INTRODUCTION:
Assalam o Alaikum dear members mera aaj ka review jazz 4 digit phone ky hawaly sy hy. Jazz ny KaiOs technologies ky sath partnership mein smartphone launch kiya hy jo ky down payment ky sath PKR(1800) mein available hy or aap ki jo sim iske sath registered hogi uspy har month 300 RS ka package lazmi karna hoga jo 1 year tak karna lazmi hy. Jazz pakistan ki sabse purani telecommunication company hy jo 1994 mein Saif Group or Motorola ny milke establish ki thi jabke KaiOs Hong Kong ki technology company hy.
Advantages:
Jaisa ky aap jante hain ky pakistan mein kafi log aise hain jo internet ki knowledge nahi rakhte ya android phone laine ka afford nahi kar sakte lakin iska solution jazz ny apne customers ky liye diya hy smart phone ki shakal mein jo har koi ly sakta hy kyo ky is mein WHATSAPP, FACEBOOK, YOUTUBE or GOOGLE jaisi biggest search engines ki sahulat mojood hy jo istemal karke entertain ho sakta hy. Beshak jazz pakistan ka no 1 network hy or internet speed bhi unlimited hy or jazz ny sirf 4 digit phone ko calling ky alawa wifi share karne ki facility ky sath launch kiya hy taky sab jazz family ky members banain.
Disadvantage:
Har cheez jis mein advantage hota hy tou sath mein disadvantage bhi hote hain kyo ky koi bhi cheez aik dam perfect nahi hoti tou ici tarah jazz 4 digit phone ka disadvantage ye hy ky iski screen small hy or android phone mein jitne features hote hain uske muqable kam hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим