Introduction
Assalamu assalam walekum doston aaj mera review hands free e per mummy hai handsfree ek output device hai hai jisko aap apne mobile phone yah computer yah laptop ke sath output device ke taur per istemal karte Hain har Ghar mein yah device aajkal maujud hai sab log iska ka istemal karte Hain iske bahut jyada fayde hi hi aur Chand nuksan bhi hain vah main aapko bhi batata hunAdvantages
Hands free ke bahut sare fayde hai jaisa ke aap kisi kam mein masroof hun busy ho aur aapki cal a jaaye to aap handsfree ke jariye apni call sun sakte hain aur apna Kam saath saath jari rakh sakte hain aapka hath masrouf nahin rahata han Isi tarah jab aap online lecture padhte Hainn aur sunte Hain to handsfree ke jariye aap kisi aur chij se disturb nahin hote aap kaan mei hand free laga ke rakhen aapko saaf awaaz aaegi aur aap aap kisi dusri awaaz se disturb nahin honge Isi tarah agar aap songs ya kuchh aur sunane Hain aur aap chahte Hain ki kisi aur ko awaaz Na aaye a to aap handsfree istemal karte Hain jisse sirf aapko awaaz aati hai hai Koi dusra Banda vah gana Jo aap sun rahe hain woh nahin sun sakta.
Disadvantage
Hands free ke istemal ke kuchh nuksan bhi hai hai jaisa ke a agar aap motorcycle per kahee ja rahe hain aur aap ne a hands-free lagaye Hain aur gana sun rahe hain tu agar piche se koi gadi wala ya motorcycle wala aapko horn deta hai hai lekin aapko uski awaaz sunai nahin deti e jiski vajah se a hadsa pesh a sakta hai hai isliye ye iska istemal Sahi tarike se a karna chahie

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим