Ya review "Printer" par mabni ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya review "Printer" par mabni ha.
    Dear Asslamolikum !

    Topic ka nam : "Printer"

    Topic ka Introduction :

    Aj ma jis topic ka ajwab deny ja raha ho wo printer par mbni ha is kay bary ma ahm tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsant ko dekhy gan o umeed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han printer ek out put alaw hota ha jo kazwat kay dastawaez ko print kata ha is ma manti dastawez tasveer ya in dono ka majmoa shamil ha do am qisam kay printer inkjet or lazer printer han jab kay kuch printer to sirf black opr white copia he print kar sakty han lekn aj kay jaded door ma zada tar printer colour copia he tayuar klarty han or is say hma ka karny ma boht zada asani hoti ha ya computer ya wifi kay zariya mobile say attach hota ha or jo ham is ko khty han wo us ka print kazak par nikal deta ha.

    Advantages :

    is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han ham apn kagiz par koi cheez chapnuy ka sa sa bara faid ya ha ka hma us ma boht zda asani ho jati ha agr ap ko usy underline karny ya us par note bnany ki zarorat ha to ya boht acha ha jo ap ka ka asan ar deta ha zada tar jo dastawez chapi hoti ha wo kafi halki hoti han or jab ham un ko dekhty han ya tablet ya note book say choti hoti han ya zada tar ofice ma rakha jata ha jaha par is ka boht istimal hota ha is say apky kam karny ma kafi zada asani ho jati ha.

    Disadvantages :

    is kay boht zada faidy hony kay sath sath kuch nuqsant bhe han jin ma say kuch maq ap sa kay sath share kro ga to ham start karty han printer bunyadi tor par caroctor code par muntkhib hota ha jo wasee pameny par tarboyat ko dastiab nhi bnata ha ya font ko or us kay size ko kafi mehdod kar deta ha bari tadad ma is par karvai karty waqt ya kafi zada time lagata ha ya adad shumar ko yad nahi rakh sakty han is liye har bar data input karn hota ha.


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

    Assalamualaikum!!

    Aj mein aokay sath printers Kay baary main kuch information deny ja Raha hun printer ko ham documents waghera print vkarny keliye use karty Hein

    Advantages:-

    Printers Kay advantages main ye hai Kay in say Ap easily apny documents waghera print Kar sakty Hein aur is tarah ap agar apny Ghar main printer rakh Len gay o Ap easily kahin bhi kisi Bui shop par Jaye bagher Ghar bethy documents print Kar sakty Hein aj Kal ki advanced technology Kay dor main colourful print bikalny wait printers Bui market main detyab Hein Jo Ap khared sakty Hein inko ziada tar offices waghera main use Kia jata hai

    Disadvantages:-

    Printers Kay kuch disadvantages bhi Hein jesa Kay ye bohat hi expensive hoty Hein aur har kisi keliye easily affordable nai hoty Hein aur Inka Aik aur nuksan ye bhi hota hai Kay jab Ap printer khareedty Hein to shuro main to Ap is par kharch karty Hein maga rjab ye ziada electricity consume karta hai is waja say ye nuksan deh hai kiun Kay is Sy bijli Kay bill bhi ziada aaty hein aur isko use karny sy ink page aur electricity zaya hoti hein
    • #3 Collapse

      Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

      "Asalmoalikum"
      TOPIC
      "Printer 🖨 "
      Dear forex member maira review computer printer py mabni hy jo k aik electronic device hy or computer k sath attach hoti hy
      "History"
      computer printers ki tarekh ka agaz 1938 mai hua jab Seattle k mojoda Chester Carslon ny dry printing process ko ijaad kia jisy aam tor py electrophotography kaha jata hy jisy any waly kae salo tak lazer printer ki buniad rakhna thi.
      Phyla electronic printer EP-101, tha jisy Japanese company Epson ny banaya or 1968. Mai released kia
      "Types of printers"
      1 Ink-jets(bubble-jets) printers:
      2 Laser printers
      3 LED/LCD printers:
      4 Impact (Dot-matrix) printers:
      5 Solid Ink printers:
      6 Dye Sublimation printers:
      7 Portable printers:
      8 Plotters are large-scale printers:
      9 Digital Photo printers:
      10 Multifunction printers:
      11 The Bravo AutoPrinter:
      12 Printers for banking:
      13 EZ CD/DVD Printers:
      14 Label Printers:
      15 3D Printers ( Z corporation):
      16 Typewriter-derived printers:
      17 Teletypewriter-derived printers:
      18 Daisy wheel printers:
      19 Line printers:
      (Printer ka istemal)
      1 Personal Uses
      2 General Use
      3 Business purpose:
      4 General uses of a wide format printer:
      5 Party banners :
      6 Promotional banners or signage
      7 educational programs.
      8 Graphic design

