhtbsaray nuqsanat hungay.
    Mobile phone mein mukhtalif Kisam ki feature Hote Hain Jo aapke liye bahut faydemand hai.
    claculator
    torch
    internet
    GPS
    reminder
    camera contact
    storage.
    yeah aisay feature hain jo aap k bht kaam aa saktay hain.
    • #3 Collapse

      Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

      gee han bro ap ne acha review diya ha aj kal k dour mn mobile phone hamri zahrorat ban chukey hein mobile ka hona lazmi ho geya ha is k bhagir hum life achi ni guzar sakte hein aj kal teclonogies ka dour ha har roz koi na koi cheez market mn aa rhi ha mobile k hamri life mn bohat zada faidey hein
      adavantages ise bohat zada hume help milti ha agr hum kisi gomne wali jaga mn jate hein tu hume wahan mobile ki zahrorat parti ha ur sab se important hoti ha call mobile se hum eik dosarey se ra rabta kr sakte hein ur ise mn hum free time mn game khal sakte hein hum video call kr sakte hein internet ka isamal kr sakte hein hume acha mobile lena chaiye kew k jitna acha mobile hoga utney hi achy ose k future be hon gein
      disadavantages agr hume apney mobile ki safaty nai krein gein tu ye toot sakta ha toch sacreen itni zada masbot nai hoti ha is liye hume os ki care krni hi parti ha pani mn girne se mobile kharab ho jata ha
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

        Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Aaj ka Hamara topic mobile phones ke related hai mobile phone ke bare mein main aaj main aapse Apna knowledge share karungi dear friends mobile phone aajkal Har Kisi Ke Pass Chahe vah Chhota Ho Bada Ho bujurgo Har kisi ke pass mobile phone Hota Hai hai aur yah Ek jarurat bhi hai mobile phone Pakistan mein Itni Jyada companiyon ke pass chuke hain ki aap andaza Nahin Laga Sakte ki kaun si company sabse best phone banati hai mere Khyal Mein Huawei sabse best mobile company ka phone hai dear friends mobile ke bahut se advantages or disadvantages bhi Hain Jo Ki Main Bhi aapke sath share karungi
        Advantages
        Dear friend mobile phone ke istemal karne ke bahut se fayde Hain Ham Apne Pairon Se Kisi bhi waqt Kisi bhi time Apne Pairon Se video call Job WhatsApp Kar Ja chatting Kesari Apne Pairon se raat mein rahte hain aajkal to video calls Bhi ki Ja sakti hain Ham Ek dusre ko dekh bhi sakte hain mobile ka sabse bada fayda yah hai ki Ham agar aapas mein mil Nahin Sakte hain lekin Ham Apne pyaron ko dekh sakte hain is mobile Kesari Ham mobile per bahut sara Aisa kam kar sakte hain Jo hamari Jindagi ko beta banaa deta hai Ham ab Video dekh sakte hain cartoons Jara Dekh sakte hain online classes bhi join kar sakte hain mobile ke bahut se fayde Hain iska Sabse Badi baji hai ki aapka mobile theek Hona chahie. Disadvantages
        Dear friend Jahan per advantages hote hain vahin per inches on ki Kuchh disadvantages bhi hote hain to mobile phone kar sabse bada nuksan ji hota hai ki is aapka time bahut jyada hota hai mobile phone ki vajah se log apni family ko time nahin De paate mobile phone ki vajah se Hamari Jaan generation bahut kharab ho chuki hai mobile phone ki vajah se bacche apni padhaai Mein Dhyan Nahin dete mobile phone ki vajah se ladkiyan Har Waqt song Tik Tok ya Kuchh Aisi chijen Dekhti rahti hai jo ke apni padhaai per Puri Tarah Se focus nahin kar paati
        • #5 Collapse

          Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

          mobile phones ka hamen sahe tarah se use karna cahiye q ke apko pata hae ke yeh aik bahut he ache technology hae ke jo har kisi ke pas hote hae or har koi is ka use kar raha hae to is liye yeh bahut se logon ke liye zarori bhe hota hae to aj hum bat karen ge in ke faide or in ke nuqsanat ke bare main to sab se pehle hum bat karte hain is ke advantages ke bare main ke yeh communincation ka aik bahut acha or easiest way hae hum asani se is ke madad se apne doston se ya kisi se bhe bat kar sakte hain is ke ilawa is ke madad se hum internet apne mobile main he chala sakte hain or is tarah se aik mobile phone ke bahut he zayada faide hain ab mobile ke waja se apko laptop ya computer ke itne zayada bhe zarorat nhe hae is ke liye apko ab sirf mobile he kafi hae q ke yeh itna zayada advanced ho gy hain ke apko bas in ko use kar len ge to enough hae to ab hum bat karte hain is ke disadvantages ke bare main to is ke advantages bhe hain or disadvantages bhe hain lakin yeh depend karta hae user par agar user is ka sahe tarah se use karte hain to wo bahut faida hasil kar sakte hain is main se agar user is ka ghalat istemal karte hain to wo hum is tarah se he to agar mobile hain aj kal youth in ka ghalat istemal kar rahe hae karne wale sahe istemal bhe kar rahe hain or kuch log in ka ghalat istemal bhe kar rahe hain to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum kabhe bhe in ka ghalat istemal na kiya karen balke hamen cahiye ke hum sahe tarah se is ka istemal kiya karen take hum is se faida he hasil kar saken
          • #6 Collapse

            Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

            Assalam o Alaikum friends
            Umeed karta hoon ke aap sab kheriyat se honge jaisa ke mera ye review mobile phones pe he to mere jo khayaal he wo hazir he yahan mobile phones jo ke aj kal jo istamaal ho rahain hain wo sahi bhi hain or galat bhi faide bhi hain nuksan bhi hain mobile phones ke.
            Advantages
            Mobile phones jo technology he buhut zabardast bhi he or kharab bhi he mobile phones ke zariye aj kal har kaam asan ho gaya he har shaks ke paas mobile phones hain or aj kal jo android phone hain us se to har kaam asani se hota he.
            Disadvantages
            Mobile phones se nuksan bhi hote hain mobile ka galat istamaal karna or aj kal jo android phone hain is se to buhut nuksan hain nazar ka nuksan time waste wagera.
            • #7 Collapse

              Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

              Aslamoalaikum friends kesy hen ap ajka topic mobiles phone per mabnii hy mobile ajkl hr aik ki zroorat jb mobile nai tha to log landline pe aik doosry sy rabta krty thy jo k hr ghar me moojod nai hota or log pco ya hir doosry k ghar jaty thy call krny kly jb sy mobile aaya hy is ny landline PTCL, VFONE ko takreeban khatam he kr dea hy landlines ab sirf offices or millitry me istamal istmal hota hy mobiles ki waja sy zindagee bht aasan hogae hy hr koi asani sy aik doosry sy rabta kr skta hy emrgeny me bht he mufeed hy.isk advantages or disadvantages k bary me bat krty hen.

              ADVANTAGES...
              Is k bahut sy faidy hen . logon ka aik doosry sy rabty ka asan zraeeya hy. online buisness kr skty hen online clasaes attend kr skty hen free time me
              games khail kr apna time enjoy kr skty he. Online QURAN MAJEED batrjma seekh skty hen vedio calls k zareeay ghar sy door baithy doston ko dekh skty hen bat cheet kr skty hen sociel media k zareeay dunia bhar sy rabty me rehty hen ghar baithy online kam kr k apni kamai me izafa kr skty hen.

