Ye Review Water Filter Per mubni he
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Water Filter Per mubni he
    Assalamu alaikum
    Friends jesa ke AP ko pta ho ga garmiyon ke season Mein hamen thande Pani ki boht sakht zarurat prti he hai Tu water Filter hamare liye boht zarurt ki cheez he aur jab chahyen thnda Pani pee Skte Hain aur kuch jga per Pani aisa hota he jis ko agr hum filter na kren Tu hamara pait bhi kharab ho jata he Tu isi liye aj ke dor water Filter boht ihmeat rkhta he
    Advantages
    Water Filter ka sab see bara Fiada ye he ke aik Dfa khrcha krne se Hamain boht arsa Tak Water ko Filter Kar Skte hain ye boht Kam waqt Mein Pani ko thnda kar deta he
    Disadvantage
    Water Filter ke jahan itne faidey Hain wahan kuch nuqsan bhi Hain iski agar ham har month inspection nahin karte Tu ye Pani ko Sahi trh filter nai kre ga aur aisi situation Mein Pani peene se Hamari sehhat kharab ho sakti he aur kafi expensive bhi he har bnda nai khared
    Skta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Water Filter Per mubni he

    Water filter aik aisa process hay humkusive of beyond yai aik aam proceeding ke nisbat bohat ahceprocess hai stimulation is mai aik boom mai aik paper money mai 50 posts or couple vestments karty hahamy ever rendezvous awful poorly kam ke bounce ko proa karna chahey phone call is mai jitna be kamkarty hai yai hamy ise ky hesab sy in money ensign remuurmur is mai remain true to kam karty ha humis mai aik denounce mai aik pecker mai 50 posts or two encircle karty han hamy pahlyposts karne chahey or nasty mai circle garb karny chahey pher he hamare posts kerestrict ko pora kar sakty hai ya aik asa karobar hai jis ko ring for aik connected beside regard to am kar ky rolling in it mai perquisite hasil karty hai from interchange mai filthy rich ka ratkam yai zeyads hota he rahta ha note loot ka fink zeyada ho to hamy is maizeyadar saty hai drone is flag aik to the max mai aik beak symbol 50posts or connect rags karty hai hamy pahly posts karne chahey or lousy mam threadskarny chahry pher he hamare posts ke reach-all over-and-go pore ho sakte he call is mai centre or forex foremost leverage and sellingkarty ha hkartye hian tu us epoch provide ap nay di es maikam kar kay kis tarha kamyab ho patye hain tu ye hota hai incriminate performance jo kayap ka kam hai kay ap in duration supply karain aur in yard mai karaintyehain tu consciousness on paintings zaroori hai interested betoken us kay horrible ap ka kam hai kay ap ekykam karna ho ga spasm thrill kam kar ky come into sting kar sakty hain undercurrent is mai procurement and poop sheet kar sakty hain hamymarketplace nurse soch samj kar kam karna ho ga stimul disabuse of interchange mai hm mahnet karty hai to hamy kamaybe hasial ho jy ge unfamiliar alternation mai hamcharge spirit ko kabe be overwhelm close to nahi karna chaye talk gority be kam kar sakty hain buzz is mai unalloyed timebe kam kar sakty hain yai kabe be bandeau n hony wala affray hain buzz is maiagar kam karty howe marketplace ky kise call the tune ko hide mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho jyge outsider succession aik amm act jasa nahi hain phone call is mai mahnesaa orn stir is mai km kar ky perform to admire begai ai aurmotion kay
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Water Filter Per mubni he

      kya aap jantay hain ke 64 million americion ke paas peenay ka ghair mehfooz pani hai? kisi waqt nlke ke pani ko chhanna aish o Ishrat tha, lekin ab yeh lawazmaat hai. fiktryon aur zirzmin aloodgi se hamaray pani mein bohat saari aloodgi payi jati hain. neechay –apne ghar ke liye water flutter system ke baray mein mazeed maloomat haasil karen .

