Ye Review Digital Blood pressure machine par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Digital Blood pressure machine par mubni hay
    Introduction: Blood pressure machine 2 types key hoty manual blood presser machine aur 2nd digital blood pressure machine, aajkal zeyada tarha digital blood pressure machines ka hi use ho rah hay es ki waja ye hay key manual machine perfect tareeqy se hamary blood presser ki measurement nahi karta jab key digital blood presser machine correct aur perfect base par blood presser ko measure kar sakta hay es machine ki price 1900 se le kar 6000 tak hoti hay jo key different quality key hoty hey,
    Click image for larger version

Name:	image.axd.jpg
Views:	1
Size:	82.1 کلوبائٹ
ID:	12469688
    Advantages:Blood pressure machine ka main advantage ye hota hay key home par hi hamy self base par apny blood ka pressure check kar sakty hey agar digital machine ka use kia jaye to es ko use karna bahot hi simple hota hay ye machine market me asani se low price par mil sakti hay, es machine ne the be quality be hoti hay key ye heartbeat ka sound be deti hay aur display par ham asani se apna blood pressure digits ki sorat me check kar sakty hey es key ley hamy kesi doctor ya nurse ki zarorat nahi parti hay,

    Disadvantages:Digital blood presser machine ka koi be disadvantage nahi hota magar some time blood presser ki reading display me wrong show hoti hay magar es ki waja ye nahi hoti key machine kharab hay ya per es me koi technical problem hay es ki waja ye hoti hay key es ka size hamary arm se bahot zeyada hota hay jes ki waja se ye machine ghalat reading show karta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Digital Blood pressure machine par mubni hay

    Digital Blood Pressure Machine :

    Digital Blood Pressure Machine Ko Science Mai ( Sphygmomanometer ) Kaha Jata Hai . Ye Blood Pressure Machine Ko 2 Naam Say Represent Kiya Jata Hai Aik ( Blood Pressure Gauge ) Or Dosra ( Blood Pressure Monitor ) Ye Aik Device Hoti Hai Jo Keh Use Ki Jati Hai Hamari Body Kay Blood Pressure Ko Measure Karney Kay Liye . Kuch Arsey Pehley Ye Machine Manual Hoti Thi Jo Ke Gauge Kay Zariye Blood Pressure Show Karti Thi Par Jesy Technology Advance Hoti Gayi e Machine Manual Say Digital Blood Pressure Machine Mai Covert Ho Gayi . Digital Blood Pressure Machine Ko Use Karna Bhut Asan Hai um Easily Is Machine Ko Use Kar Saktey Hain Koun Keh Is Machine Mai Sirf Aik Digital Monitor Or Inflatable Cuff Ata Hai Jis Say Blood Pressure Ab Easily Measure Ho Jata Hai.

    Advantages

    Digital Blood Pressure Machine Kay Bhut Zaida Faida Hain Koun Keh Hamein Ye New Technology Kay Sath Use Hota Mil Raha Hai Agr Hum Is New Machine Ki Baat Karein Tu Ye Porani Machine Ka Sath Compare Mai Bhut Advance Hai Jesy Keh New Machine Bhut Portable Hai Kahein Bhi KIse Bhi Jagah Is Machine Ko Carry Kar Saktey Hain Or Ye Bhut Compact Bhi Hai Jis Ki Wajah Say Agr Hum Kise Jagah Par Store Kar Kay Ly Kar Jana Ho Tu Hum Ly Kar Ja Saktey Hain.Ye Machine New Advance Operating Procedures Kay Sath Available Hai Jis Ka Doctors Ko Tu Faida Hai Par Isey Aam Insan Ko Bhi Bhut Faida Hai Koun Keh Hum Is Machine Say Apna Blood Pressure Ghar Mai Hi Check Kar Saktey Hain Jis Say Hamein Docotor Kay Pass Nhi Jana Parta. Ye Machine Old Machine Ki Nisbat Bhut Zaida Achi Hai Koun Keh Ye Old Say Zaida Achy Results Deti Hai Or Accurate Deti Hai Jis Say Koi Bhi Error Nhi Ata Or Ye Ab Operations Mai Bhi Successful Hai Koun Keh Ye Machine Fast Work Karti Hai Or Automatic Hai .

