Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.
    Hello doston aaj mera Yari view Nokia 3310 jo ke Ek bahut hi purana aur mashhur mobile phone tha use per mummy Hai Doston main aapko yah bata do ke purane Jamane Mein sabse pahle Jab Ham Bachpan Mein the to sabse pahle Nokia 3310 mobile ko bahut Shohrat Mili Thi Kyunki Nokia company Ek bahut hi Allah aur top Kishan ki company Thi Nokia company jo sabse sabse pahla mobile phone Nokia Ne introduce karvaya tha advanced Technologies hokar takriban aaj se 20 sal pahle to Nokia 33 10 model ka ek mobile Hua Karta Tha Jo Ek Sada aur Puja system per chalne wala mobile phone tha use mobile phone ki bahut majboot hoti De aur bahut jyada heavy mobile phone Hota tha battery UP mein bahut badi Lagi hoti Thi vah Technology ab tak Ribbon agar aap Dekhe To Duniya Ke Motel Facebook mein aur purani Technology Jis per Nokia 33 10 Android hua tha aur vah istemal Hota Nokia 33 10 Mein Jani ke Tauji system ki jo purani Technology Thi ab bahut taklif 1 Sari Duniya se khatm ho gai hai aur Duniya Ke Kuch Aise Hi Se Jahan per aap kam kar rahi hai padhaai example agar aap kisi ke pass wahi purana model aaj se 20 sal pahle banne wala mobile phone Nokia 33 10 maujud Ho To vah Kam Nahin Karega Agar Karega To Duniya Ke Kuch Aise Hi Se Honge Jahan per Suchi system aur purana wala Technology chal raha ho to sirf vahan per kam Karega otherwise vah Kam Nahin Karega aur wale Hoga dusri Baat yah Hai Doston Ki use Waqt ki sabse advanced technology Thi Aur bahut mashhur aur jo Bharat Aane Wala mobile phone tha Jise Log bahut jyada istemal Karte The aur vah kimati mobile Hua Karta Tha Main aapko Bata Do Ki takriban 2001 Yaadon Mein Mere Bhai Nahin UAE Se Hamare ghar Ke Liye Hi mere bade bhai ke liye vah mobile phone bheja tha Jo Ashoka takriban Pakistani currency ke hisab se 10000 rupaye ka Banta tha 200 Pakistan mein Nokia 33 10 ki price takriban 7750 Tak Thi AB AB Nahin pata ki ab Agar Kisi Ke Pass maujud Ho Ya Na Ho Iske alava 200 main aapko yah Bhi Bata Do ke dost Nokia 33 10 ki shubh raat ki vajah se aap 2017 Mein Nokia Ne Dobara se 33 10 model ka ek mobile phone introduce kaarvayi Hai jismein back camera bhi laga hua hai ek mamuli quality ka lekin uski Jo Shakal Hai vah purane wale 33 10 ke sath thodi bahut milti julti hai lekin Nahin Thodi advanced technology Hai vah purana Technology tha vah bahut jyada hi bhi aur Barish Hua Karta Tha aur bahut majduron Banta aur yah Thoda Aur night Kishan ka mobile phone Hai Doston Nokia 33 10 ke bahut jyada fayde or nuksan athva Karte The ise main niche mission karne ja raha hun.

    Faidy:
    Doston Nokia 33 10 mobile istemal karne ka sabse bada fayda yacha Kyon Jamane mein koi aur Kishan ki Technology Nahin Thi Aur advance Kishan ke mobile phone Nahin bane the Usman Waqas apdcl landline ke telephone istemal Hua Karte The two Nokia 33 10 Jab Maidan Mein Aaya to Logon Ne east ka istemal Shuru Kiya aur bahut jyada mashhur Hua aur iska fayda ya Tha Ke Aaj Se 20 sal pahle Bhi Jab log Ek Jagah se dusri Jagah per Jaate the To vah Apne Sath mobile phone Lekar Ja Sakte the aur apne ghar Walon aur doston Ke Sath prapt Hai Mere Sakte the Kyon Kyon Jamane mein sirf landline ka telephone Hua Karta Tha Jo bahut Mushkil se aap Ko Kisi Bade Shahar Mein ya Kisi Har Jagah per Milta tha aur Har Jagah per vah maujud Nahin Hota tha 33 mobile 1000 Technology tha ki aap Har Jagah per Lekar Ja Sakte the aur istemal kar dete Hue Zamane Mein Ab Kyon Ke Jamane advance Hua Hai To Har bacche Budhe Mard Aurat Sabke pass mein bade bade mobile phone Hote the hote hain lekin Jamane Mein yah phone Nahin Hua Karte The Tu Zamane Mein uska bahut bada fayda tha Nokia 3310 ke pass bhi hua tha uska bahut bada izat Hota tha Kyon Kyon Jamane Mein mobile phone Naam Nahin the aur Har kisi ke pass mobile phone Nahin Hote De Kisi Har aur Amir kism Ke Logon ke pass mobile phone Hote the.

