Ya review fan par mabni ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya review fan par mabni ha ?
    Salam:
    umeed karta hun ap sab kariyat sa hun ga tu aj ma jis topic pa ap sab sa bat karu ga wo fan ky bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han.
    introdection:
    jese ky ap janty han ky fan ak bohat achi elctric chez ha ya har ghr ki zarori chiz ha ya har ghr ki chat par laga hota ha is ko ham kreed sakty han ta ak powerful panka hota ha jo hawa ky bahau ko peda karny ky liya istaml ki jati ha ya ak parastar wenu ya blendo ky gumny wala bandubast par mustaml hota ha jo hawa par chalta han ya hawa ky bahau ko hadayat deta ha ya fan elctric motor ky zariya chalta ha ya hama tandi hawa dety han aor kamra ky temprature ko durast karty han is sa hamara jisam ka pasina dur ho jata ha ab ma apky sath is ky faidy aor nuksan ky bara ma share karu ga.
    advantages:
    fan ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga fan ak bohat achi chiz ha ya har ghr ma hota ha aor aj kal tu tabel fan bhi ay han jo ham ghr ma kahi bhi rakh sakta han fan ko chat par lgaya jata ha ya hamara kamra sa garmi ko katam karta ha aor hama hawa deta ha ya zada mahanga bhi nahi hota ha aor ham is ko asani sa kareed sakty han fans ki shape bhi bohat payari hoti ha ya dekhana ma bhi kubsoart lagta ha ham is ko apni marzi ki shape aor apni marzi ky colurs ma kareed sakty han aor kuch fans asa bhi ay howa han jo hamri bijli ki bachat karty han is ko seling fan bhi kaha jata ha.
    disadvantages:
    jese ky ap janty han ky har chiz ky faidy hony ky sath sath us ky nuksan bhi hoty han is liya fans ky bhi kuch nuksan han jo ma apky sath share karu ga ya bijli par chalta ha jis sa is ko bill bhi ata ha aor in fans ko apni chat par fit karna tora muskil hota agar ys sahi tarha apni seling par na fit kiya jay tu in ka girny ka katra hota ha aor fans ki awaz kafiz ada hoti ha jo kuch log bardast nahi kar sakty han aor ya fans kafi heavy hoty han aor in ko seling par lgana sa pahla is ky paru ko is ky sath fit karna hota ha jo tora muskil hota ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya review fan par mabni ha ?

    Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha topic discuss Kiya hai hai jo ke fan ki related hai jaise ki aap ko pata hai ki aapane hamare sath electronic mein share kiya hai to aap ko pata hai ki fan har Ghar mein Hi jarur maujud hota hai iske bagair kisi ghar mein ghusa mumkin nahin to ISI tarah main aapko iske bad advantages hai aur Chand jiska disadvantages hai jo main aapke sath detail mein share karti .

    Advantages ) faid

    Gdr2 jaise kya aapko pata hai kiske bahut jyada advantages hai .
    Garmiyon mein fans ke bagair gujara karna mushkil hai .
    Har Ghar mein Hi 5 fans jarur Lage hue hote Hain .
    jaise Ghar hota hai agar chhota Ghar hai to uske hisab se Hara Hun main fan laga hota hai aur agar Bada Ghar hai to uske sath se Hara Hun main fan laga hua hota hai .
    ISI tarah aap ko pata hai ki inki ki range kafi kam hoti hai hi aap apni marji ka jo affordable hota hai aap vah le sakte hain .
    • #3 Collapse

      Re: Ya review fan par mabni ha ?