    Disadvantages

    New Update Digital Pressure Machine Kay Faidy Tu Bhut Hain Par Is Machine Kay Nuqsan Bhi Bht Hain Jesy Keh Ye Machine Bhut Kam Log Buy Kar Saktey Hain Koun Keh Ye Bhut Expensive Machinbe Hoti Hai Or Iska Ai Or Bhut Bura Nuqsan Ye Hai Keh Hamein Ye Machine Bhut Care Kay Sath Handle Karni Parti Hai Koun Keh Ye Bhut Sensitive Hoti Hai . Digital Machine Mai Bhi 2 Types Hain Jin Mai ( Full-Automatic Or Semi-Automatic ) Machines Shamil Hain In Dono Mai Aik Nuqsan Common Hai Wo Keh Ye Machine 100 % Correct Results Nhi Batati Kuch Situations Mai . Ye Machine Pakistani Market Mai Rs 1500 Say Ly Kar Rs 20,000 Tak Ki Expensive Hai Jis Mai Bhut Si Varieties Hain Jo Keh Middle Class Log Zaida Afford Nhi Kartey Or Pakistan Kay Hospitals Mai Ye Machine Available Hai.
    Click image for larger version

Name:	61iKoF0tKbL._AC_SL1500_.jpg
Views:	1
Size:	89.0 کلوبائٹ
ID:	12333866

    Click image for larger version

Name:	images (50).jpg
Views:	1
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12333867

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Digital Blood pressure machine par mubni hay

      Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
      i hope ap sab fine hon gy or forex par ham sab ki posts sy musatfeed ho rahy hon gy to chalyn ab ma apny aj ky topic ki jaanib barhti hun.
      Introduction :

      G guys hamesha ki trah ap ny aik bohatt important topic hmary sath share kiya hai mera aj ka jawab '' Blood Pres
      sure '' machine par mubni haii ye machine aj ky daur ma ma ehmiyat ki haamil hai sab sy pehly ham jaanty hain ky ye dikhny ma ksi hoti hai yeh plastic ki aik portable device hoti hai jis par aik choti si screen hoti hai jis par yeh hmary blood pressure ko measure kar ky digitally show karti haii jesy ky name sy hi zaahir hai ky yeh aik asi machine hai jo hmary blood pressure ko measure kar ky btati haii blood pressure machine first 1881 ma Sameul Sigfried Curl Rittor Von Basch ny invent ki thi and the last one blood machine which is called Automatic Oscillometric Blood Pressure Cuff Donaid Nunn ny 1981 ma invent ki thii jo ky ab tak istemaal ki ja rahi haiii blood pressure machine ko Sphygmomanometer bhi kaha jaat hai pehly manual blood pressure huwa karty thy lekin ab digital blood pressure machine haii jis ny hmari life ko convinient bana diya hai digital meters oscillated measurments or electronic calculations show karty hain aj kal yeh machine sab ky ghar available honi chaye kabhi bhi iski zarurat par sakti haii ma yahan apko kuch best blood pressure machine ky name refer kar deti hun;
      i) Omron M6 Blood Pressure Cuffs
      ii) Withings Wireless Blood Pressure Monitor
      iii) iHealth Blood Pressure Monitor
      To chalyn ab ma apko isky fawaaid or nuqsanaat ky baary ma btaon gi.
      Advantages :
      Digital blood pressure machine ky bohatt sy faaidy hain jo ma apky sath share karny lagi hun;
      1.Digital blood pressure machine hamy is qaabil bnati hai ky ham most advanced technologies istemaal kar saken...
      2.Digital blood pressure machine ma ham apny previous blood pressure records ko save rakh sakty hain jiska faaida yeh hota hai ky ham apny present blood pressure ko previous sy relate kar sakty hain...
      3. Ap is machine ki wajah sy time to time apna blood pressure check kar sakty hain taa ky ham kisi bary loss sy bach payn...
      4. Digital blood pressure machine portable hoti hain or easy to operate hoti hain...
      Disadvantages :
      Jahan digital blood pressure machine hamy itny fawaaid pohnchati hain waha isky kuch nuqsanaat bhi hain;
      1.Digital blood pressure machine ka sab sy bara disadvantage yeh hai ky yeh bohatt expensive or sensitive (zara sy girny par kharab ho sakti hain) hoti hain...
      2.Digital blood pressure machine ky result hamesha 100% accurate nahi hoty jo ky aik bara disadvantage hai..
      3.Hamy in machines ko bohattt ehtiyat sy istemaal karna chaye kyun ky agar yeh kharab hojay to inko repair karna bohatt difficult hota haii..
      Yeh thy blood presure machine ki kuch history,advantages and disadvantages jo ky ma ny ap sy aony knowledge ky mutaabiq share kiye i hope apko is post sy digital blood pressure machine ko buy karny ma help mily gi or ap is post ko like bhi karen gy . JazakAllah !

