Yeh review ac pr mbni ha
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review ac pr mbni ha
    Assalamu alaikum dear friends aj me apko btaonga k ac k Kia ADVANTAGES or disadvantages hoty Han ac grmio me hum SB k ghro ki zrort hota ha lkn mhnga hny ki wjah sy kch log iska use nhi krta...

    Advantages
    1)AC ka SB sy bra faida yeh ha k yeh grmio me hmy grmi feel nhi hny deta AGR hum BHr sy room me aye to AC ki wjah sy hmary room ka temperature bahir ki nisbat km hota jiski wjah sy hmari body relax or cold feel krti..
    2) AC hospitals me b patients ko comfortable rkhny k lye use kiye jaty..
    3) AC grmio me offices me b use kiye jaty Han..
    4)AC winter me b ICU room me lgaye jaty Han or patient ko green ya blue clr ka blanket DEA jata ha q k JB b ksi patient ka accident hota ha to isy oxygen ki zrort hoti ha to AC Sy unhy oxygen BHT ziada milti ha.
    5)AC Sy hmari skin k b BHT sy problems solve hojaty Han jesa k grmio me hmy BHT ziada pseena any ki wjah sy hmari skin py pimples nikl skty Han lkn AGR hny AC me rhty Han to hmy pseena nhi ata or hmari skin coldness ki wjah sy BHT glowing si lgti ha.
    6) AC me rhny sy hmy pseena nhi ata his sy hmari body me dehydration ki wjah sy weakness feel nhi hoti.
    7) AC ka use heart patient or blood pressure k mreezo k lye b BHT zrori ha yeh inhy comfortable rkhta ha..
    DISADVANTAGES
    1)AC ka SB sy bra disadvantage yeh ha k JB hum BHr dhoop sy AC room me aty Han to temperature change hny ki wjah sy hmari body sometimes temperature change brdasht nhi KR pati jis sy hmy bukhar hoskta ha..
    2) BHT ziada AC me rhny sy sir drd hota ha..
    3) AC room me AGR hum bethy hon to JB hum room sy bhr jaty Han to bahir ka temperature ziada hny ki wjah sy hmy phly sy ziada grmi lgny lg jati ha..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review ac pr mbni ha

    Assalam O Alaikum mere aziz dosto
    Aj ka topic Air Conditioner par mabni hai keh is ke faidey aor nuqsaan kia kia hai agar me btao to mere khayaal se Air Conditioner aek bht acha electronics hai jo keh garmioo me ia ki bht importance hai
    Rm
    Introduction : Air Conditioner aek bht acha aor useful electronics hai jo keh garmioo me har ghar ki khahish hooti hai ham bhi Air Conditioner apne ghar officea me installed karwaey lekin isko sirf rixh people hi afford kar sakte hai q keh yeah aek mehngaa electronics hai

    Advantages of Air Conditioner

    1.Air Conditioner redued the possibility of Asthma Attack
    2.It makes our home cool and secure
    3.Less insects and parasite
    4.Better Sleep
    5.prevents Electronics from Overheating
    6.Imorove Work performance
    7.It also reduce the risk of dehydration
    8.Cool place to Exercise
    9.Mistly lab chemical are depend on it for cooling
    10.Air Conditioner most important benefits is home ‘s humidity

    Disadvantage

    Dear members Air Conditioner ke nuqsanat yeah hai keh is ka jo aadi hoo jaaey to woh garmi barsasht nahi kar sakta is ke ilawa yeah hai bhi bht expensive jisko har banda afford bhi nahi kar sakta agar ham issey khareed bhi len to iska electric bill bht ziada ataa hai jo keh gareeb aadmi ke bas ki baat nahi yeah aek aesa electronics hai jissey ziada labs me istamaal kia jata hai q keh waha kuch aese chemical bhi hote hai aor reaction hote hai jin me temperature cool hona chahiey lekin hai yeah aek bht acha aor mufeed electronics barrey restaurant hotels offices school and colleges me use hote hai .
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review ac pr mbni ha

      Dear members todays topic is Air condition which is necessary in summers but if it has advantages than it has disadvantages aswell
      Advantages:
      • Prevents Dehydration and Heat strokes. Being exposed to excessive heat for long periods can cause dehydration. ...
      • Improves the Quality of Air. ...
      • Helps to Reduce Asthma and Allergies.
      • ​Disadvantages:
      • Skin Dryness. ...
      • Aggravation of Respiratory Problems. ...
      • Respiratory Tract Infections and Allergies.


      • #4 Collapse

        Re: Yeh review ac pr mbni ha

        Salam:
        aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo ac ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ahm start karty han jese ky ap janty han ky ac har ghr ki zarorat ha ya ak bohat achi chiz ha is ko ham kahi bhi lga sakty han ya hama tandi hawa faraham karta ha ya garmi aor nami ko dur karny ka amal ha is ko ham kareed sakty han ya bara bara muls aor offices aor garu ma lgy hoty han ya hamara jisam sa pasina ko dur kar deta ha aor hama tanda karta ha ya hamaar camra ky temprature ko bohat fresh aor tanda kar deta ha is ky sath ak remote bhi hota ha jo ac ko on ya off karny ky liya istamal kiya jata ha is ko hama muktalif company aor muktalif colours ma kareed sakty han ab ma apky sath si ky faidy aor nuksan ka bara ma share karu ga.
        advantages:
        ac ky bohat zada faidy ahn jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga ac ak bohat achi chiz ha is ko ham apni marzi ky colour ma la sakty han is ko ham kahi bhi lga sakty han ya ya hama bohat tandi hawa deta ha ya hamara kamra ko tanda kar deta ha is sy hamara kamra fresh ho jata ha aor kuch ac asa han jo hamari bijli ki kafi bachat karta ha ya hamari jisam ki garmi ko dur kar deta ha is ko chalana bohat hota ha.
        disadvantages:
        jese ky ap janty han ky har chiz ky faidy hony ky sath sath us ky nuksan bhi hoty han tu is ky bhi kuch nuksan han jo ma apka sath share karu ga ya ac bohat mahanga hota ha aor ac ka bill bohat zada ata ha aor ya lod bhi bohat leta ha ac hamara dewar par lgana tora muskil ha ya dewar par kafi jaga gar leta ha.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review ac pr mbni ha

          Salam dear members ji aapane a hamare sath bahut accha topic discus Kiya hai hai jo ok a a c k related hai hai to aapko pata hai ki Pakistan mein bhi bahut jyada company hai aap apni Marzi se kisi bhi company ka AC e khareed sakte hain isliye aap ki recipe depend karta hai aur agar aap acchi quality ki company ka aisi thi na chahte Hain to aap acchi company ka aisi Le sakte hain otherwise jyadatar Pakistan mein acchi company hi hain aisi ke liye is se ham achcha aisi Le sakte hain to main aapko iske bare mein detail se iske advantages fayde aur kuchh iske disadvantages nuksan hai jo main aapke sath detail mein share karti hun .

          Advantages ) faide .

          Ji member jaise ki aapko pata hai ke a aisi ek bahut hi acchi chij hai jo k Samar ke liye use ki jaati hai hai aapko pata hai ke garmiyon mein main aisi ke bagair hazara karna namumkin hai cities main main aisi ke bagair bilkul bhi nahin rah sakte log kyon ke shahron mein bahut jyada garmi hoti hai traffic ki vajah se jiski vajah se aisi har Ghar mein Hi jarur maujud hota hai ISI tarah AC kafi suruat aur fayde ki chij hai aap apni marji Karen koi bhi company ka AC khareed sakte hain acchi quality ka aisi khareed sakte hain .

          Disadvantages ) nuqsanat .

          Har chij ke advantages ke sath Chand uske disadvantages bhi jarur hote hain ISI tarah aapko pata hai ki aisi ke bhi kuchh disadvantages hai pahli baat to aisi bahut jyada expensive hote Hain har Koi inko khareed nahin sakta agar aap aisi khareed sakte hain to to fir hamen uska bill bhi pay karna padta hai.
          Aapko pata hai ki aisi ka bahut jyada bil aata hai hai jo har Koi isliye phone nahin kar sakta jyadatar log bil ki vajah se aisi istemal nahin karte .
          Kuchh logon ko aisi suit bhi nahin karta week log jo hote Hain aur koi aisi suit nahin karta kyon ke aisi ki Hawa ki vajah se unki tabiyat kharab ho jaati hai fresh yeh main aur aisi ki yeh mein bahut jyada Fark hota hai isiliye ye aisi har kisi ko suit nahin karta .
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review ac pr mbni ha