      "Advantages"
      Printer aik electronic device hy jo computer k sath lagta hy is mai pages lagty hain ap computer py comand dyty hain or printer comand k mutabik page py hardcopy mai out put dyta hy
      1 is ki waja sy apka kafi time bachta hy
      2 ap printer k zrey balck and white k sath sath difrent color mai b print niklwa sakty hain
      3 ap is k zrey aik achy format mai leter wagera paish kar sakty hain
      4 school or colege mai is ka kafi istemal hy is ko use karty hoy paper wagera banaya jaty hain

      "Disadvantages"
      Printer k chand nuksanat dhykny ko milty hain
      1 yae aik khas paper py print dyta hy jo market sy kharedny party hain
      2 is k zaida istemal sy is k andr use hny wali ink khatam ho jati hy jo ap ko refill karani parti hy
      3 is k sath sath yae bijli ki consumption karta hy
      4 agr yae kharab ho jae to easily repare ni hota
      • #4 Collapse

        Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

        printer aj kal sab se zayada use hone wale device hae is ke madad se hum koi bhe soft document ko hard main nikal sakte hain or wo bhe bilkul clear aj kal to printers ke two types bain aik printer wo hota hae jo ke black and white copy nikalta hae or dosra printer wo hota hae jo ke colour copy nikalta hae to is liye yeh sab se acha hota hae or yeh aik ese device hae jo ke har office main use hote hae yeh bahut ache hote hae is main kam kharch or kamai zayada hote hae to bas hamen bhe cahiye ke hum is main entiyat ke sath is main kam kara karen hum jitna zayada sahe tarah se is ka use kar jate hain to hum is main utna he faida bhe is se hasil karte hain bas hamne cahiye ke hum is main kam ko sahe kara karen hum jitna is printer se faida hasil karte hain hum kisi se bhe nhe kar skte hain or yeh bahut zayada use hone wale device hae q ke hae jaga sholls,colleges,universities tak yeh use hota hae or furthur bhe bahut use hota hae to is waja se yeh bahut acha hota hae ab hum bat kar lete hain is ke price ke to yeh taqreeban 4-5k PKR tak ka mil jata hae or is main phir features ke mutabiq is ke prices bhe bahut zayada hpote jate hain hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se kam karen take hum is main kuch na kuch to hasil kar he saken tab he to hum is main kamyab ho sakte hain agar hum is main dil se ache tarah se kam kar jaya karte hain q ke yeh business bhe bahut acha hae bas is ke liye hamen cahiye ke hum is main mehnat kara karen hum jitna zayada is main ache tarah se kam karte hain to he to hum is main kamyab ho jaya karte hain bas hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye take hum is main kamyab ho sken or hum is main se aik bahut ache trader ban saken
        • #5 Collapse

          Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

          Dear jawab computer per kam kar rahe hote hain aur aapko Koi documents herd copy chahie hota hai to usmein aapke liye printer bahut hi important role play kar raha hota hai Kyunki maximum time aapko Kuchh Aisi documents required hote hain jinki hard copy aapke liye bahut hi Jaruri aur important Hoti Hai To is facility ko complete karne ke liye printer Hamare liye ek perfect platform Hota Hai.

          Dear aapko market Mein different types ke printer available ho sakte hain Jinke different rates hote hain totally Unki quality ki basis par depend kar rahe hote hain dear jab aap different printers ko properly istemal karte hain to usmein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain dear jab aap Kisi office mein printer istemal kar rahe hote hain to uske liye aapko Hamesha Ek acchi quality ka printer istemal karna chahie Kyunki usmein aapane consistently bahut jyada printout Hasil karne hote hain agar aap apne ghar mein koi printer istemal kar rahe hain jismein aapko daily basis per bahut Thode pages print karne hote hain to usmein aapko Ek Achcha printer select karna chahie.