    Nuqsanat:
    Lost mobile phone istemal karne ka nuksan sirf iska misuse agar aap iska galat hai femal Karte Hain To iska aap nuksan kar rahe hain iska Ave Se Koi nuksan Nahin lekin purane Jamane mein agar main aapko 33 10 ke bare mein bata do 233 bahut kimati mobile Hota tha aaj ke Jamane Mein Usi price main aapko bahut sala quality ka smartphone Mil Jata Hai Lekin vah Chauk advanced technology to Zamane Mein Ho aur 9i mobile phone Aaye The to nuksan hi tha ki Logon ke pass paise kam Hote the aur vah Jyada paise Jama Kar Kar Ke Apna nuksan kar ke mobile phone lete the to mere yaar main sirf price ka nuksan ho sakta Kyunki bahut kimti aur uska kar Paise Ki value bhi bahut jyada hoti Thi to vah mobile phone bahut kimti tha matlab mahanga mobile phone tha aur logon ka bahut bada nuksan hota agar vah bad Mein kharab ho jata tha yah gum ho jata tha yah Pani Mein Gir Jata to Logon Ka nuksan Hota Yahi Ek Hi nuksan Tha Mere Pyar Mein Baki Aisa Koi nuksan Nahin Jiska main aapko bata do ke 33 10 Mein yah wala nuksan tha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.

    dear ap ne acha review diya ha dear hume pta hai k nokia k mobile sab se best hote thy aj kal tu baki company k kafi success hasil kr liye ha ur ab toch mobile ka dor ha ap ne nokia 3310 par apna review hum se share kiya ha tu 3310 nokia ka acha mobile ha ye sada mobile ha jise hum call sun sakte hein phaly zada mobile hua krte thy ab be loguo k paas nokia k mobile majood hein ab zada log in ko ap[ni shop mn mobile load rakhne k liye use krte hein in ki battrey time kafi achyhoti hai aj se 20 sal phaly jab be hum eik jaga se dosri jaga jatee thy tu tu hum mobile ka istamal krte thy ise hum apney dostuo ur ghr waluo ko asani se khabar de sakte hein app har jagah per lekar ja sakte hein istamal kr sakte hein aj kalk dor mn tu har kisi k paas bmobile hein bachy bhare aurat k paas phaly zamane mn mobile phone har kisi k paas ni hote thy
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.

      Assalamu alaikum dear member Apny hmare sath bt acha topic share kiaa ha or is k bare me information di ha aapka aaj ka review Nokia 3310 yah bahut Achcha phone hai Isko Kafi Logon Ne juice kiya hai aur se fayda uthaya hai purane Jamane Mein log 33 10 ko hi juice Karte The aur se fayda bahut jyada famous phone uthao Saman Mein Ab iski Itni Jyada value Nahin Rahi aur Iske bahut jyada fayde aur nuksan as Paye Jaate Hain Jo ki main aapke sath share Karti hun

      Advantage
      Iski battery timing bahut jyada hai pakdane mein aur kya re karne mein hi Aasan hai is ko aasani Se Koi Bhi Insan Mard do Aurat istemal kar sakta hai Kahin Bhi Lekar jaane ke liye rahata hai maujon hai Iske button Jo is per Lagaye gaye hain vah chalane mein dabane mein bahut jyada aasani ke sath istemal ho sakte hain iski screen in munasib tarike se Lagai hui hai aur 7 Sutri hai Is per cal ki awaaz bhi bahut jyada saaf Aati Hai dusre mobile phones Ki Tarah Iske button kharab jaldi Nahin hote hi Kafi arsa aasani Se chalaya Ja sakta hai
      Disadvantage
      Nokia 33 10 ke disadvantages Jaate Hain Jaisa ke ismein WhatsApp Instagram Facebook per hi nahin chalaya Ja sakta ismein Jyada features Nahin Hote is Mein touchscreen Nahin Hoti is main video calling aur Nahin ho sakti yah bahut third class company ka phone hai ismein koi Dekhne Mein Bhi ko Hasya kar Nahin Hai uski aur aajkal iska istemal bahut hi kam hai na hone ke barabar extinct ho chuka hai
      • #4 Collapse

        Re: Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.

