Ye Review Data Cable per Mabni hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Data Cable per Mabni hay
    Data Cable

    Introduction

    Agar aap Logon Ne apne mobile phone ko charge karna hai to basically uske liye aap Logon Ko karna yah Hoga Ki Sabse pahle Ek acchi quality ki data cable market se purchase Karni Hogi Jab aap Logon ke pass data cable a Jayegi to usko use karte hue aap log apne mobile ko charge kar lenge

    Advantages

    Iska sabse mean advantage Yahi hota hai ki aap log aasani ke sath isko Kahin per bhi carry kar sakte hain bahut acchi quality iski Ham Logon Ko market ke andar available hoti hai

    Disadvantages

    Nuksan iska sabse main disadvantage yahi hai ki sometimes ya acchi performance Ho nahin karti Jiski vajah se Ham Logon ki battery timing ke upar issue aa jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Data Cable per Mabni hay

    dear aaj k is dour main hamaray samnay bahut ziada changings hain jin say ham apni life ko asaan bhi bana saktay hain aur sath sath ham in say kuch aisa learn kar skatay hain jis say ham apni life ko behtar bhi bana skatay hain aur sath sath ham ham in ka use bhi learn kar saktay hain,data cable ko ham do tarha say use kar skatay hain jis main agar ham apni device ko kisi com puters k sath ya kisi printer waghair k sath attach karnay k liye use kar skatay hain jsika sahi aur propper tareeka yahi hay k hamra pass in k use k liye quality ka acha hona bahut ziada lazmi hay agar ham kisi achi company ki data cable buy kartay hain to hamara mobile hamari koi bhi device usay aik maintain tareekay say run kar skaty hay aur agar ham is data cable ko phones charging k liye use kartay hain to usk liye agar ham aam c data cable ka uese kartay hain to hamko chargibg ka time period bahut izada time maangta hay jisk liye hamko bahut ziada time ki zarurat k sath sath hamara charger kabhi bhi burn ho sakta hay is liye hamko kisi bhi data cable ko buy kartay wakt is baat ka khaas kahayal rakhna bahut ziada lamzi hay k hamain isay kam say kam copper ki wire wali cable ko buy karnay ko ziada aehmiat daini chaye jis say hamara time bhi save ho sakta hay aur sth sath hamain aisa karnay say haamra time bhi bach sakta hay jis say hamaray mobiles ki battery bhi kabhi khattam ya kharaab nai hos akty hay jis say aisa karnay say hamko ziada say ziada he faida hay.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Data Cable per Mabni hay

      Asslam o Alaikum aaj ka topic Data cable pe mabni hai ..
      Ye ek bht mufeed cheez hai. Data cable jo k diffrnt devices ko apas mai jorti hai aur cheezon ka tabalda kiya jata hai . Aap is data cable se mobile ko mobile se ya mobile ko computr k sath jor k apna data transfer kr skty hain wo b high speed k sath . Data cable kee eik side usb type hoti hai tou doosri side mobile k input k jaise hoti hai j8s se dono device ko jora ja skta hai aur data ko transfer kiya jata hai... Aur ziada achy result kliye ziada achi data cable honi chahiye aur achi PVC wali taar use kten jo jaldi khaeab b ni hoti aur na toot tee hai. Aur is data transfer b tezz hota hau aur data k corruption se b safe rehta hai shikriaClick image for larger version

Name:	Screenshot_2020-10-04-14-11-19-21.jpg
Views:	1
Size:	89.5 کلوبائٹ
ID:	12333846
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Data Cable per Mabni hay

        🅘🅝🅣🅡🅞🅓🅤🅒🅣🅘🅞🅝...
        Assalam o Alikum all dear Friend , Yia review Data Cable k bary hy...
        Data cable aik asi wire jao khass kam k laiy istmal ki jati hy..ais ka kam yia hota hy k computer k data ko aik jaga say 2sri jaga send krna hy...data cable ki diffrent type hoti hy...or yia kise bhi modam ya computer k saat easily conect ho jati hy...ais trha hamra data aik jaga say 2sri jaga easily transfer hota hy or jaldi transfer hota hy.or ais hamra data loss ni hota hy...
        🅃🅈🄿🄴...
        There are three type of data cable these are following..
        1)Twisted pair cable...
        2)Coaxial cable...
        3) Fiber optic Cable...
        There are advantage and disadvantge of data cable.

        𝘼𝙙𝙫𝙖𝙣𝙩𝙖𝙜𝙚 𝙤𝙛 𝘿𝙖𝙩𝙖 𝘾𝙖𝙗𝙡𝙚....
        》Data transfer easily and first.
        》Data k loss hony k chance kam hoty hy..
        》Sab computer aik dosry k saat direct connect ho jaty hy.
        》Data aik jaga say dosri jaga tezi k saat jata hy..
        》Ham bhot zaida data aik hi time main send kr sakty hy.
        》Hamra data electric wave say save hota hy.
        》Yia asni say install ho jati hy.
        》Ais ko ham short distance k laiy istmal kr sakty hy.
        》Yia hr jaga Ham asni say mile jati hy.

        𝘿𝙞𝙨𝙖𝙙𝙫𝙖𝙣𝙩𝙜𝙚 𝙤𝙛 𝘿𝙖𝙩𝙖 𝘾𝙖𝙗𝙡𝙚...
        》Yia zaida mahgi hoti ...
        》Aisy Ham lamby distance k laiy istaml nai kr sakty.
        》Ager yia aik dfa kharab ho jaye tu pher new purchase krni hoti hy.
        》Ais ko install krny k laiy tecnishon ko bolna hota hy...
        》Ager aik dfa kharab ho jaye tu ais ka masla dhond na mushkil hota hy.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Data Cable per Mabni hay

          Data cable computer ka aik ahim hiss hai q keh yeh computer k different parts ko apas main connect karti hai. yeh computer ko apny parts k sath communicate karti hai. aik data cable aik media cable hoti hai jo binary electrical signal ko carry karti hai. Data cable k through hum aik device sy dosri device main data transfer karty hain. mobile ko charge karny k liye data transfer karny k liye bhi data cable use hoti hai..har mobile main data cable majood hoti haiAdvantages: Data cable k zariya hum data ko transfer kar sakty hain aur is cable k through hum mobile ki charging bhi kar sakty hain. Data cable asani sy install ho jati hai. Disadvantages:Data cable agar kharab ho jaye to dobara repair nhi hoti hai. data thori castly bhi hoti hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X