yeah review "oven" pr mabni hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: yeah review "oven" pr mabni hai?

    oven ke jisko hum microwave oven kehte hain aik bahut he ache device hae jis main hum sahe tarah se kam kar he jate hain hum ko bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se is main se faida hasil karen hum agar is main is ka use sahe tarah se kar he jate hain to hum is main kamyab ho lete hain to abhe hum bat karte hain is ke faide or nuqsan ke bare main to sab se pehle is ke faide ke bat karte hain yeh aik ese device hae ke jis main hum kich time main he apne khane ko garam kar klete or isko fresh kar sake hain to is liye yeh bahut he zindagi asan ho gy hae logon ke q ke pehle to hamen to is main pehle stove main khana garam parta tha lakin ab bahut he zayada asani ho gy hae or ab hum is ke nuqsanat ke bare main ate hain to is main sab se pehla yeh hae ke is ke nuqsanat bahut he zayada hain is se hum jab bhe apna khana garam karte hain or isko on karte hain to is main se rays release hote hain jo ke hamare liye or hamare health ke liye bahut he zayada nuqan deh hote hain to is liye hamen cahiye ke hum sahe tarah se is ka use kiya karen or hamen is ka kabhe kabhe use karna cahiye to yehe better hota hae is tarah se he to hum is main se faida hasil kar sakte hain agar hum dauly basis par isko use karte hain to is ka hamen kuch zayada faifda nhe hota hae bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum bhe cahiye ke hum is main is ka use sahe se kiya karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: yeah review &quot;oven&quot; pr mabni hai?

      Dear Members ap jany hn aj kal k as Modern or technology k door main har aik chez science ki badolt buht asan or buht kamyab ban gie hain jass main inshn ki zindgii buht upgrade hoti ja rhi hain mazeed asN say asan tar bzi or ideal life bantii ja rhi hain mra aik ka topic ap dosto k sth technology ki or aik aur buht hi khobsurat humry roz mara k istaml ki buht important machin oven pay discusses kar rha hn k oven ny kiss tra humri life ko asan say asan or ideal bina dia hain electric currant say chlny wala oven buht hi achi fiday mind facility hain jass pay hum asani k sth koi bhi chez jab chye garm kr skty hain boil kr skty hain Gass na hony ki surat main oven khass tor pay buht kam atta hain asi tra fast food k lay buht hi best hain oven ya srf bajli say chlta hain as k kuch advantages or disadvantages bhi hain jo main ap dosto k sth share krta hn.........

      ADVANTAGES....

      Dosto Oven aik buht hi zabrdst technology hain jas pay hum jab chye din rat main koi bhi cooking ka Samna fast food wgra garm kr skty hain boil kar skty hain as main humy Gass ki zurat nii hotii jab k electric currant say chlta hain atna zyda expansive ni hota sardio main zyda tar istaml hota hain wesy tu har mosam main or daily basic pay istaml hota hain koi bhi piza sandwich bread samosy wgra har aik chez ko aik mit k indr garm kr skta hain or as pay anda bolil ho skta hain as main choty bhry size k oven hoty hain jo k barki wgra pay istaml hoty hain oven main chze karb ni hoti bilky buht testi mazy dar banti hain garm hotii hain forn say phly...........

      DISADVANTAGES....

      Dosto oven jatna achi technology hain un ki as k kuch nuksan hain jesa k as k istaml say bajli ka bill zyda atta hain or ya bajli na hony ki surat main bilkul ni chlta as k zyda tar istaml say bemria janm letii hain ku k as k indr Gass hotii hain jo humri khany peny ki chezo ko zyd istaml say karb kr detii hain as ko har bnda istaml ni krta greeb log but ni kr skty ku k ya thora expansive bhi hota hain....
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: yeah review &quot;oven&quot; pr mabni hai?

        Assalamu alaikum ummid karta hun ke tamam forex trading members khairiyat se honge. Hamara aj ka review topic hy Oven. Ap me Bohat achcha topic choose Kiya hai review ke liye. Oven jyadatar har Ghar mein use ho rahe hain. Market mein bahut sari companies ke oven available hai. Pakistan ki sabse badi company dawlance aur Aur bhi different Pakistani companies ke oven available hain. Iske sath different multinational companies ke oven bhi market mein available hain. Oven ke size air capacity ko liter ke hisab se measure Kiya jata hy. Oven ke Bohat sare brands , designs and colors ke elawa different unique styles and specifications ke sath available hain. Sabse pehle main oven ke advantages ke Barry mein baat karunga.

        Advantages.
        Oven ke Bohat sare advantages Hain jesa ke ap sabke knowledge mein hy ke ye product electric power based hai. Hum iske andar pizza bake kar sakte hain , patties, rolls, samosa , eggs and different products ko bana sakte hain, water boil kar sakte hain aur tea ya coffee bhi bana sakte hain. Iske elawa hum oven mein khanaa garam kar sakte hain ya koi bhi dish ko garam kar sakte hain. Iske andar hum barbeque bhia bana sakte hain aur chicken tikka bhi bana sakte hain. Ye time and power based hota hy hum different dishes ke accordingly oven ka time set karte hain aur hamare dish tayar hojati hy. Iske elawa agar hamein koi cheez garam karni ho tu hamein bas oven mein rakh I Hy aur hamare dish 1 se 2 minutes mein garam hi jati hy, kuch dishes tu within few seconds garam ho jati hy. Ye ek Bohat he time saving product Hy aur hamein aasani se market mein mil jata hy. Iski price but ziada mehngi nahi hy 10000 to 15000 mein achi company ki achi quality ka oven mil jata hy.

        Disadvantages.
        Oven ka sabse bara disadvantage ye Hy ke ye radioactive x rays produce kar ke dishes ko garam karta Hy ya banaya hy jo ke hamari sehat ke liye harmful hy. Radioactive rays ki wajha se hamein different disease ho sakti hain jesa ke kuch time pehle doctor ne iska use Mana kar Diya tha k isko use karne se cancer ho jata hy. Iske elawa iska disadvantage ye Hy ke iske kuch dishes nahi ban sakti eggs boil Karen tu wo phatt jate Hain aur iske sath sath iske use se hamare electricity ka bill bhi ziada ata hy

        اب آن لائن

        Working...
        X