        Aapane bahut acche a brand Nokia ke king phone Nokia 3310 review Diya hai. Nokia 3310 bahut hi achcha yah mobile phone tha apne time mein main is jaisa Koi mobile phone market mein main available nahin tha. Nokia 3310 ek classic mobile phone Hy.

        Advantages.

        Nokia 3310 ke bahut sare advantages hai jaisa ke iski battery timing bahut acchi thi 2 se 3 din ek battery ke a full charge per use kar sakte hain iske alava iski reliability build quality e aur aur performance bhi bahut acchi thi market mein Nokia 3310 me apni jagha as a King of mobile banai Jo kaafi arsa Tak barqarar rahi. Nokia 3310 phone call aur sms ke liye bahut hi achcha yah mobile phone tha jiska keyboard bahut soft aur easy to use tha. Uske baad ahista ahista dosre mobile bhi market mein ana shuru hogae. Ye sab se pehla simcard mobile phone tha jiski price 7500 thi aur us time simcard bhi 3000 Tak milta tha.

        Disadvantage.

        3310 disadvantage ye Hy ke internet use karne ki facility available nahin thi aap ismein koi bhi social media account use nahin kar sakte the. Facebook Orkut Twitter Instagram YouTube aur kayi mobile applications is mobile phone mein use nahin kar sakte kyon Gai internet aur aur Android operating system ko support hi nahin karta tha. Iska apna basic software tha.
        • #5 Collapse

          Re: Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.

          G hn apny is k features well explain kiye hn its old version but its good its battery and other features are good hr koi isko easily use kr skta h is m koi mushkil bat nh h jesy kafi users asy hoty hn jinko ajk kl latest mobile use nh krny aty hn to un k liye ye bht best h or iski voice quality b achi hoti h actually now a days iski value down hogai h because market m bhtt sy latest versions available hn but bat ye h k chrty suraj k sb ee pujari hoty hn jb b koi new cheez market m launch hoti h to uski bhtt zyda value hoti h but gradually new version any sy old ki value down hojati h new versions aty jaty hn to purany versions ki value down krty jaty hn but apny time m sb ki value hoti h to isi trhan nokia ki b apny time m bhtt value the lekin ajkl new latest versions hn jin k features nokia sy bhtt best hn to log zyda prefer krty hn/,.,.,.,.,.
          • #6 Collapse

            Re: Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.

            Assalam o Alikum!

            Doston umeed karta hu ap sub khariat sa hongy
            Aj ka humara topic nokia 3310 par mabni ha aj ma apko nokia 3310 ka bary ma bataon ga nokia 3310 bhot he purana mobile ha or bhot acha mobile ha ya sab sa pahly lanches hony waly mobiles ma 1 mobile ha jo pakistan ma launches huy ya mobile 2000 ma aya tab touch screen waly mobiles ni thy is mobile na bhot shurat kamai ya mobile bhot mashoor hua us waqt jab ya lanch hua tu us waqt iski price taqriban 6000 tak the ab ya mobile launch ni ho rahy 2017 ma nokia company na is ka new model launch kiya tha jis ka backcamer bh ha

            Advantages:

            Nokia 3310 ka bhot sary advantages ha ya mobile hum calls waghera karny kaliya use karty ha or iska sath sath ya mobile itna jaldi kharab bh ni hota or agar ya mobile neechy giry tu ya mobile itni asani sa tutta bh ni ha

            Cost:

            Nokia 33 10 ki price taqreeban 3000 tak ho gi purana nokia 3310 is waqt market ma bhot mushkil sa milta ha or jo new model ha 2017 ka wo asani sa mil jata ha
            • #7 Collapse

              Re: Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.

              Salam dear membersji aapane hamare sath bahut hi achcha topic discuss kiya hai jo ke Nokia phone ke related hai to jaise kya aapko pata hai kiyah 1 pwtai famous company hai jo Kat poti purani company hai aap ko pata hai ki purane saman mein sare log Nokia company ke hi phone use Kiya karte The is tarah aapko pata hai kisi ek bahut hi best company hai jo ki abhi tak chal rahi hai to main aapke sath 8 iske related iske advantages aur kuchh disadvantages hai jo main aapke sath share karti hun .