              DISADVANTAGES...
              JISTRAH faidy isi trah is k kuch nuksanat b hen isk ghalat istamal sy apki sehat or apki education pe bura asr prta hy hr wakt mobile me ghussy rehny ki waja sy ap apny kam me tawaja nae d skty iski waja sy apky wkt or paison ka ziah hota hy .rat dair tk istamal krny sy apki neend pooriii nai hotii jiski waja sY ap apni job ko sahee time nai dy skty.
              • #8 Collapse

                Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                Introduction:-
                assalam walekum doston ummid karta hun aap sab theek honge doston aaj main jis chij per apna review dunga vah mobile phones hai doston mobile phones ek bahut purani invention hai jisko 1973 mein ijad kiya gaya tha doston Alexander Graham Bell mobile phones ko kiya tha lekin dosto ek baat main aapko batata Jalan ke mobile phones ki yah Jo shape hai aaj se kuchh sal pahle aisi shape nahin thi doston jaisa jaise a science ne taki ki aur technology advanced hoti Gai use hadse phone ki shakal bhi tabdeel ho gai aur doston aajkal Jo phone hai vah bahut jyada advanced technology per kaun se setting phone hai doston mobile ke bahut jyada fayde aur nuksan hote Hain

                Advantage:-

                doston jaisa ke Maine bataya hai ki mobile phones bahut jyada advanced technology per consisted hote Hain doston start mein mobile phones ki invention phone call ke liye use ki Gai thi doston mobile ki help se Ham kisi relative ko jo ke humse kafi jyada distance per maujud Ho call kar sakte hain aur usse baat kar sakte hain aur doston mobile phones main messaging ki sahulat bhi maujud hoti hai aur doston Ham message karke bhi apna paigam dusre aadami ko pahuncha sakte hain iske alava doston takriban jyadatar mobile phones mein main games vagaira bhi maujud hoti hai iske alava doston mobile phones ki new shape jisko Ham Android phone ya per smart phone bhi kahate Hain ke bahut jyada fayde Hain smartphone touch mobile hota hai hai jismein keypad nahin hota doston main aapko batata Jalan ke smartphone bhi new invention hai isase pahle keypad phones hua karte The doston smartphones mein bahut jyada acche aur new options maujud hai doston smartphones mein internet maujud hota hai jiski help se ham apni pasand ka koi bhi chij yah program dekh sakte hain aur doston Puri duniya mein kahin bhi e communication kar sakte hain iske alava doston smartphones mein ham play store ki madad se a games vagaira ka matlab application download kar sakte hain iske alava doston mobile phones ki help se Ham messenger Facebook Viber WhatsApp vakra jaisi applications ka use kar sakte hain

                Disadvantages:-

                doston Jahan mobile phone ke itne jyada fayde Hain vahan mobile phones ke kuchh nuksan bhi maujud hote hain doston mobile phone ka jyada istemal Karne se hamari eys side weak ho sakti hai hi aur doston mobile phone ke jyada use ne logon ko stranger banaa Diya hai hai aur log aapas mein baat karne ke bajaye mobile phones per hi Lage rahte hain iske alava doston mobile phone time wastage hai aur hamara bahut jyada waqt West hota hai iske alava doston mobile phones price mein bahut jyada expensive hote Hain isliye har aadami ke liye affordable nahin hai aur doston mobile phones bahut nazuk hote hain isliye agar drop ho jaen to bahut jyada financially loss ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                  Assalam O Alaikum dear friends aaj ka hamara ye review Mobile phones ou in k istamal par mabni hai dear friends is review main ham mobile phones k bare main discus karen ge our is baat ka jaiza le ge k ye hamare liye kis had tak karaamad hai our in k kiya fiade our nuksan hain


                  Mobile Phones ::

                  dear friends mobile phone ka sab se ehm maksad to telecommunication hai is ki madad se ham door draz kisi b shaks jis k pass mobile hai us se rabta kar sakte hai our live guftagu kar sakte hai lekin aajkal mobile ko multifunctional bana diya gaya hai is ki madad se ham na siraf phone calls kar sakte hai balke ham interet use kar sakte hai games khel sakte hai camera se pics and video bana sakte hai our movie and songs sun sajte hai ajkal wo tamam kam jo ek computer kr sakte hai mobile par b kiya ja sakta hai is liye aaj kal mobile ki buhat zayda demand ho gai hai