            Air conditioning system ke bare mein review.
            Pakistan mein bahut sari company ke split AC window AC and other air conditioner plants available different requirement ke according reviews le jaate Hain aur unki prices specification be different hai ham jante Hain Kisi bhi general store mein se lagana ho to uski specification best honi chahie.
            agar aap Kisi big building main AC air conditioning system lagana ho to usko AC planting Kaha jata hai air conditioning system ke liye electricity ki requirement Hoti hai jismein fluctuation Nahin honi chahie stable best electricity honi chahie.
            Air conditioning system hamare liye sharir garmi mein puruskaun mahabal environment provide karta hai hot weather mein pleasant feeling lene ke liye air conditioning system use Kiya jata hai electronic systems ko cooling aor unki achi performance ke liye bhi air conditioning required hoti hai.
            Big electronic systems micro software systems personal computers laptops and other functioning automatic machines ke liye cooling required hoti hai unki performance increased Hoti hai Agarwal hot environment mein unki performance le degrees ho jaati hai aur unmai problems will a jaati hai aur aur circuits burnout hote hain vajah se air conditioning hai.
            Gree ac hair ac important hain.
            Air conditioner care advantages for hot and expensive bhi hai aur ismein hamen electric city ke charges bahut hai
            Air conditioner ke disadvantages health issues face karna padte hain environment save environment mein jaane room change Karne se Hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review ac pr mbni ha

              Assalamu Alaikum Forex friends dear friends Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj ka Mara Re view Aisi per Mein bani hai Doston Aisi se Ham bahut sari facilities Lete Hain Jaisa ki aap Jante Hain Pakistan mein six month Tak Garmi hi badhati hai aur Itni shadeed garmi ye jo ki aisi ke bagair guzarna bahut hi nahin Thi Mushkil kam hai AC Ek jadeed Technology ki Ki Kar Karda peshkash Hai jisse Ham bahut Sare benefits Le sakte hain Jaisa ki aap Jante Hain pahle general yah wall wale Aisi is type ke Aisi the jinki bijali Lene Ki charging bhi bahut jyada Thi Aur Bil bhi bahut jyada the Uske bad plate Aise Mein Tarif kaarvayi Gaya Jo ke bahut hi Kamyab Gaya aur usne purane ki list bat bijali bhi kam use ki ki lekin ab doston Aur Bhi latest technology inverter Ki Surat mein Pesh ki gai isase na sirf bijali ki bahut jyada bachat Hoti Hai balki yah kam bhi bahut hi acche tarike se karta hai Aisi Ghar ki bahut hi Badi jarurat hai lekin doston Har Koi se afford nahin kar sakta is vajah se thoda Dukh Hota Hai hai lekin Hamen Jo log forth kar sakte hain hain vah log is se bharpur fayda uthate hain garmiyon mein Aisi bahut hi Karamat sabit hota hai aap Aisi ke bagair bilkul bhi Garmi mein Main Nahin Rah Sakte aajkal gadiyon mein office mein aur ghar mein Har Jagah AC ki facility Di Jaati Hai Inverter AC what is Aadha Kamyab Hui Hai Logon Ne bahut jyada Pasand bhi Kiye Hain Kyunki ki ismein bijali e kam Saman hoti hai aur Bil bhi plate Aisi ke mukabale mein kam Aata Hai
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review ac pr mbni ha

                AsalamoAlaikum. Aap ne air conditioner (AC) ky bary mein apny achy reviews bayan kiye hain. Air conditioner ek esi electronics hai jo ky aap ky rooms, halls etc mein fresh aur cool air provide karta hai. Yeh electronics aajkal gharon mein aur bhut si shops, banks, malls waghera mein bhut zeada istemal hony lag gae hai kyn ky yeh ek jadeed technology based cooling system hota hai. Aur aap ko garmion mein bhut sahulat fraham karta hai. Isky bary mein kuch zaruri malumat yeh hain.

                Faidaay :

                Getting Rid of High Temperature in summer :

                Jesy ky hum janty hain garmion mein temperature bhut zeada high hony ki wjha se bhut se logon ko na qabile bardasht had tak temperatures se wasta parta hai. Pakistan smail dusry mumalik mrin kuch esy ilaqy hain jo ky bhut garm hoty hain. Un ka temperature dopehr mein bhut zeada hota hai. Un jghon pe pankhy ki hawa se kam nahin chalta.​Aur air conditioners ka istemal bhut zaruri hota hai. Pakistan mein kuch ilaqon ka temperature 50 se bhi above hojata hai. Wahan pe air conditioners ky siwa guzara mumkin nahin hai.​

                Fresh Air System / anti bacterial and Anti insect air :

                Bhut se jadeed technology ky air conditioners aap ko fresh air provide karty hain jo ky anti bacterial aur anti insects hoti hai. Is trha aap ky rooms mein insects aur makhian waghera kam pae jati hain aur woh bhag jati hain. Air conditioned rooms mein fresh air available hoti hai.