              Advantages .

              Ji dear to jaise ke aapko pata hai kiske paas jyada advantages hai jo main aapke sath share karte hun jaise ke aap jaise jaise ke aapko pata hai ki Nokia ek poti purani company hai aur iske phone har Koi isliye khareed sakta hai ismein na hi jyada package ki jarurat hoti hai aur iski battery timing bhi bahut hi best hoti hai yah ek chhota sa normal sa phone hota hai aap isko kahin bhi Le ja sakte hainis tarah se ek poti famous company hai iski Patra timing bhi kharab nahin hoti aap is copper charge karke do din bhi iska istemal kar sakte hain yah poti best phone hai ..

              Disadvantages.

              jaise ke aapko pata hai har chij ke advantages ke sath uske disadvantages please jarur hote Hain har chij proper perfect nahin hoti ISI tarah iske kuchh disadvantages bhi hai jaise ki aap ko pata hai ki ismein se jyadatar features nahin hote bus aap kis sirf call hi kar sakte hain uske alava ya single same hota hai hai isase aap aap jyada facilities hasil nahin kar sakte joker smartphone or Android phone mein hoti hai .
              • #8 Collapse

                Re: Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.

                Nokia mobile company ka kamyab model nokia 3310 hay jes ko 1 September 2000 me release kia gia es mobile ki kamyabi farokhat worldwide me ki gai aur taqreeban 126 millions units worldwide me sold ki gai, Nokia ne 3310 se related other models key smartphones ki manufacturing be ki jo key 3315, 3320, 3330, 3350, 3390 shamel he ye smartphone be 3310 ki tarha ki features rakty hey jo key popular be hey aur worldwide me es ko be bardi tatadat me farokhat kia gia magar 3310 designing aur features key lehaz se behtareen smartphone samja jata hay jes ka display 1.5 inches ka hota hay aur es me removeable battery shamil hoti hay jes ki timing bahot hi zeyada hoti hay, 3310 ki manufacturing 2005 me discunect ki gai aur es key bad new 3310 model ko 2017 me interduce kia ga jes ki body shape aur designing to 3310 ki tarha hi hey magar es me koch zeyada teatures ka use kia gia, ya mobile be ajkal bahot hi behtareen samja jata hay, Nokia 3310 ki weight ley lehaz se behtareen mobile samja jata hay ye lightweight ka smart phone hay aur use karny me be bhaot hi simple hay, es smart phone ki battery capacity 900 mAh hoti hay simple mobile hony ki waja se es ki battery timing 2 days hoti hay 2 days nokia 3310 perfect work kar sakta hay, achy design aur lightweight ki waja se ab be 3310 ko worldwide me behtareen smartphone samja jata hay.
                Click image for larger version

Name:	1667.jpg
Views:	1
Size:	107.0 کلوبائٹ
ID:	12334452
                • #9 Collapse

                  Re: Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.

                  Salam:

                  aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo nokia mobile 3310 ky bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham stat karty han nokia 3310 ak bohat acha mobile ha ya mobile kafi sell ho chuka ha ya ak gsm mobile phone ha jis ka ilan 1 september 2000 ko kiya gya tha ya duniya bar ma mahhor phone ha ya phone ab bhi wasi pemana par saraha gya ha aor is phone ky astakam ki waja sa farku ki hasiyat hasal ho gai ha aor ya phone fan land aor hangari ma factoriyu ma tayar kiya gya tha ya ophone 207 ma lanch kiya gya tha aor ab nokia 3310 ka new model apan pesro par ak update ky sath 2.4 display aor 2 mp camera aor ak micro sd salat ky sath aya ha ab ma apky sath is ky faidya ro nuksan ky bara ma share karu ga.
                  advantages:
                  nokia 3310 ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga ya akl bohat acha phone ha ya phone kafi mashor ha is phone ki look bohat achi ha aor is phojne ki bettry timig bhi achi ha ya phone hama sd card salat bhi pesh karta ha is phone ky functions bhi achy han is phone ko bohat achy tarika sa desine kiya gya ha aor yqa phone zada mhanag bhi nahi ha ham is ko asani sa bazar sa kareed sakty han is phone ma messeges karny ky kafi space hoti ha ya phone size ma chota ha is liya ya hath ma pakra howa acha lagta ha aor is phone ka zada wazan bhi nahi hota ha.
                  disadvantages:
                  jese ky ap janty han ky har chiz ky faidy hony ky sath sath us ky nuksn bhi hoty han lekin is phone ky koi nuksan nahi han bs aj ka dur ma is phone ki koi cvalue nahi ha kyu ky bohat bara aor aor achy phones ay han agar koi toch phone nahi lena chata tu ya phone un ky liya best ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.