                  Click image for larger version

Name:	samsung m11.jpg
Views:	2
Size:	10.5 کلوبائٹ
ID:	12334548


                  Big mobile phone companies ::

                  dear friends ajkal buhat sari mobile banane wali companies mojod hai jin mian se kuch bari bar mandrja zail hai

                  Iphone
                  Samsung
                  HUAWEI
                  OPPO
                  BLACKBERRY
                  MOTOROLA
                  GFIVE
                  VIVO
                  TECHNO
                  INFINIX

                  dear friends is k ilawa b beshumar companies mobile bana rahi hai our best Quality k sat frokhat kar rahi hai



                  Advantages ::



                  dear friends mobile k mandrja zail beshumar Advantages hote hai

                  • mobile phone k sat ham door raraz apne pyaro se contact main rehte hai
                  • mobile par online banking ki ja sakti hai
                  • mobile par ham internet use kar k dunya se connect ho jate hai
                  • mobile par ham game khel sakte ha
                  • online working kar k earning kar sakte hai
                  • mobile par movie dekh sakte hai
                  • is par ham apan business setup save kar sakte hai
                  • data stoore ho sakta hai
                  • camera ko use kar k pic and video bana sakte ha
                  • sonds sun sakte hai




                  DisAdvantages ::


                  dear friends is k kuch nuksanat b hote hai


                  • bachy mobile ka use karte hai to wo study nahi karte hai
                  • ap ki personal information aap k mobile se choori ho jati hai
                  • mobile phones par time buhat wast ho raha hai
                  • ye kharab ho jate hai our thik karwane par kharch ata ha
                  • mobile ka gatl use cyber crime mai shamil hai
                  Ayisha Cutey's Trading Journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                  • #10 Collapse

                    Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                    Assalam o alikum viewers!
                    Umeed krta hn aap sb khairiyat sy hongy. Allah pak hamesha aap ko khush rkhy or apni hifazat main rakhy.

                    Mera aaj ka topic mobile phone h jo ky aap aaj ky door main hr insaan ki zroorat smjhty hain or aajkl yeh hr insan ky hath yhan tak ky bchn ky hath main bhi majood nzr aata h 📱.

                    HISTORY AND INTRODUCTION:

                    Sab sy phla mobile phone 1973 main John F. Mitchell or Martin Cooper of Motorola ny invent kiya tha.
                    Sb sy phly srf buttons waly mobile paye jaty thy magr ab touch screen 📱 mobile phones bhi aagye hain.
                    Is trh inhyn istamal krna or bhi asaan hogya hn

                    STRUCTURE :

                    Wo common cheezain jo ky hr mobile min pai jati hain darj zail hain:
                    Metal oxide semi conductor(MOS)
                    Integrated circuit(IC) chips
                    Battery(lithium ion battery)
                    Or ek aisa input mechanism jo ky ek mobile ko doosry mobile phone sy jorta h.

                    FUNCTION :

                    Mobile phone ka asal maqsad calls h krna h taky kuch hi lamhn main aap doosry person sy baat krskyn
                    Lekin aajkl is sy text messaging jo ky is ka basic function h. Is ky ilawa is sy sms (short message service) bhi anjam diay ja rhy hain.
                    Is ky ilawa is sy voice messages bhi kiay ja skty hain. Is ky ilawa is sy web surfing, pictures bnana, games bhi kheli ja skti hain.