      Assalamu Alaikum dear friends Jaisa ki aapko pata hai ki aaj ka Mara topic fan per apni hai dear friends fan Har Ghar ki jarurat hai hai Garmi Mein To yah bahut jyada istemal ki jane wali chij hai Hai Har Ghar Mein 4 se 5 fan istemal Hote Hain yah electronic chij hai hai market Mein aajkal Mukt dip kis companiyon ke fantastic aap hain yah bahut hi munasib rate main aapko market Se Mil Jaate Hain Jaisa ke dear friends aap Jante Hain Ki aajkal Garmi ka season hai aur ye bahut thi kaam Aane Wali chij Hai chhat par Lage fan aapko Har Jagah Hawa Panchayat Hain Kamre Mein aap Kisi bhi Jagah per lete Hue ho aap ko bahut hi Aaram aur sukun se Nind Aaegi Agar aapke ghar friend laga hua hai dear friend is ke bahut se advantages aur disadvantage hai Jo Main abhi aapke sath share karungi
      Advantages of fan
      Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki send Har Ghar Mein istemal Kiya jata hai is ka bijali ka Bil bhi munasib Aata Hai Chhat wala fan aapko Har Jagah Kamre Mein School deta hai hi Hai Iski Awaaz Kamre ke Pairon set Ho Jaati Hai hi dear friends Chhat wala pankha Ek bahut hi Achcha fansa bahut Hota Hai hai aajkal gharon Mein 5 se 6 pankhe istemal Hote Hain dear friend iska Ek bahut bada fayda yahi hai ki is fan Tak bacchon ka Hath Nahin pahunchta gay electronic chij hai
      Disadvantage of fan
      Dear friend is ke bahut Se nuksan To Nahin lekin ekadam nuksan hi hai ki Jyada istemal Karne Se iska bijali ka Bil bhi bahut jyada a sakta hai Hai Bar Bar Aana off karne se yah jaldi sakta hai hai aaj ka market Mein Do Kisan ke pankhe Aaye hue hain a couple wiring aur ek China wiring ho rahi hai couple wearing wala Pankha sabse best Pankha hai hai isliye market se Itihaas se khariden
      • #4 Collapse

        Re: Ya review fan par mabni ha ?

        Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic Chhat ke pankhe bani hai Jaisa ke aap sab Chhat ke pankhe ke bare mein to bahut acche se Jante Honge Ki Fan To Har Ghar Mein maujud Hota Hai yah To Har Ghar ki jarurat hai Garmi mein Main friend ke bahut jyada istemal hone ki vajah se bahut jyada fayde Hote Hain Har Ghar Mein Har Kamre Mein takriban Ek Pankha Laga Hota Hai Tu Is Tarah ghar mein 4 se 5 pankhe Tu laazmi Hote Hain yah bijali se chalta hai aur yah market Mein easily aasani Se Kisi bhi shop per electricity shop per Mil Jata Hai Aur friend ki mukhtalif qualities aur variety maujud Hai market mein aap apni Pasand ka Kahin Se Bhi Koi Bhi Pankha khareed sakte hain Pakistan mein fan ki bahut sari companiyan maujud Hai Super Asia fan GPS Younis fan Pak fan Khursheed fan bahut Sare pankhe bahut jyada variety mein maujud hai acche fanky ki pahchan karna ab bahut jyada Mushkil ho chuka hai lekin doston Agar Ham Achcha Pankha Le vah Hamara takriban Ek season to bahut se acche se Hi Kam karta hai isliye Hamen acchi company ka Achcha Pankha hi Lena chahie Taake Hamen season ke meet mein koi problem na face Karni Pade friend Jaisa ki aap Jante Hain ke pankhe aquacity se chalte hain lekin ab Pakistan ne bhi Kafi tarakki kar li hai tu fan UPS Wale Bhi Aa chuke hain jo ki Ham UPS per bhi Chala sakte hain lekin doston UPS pe Jyada Pankha chalane se Pankha kharab ho jata hai jaldi han Hamare school college university Har Jagah per maujud hote hain Inka kam bahut jyada hai hai aur dost Jaisa ki aap Jante Hain Ki pankhe ke fayde hone ke sath sath Hamen Kuchh nuksan Aaj Bhi face Karne padte hain yah se km chandsen aapke sath share Karti hun yah bijali per Chalta Hai Is Desh koi bhi Bil Nahin Aata aur Sen ko apni Chhat per fit karna to bahut Mushkil Hota Hai Jab ya kharab ho jaaye to usko utarna Lagana isase Hamen vah Jyada problem face karni padti hai
        • #5 Collapse

          Re: Ya review fan par mabni ha ?