                    Introduction:-
                    Assalamualaikum doston umeed krta hon ap sab theek hongy dosto aj ma ji cheez par apna review dunga wo Nokia 3310 phone ha dosto Nokia hangry ki aik bht zayada purani aur amm torr par achi samjho jati ha kuin k iss k mobile bht zayada paidar hoty hain aur Long lasting bhi hoty han dosto 3310 Pakistan ma launch hony wala new new cell tha jisko nokia na kiya iss cell ki bht sari khoobiyan aur chand aik khamia bhi hainjo k ma na bayan ki hain

                    Advantages:-

                    1) nokia 3310 bht zazayada dair tak chalny wala phone ha aaur isski paidari bhbht zayada kamal ha iss lia agagr girr bhi jaye to issko nuqsan nai hota

                    2)nokia 3310 ki battery bahut jyada acchi hoti hai aur iska talk time bhi bahut jyada hai takriban agar ham ek dafa mobile ki battery ful charge kar le to 3 4 din aram sa nikal jati ha

                    3) Nokia 3310 ke mayke jyada acche hote Hain isliye agar Ham call Karen to awaaz bahut jyada saaf aur clear jaati hai

                    4) nokia 3310 market mein aasani se Mil jata hai hai aur aur iski market value bhi bahut jyada hai

                    Disadvantages:-

                    1) Nokia 3310 ki agar price ki baat ki jaaye to vah takriban 6000 hai jo ke har aadami ki approach mein nahin hai

                    2)Nokia 3310 bahut jyada heavyweight hota hai isliye agar Ham isko pakit mein rakhen to bhari mahsus hota hai

                    3) Nokia 3310 ki outer body jyada achi nahi hai isliye isski demand bhi bht kam ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.

                      Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                      I hope ap sab thek hon gy or forex par khoob enjoy kar rahy hon actually agar ham aik kaam enjoy kar ky karty hain to hmara dil is kaam sy tired nahi hota ham bore nahi hoty isi liye hamy har kam enjoy kar ky karna chaye to chalyn ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
                      Introduction:
                      G ap ny hamesha ki tarah mery sath aik bohatt acha topic share kiya hai mera aj ka review '' Nokia 3310 Mobile '' par mubni hai yeh pichly daur ka outstanding mobile tha takreeban har ghar ky aik na aik shakhs pas yeh mobile zarur hota hoga har bandy ny yeh mobile use kiya hoga yeh mobile bohatt acha mobile tha Nokia 3310 first time 1 September ,2000 ma release huwa tha is mobile ko bohatt zyada maqbooliyat haasil hui thi kyun ky yeh early mobiles ma sy aik mobile tha or mobile ka naya naya introduction tha sab ny is mobile ko bohatt use kiya firstly ye mobiles ma camera wagera nahi tha lekin iska new model recently 2017 ma release huwa tha jiska 2MP camera bhi haii or 2.4 ka colour display bhi haii pichly modle ky mobiles ab nahi milty lekin ab wala 2027 wala model easily available hai or iski price bhi b ohatt munaasib hai jo aj kal ky saur ma har koi easily buy kar sakta hai ..
                      Features of nokia 3310:
                      Nokia 3310 ky features as follows hain;
                      i.Back camera 2MP
                      ii.Display 2.4 inches
                      iii.Long sms typing space
                      iv:Battery life 1000mAh removeable
                      v.4 games are in it
                      Advantages :
                      Nokia 3310 mobiles ky bohatt sy faaidy hain jo ma apky sath share karny lagi hun;
                      1.Nokia 3310 ka sab sy bara advantage yeh hai ky iski battery life bohatt achi haii..
                      2.Iski text space as compared to normal texting bohatt zyada haii..
                      3.Iski text characters 495 tak hain jo ky bohatt enough hainn..
                      4. Is mobile ka aik or bara adavantage yeh hai ky is ma snake wali game hai jo ky bohatt log khelna pasand karty hain jiski series 1990s sy chali arahi hain..
                      5.Iska talktime bohatt zayada haii..
                      6.Iski battery removeable hai battery ky kuch bhi masla hojay to ham easily iski battery remove kar ky change kar sakty hain ..
                      7.Iski charging bhi bohatt fast haii..
                      8.Is mobile ma calculator,stopwatch,network monitor sb mojood hai jo ky aj ky daur ki eham zarurty hain ..
                      9.Old model ab available nahi hai lekin new 2017 model market ma easily available hai..
                      Disadvantages :
                      Ab ma apko is mobile ky nuqsanat ky baary ma bataon gi ;