                    ADVANTAGES:

                    1: aajkl mobile phone sy aap apny hr topic ko internet ky zriye achy teachers sy smj skty hain is liay y elam ka ehm zariya bn gya h.
                    2:Mobile phone aajkl communiction ka zriya bngye hain lamby faslon ko loog minutes main aboor kr laoty hain or duniya ky ek kony main baith kr doosry kony main baithy shks sy baatain krty hain.
                    3:yeh paison ki bchat ka bhi ek ehm zariyan bnty hain.
                    4:yeh insan kiy liay entertainment ka bhi sabab bnty hain.
                    5:aajkl mobile phones emergency helper ka kama bhi krty hain in main aisi apps bhi load ki jati hain jo ky aap ki health ka khayal rkhyn or is ky ilawa kisi bhi emergency ki soorat main emergency calls kr ky kisi ko bhi forana agha kiya ja skta h.
                    6: phly lgn ko pics ky liay alag sy 📷 camera laina prhta tha lekin ab mobile phones min hi pics li ja skti hain.
                    7:ab watches phny ki ya calculators ko pockets min dalny ki zroorat nai... Yeh sb bhi ab mobile phones main majood hta h.
                    8: aajkl kisi jgh kpr ponchny ky liay maps ki zroorat nai hti balky ab mobile phone main maps or GPS bhi majood hta h.
                    9: ab mobile phone main internet bhi majood h.
                    10: yeh bhot choty or easily carry kiay ja skty hain.
                    11: ab in mai alarm 🕒 reminder bhi majood h
                    12: is ky ikawa ab is main 🔦 torch bhi h.
                    13:ab is main online 🏦 banking bhi ki ja skti h.

                    DISADVANTAGES:

                    1: Aajkl mobile phones isolation ka kaam krrhy hain.
                    2:yeh aap ka time zaya bhi krty hain.
                    3:yeh bhot expensive bhi hty hain jis ki wja sy paison ka zya bhi hta h.
                    4:in ki bhot zada adaat bhi prh jati h.
                    5:cybeebullying bhi aajkl 📱 mobike phones ky through ki jati h.
                    6:security issue
                    7: stidya ka nuqsan bhi ho rha h.
                    8:jis trah aaj insan mobile phone ky kareeb ho rha h wo apny rishtadaroon or baki jny waln sy door ho rha h.
                    • #11 Collapse

                      Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                      assalamu alaikum my dear all friends member aaj ka review mobile phone per Hi doston mobile phone ek bahut acchi cheez hai mobile phone ki bahut hi exam hai Android mobile phone keypad mobile phone pehla mobile 1973 main invent hiya tha.jis nain zindagi ko fully change kr diya.logon k liye bht mushkil hota tha doosron sy raabta krna is nain barhi asaani payeda ki hai.shuru shuru msin mobile ohone phone xalls,text aur massaging k liye use hotay thay.lakin ab mobile phone computer walay sub kaam kr rahay hn es k sath SATH Android mobile phone pertamam kasam ka work kar sakte hain agar aap log businessman hai aapki company mein IPS camera install hai to aap usko live apne mobile phone par dekh sakte hain.

                      ADVANTAGE.
                      Doston mobile phone ke bhav se advantage hai mobile phone agar aapke pass Android hai to aap ismein to mum kism ki application install karke aap kaun se fayda hasil kar sakte hain aap ismein easypaisa application stall kar sakte hain aap ismein Jack Gaye install kar sakte hain aap ismein tamam Bank ki application download kar sakte hain aap isase online transaction money received bhi kar sakte hain agar aapke pass acche wala mobile Android hai to aap is per Pakistan form bhi join kar sakte hain aap is per install Forex trading bhi kar sakte hain iske sath aap mobile se tamam kism ke kam kar sakte hain Vishal ke taur per aap YouTube istemal kar sakte hain aap internet ka istemal karte hue aap is per apni web banaa sakte hain aur apne YouTube channel bana sakte hain iske sath sath Android mobile phone ki price bahut zyada hoti haiJo log businessman have acchi price ke Android mobile phone lete hain aur UN per vo live apna business dekh Rahe hote hain misal ke taur per agar kisi ka business Pakistan mein hai aur vah baitha khud Dubai hai tuva IPS camera apne Android mobile phone par data connect karke apna business dekh sakta haiAndroid mobile phone se aap apne pyar ko video call kar sakte hain mobile mein aaj ke daur mein fasle khatm kar diye Hain Android mobile phone se aap Puri duniya ke sath Ho kho sakte hain agar Android mobile phone mein aapke pass internet connection hai.