                Disadvantages :

                Air conditioner ki prices bhut zeada high hoti hain. Aur ajakal ky jadeed air conditioners leny ky liye aap ko bhut zeada prices deni parti hain. Isky ilawa agar aap air conditioner istemal karty hain to aapky bijli ky bills mein bhi increase ata hai aur yeh aap ky bills ko bhut had tak barha dety hain. Air conditioner ka istemal mehnga ho skta hai.​Isi trha agar in ko repair krwany jaya jaye to bhut zeada kharcha aa jata hai. Islye aam ghrelu halat mein air conditioner ka istemal bhut mehnga parta hai. Aur normal families afford nahin kar sktin.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review ac pr mbni ha

                  asslam o alikam dear ap ne achi information de hai gram mosam mn hume ac ki bohat zada zahrorat hoti ha kew k gamriya bohat zada hoti hein log garmi se bachne k liye ac ka istamal krte hein ac use krna ha dear ac ko use krte hein tu is mn bijli bohat zada use hoti hein jis ki waja se bil zada ate hein is liye gareeb banda is ko afarod ni kr sakta ha ac room mn istamal hota ha ap ne dekha hoga jab ap atm mn jate hein tu wahan ac laga hota ha ur os k hawa adander tak hi hoti ha ac ka sab se acha faida ye h k ye garmiuo mn hume gamri mehsos ni hone deta ha hamri jisam relax reta ha ac hospital mn be istamal hota ha log is ko apney daftal mn be use krte hein
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review ac pr mbni ha

                    Introduction
                    ap ka review air conditioner par mabni hai ap n hmary sath achii information share ki hai r is k bary m yh hai yh ek esi cheez hai jo ajkl k mahool m sb se ziada use hoti hai ...q k garmi k ziada hony ki wajah se ac ki bhtt sakht zrurt prta hai ..kuch ilaqy bhtt e garm hen jahan temprature bbtt ziada bharh jata hai wahan pankhy se kam ni chlta to ac ki zrurt prti hai ...yh ajkl hr offices, school, collage,r ghr m use hota hai garmi ki shidat ko kam krmy k liye bhtt e ziada zruri cheez hai ...
                    Advantage
                    air conditioner k bhtt sary faidy hen yh ap ko garmi se bachata hai ..r ajkl to garmi ziada prny ki wajah se is ki bhtt shadeed zrurt hoti hai wo log jo garm ilaqon m rehty hen wo to is k baghair bilkul guzara ni kr dkty q k wahan pankhy se kam ni chlta ...ac ajkl hr jagah e istemal hota hai school college offices r hr jagah e hse hota hai ...yh jadeed technology ki device hai fresh cooling device yh fresh air ko bhar se ly k ap k room ko ghr ko thanda kr deta hai r garmi ki shidat se bachata hai ...
                    disadvantage
                    Is k kuch disadvantage bb hen jesa k yh jadeed technology ki device hai r yyh bhtt e mehnga hota hai to sb log isy afford ni kr skty ...r dosra yh k yh bijli bhtt ziada kharch krta hai r is se ap ki bijli ka bill bhtt ziada ay ga to ghareeb log is k kharchy ko pura ni kr skty ...wohi ilog use kr skty hen jo is k kharchy ko pura kr skty hen ..is ki cooling ki wajah se jo insan beemar hai us ki bones m drd b ho skta hai ziada log is k adi ni hota to unko is ki cooling ki wajah tbiyat khrab hony lgti hai jesa k buses waghera k ac se ...to un k liye zruri hai k wo ac m na bathyn
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review ac pr mbni ha

                      Assalam o alaikum frinds kia hal han umeed krta hon sab kharyat sa hn ga mra ya topic AC pa mubni ha. Ajkal ac takrebn har ghr ma majod ha or ya bht zarori ho gya ha.
                      AC Air condation ki short form ha.Air condatining heat or moisture ko occupied spaces sa khtm krna ka ak process ha.Heating,ventilating or air condatining k mukamal system HVAC khelata ha.
                      Aor conditinor ak centeral heating system or cooling system ha jo duckwork k throug thandi air ghr ka andr farahm krta ha or heat ko remove kr ka garm hawa ko ghr sa bahr nikalta ha.is system ma refregereant liquid sa vapor m convert hota ha or har type ki heat ko suraonding ki air sa khtm krta ha.

