Ye review Power Bank par mabni hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye review Power Bank par mabni hy

    Salam:

    aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo power bank ky bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ya ga ut ham start karty han jese ky ap janty han ky power bank ak bohat achi chiz ha ya har kisi ki zarorat ki chiz ha aor ya har kisi ky pas majood hoti ha power banku ka istaml mobile ko chagre karny ky liya istaml kiya jata ha ya ak asa ala ha jis ko tawanai ky zariya kis secondari sell ya recharge abel bettry ma bijli dalny ky liya jabri takat lga kar istaml kiya jata ha ya market ma bhi dastayb ha ya muktalif qulity and muktalif colours aor muktalif sahpes am hoty han ya jadeed chizu ma sa ak ha power bank ak curcut hota ha jo power ky out ko control karta ha bohat sa power bank choty ya bara bhi hoty han ab ma apky sath is ky faidy aor nuksan ky bara ma share karu ga.
    advantages:
    power bank ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga ya ak bohat acha ala ha is ko ham asani sa kareed skaty han is ko ham apni marzi ki shape aor pani pasan dky colour ma kareed sakty han ya size ma chota hota ha is liya ham is ko kahi bhi la kar ja sakty han ya heave bhi nahi hota ha aor jo achi qulity ky power bank hoty han wo a din ma 2 ya 3 mobiles asani sa chahrge kar deta han ya dekhna ma bhi kafi kubsoart nazar ata ha is ko ham apni pocet ma bhi lga sakty han power bank chage bhi hota ha is ky sath charging wali cabel bhi hoti ha aor is sy hama current bhi nahi lagta ha.
    disadvantages:
    power bank ky koi khas nuksan nahi han bs ya tora mahanga hota ha aor agr ham achi qulity ka power bank na lan tu ya hamara mobile ko achi tarha charge nahi kara ga aor is ky koi khas nuksan nahi han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye review Power Bank par mabni hy

      Introduction:Power bank se mobile phones, headphones, speakers, laptops waghira ko charge kia jata hay ye portable charger hota hay jes me rechargeable battery hoti hay es battery ko charge kary key same time me es se multiple devices be charge key ja sakty hey, power bank ko USB key through charge kia ja sakta hay,

      Advantages:Power bank wireless aur portable charger hota hay jes key bahot zeyada hi benefits hamy hasil ho jaty hey asani se kesi be jaga par power available nahi be hoti jes ki waja se hamary esy devices jo key battery key base par work karty hey en ko power ki zarorat hoti hay magar power na milny ki waja se en ki battery me power level down ho jata hay jes ki waja se hamara device be battery me power ki ghari majoodgi me band ho jata hay es condition me power bank ki bahot hi zeyada importance hoti hay ye bilkul be wireless aur portable hoty hey jes ko ham asani se apny sath rak sakty hey aur zarorat pardny par mobile ki battery ko charge kar sakty hey, power bank me 4 cells hoty hey jo key bahot zeyada power consume karny ki capacity rakty hey jes ki waja se ham agar 8 devices ko be charge karen to es ki battery khatam nahi ho gi es me per be power majood ho gi.

      Disadvantages:Power bank me cells hoty hey jo key power ko safe karny key ley hoty hey agar kesi tarha ye cell kharab ho jaty hey to power bank be work nahi karta hay.
      Click image for larger version

Name:	555707d0-f4f2-4c1b-9274-e5335d87153e.jpg
Views:	1
Size:	169.6 کلوبائٹ
ID:	12334307

      اب آن لائن

      Working...
      X