                      DISADVANTAGE.
                      mobile phone ke fayde to hai lekin iske sath sath iske nuksan bhi hai aajkal aisi aisi web aur application aaj chuki hai jo aapke mobile ko mukmmal taur per hack kar sakti hain aur aapke Android mobile phone mein jo camera hai vah usko live dekh sakte hain aur aapka Android mobile phone mukmmal taur per hack ho sakta hai agar aap Android mobile phone use kar rahe hain to aapka bahut zyada time waste karta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                        Salam dear members GTR aapane hamare sath bahut achcha review share Kiya hai hai jo k a mobile phone ki related hai to dear aap ko pata hai ki mobile phone bahut jyada jaruri chij hai aap ko pata hai kijiye buti digital jamana a Gaya aur ismein aapko har kism ke phone mil jaate HainISI tarah Kiya aapko pata hai ki phone aap kitne jyada jaruri ho gaye hain ab acchi se acchi quality ki jaisa phone kharidna chahie aap le sakte hain ISI tarah main aapko phone ke proper features batati hun is ke bahut sare advantages and disadvantages a Jo main aapke sath share karti hun .

                        Advantages .

                        Dear aapko pata hai ki uske bahut sare advantages hai aapko pata hai ki mobile phone ke bahut jyada features hai han mobile phone se bahut jyada facilities and se likh kar rahe hain aap ko pata hai ki Ham Ghar baithe mobile use karke is ke jariye online business bhi kar sakte hain aur acchi earning hasil kar sakte hain uske sath aap ko pata hai ki jazzcash easypaisa baqarah ki bhi opportunity aapko mobile mein Di jaati hai aap Ghar baithe transfer bhi kar sakte hain paise aur si bhi kar sakte hain han iske sath aapko aur bhi bahut jyada facilities Di ja rahi hai mobile kis liye Ham Ghar baithe kisi se bhi baat kar sakte hain out of country bhi gal kar sakte hain is tarah hamare liye mobile bahut jyada jaruri hai iske bagair aap kisi bande ka bhi ho Jara nahin ho sakta .

                        Disadvantages .

                        dear aap ko pata hai ki mobile hamare sath bahut jyada facilities provide kar raha hai bahut jyada advantages hamare liye paida kar raha hai to uske sath uski Koi disadvantages bhi ho sakte hain but aap ko pata hai kiski disadvantages kaise ho sakte ISI tarah main aapko iske disadvantages batati Hun ki kabhi kab network ki bahut jyada problem Ho jaati hai mobile mein agar aapka phone acchi quality ka nahin hai to ismein bahut der shoes rehte Hain acchi quality ke mobile kabhi bhi kharab nahin hote aur normal quality ke mobile bahut jyada hi hote hain ki battery time main bilkul bhi best nahin hoti is tarah agar aap chahte Hain ki aap acchi quality ka phone Le to vah bahut hi expensive hota hai usko aur koi khareed bhi nahin sakta hai isliye disadvantages hai ki kafi jyada mahangi hote Hain .
                        • #13 Collapse

                          Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                          Introduction

                          Aoa...dear members umid karti hun apsab kheriiyat sy hon gy aj js topic par ham bat kren gybwo hai mobile phones joky ajakl har ksi pas mojood hen or har koi inhy use karta hai mn apk sath is bary mn apna knowledge share karun g

                          Advantages

                          dear members Mobil phone ek bahut hi kam ki chij hai hai shuru shuru mein main jab itni advancement nahin hui thi to to tab mobile phone sirf raabta karne ke liye istemal hote the the magar aajkal advancement hone ke sath yah hamen main Kai benefits de rahe hain smartphone hamari jindagi ko aasan kar chuke hain Ham apne different function mobile phones per perform kar sakte hain jaisa ke a internet k through studies aur dusri bahut sari activities jaise spare time spend karne ke liye ye video game internet per search movies songs aur social Media ka ka istemal hai yah sab kam Ham mobile phone kesari kar sakte hain mobile phones ne faslon ko bahut samay Diya hai Ham apne a lambe lambe kam bahut kam time mein kar sakte hain iske alava duniya mein main bahut sare logo ke sath attach Ho jaate Hain aur aur apne environment se a baba rahte hain aur nahin aane wali chijon ko sikhate Hain iske alava mobile phone per study karna bhi bahut aasan ho gaya hai hai mobile phones per scientific calculator aur is tarah ki apps introduce kar a gai hai hai jisse hamen studies mein bahut jyada help milati hai iske alava mobile phones ke andar Google play store YouTube GPS tracking location tracking aur is tarah ke functions hamen bahut fayda ho jaate Hain in fact mobile phone AC bahut kam ki chij hai

                          Disadvantages

                          dear members jaisa ke mobile ke bahut sare fayde Hain magar iske kuchh kuchh nuksan bhi hai jaisa ke a aajkal ke bacche a mobile phone ke a overuse ki vajah se a apni study se bahut dur ho gaye hain aur jarurat se jyada iska istemal waste of time hai mobile phones ki vajah se a hamare mind kuchh jyada active nahin Rahe aur hamari health per bhi kuchh achcha asar nahin Dal Rahe Ham aksar mobile phones mein main apna personal data rakhte Hain Jo ki hak bhi ho sakta hai hai ya loss bhi ho sakta hai ya mobile phone hamen nuksan bhi pahuncha sakte hain aajkal mobile phones mein main kuchh aisi app 84 side introduce Hui hai hai Jo hamare environment per II negative impression Dal rahi hai isiliye ye mobile phones ka istemal bhi careful tarike se karna chahie ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                            Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sabse acche Honge dear members aaj ka Hamara review mobile Chaliye main bhi mobile phones ke bare mein Kuchh Na Kuchh information aapke sath share karna Chahunga..

                            Introduction :-
                            Mobile phone Ek Technology ka device hai Jiski vajah se ham Ek Jagah se dusri Jagah Puri Duniya Mein Main Apne contact per rahte hain aur contact kar Sakty hain.

                            Advantages of mobile phones :--
                            Dear parents friends mobile phones ke bahut Sare fayde Hain Aaj Kal ke Daur Mein agar humne Ek Jagah se dusri Jagah Chahe Dur Hui Na Chahe Kareeb ho ek dusre se Rabta karna ho To Ham apne mobile phone se Basani Ek dusre ke sath connect rehte hain aur ek dusre ka halwa Basani Jaan sakte hain aur ISI Tarah mobile phones per improvement ka istemal Jisne Hamare knowledge experience aur Puri Duniya Ke information ke bare mein ijafa kiya Hua Hai yani mobile ka istemal Agar Ham pass Karen to yah Hamare liye bahut pahle Maine Hain ISI Tarah mobile phone mein matlab ke sim ke apps aajkal use ho rahe hain jisse Hamen bahut jyada fayde ho sakte hain an f mein jyadatar YouTube Tik Tok online business Jiske Liye Forex se Sara Kuchh yah sab Ham mobile phones mein bhi kar sakte hain Jo Hamare liye Kafi faydemand hai..