                      * Working Principle of AC:-
                      AC ka basic principle vapor compresson cycle ha jo ka jo k air tamprature ko condensor, comprosser,expansion valve or evaporator ki help sa minimize krta ha.complete cooling process room air or refregerant gass ka darmyan heat ko transfer krta ha.

                      Types of air AC:-
                      * Central air conditining system
                      * portabe air conditioner
                      * Duct less split air conditinor
                      * mini split air conditinor
                      * pakeaged units
                      * swamp cooler
                      * Geothermal air conditinor
                      * Veriable capicity air conditinor

                      Who invent first AC?
                      Phla AC 1902 ma ak tajarbakar engineer WILLS HAVILAND CARRIER na invent kia

                      Components of AC:-
                      1: Refrigrerant
                      2: Comprosser
                      3: Condensor coil
                      4: Expension valve
                      5: Evaporator coil

                      * Rerigrerant:-
                      Refrigrerant ak specil fluid ha jo ka cooling or freezing tecnologey pa mushtamil ha. Ya heat ko building sa andr sa bhr ki trf nikalna ka kam karta ha.Is ko as a mesenger bi kah aja sakta ah. Ya liquid ko vapor m covert krta ha orrefregration cycle ka lia best tamprature haisal krta ha.

                      * comprosser:-
                      Comprosser ka kamrefregerant ka tamprature ko increse krna ka lia prasuriesd krna ha.combiend gas law k mutabiq jab prasure incresd ho ga to tamprature bhi incresd ho ga.jab ap refregerant ko compress krta ha to ya heatup ho jata ha.

                      * Condensor Coil:-
                      Condensor coil ac ki outer unit ha. Ya comproser sa high prasure high refrigrerant recive krta ha.Ap isa evaporator coil ka oposite khyal kar sakta han.Condensor coil heat refrigerarent ko jazab krti ha.condensor coil heat ko outdor air ko mohaya krna k lia banai gyi ha.

                      * Expanson valve:-
                      Jab refrigerant condensor ko chorti ha to ya liqid state ma hoti ha y tab bht garm hoti ha or ya evaporator coil ma inter hoti ha. Refrigerarant ko condensor coil ka guzrta hu alazmi thanda hona chye. Expanson valve(jo ka metering device ka name sa bi jani jati ha) refrigerant ko deprasurised krti ha or is thnda krti ha.

                      * Evaporator coil:-
                      Evaporater coil ac ka ak bht important component ha.Ac is k throuh ap k home ki garm hawa ko pickup krt aha or home ko thnda krta ha.

                      Advantages:-
                      * Ac ka use sa asthma attack ki posibility kam ho jati ha.

                      * ak thanda or aramdah atmosphare mohaya krta ha

                      * sakoon ki neend mlti ha jis sa work profamance bhrti ha.

                      * Dyhydration ka risk kam ho jata ha.

                      Disadvantages:-
                      * Humadityor tamprature ma unexpected tabdeli ki waja sa individual ka respiratory system mutasir hota ha.

                      * Rozana ka ac k istimal sa skin dry ho jati ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review ac pr mbni ha

                        Assalam walekum Jaisa ki aap Jante Hain Ki Aaj Kahan Mara topic Aisi Pal Muni hai aisi bahut hi Ek acchi chij hai Hai Har Ghar Mein To yah Jaruri Nahin ki aisi Ka istemal Ho Kyunki Hamare Ham bahut se Aise log Hain Jo Aisi afford nahin kar sakte jyadatar Amir gharon mein Aisi Ka istemal Hota Hai AC e 1 bahut hi acchi chij hai garmiyon mein istemal Ki Jaane wala electronic chij hai hi aisi do teen kisam ke Hote Hain window AC Lagane wala Aisi aise kaise Amal se aapke ghar Kabil bhi bahut jyada aata hai dear friends Aisi case Amal karne se bahut advantages or disadvantages bhi hai
                        Advantages of AC