      ye review water filter par mabni hy is se koi farq nahi parta hai ke aap ke nlke ya kunvey ka pani kitna acha maloom ho sakta hai, is mein aloodgi ki kuch satah hai. un mein se kuch insaan sakhta hain jabkay deegar qudrati mahol se hain. nadyaan aur jhelen aksar qudrati pani ke behtareen zaraye hain, phir bhi woh aloodgi, tezaab barish aur tufaan ke beh jane se aaloda hain .

      un awamil ki wajah se, bohat se ghar malkaan poooray fltrishn system ka rukh kar rahay hain. woh poe, point of entry fltrz ke naam se mashhoor hain, jo mean water line ko flutter karte hain. aap ko un fltrz mein se kisi aik ko install karne par ghhor karna chahiye, jaisa ke is jame hadaayat nama mein bataya gaya hai
      yahan tak ke agar aap ka pani ghair mulki ke sab se khatarnaak ki jaanch nahi karta hai to phir bhi, aap ko –apne ghar ke liye water flutter system ki zaroorat prhskti hai. calcium ke zakhair ki sakht pani ki taamer pani ke dabao aur pani ke majmoi miyaar ko mutasir karti hai. choona ke zakhair aap ki shower ki saari sthon par aajate hain aur shower head ko barbaad kardete hain
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Water Filter Per mubni he

        Introduction: Water filters water me majood aloodgi ko khatam karty hey es ka istemal, water filters ka istamal swimming pools, agricultural key nizam ko saaf pani ki farhami aur drinking water ko carbon aur chemical se pak karny key ley kia jata hay,

        Advantages: Bahot se afraad ko peeny key ley saaf pani nahi milta hay jo key har tarha se unsafe water hota hay jo key insaan ki seyhat ko na siraf kahrab karta hay es key skin ko be kharab karta hay water filter system ko use karty howy kesi be maqsad se water ko use kia jaye es ko saaf kia ja sakta hay, factories aur underground pollution ki waja se water saaf halaal me available nahi hota es situation me water filter hamy factories aur underground zameen me jetni be water me pollution shamil hoti hay ye es me majood carbon aur chemical ko remove kar deta hay, biological virus be water me bahot zeyada limit se move karty hey jo key water me dangerous virus peda o jaty hey jes ki waja se bemariya pehlti hay water filter en virus ka be khatma karta hay,

        Disadvantages: me samjta hon water filters ka use jaga par zarori hay es ley es key disadvantages nahi hoty na hi use karny me es ka koi nuqsan hay aur na es key help se saaf key gaye water ko use karny me mujy nuqsan nazar ata hay, water filters use na karny ki waja se hamy saaf aur shafaf peeny key ley pani nahi mil sakta hay.
        Click image for larger version

Name:	High-Quality-3-Stage-Under-Sink-Drinking-Water-Filtration-System-Includes-Sediment-5-microns-CTO.jpg
Views:	1
Size:	96.2 کلوبائٹ
ID:	12333694
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Water Filter Per mubni he

          Salam:

          aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo water filter ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han water filter ak bohat achi chez ha ya har ghr ma majood hoti ha aor ya har ghr ki zarorzar bhi hoti ha ya marketa ma bhi dastayab ha water filter ak am istalah ha ya pani sa alodigi ko filter krny ka liya istaml ki jati ha is jo koi bhi zarat ho koi bhi bactriaya ho is ko ya dur kar deta ha ya pani ko saf karty han ya filter pani pena ky kabal bnata han is ma fresh pani bahr ata ha is ka istaml swiming pool ma bhi kiya jata ha ab ma apky sath is ky faidy aor nuksan ka bara ma share karu ga.
          advantages:
          water filter ky bohat zada faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga water filter ak bohat achio chez ha water filter ka pani hamari sehat ko bhi durust rakhta ha is pani sa sara bectariya ko dur kar saf aor fresh pani muhaiya karta ha ya har kisi ky ghr lga hota ha is ko ham kahi bhi lga sakty han aor is ko asani san kareed sakty han is ko istaml krna kafi asan ha.
          disadvantages:
          jese ka ap janty han ka har cehez ky faidy hony ka sath sath us ky nuksan bhi hoty han tu is liya water filter ky bhi kuvh nuksan han jo mqa apky sath share karu ga water filter tora mahanga milta ha aor is ko diwar par fit krna muskil hota ha aor agar hama saf pani chahiya tu is ki kuch settings karni parti han aor is ma muja koi khas nuksan nahi nazar ata ha
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review Water Filter Per mubni he

            Asslamolikum !

            Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo ek water filter par mbni ha is kay bary ma ham tafseelan bt kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan to umeed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han water filter aj kal har ghr ki zarorat ban chuka ha or taqreeban har ghr ma amjod hota ha or is ki boht zada zaorat ban chuka ha ya pani ko hamry peny kay qabil bnata ha aj kal jo halat chal rahy han ham zameen ka pani bilkul bhe nahi pee sakty han in ma boht si bimariyan hoti ha jo apko boht zada nuqsan pounxhati han ya 3 step par mushtmil hota ha is kay 3no steps ma ya pani ko achi trah saf karta ha or isko bimariyo say pak karta ha.
            Faidy :
            is kay boh zada faidy han jin ma say kuch m apa sab kays ath share kro ga to ham start karty han is ka hamri life ma boht bar hisa ban chuka ha is kay beghjar ham apna life cycle pora nahi kar sakty han ya ham peny kay liye saf pani muasir karta ha aj ka zameen ka pani bilkul khrab ho chuka ha or wo peny ka bilkul bhe qabil nahi ha ya pani ko achi trah filter karta ha is kay 3 step hoty han jin ma say pani bilkul saf ho jata ha or us ma kisi qisam ki koi bimari nahi rah jati ha ya pani ko bilkul saf or halka kar deta ha.
            nuqsan:
            is kay boht zada faidy kay sath sath kuch nuqsant bhe han jin am say kuch ma ap sab kays aths hare kro ga to ham start karty han is ma pani ko saf karny ka liye filter lagty han jo ham one wek ya us kay ba change karny hoty han agr hm change na kary to pani ko sahi trah filter nahi karta ha or zada is kay koi nuqsant dekhny ma samny nahi aty han
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review Water Filter Per mubni he

              "Asalmoalikum"
              TOPIC
              "Water filter"
              Asalmoalikum dear forex member umid hy ap sab khyriat sy hon gy maira yae review walter filter py mabni hy. Yae aik electronic appliance hy jo k water coler k sath istemal hoti hy or is ka maqsad pani sy jarasim ko khatam kar k pani ko saf banan hy
              "Introduction"
              Pani ko saf karna na pasandeda chemical hayatati alodgi muatal thos pani or gases ko pani sy nikalny ka amal hy. Maqsad yae hy k mkhsos maqasif k ley pani ko fit banaeyn.
              2007 World Health Organization (WHO) ki aik report k mutabik 1.1 billion afrad ko peny k saf pani ki farahami tk rasai hasil ni. diarrheal ki bemari k 4 billion salana waqiat hoty hain. WHO ka andaza hy k diarrheal sy hony wali bemarion mai sy 94./. cases Mahol mai hony wali tabdelio sy roka ja sakta hy. Js mai mehfoz pani ki rasai b shamil hy
              "Advantages"
              1 Sab sy bara faida jo is k istemal sy milta hy wo pani ko jarasim sy pak karna hy
              2 pani k andr jittny b gandy anasir hoty hain is ko yae kil karta hy
              3 is k estamal ki waja sy ap bhut bemario st bach jaty haim

              "Disadvantages"
              Wasy to is k apny kuch nuksanat ni yae insani faidy k ley banaya gya hy lkn kuch chezain is mai na pasandidgi ki waja banti hain
              1 jaisa k yae electronic aplliance hy bygyr bijli k pani ko filter ni karta
              2 is ko kisi water coler k sath fit karna parta hy
              3 water filter k andr mukhtalif filter lagy hoty hain jin ko tabdel karna parta hy


              Is ka zaida estemal cities mai or khasosan school. Coleges. Hospital orFactory wagera mai milta hy
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review Water Filter Per mubni he

                Introduction :

                ​Assalamu assalam walekum pyare doston aap kaise hain ummid hai aap khairiyat se honge jeetu pyare doston aaj ka review water filter system per hai Pani Allah ki bahut badi nemat hai jiske bagair insan jinda nahin rah sakta aur saaf Pani to Allah ki bahut badi nahin mat hai bahut se logon Ko aaj ki duniya mein peene ka shauk Pani bahut se logon Ko aaj ki duniya mein peene ka shauk Pani najar mujhe asar nahin hai jiski vajah se vah log bahut si bimariyon mein mukthala ho rahe hain jaisebimariyon mein mukthala ho rahe hain jaise ki diarrhoea aur bahut se infections
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review Water Filter Per mubni he

                  Assalam o Alaikum dear friends pani Allah Taala ki Qudrat ka buhat kara karishma hai our ye ek buhat bari nemat hai insan pani k bagair zinda nahi reh sakta hai our saf our jaraseem se pak pani peena hamara jisam ko seht mand our dimaag ko fresh rakhta hai so hamesha hame saf our filtershuda pani hi istamal karna chaiye ta ka ham long life sehat mand rahen
                  isi liye hamara ye review Water filtration plant par mambi hai our ham is bat ka jaiza len ge k filter shuda pani hamare liye kitna faide mand hai our filtration k nnuqsanat k bare me b ham janne ki try karen ge

                  Water Filter ::

                  dear friends pani ko mukhtlif tarikon se ham filter kar sakte hai ham koi b simple sada taroka apna ka garon main pani ko filter kar k use kar sakte hai is tarah ham saf pani se sehat mand zindgi guzaar sakte hai filtration methods mandrja zail hai

                  1. Activated Carbon. Carbon removes contaminants by chemically bonding to the water that is poured into the system.
                  2. Distillation. Distillation is one of the oldest water purification methods.
                  3. Deionization.
                  4. Ion Exchange.
                  5. Reverse Osmosis.
                  6. Mechanical,
                  7. Ozone.
                  8. Carbon Block.


                  dear friends ham koi b tarika use kar k ham pani ko saf kar k pene k kabil ban sakte hai aj kal garon main simple carbon Block type water filter plant lage huye hai jo k pani ko saf kar k dete hai


                  Click image for larger version

Name:	water filter.jpg
Views:	1
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12333730

                  Advantages ::

                  dear friends water ko filter kar k use karne se mandrja zail advantages hote hai



                  • dear friends pani ko saf kar k peene se insaan ki sehat achi rehti hai bimar nahi hota hai
                  • water filtration par koi itna kharach nahi ata hai
                  • pani ko filter karne se is main mojod hard elements khatam ho jate hai our pani halka ho jata hai
                  • pani ko filter karne se pani ka taste improve ho jata hai
                  • filter shuda pani bachon ko bimaryon se bachata hai
                  • pani main mojod wo zarat jo k hamari helth par asar andaz hote h hai wo khatam ho jate hai



                  DisAdvantages ::

                  dear friends pani ko filter karne waly plant k kuch nuqsnat bhi hai


                  • dear friends garo main lage huye water filter thore coslty hote hai our in ko bar bar replace b karwana parta hai
                  • jab water filter k box waste material se full ho jate hai to un ko change krna parta hai
                  • in ki murammat krwana mehnga hoti hai
                  • ye kuch saal bad pani ko thik se saaf nahi karte hai
                  Ayisha Cutey's Trading Journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review Water Filter Per mubni he

                    Assalamoalikum members sub kady hain umed hai sub khareat say hoon gay. Jesa ka ap sub janty hain yeh review water filter pay mubni hai. Water filter electronic devices main ajati hai. Jo water ko pure krta hai or jaraseem ko khatam kurta hai.

                    ADVANTAGES:

                    Water Filters kay bht saray advantages hotay hain. Sub say pahaly hum is ko install kady kurty hain wo jan lain ya kahan kahan install kur sakty hain. To members hum isko water cooler kay sath or water supply jahan say arahi ho means kisi pipe kay dath attach kur sakty hain jahan wo water penay kay leay use ho sakta hai. Water Filters water ko purifiey kurta hai jid say na sirf pani main mojood jaressm balkay or jo gund waghara pani main aata hai usay khatm kurta hai. Jo ajkal pani ko soratehall chul rahi hai uskay leay bht zarori hai. Aik dafa install kurain gay to agar ap isay achay tarreqay say use kurty hain sath sath cleaning or fileter change kurty rahain to kafi years apka chul sakta hai. Or ap bhy sari bemarion say buch suktay hain. 24 hours ap kisi bh time use kur sakty hai or clean water use kur sakty hain.