          gee han bilkal ap ne thek kaha a ne eik acha review diya ha fan tu har ghr mn hote hein ye zada tar garmiuo mn use hote hein ye light py chalte hein light k bhgair in ka chalna na mumkin ha fan hume garmiuo mn bohat zada sakon dete hein gamrio mn bohat zada gamri hoti ha jis ki waja se hum achi life nai guzar sakte hein ye hume dhandi hawa dte hein agr hum in ka istamal ups mn krna chahte hein tu wo be kr sakte hein fan ki be bohat se iksan hoti hein eik fan chat wale hote hein ur dewar wale be hote hein har fan ki apne apne faidey hote hein hume achi qualiti k be fan mil jate hein ye sab hamri money py depends krta h
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Ya review fan par mabni ha ?

            Aslamolikum !
            Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo ek fan par mabni ha is kay abry ma hama atfseelan at kary ga or is kay fady or nuqsanat ko dekhy ga to umeed akrta ho is say apko kafi faida ho ga to ha satrt karty han aj kal fan har ghr ki zarorat ban chka ha or har ghr ma majood hota ha is ki zarorat am ho chuki ha or ya life ka ek hisa ban chuka ah jis hisab say ab garmi parti ha ham us ki boht zada zarorat hoti ha ya ham hawa deta ha or ac currett par chlta ha or ya bot acha hota ha.
            Faidy :is kay boht zada faidy ahn jin am say kuch ma ap sab ka sath share kro ag to ham satrt karty han fan ek boht achi cheez ha or ya har ghr ki zarorat ha or taqreeban har ghr ma amjood hota ha aj kal kay tepmputure kay hisab say is ki zarorat bot zada ha ya boht karamad cheez ha ya market say asani say mi jata ah.
            Nuqsanat ;
            is kay boht zada faidy kay sath sath kuch nuqsaat bhe han jin ma say kch m aap sab kay sath share kro ga to ham start karty han jab load kam ya zada hota ah is ko motor jal jati ha or boht msla bnta h or zada is kay ko maslay dekhny ma sany nhi ty han
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Ya review fan par mabni ha ?

              Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
              I hope guys ap sab fine hon gy or forex working khoob enjoy kar rahy hon gy forex aik best plateform hai jaha ham ghar bethy earning kar sakty hain to chalyn ab ham apny aj ky topic ki tarf chalty hain.
              Introduction :
              G guys ap ny hmary sath aik bohatt acha topic share kiya hai mera aj ka jawab ''Fan'' par mubni haii fan har ghar ki zarurat hony ki wajah sy har ghar ma har kamry ma even kitchen ma bhi mojood hota hai yahan chand fan ki iqsaam hoti hain;
              i)Ceiling fan
              ii)Pedestal fan
              iii)Cooler fan
              Ye fan electric hoty hain har ghar ,office ,restaurant har jgah ki aik eham zarurat hain ab yahan ham fan ky kuch nuqsanat or bohatt sy faaaido ky baary ma bat karen gy.
              Advantages:
              Fan ky bohatt sy faaidy hain ;
              1.Fan hamy garmiyoun ma garmi sy nijaat dety hain..
              2.Fan bohatt sy colours ma available hoty hain ham apny paint ky mutaabiq inhy buy kar sakty hain..
              3.In sy hmary ghar ki khoobsoorti ma bhi izafa hota hai...
              4.Pedestal fans ko hm easily aik jagah sy utha kar doosri jgah par rakh sakty hain..
              5.Fans diffrent sizes ma available hoty hain ham apny room ky size ky hisab sy inhy buy kar sakty hain...
              6.Ye fans itni zyada range ma nhi hoty har koi inhy buy kar sakta hai..
              Disadvantages :
              Ye fans ky kuch disadvantages bhi ho sakty hain;
              1.Celing fans agar ham sahi tareeky sy nahi lga paaty ya in ka koi pech wagera dheela hojay to ye gir bhi sakty hain..
              2.Choonky ye fans electric hoty hain to in sy bijli ki consumption bhi zyada hoti hai..
              3.Fans agar ham achi quality ky nahi lety to ye jald kharab hojty hain..
              I hope apko mera review pasand ay ga or ap isy like bhi karen gy .JazakAllah !

              اب آن لائن

              Working...
              X