                        Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain ki aisi AC ka istemal jyadatar garmiyon mein bahut hi faydemand hota hai hai Garmi Mein Pakistan mein Sandeep Kishan Ki Garmi hoti hai jo Aisi istemal karne se Hamen Garmi Ka Hona na hone ke barabar lagta hai aisi ke istemal se aap ko Sukoon Kishan ki Nind Aati Hai Pakistan mein mukhya companiyon ke Aisi maujud Hain Jyada tha high quality Ke Log hi Apne gharon mein Aisi Laga sakte hain
                        Advantages of AC
                        Dear friend AC ke bahut se nuksan bhi Hote Hain Iske istemal se aapka bijali ka Bil bahut jyada aata hai is ke istemal se aap ki tabiyat bhi kharab ho sakti hai jo log Aisi ke Aadhi Nahin Hote Ho Aisi Lagan se apne aap ko bimar Sa mahsus Karte Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review ac pr mbni ha

                          Assalam O Alaikum dear friends garmi k mosam main sakhat garmi main ac ka use buhat zayda zarori hojata hai drasal Ac ek esi machine ya device hoti hai jo k garm hawa thanda kari hai dear friends in ka use buhat zayda hota hai factories leborataries main garon main offices har jaga in ka use hota hai khas tor par in ka use un jagho par buhat zayda hota hai jaha par hame control temperature ki zaroorat hoti hai maslan computer labs ya electronics machine rooms main dear friends Ac ek buhat achi device hai jo k garmi main ya garm alakon ki main zaroorat hai


                          Click image for larger version

Name:	ac.jpg
Views:	1
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12334127
                          Advantages ::

                          dear friends Ac k mandraja zail Advantages hote hai

                          dear friends Ac k beshumar faide hote hai

                          1. ye hamen garmi k mosam main garmi se bachate hai our thandi hawa dete hai
                          2. ajkal car ac b dastyab hai maslan ye ac aap k safar main b aap k sathi hoti ha our ap ki car ka temperature maintain rakhte hai
                          3. Ac factories main our offices ya shops maim aam use hote hai
                          4. jaha par electronics devices use hoti hai waha par in ka use buaht zaoori hota hai ku k electronice devise zayda temperature main kharab ho jati hai
                          5. Ac ka use hamare liye bays e musart hai



                          DisAdvantages :;

                          dear friends is k mandrja zail Disadvantages ho sakte hai


                          1. AC buhat zayda power use karte hai is liye bijli ka bill buhat ata hai
                          2. Ac kafi mehnge hote hai is liye in ko har koi nahi use kata
                          3. agar kharab ho jay to mentinence main kafi kharach ata hai
                          4. Ac ka zada use hamari sehat b kharab kar deta ha is liye in ka kam use karna chahiye
                          Ayisha Cutey's Trading Journal
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review ac pr mbni ha

                            Assalam u alaikum dear forex members!
                            Assalam u alaikum dear forex members!
                            Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hong.
                            Dosto Ac aik aisi electronic appliances ha jis ny insaani zindgi ko bohat comfortable bna dya ha ab garmi ho ya sardi ap apni Marzi sy temperature 🌡️ ko maintain kr skty hain.hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
                            Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
                            Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
                            Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
                            Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faid nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain gy.
                            Shukrya ❣️❣️❣️
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review ac pr mbni ha

                              Taaruf:

                              AC
                              ka matlab hai Air conditionar . Jis trah fridge eak choti c jaga ko cool krti hain usi trah AC b pooray room ko, office ya mukamal house ko cool krta hai. Ye machine kuch chemicals ko use krti hai jo gas ko liquid main convert krtay hain.
                              Faaiday:
                              Hot weather ya garmi main jab fan sy b apko sakoon nhi milta or musalsal sweating hoti hai tou us waqt Ac apko comfort dety hain or room ko cool krtay hain.
                              Ap Ac main achey sy so saktay hain jab k garmi k mosam main apko fan k neechay b sakoon ki neend nhi aati.
                              AC main insects or parasites b kam hotay hain.
                              Ap secure feel krtay hajn AC main.
                              Dehydration ka risk kam ho jata hai.

                              Nuqsanaat:

                              Apk room ka bahir ka temperature bilkul opposite hota hai jis sy respiratory system effect hota hai.
                              AC ka musalsal use apki skin ko dry krta hai.
                              Iski waja sy noise pollution hoi hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X