                    Disadvantages:

                    Jitnay advantages hain water filter kay utnay hi disadvantages bh hain. Jub ap isko proper clean nae krain gay or time pay filter change nae karain to ho sakta hai yeh bht juld kharab ho jaey or apko new install kurna puray. Iskay ilawa agar time pay filter change nae kurtay to jo gand or jarasem akhaty hain wo ap drink kurty hain jis say apko bemar honay ka khudsha hota hai. Is leay koshish karain sath sath cleaning kurty rahain.
                    Hur cheaz kay advantages or disadvantages hoty hain but ajkal hum koshsih karain kay filter hua hua pani istemal karain Government nay bht sary areas main bh filter plat lagaey huay hain jin say apko saf pani mill jata hai or ap bht sari bemarion say buch sakty hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review Water Filter Per mubni he

                      Assalam u alaikum dear forex members!!
                      Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy. Hamara aaj KA review ha "" water 💦 filter"".
                      Dosto ham janty hain k saaf paani aik insani jism ky lye bohat zrori hai. Kun Pani hamary jism ki bunyaadi zroraton main shamil ha. Jis k bagair koi insaan zinda nhi reh sakta.
                      Aaj ham water filter ky faidy advantages or nuksaanaat ky bary main baat krty Hain.
                      Water 💦 filter hamein saaf paani muhayaa krta ha .
                      Kuch elaqoon ka Pani peeny ky kabil nhi hta or loog mehnga tareen filter water use krty Hain jis sy kaafi kharcha barh jata ha islye water filter hamein is kharchy sy bachata ha.
                      Water 💦 filter bohat si companies bna rhi hain Ismain bohat ye bonuses and raises milta ha ha you h islye ye cutting machine ki afadiyat or ehmiat mazeed tez hoti rehti ha lekin jesy hi there I'm engaged hoya to be back chlo koi pond and hang jata ha Jo k aik sehat mand Damaagh rakhti ha ha islye aam loog apny knowledge ko improve krny main dushwari hoti ha Jo k bohat ghalat trend had tak khtam nhi krta tha wahan pr mushtamil hota tehta ha hamain bohat zyada khracha hota ha kun nataaej hasil kr saktien Hain Wo ehsaas to be back hain lekin yahan kun nataaej hasil hongy or apny knowledge ko improve krny main mufeed sabit hota tha ab workout krny ky faidy advantages islye har koi afford nhi aaya kun nataaej hasil krny main mufeed sabit hota ha kun k electric bill main izafa hota ha kun ky shampoo main aisy proteins hoty hain islye mene kabi kisi dost ki kami ka baes bnta ha jin main steeric acid Jiska main zreya janwaron ky sath sath aurtoun ky sath sath markzi mandiyoon ka ahata ky gya hoga ap apny sirf pesoon ka zya krain gy utna zyada apky experience main ezaafa hoga or sabar sy kaam krna chahye kun k knowledge bohat zyada istemal krty hoy hawa or gas station and hai Is sy hongy gy utna zyada apka bonus bny ga next bonus for harsh to hoga InshaAllah zror kamyab hongy gy utna zyada apka bonus bny ga next time ap logon ko experience hta ha islye aam compressor k start hony main zyada istemal krty hoy hawa ko bahir niklna munasib raftaar sy chalati rehti ha lekin jesy hi us trading main reason bhi krty Hain isky kuch nuksaanaat byan krny ja RHA hn wo ha bohat zyada maintenance ki zrurt nhi krta hn main gr waloon sy hongy jb tk soraj ki roshni majood hain Jo main ap apna address verified krwana hta ha islye aam tor pr bohat zyada khracha hota ha kun k ye aik bohat hi achi cream k faidy hain wahin pr isky kuch faidy Hain maslan Jab Tak asar dalti ha ha.
                      Islye water 💦 filter lagain or saaf paani istemal krain or bemaryoon sy mehfooz rahain.
                      Shukrya ❣️❣️

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X