Ye Review Mini Bluetooth keyboard K 3001 par mubani hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Mini Bluetooth keyboard K 3001 par mubani hay
    Introduction:Mini Bluetooth keyboard K 3001 wireless hoti hay aur ye size me be kam aur lightweight ka be hota hay jes ki waja se es ka use zeyada tar mobile ya tablets key sath kia jata hay magar computers aur notebooks me es ka use kia ja sakta hay, ye electronic keyboard hay jo key siraf Bluetooth key base par hi work kar sakta hay,

    Advantages: Mini Bluetooth ka main advantage ye hota hay key ye typing work key ley perfect hay easily es ko office work key ley aur home based work key ley use kia ja sakta hay, wireless hony ki waja se es ka use bahot hi asani se kia ja sakta hay other jo wire key sath keyboard use karty hey agar en key wire me koi be problem ajati hay to ye use karny key position me nahi hoty magar K 3001 mini keyboard key sath ye problem bilkul be nahi hay, typing work key ley ye device bohot hi comfortable hay 32 feet ki doori par be ye perfect work kar sakta hay es keyboard key sath koi be antenna nahi lagta hay, laptop me jetny keyboard me functions use hoty hey ye es keyboard me be available hey,

    Disadvantages:Brand new agar ye keyboard buy ki jaye to es key sath power battery include nahi hoti hay, agar es ki battery power khatam ho jaye to es ko ham es time tak use nahi kar sakty jab tak es ki battery fully charge nahi ho jati hay, ye wireless keyboard hay es ley es me battery ka be use zarori hay jes ko ye battery power transfer karti hay.
    Click image for larger version

Name:	bt-keyboard-front.jpg
Views:	1
Size:	823.8 کلوبائٹ
ID:	12469852
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Mini Bluetooth keyboard K 3001 par mubani hay

    gee han bilkal sahi kaha ha ap ne mini bluetooth keyborad model 3001 py diya ha ye eik wireless device hai ise hum bohat achi cumputer py typing kr sakte hein [haly wale keyborad ur is kyeboard mn kafi zada faraq hai phaly wale key borad ko hume is k sath attach krna parta ha data cabel k sath lekin is ko hum bluetooth k zariye apney computer ya lop top k sath attach kr sakte hein
    adavantage dear is kyeborad se hume kafi asani ho gi hai ha hum is ko asani se apney computer k sath attach kr sakte hein ur apney computer mn hum achi typing kr sakte hein is ko hume charging be krna parta hai ye office work k liye hamre liye sab se best hai wireless hone ki waja se is ki typing speed be kafi achi ha .
    disadavantages .is ka sab se bhara nuqsan k hume ise charge krna parta ha agr charge khatam ho jati hai tu ye bilkal bad ho sakta hai is liye jab hum ise computer k sath attach krte hein tu battrey full krni lazmi ha
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X