                            Disadvantages of mobile phones :-
                            Dosto har cheez ke faidey bhi hai aor sath sath nuksan bhi bahut Hote Hain esii Tarah Mobile phones ke bhi kuch nuksaanat hai, mobile ka Jab Ham Jyada aur nikat istemal Karte Hain To isase Ham Buri Tarah Aaram nahin kar paate aur Iske Joshua a Hoti Hai Razer isase Hamare Nazar Kafi kamjor Ho Jaate Hain aur esi Tarah Sath Sath Jab ham kam age Wale bacchon Ko mobile ka istemal karne Dete Hain To vah apni padhaai aur Unka Se Hain negative ki taraf jyada hai isiliye Hamen chahie ke Ham mobile ka istemal budget hun aur kam se kam Karen..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                              Asslam o Alaikum guys aaj ka review ajkl kee l9gon kee zindagi mai mai se eham pehlu sub se eham cheez pe mabni hai . J ka review mobile phones pe mabni hai . Jo k logon ka bussiness logon k relation logon ki studies logon kee entertainment log k kaam ka ek behtreen sthi hai aur har kaam iskay sath mil kr kiye jaa rhy hain. Ye mobile aap ka Bank b hai aur aap business b . Mobile phones ajkl bht ziada aam hai pr jub ye bilkul newly invent hua tha 1973 mai tou lakhon insano mai ek insan k pass hta tha aur iski prices b tu. Bht ziads thee aur functions km or ab iski prices km hain aur fhnction ziada hai . Din ba din iski technolgy mai behtri krty jarhy hain aur ziada modren hota jaraha hai . Mobile phones hr student ke hr insan kee zarort bn chuka hai pehly ka dour tha k rabta krne kliye khatoot likhy jaty thay aur kfi dino baad jawab ata tha pr ub ek second lgta message gya aur agly ee secnd jawab mousool hogya. Mobile phone main internet b istemal hota aur aap is se b faida utha skty hain. Ye students kliye aur business man kluye teacher kliye ek kam krne waly kliye ek mzdoor kliye b useful cheex hai .
                              Aur isme.lgay high speed processor jo k aap ko multitasking krne mai madad deta hai aur iskay behtreen quality k camera aap ko bht se moments aur bht se yaad gaar lamahat ko camera kee ankh mai safe krta hai aur aapki ek yaad gar bn k ap k sath rehta hai . Aur internet kee sahoolat honay se aap tmam dunya kee khabr leskty hain aur apne knowledge ko brha skty hain . Aur students study kluye b istemal kr skty hain.

                              ADVANTAGES:

                              1: mobile ek usefull cheez hau is rabta kiya jaskta hai within seconds
                              2: isme internet use kr k aap knowledge gain kr skty hain.
                              3: internet b istemal kr skty ahun aur internet se faida utha skty hain bussiness man ho teacher ho ya student ho internet tou sub kliye faida mand chez hai.
                              4: iskay high quality cameras se aap alne momnts ko camera mai safe kr skty hain.
                              5: aap mobile mai film drama kuch dekh skty hain. Aur iski screen b bht achi quality kee hoti hai ziada clear image deti hai
                              6: aap isme ganay naats qasseday nohay kuch b sun skty hain .
                              7: aap mobile se socialising b kr skty hain . Fb instagram whats app bigo tiktok snapchat twiter jaisi bht socialising apps se .

                              DISADVANTAGES:

                              1: mobile ko ziada use krne se nazar khrab hi jati hai
                              2: mobile ko ziada use krne se dimagh khush aur pathon mai mai khichai jaise mslay paida hi jaty hain .
                              3: mobile kee adiction ho jana aur har waqt socialising mai mai lgay rehna ye aap kay time ka sehat ka ziyaan hai.
                              4: mobile se data leak honay ka khtra hota hai.
                              5: aur mobile se aajkl k bachy bht ziads khrab horay hain socialising se aur porn videos k amm honay kee waja se ajkl je genration tabbah ho ri hai .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X