ye review electric digital meter par mubni hay..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review electric digital meter par mubni hay..
    dear hamaray ird gird is wakt sab kuch aik electric tareekay say chalnay wali he ziada tar ashia hain jink baghair ham ab reh bhi nai saktay hain aur jinka use kiy baghair ham kuch hasil bhi nai kar skatay hain to jub jahan pay sab kuch electric hoga wahan pay un main kuc na kuch faults bhi hotay hain to unko check akrnay k liye ham baar baar kabhi bhi kisi electritions ko bula ni saktay hain to agar ham thora bahut khud itna kaam akrnay main skills hasil akrtay hain to ham ko aisa karnay main time ki bhi bachat hay aur sath sath hamaray paisay bhi bach saktay hain to agar hamaray pass aik electric digital meter hay to ham har aik fault ko ba asaani search bhi kar skatay hain aur sath usay repair bhi kar skatay hain jisk fawaid aur sath sath kuch nuksnaat darj zail hain.
    ADVABTAGES;
    dear agar hamaray pass electric digital meter ki koi skills nai hain to hamain usay zaruri hasil karna chaye qk ham ab sab kuch iski help say solve kar skatay hain aur sath sath hamara keemty time bhi bach sakta hay jo k sab say ziada important hota hay is meter say ham apnay ghar ki total fault ko search bhi kar saktay hain is ay ham uska solutions bhi nikaal kar phir us fault ko repair bhi kar saktay hain agar ham koi mobile shop main kaam akrtay hain to kisi mobile ki kit main jo fault hota hay usay bhi is say ham ba asaani say resolve kartay huway clear karnay main success ho saktay hain agar hamaray power electric main koi fault hay to usay bhi ham iski help say clear akr skatay hain jis cheez k hamko roz marrah ki life main itna ziada faiday hotay hain usay ham ko use har haal main karna chaye aur uska tareeka bhi hamain seekhnay main kisi barray faiday say kam nai hay.
    DISADVANTAGES;
    dear members kisi bhi digital k meter k sath kam karnay main hamain koi nuksaan nai hay agar haamray pass usk sath kaam karnay ki skills hain aur agar hamko uski koi skills nai hain to hamain aisay meter k sath kabhi bhi kaam nai karna chaye qk isak aik bhi ghalt istemaal hamko bahut barra nuksan day sakta hay jisay phir clear akrnay k liye hamko wakt bhi lagta hay aur sath paisa bhi lagta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review electric digital meter par mubni hay..

    ye review electric digital meter par mubni hay...
    assalamu alaikum my dear all forex member aaj ka review digital metre per mummy hai digital metre ek aisa metre hai jisse aap AC voltage DC voltage maihar kar sakte hain electricity metre energy metre hai ya kasa devices electricity energy consumed or resistance maihar karta hai aur yah aapke total bil ko Maya karke company ko deta hai aajkal digital metre aa gaye hain jinki measurements online ho sakti haiaur ya Allah ulta ji ko calibrate karke aapke units ko count karke aapka billmeyer karta hai hi.

    ADVANTAGE.
    electricity metre ke bhav se advantages ka advantage hai ki aapka unit kendram karta hai aur unit consumer hone ke sath sath aapko ek rubber voltage jata hai yah bhi a voltage aapke stable rahte Hain to aapke ghar ki chij hain aur world se mehfooz rahti Hain jab aapke ghar ki chijen aur volt se main poochh rahe hai to isase aapki chizen banaa sakte hain.

    Disadvantage.
    Doston electricity metre bar socket aapke a unit over maihar karta hai jisse aap ka bill bahut zyada aata hai agar aapke metre per 3 phase electricity a rahi hai to aapko chahie kya aap neta ko proper Arjun Karen agar aapki yaden mita ke sath nahin lagi Hui to aapko shauk lag sakta hai aur jaan jaane ka khatra hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: ye review electric digital meter par mubni hay..

      ap ka review acha ha ye eik electric cheez hai digital metar hamre liye bohat faida mand hai agr hum apni shop open krna chahte hein tu hume bijli k bil ka masla hota ha ur har dukan ka alag alag metar nai hota ha is liye hume electric metar ka istamal krna parta ha ise harmuskil asan hoi jati ha hum jo bilji use krte hein os k hisab se bil ata ha agr hamre paas electric metar ki koi knowledge nai ha tu hume is k bhrey mn detail hasil krni chaiye sab kuch is ki madad se thek ho jata ha hamra time be waste nihota ha hum metar se check be kr sakte hein k hamri kitni unit honi hein ur is ka istamalhum ghr shop office mn kr sakte hein
      :1f60d: hard work :1f60d:

      اب آن لائن

      Working...
      X