Ye Review WOOFER Speakers Par Mabni Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review WOOFER Speakers Par Mabni Hai
    Assalam O Alaikum dear friends aj ka hamara ye review Woofer speakers par mamabi hai, dear friends ajkal music main log bari dilchaspi rakhe hai acha music sab ko pasad hai lekin acha music hamare spearks par b mabni hota hai ku hamare speakers jitne ache ho ge utni hi awaaz ki quality pehtar ho g our ham utna hi zayda acha music sun sakte hai
    dear friends woofer speaker ek loud speaker ki hi technical term hai jo k istarah design kiye jate hai k ye awaz ki frequanicy ko best bante hai our music main bass bante hai ye aam toor par 50 hz se 1000hz tak market mai dastayab hote hai hamara woofer jitna aca ho ga awaaz ki qualty utni hi best ho g


    Click image for larger version

Name:	woofer.jpg
Views:	2
Size:	10.5 کلوبائٹ
ID:	12469788

    Best companies of WOOFER speakers :

    dear friends wese to aap ko hazaron companies k woofer mil jaye ge lekin mandrja zail companies k woofer buhat ache our best quality k hote hai agar aao best wofer buy karna chahte hai to in companies k woofer app k lie best hain

    • Rockford Fosgate Subwoofer. 324 Reviews.
    • JL Subwoofer
    • Alpine Subwoofer.
    • Kicker Subwoofer.
    • MTX subwoofer.
    • Pioneer Subwoofers.
    • Polk Audio.
    • Sound Storm LOPRO8 Car Subwoofer


    Advantages ::

    dear friends woofer k buhat zayada advantages hote hai



    • ye best music voice k liye design kiye jate hai
    • in main music ki bass k bare main buhat sare option mojod hote hai jo k music quality ko behtar banate hai
    • ye ache our good shapes and color main mil jate hai
    • ye music ko behtar banae ma madad dete hai
    • ye high quality k hote hai our low main b dastyab hai


    DisAdvantages ::

    dear friends is k kuch disadvantages bhi hote hai



    • kharab ho jane par zayda kharch ata hai
    • aksar ye zayda voltages par jall jate hai
    • agar in ko zayda der tak suna jay to ye aap ki hearing ko mutasar karte hai
    • in ko agar high voltage mil jay to jal jate hai
    • ye der pa nahi hote hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review WOOFER Speakers Par Mabni Hai

    My dear friend and ka review woofeer speaker per mabni hai
    Aaj Kal music's ko log bhot passad karty hn music ko 🌞 k liy woofeer speaker istamal hoty hn Jo frequency ke madulation karty hn aur acha music's provide karty hn es main AP mukhtalif frequency LGA sakty hn50 hz best frequency hai AJ Kal audionic k woofeer chal rhy hn.

    ADVANTAGE.
    Woofeer main bhot advantage hn AP apni Marzi ke awaz BNA sakty hn es main bhot say manual hoty hn bass teriable aur equilizer maxises bhi hoty hn woofers k sath ap mixer aur amplifier bhi LGA sakty hn Jo AP ko bhot acha result daty hn yeah best music's k liy design hoty hn en ke quality achi hoti hai.

    DISADVANTAGES.
    Audionic k woofeer bhot manghy hoty hn aur yeh sensitive hoty hn en ke bhot ihatiat karni hoti hai es main voltage ka masla hota hai agr hi voltage a Jay you yeh jaldi jal jaty hn ki k en ka circuit micro hota hai low voltage per operate Ho jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review WOOFER Speakers Par Mabni Hai

      "Asalmoalikum"
      TOPIC
      "Woofer speaker"
      Dear forex umeed hy ap khyriat sy hon gu maira review woofer speaker py mabni hy jis ka bhut istemal dhykny ko milta hy

      INTRODUCTION
      Woofer speaker ya bass speaker technical term loudspeaker driver hy jsy is tarha design kia jata hy jo 50 Hz sy 1000 Hz tk awaz nikalta hy
      Jo most common design woofer k ley hy isy is electrodynamic driver kaha jata hy

      "TYPES"
      Agr is ki iksam py bat ki jae to yae is ki kafi iksam hy
      1 vechle woofer jo gario k andr lagy hoty hain
      2 computer woofer jo computet k sath cable laga k istemal ley jaty hain
      3 chargable woofer in woofer k andr batery lagi hoty hy ap jsy ap chrg kar k agy pechy kisi picnic point ly k ja sakty hain in mai card usb dalti hy or yae bluetoth feature b rakhty hain

      "Different company k woofer"
      Audionic
      Dell
      Panasonic
      Alpine
      Kicker
      MTX
      Pioneer Subwoofers. ...
      Polk Audio. ...

      "Advantages"
      Sab sy bara faida ap high volume mai koi b chez sun sakty hain is k sath sath ap marzi sy bas wagera set karty hain speaker k nisbat is mai awaz bhut clear hoti hy ap isy ksi function mao istemal kar sakty hain awaz ki quality bhut achi hoti hy markt mai apko bhut c varitey or mukhtalif price mai mil jae ga agr ap k pas chargble wala wofer hy apko light ki zarorat ni parti ap kaen b ja k use lar lytt hain

      "Disadvantage"
      Sab sy bata nuksan agr ap high volume rakh k sunty hain to ap ki hearing kharab ho sakti hy ap k kano ko nuksan punchta hy low voltage ya zaida high voltage py jal sakta hy apko is ki bhut care karni parti hy grny sy yae kharaab ho sakta hy

      اب آن لائن

      Working...
      X