      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Digital Blood pressure machine par mubni hay

        Digital blood pressure karna hay to degree enhance Karke kamyabi Hasil karneki koshishKarni chahie mehnat karne se hello Insanain kar sakty hain. agr ham overseas exchange meinkaam karnachaty hain aur is mein ziada se ziada income benefit karnachahty haintou hamein chaiye okay sabse phly ham issy samjhein aur overseasexchange ko ziada se ziadatime dein hamein issy samjhny mein waqtlgta hai. ham issy jitna ziada timedein gy hamein is se utna hello ziada faida hasil hoga. hamissy achy tareeky sesamjh paaein gy. aur ham is mein achy se kaam kar okay is se acha bonus benefit karsaky gy. agr ham issytime nahi dein gy aur jalde enterprise hainjis mein hamkaam karty hain issy ziada se ziada waqt dety hain apna ziada seziada freetime overseas exchange kodety hain tou ham is mein ziada se ziada kaam kar sakty hain. auris seutna hello ziada fiadahasil kar sakty hain. hamein is mein achy se time deokay is mein mehnat karny ki zroort hai tab hello ham is mein income benefit kar skatyhain. hamein issy ziada se ziada waqtdeiny okay sath sathis okay policies ko bhisamjhny ki bhtzroort hai. agr ham is okay policies ko tbanakar aur apne kam ko bahut hello acchi tarah Se maintain kar lenahoga time kobahut acchi tarah Se manipulate karneke liye yah baat essential hin kar paate hain aur yahi vajah maintain karnahota hai aurjab contributors kistarah Se apne kam ko karte Hain to contributors koapni controlse related apni capabilities ko bahut acchi tarahSe enhance karna hoga ni haisenior investors apnimanagemen bhi kamkaren to uske liye time ka control bahut hello zyadazaruri hota haiaur agaraap ek kam ko apni time desk Kai sabse karenge to uska quit result bhi bahut achchaaaega aur the the Forex market marketplace shopping for and selling enterprise bahut jyada worthwhile enterprise hai agar Hamthe the Forex market marketplace shopping for and selling enterprise Mein Kamyab HonaChahte Hain To contributors koshishkaren kitime control kaKhas Khyal rakhen Kyunki time control bahutjyada JarooriHai the the Forex market marketplace shopping for and selling enterprise Mein in another case marketplace Hamen kha jaati haiaur hamkabhi bhi marketplace se opposition nahin kar sakte with out time control .hamytime ko acyhy symanaga kar ky is foremost mehantsy kam karna cahey hamy apnyemotion or lalach
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Digital Blood pressure machine par mubni hay

          Assalamualaikum!!

          Aj mein apky sath digital blood pressure machine par mabni thread par post karny ja Raha hun to ye aik aesi machine hai jis sy Ap har bethy apna blood pressure check Kar sakty Hein

          Advantages:-

          Usky Advantages main ye hai Kay isky zariye Aoki Ghar bethy blood pressure check Kar saktay Hein aur apko kahin Jana nai parhta aur Ap easily Ghar bethy khud hi apna blood pressure check Kar sakty Hein aksar blood pressure Kay mareez jinko daily apna blood pressure check karna hota hai to in Keliye rox Roz hospital Jana mushkil ho jata hai is liye wo Ghar Beth Kar hi apna blood pressure check Kar sakty Hein .is Sy blood pressure check karna easy hota aur Aik Banda khud apna blood pressure check Kar sakta hai . Digital blood pressure machine easily market St mil jativhei aur ye affordable prices main mil jati Hein

          Disadvantages:-

          Isky koi khaas disadvantages nai hein magar aksar ye hamen ghalat blood pressure rate btati Hein jis at ham sahi Sy apna blood pressure ka rate Jai hasil Kar paty

          اب آن لائن

          Working...
          X