                      1.Yeh mobile as compared to present mobiles kisi kaam ka anhi hai...
                      2.Isky features aj ky mobile ky muqably ma kuch bhi nahi hain..
                      3.Iski outer body bohatt old haii..
                      4.Iska weight bhi zayada hai..
                      5.Aj ki youth ko camera best chaye hota hai jo ky is mobile ma bilkul bhi nahi haii ..
                      I hope ap ko mra review pasand ay ga or ap sab isy like bhi karen gy apko is sy faaida mily ga .JazakAllah !
                      • #12 Collapse

                        Re: Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.

                        Assalamoalaikum dear member Hamara aaj ka review aapke sath 33 10 mobile per mabni hai

                        Introduction

                        Dear Aaj Ham 33 10 mobile ka topic aapke sath share kare gy Nokia 33 bahut Purana mobile hai yeah pahle pahle bahut jyada mashhur tha iske alava ye aik bht acha aur quality wala mobile hi Nokia mobile ko bahut Surat Mili hai aaj se 20 Sal pahle Nokia 33 bahut Purana mobile vah karta Tha Jo k bahut mashhur tha yah mobile bahut Achcha mobile tha iski ki battery bhi Bhi Jyada time Nikalti thi

                        Faidy

                        20 Sal pahle Jab Nokia 33 10 mobile howa krta tha tu log aik jaga sy dusri jaga pr is mob ko ly kr jaskty thy is mobile per signal bhi bht achy aty thy banda jaha be chala jata tha Piche gahr walo sy rabta ho jata tha hmen is ke single kisi b share yah Gaon main be milskty hai is ka rabta hr jaga Mumkin hai ye mobile pehly zamany main bht log istamal krty hai

                        Nuksan

                        Is mobile ka nuksan ye hai ke agr ap is mobile ko kahi glt istamal krty hai tu ap ko is ka nuqsan ho skta hai wesy is mob ka koi nuksan ni hai aur agr ap is mobile ko bht zyada hr time use kren gy tu is mobile ke button kharb ho skty hai wesy is mobile ka koi itna parha nuqsan ni hai thanks......
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Mera ye review Nokia 3310 mobile par mabni hy.

                          Dear friend Nokia ka model Ek bahut hi accha model hai aur yah Kafi pahle launch hua tha sabse pahle Nokia Ne 33 10 model launch kiya tha jo ki bahut jyada model sale hua tha aur tab uski price mein bahut jyada Thi lekin tab Kisi kisi ke pass phone Hua Karta Tha lekin Usi model ko Nokia Ne jadeed Technology ke sath launch Kiya Hai

                          advantages

                          Dear friend Nokia Kaya model banawat ke liye Hath se bahut hi Achcha hai aur Logon Ne bahut jyada Pasand Kiya Hai last time Jab Nokia ka yah Model Market Mein tatoo vah bahut hi jyada Bekarar tha lekin abhi bahut hi accha Model Market Mein available hai jo ki 8300 main aapko market se available hai isme Kafi acche features maujud hai ya 4G mobile phone hai jismein aap internet ka istemal kar sakte hain aur uske alava calling quality Nokia ki Hamesha se behtar rahi hai jo Ke Logon Ko acchi quality ki banaa per hi Sale vah karta hai isliye Mere taraf se ek bahut hi Achcha mobile phone market Mein Diya Gaya Hai Jiska istemal se aap apni calling Kobita bana sakte hain

                          Disadvantages

                          friend iska disadvantage hai ki Jab Bhi aap koi bhi phone per change karte hain to price ke liye Hath se Nokia ka phone bahut jyada hai price Mein Hota Hai jaise ki abhi 8300 Mein other Agar mobile per change karna ho to aapko touch mobile Android phone aapko mil Jaega To isliye Nokia ki is mobile ki kimat bahut jyada hi Nokia ko chahie ki uski kimat 3000-4000 ke kareeb rakhen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X