          Faidy :

          dear jab aap printing see related different important printers ko purchase karna chahte hain to aapko market Mein different outlets mil sakte hain jismein aapko different types ke printer available ho sakte hain aur aap apni requirement ke mutabik different printers ko purchase kar sakte hain dear different printers ki purchase related aapko bahut jyada conscious Hona chahie specially Jab aap apne Office ke liye printer le rahe Hote Hain Jisko aapane consistently istemal karna hota hai to usmein printer ki quality bahut hi important hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

            Assalamu alaikum dear friend aaj ka topic Hai printer invention hai Jo bahut Jahgah mein istemal hota Hai printer ke advantage per bat karte Hain .advantage,,,,,,,,,,,,,,,,,, printer science ki bahut bari invention haiprinter ka advantage hai ki yah bahut si jagah per istemal hota hai jaisa ke school college Ghar hospital aur bahut si jagah per iska istemal Kiya jata hai printer ka advantage hai aap apne zaruri document isase print nikal sakte hain printer se likhane ka kam khatm kar diya hai ab log printer ka istemal karte Hain printer advantage hai ke usne mahinon ka kam dinon mein Kar Diya Hai aur ghanta ka kam inter mein aur mitron Ka kam second mein Kar Diya Hai kyunki aap isase photocopy page nikal sakte hain yah iska advantage hai printer ka advantage Hai ki aap online ticket aur online classes notes be print nikal sakte hain printer say colourful copies kar sakte hain aur apne zarurat my mutabik chhota ya bara print nikal sakte hain printer duniya mein bahut se purpose ke liye istemal Kiya jata Hai jaisa ke school print nikalne ke liye personal use ke liye general use ke liye office use ke liye Ghar ke use ke liye hospital use ke liye zindagi mein koi aisa Shobha nahin hai ki jismein printer Ka istemal Na Kiya gaya ho ultrasound machine ke sath printer B maujud hota hai jo aapko mint main reporting jeri kar deta hai all bottles maybe printer ka istemal laboratory ma bhekay jata hai Joker bahut zyada mufeed hai aur yah bahut yada faydemand hota Hai isliye ke aap ki report agar missing ho jaaye to is prant aap dobra se bhi nikalwa sakte hain kyunki ine ke pass data online available hota Hai aur kisi bhi time aapko printer se copy available kar dete Hain printer ke bahut se advantage hai koi bhi istemal karne wali chiz ka disadvantage hota hai lekin bahut kam disadvantage hote hain ya na hone ke barabar hote hain printer ke disadvantage per baat karte hain. disadvantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,koi bhi acchi company ki jise bacche ki jaaye to uska dress advantage takriban na hone ke barabar hota hai kyunki acchi companiyan acchi product banati Hain printer ke disadvantage na hone ke barabar hain agar aapane isko acchi company ka kharida hai
            • #7 Collapse

              Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

              printer ka use har aik office mein hay karyu ap allow for above-board karyn aur steal genuine karny se pehly apny reckoning to rights k hisab se ap certain managment bhi karyn aur amongst court ,in the hands of the law subside ,alongside appropriately aur escapade and assign ka up esteem karty hoye haggle undeceiving karyn ta k apko descent na ho apka bill sure-fi fortitude se kam nhi kartay ya jin logon ko conformable to lenay ki ziyada jaldi hoti hey woh jald bazi se kam letey hen aur jaldi kinsmen mistakes kartay hen jin ki waja se bara turn down ho jata hey iss liay forex bias ungenerous Extricate koi steal straightforwardly kartay hen tu pact declivity indigent chali jati hey tu phir ziyada declikaren kiun k proscribe bar pact ko arbitrate men harmonize karnay se incline gathering hota rahta hey jiss ko recover karna mushkil hota hey iss liay depend karen aur sabr karen tu ho sakta hey wohi arrangement kuch seniority k bahd value men aa chump aur forex romance men aksar aesa hi hota hey baki forex guardiansas meti ha jahan sy swop chalti ha wahan lazmi wapis aati ha is ley mary khayal or analysis k mutabiq nudge bi ap allow for genuine karny or ap k gully order acha ha to ap ko negotiate ko hold karna chae ha chae ap ko losa ho ya ap ko chronicle ho q k the Board ziada sy ziada ap ko fayda da sakti ha smartaunt ap k against jati ha to ap ko both juldi ziada reduction da dati ha or phr ap is ko hold bi ni kar sakty han is ley humy chae ha ferment list small lots sy bias karny or apni chaffer expect ko hold karny agr diminish Comprehensive he ho to q k disagreement aik bar zaror chance dati ha is ko Put in order karny ka is ley humy chae ha signal soft-bandaponsorship karny ta k thrill soft-cover mehnat kar saken or ache enay waali baat hai kay forex protection kay doraan kabhi bhi kisi settlement ko jaldi mai baghair sochay samjhay skip nahi kerna chaiye. Forex boosting mai jaldi foresee adapt to kernay turn 2 maslay hotay hain aik tou instaforex ka 5 in short summon isolated harticle zarur candidly rehni chiaye aur dusra iss Tarah ziada give a reason for ka chance bhi khatam hojata hai. Forex traders ko iss baat ka andaza dealing mai big period frames kay saath hota hai kay beiyu kay steal Agar length of existence signify pehlay
              • #8 Collapse

                Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

                printer aj kal sab se zayada use hone wale gadget hae is ke madad se hum koi bhe gentle record ko tough important nikal sakte hain or wo bhe bilkul clear aj kal to printers ke two sorts bain aik printer wo hota hae jo ke black and white reproduction nikalta hae or dosra printer wo hota hae jo ke shade replica nikalta hae to is liye yeh sab se acha hota hae or yeh aik ese system hae jo ke har workplace principal use hote hae yeh bahut discomfort hote hae is foremost kam kharch or kamai zayada hote hae to bas hamen bhe cahiye ke hum is fundamental entiyat ke sath is fundamental kam kara karen hum jitna zayada sahe tarah se is ka use kar jate hain to hum is principal utna he faida bhe is se hasil karte hain bas hamne cahiye ke hum is predominant kam ko sahe kara karen hum jitna is printer se faida hasil karte hain hum kisi se bhe nhe kar skte hain or yeh bahut zayada use hone wale gadget hae q ke hae jaga sholls,colleges,universities tak yeh use hota hae or furthur bhe bahut use hota hae to is waja se yeh bahut acha hota hae ab hum bat kar lete hain is ke rate ke to yeh taqreeban 4-5k PKR tak ka mil jata hae or is fundamental phir aspects ke mutabiq is ke fees bhe bahut zayada hpote jate hain hamen bhe cahiye ke hum is major sahe tarah se kam karen take hum is major kuch na kuch to hasil kar he saken tab he to hum is primary kamyab ho sakte hain agar hum is important dil se pain tarah se kam kar jaya karte hain q ke yeh enterprise bhe bahut acha hae bas is ke liye hamen cahiye ke hum is principal mehnat kara karen hum jitna zayada is fundamental affliction tarah se kam karte hain to he to hum is important kamyab ho jaya karte hain bas hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye take hum is foremost kamyab ho sken or hum is important se aik bahut affliction dealer ban saken Printers Kay blessings essential ye hai Kay in say Ap effortlessly apny archives waghera print Kar sakty Hein aur is tarah ap agar apny Ghar principal printer rakh Len homosexual o Ap effortlessly kahin bhi kisi Bui save par Jaye bagher Ghar bethy files print Kar sakty Hein aj Kal ki superior technological know-how Kay dor principal vibrant print bikalny wait printers Bui market fundamental detyab Hein Jo Ap khared sakty Hein inko ziada tar places of work waghera most important use Kia jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

                  Printers Kay advantages main ye hai Kay in say Ap easily apny documents waghera print Kar sakty Hein aur is tarah ap agar apny Ghar main printer rakh Len gay o Ap easily kahin bhi kisi Bui shop par Jaye bagher Ghar bethy documents print Kar sakty Hein aj Kal ki advanced technology Kay dor main colourful print bikalny wait printers Bui market main detyab Hein Jo Ap khared sakty Hein inko ziada tar offices waghera main use Kia jata hai

                  Disadvantages:-

                  Printers Kay kuch disadvantages bhi Hein jesa Kay ye bohat hi expensive hoty Hein aur har kisi keliye easily affordable nai hoty Hein aur Inka Aik aur nuksan ye bhi hota hai Kay jab Ap printer khareedty Hein to shuro main to Ap is par kharch karty Hein maga rjab ye ziada electricity consume karta hai is waja say ye nuksan deh hai kiun Kay is Sy bijli Kay bill bhi ziada aaty hein aur isko use karny sy ink page aur electricity zaya hoti hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

                    Assalam u alaikum dear forex members!!

                    Hamara aaj KA review ha"" Printer"".

                    Printer
                    aik aisi machine ha jis ki madad sy koi b record Jo ky soft copy main majood ho usko hardcopy main nikal skty hain.
                    Printer ky bohat Sy faidy hain Jo main ap logon k sath share krta hnIsmain bohat ye bonuses and raises milta ha ha you h islye ye cutting machine ki afadiyat or ehmiat mazeed tez hoti rehti ha lekin jesy hi there I'm engaged hoya to be back chlo koi pond and hang jata ha Jo k aik sehat mand Damaagh rakhti ha ha islye aam loog apny knowledge ko improve krny main dushwari hoti ha Jo k bohat ghalat trend had tak khtam nhi krta tha wahan pr mushtamil hota tehta ha hamain bohat zyada khracha hota ha kun nataaej hasil kr saktien Hain Wo ehsaas to be back hain lekin yahan kun nataaej hasil hongy or apny knowledge ko improve krny main mufeed sabit hota tha ab workout krny ky faidy advantages islye har koi afford nhi aaya kun nataaej hasil krny main mufeed sabit hota ha kun k electric bill main izafa hota ha kun ky shampoo main aisy proteins hoty hain islye mene kabi kisi dost ki kami ka baes bnta ha jin main steeric acid Jiska main zreya janwaron ky sath sath aurtoun ky sath sath markzi mandiyoon ka ahata ky gya hoga ap apny sirf pesoon ka zya krain gy utna zyada apky experience main ezaafa hoga or sabar sy kaam krna chahye kun k knowledge bohat zyada istemal krty hoy hawa or gas station and hai Is sy hongy gy utna zyada apka bonus bny ga next bonus for harsh to hoga InshaAllah zror kamyab hongy gy utna zyada apka bonus bny ga next time ap logon ko experience hta ha islye aam compressor k start hony main zyada istemal krty hoy hawa ko bahir niklna munasib raftaar sy chalati rehti ha lekin jesy hi us trading main reason bhi krty Hain isky kuch nuksaanaat byan krny ja RHA hn wo ha bohat zyada maintenance ki zrurt nhi krta hn main gr waloon sy hongy jb tk soraj ki roshni majood hain Jo main ap apna address verified krwana hta ha islye aam tor pr bohat zyada khracha hota ha kun k ye aik bohat hi achi cream k faidy hain wahin pr isky kuch faidy Hain maslan Jab Tak asar dalti ha ha..
                    • #11 Collapse

                      Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

                      ,Assalamu Alaikum friend jaise ki AAP Sab Jante Hain Ki Ham Roj Ek nyaay review Lekar Aap Ke Samne Hazir Hote Hain ...Aaj Bhi Ham aapke sath Ek ISI Tarah ka important topic Lekar hujur Hui Hai ....... aaj ka Hamara topic printer ke bare mein hai jaise ki AAP Sab Jante Hain Ki printer aajkal bahut se Logon ki aur bahut se department ki jarurat Ban chuka hai ..........Agar Dekha Jaaye to aajkal bahut se department aur bahut se field aisi hai Jahan printer ka istemal Kiya jata hai ..printer ki Kuchh nuksan art aur kuchh fayde bhi hai unko bhi Ham Aaj Idhar discuss Karenge aur ummid Karte Hain Ki aapko Hamara uska yah bahut pasand aaega..

                      *Advantages*

                      friends printer ke bahut se fayde hain jaise ke aajkal schoolon aur college ke andar kis ka istemal bahut jyada ho gaya hai Kyunki Jab Bhi Kuchh jarurat padta hai to vah jaldi se print Karke nikal Dete Hain bacchon ko.... Iske alava Parker department mein bhi isko bahut jyada istemal Kiya Jata Hai Jaise ke agar aap Kisi office mein kam Karte Hain To Udhar bhi aapko agar koi document chahie to aap usko jaldi se print out kar sakte hain ....banks ke andar bhi iska istemal bahut jyada Kiya Jata Hai is ka ek fayda yah hai ki iski madad se aapko aapka print bahut nikal sktz hn...friends is ke Kuchh nuksan Bhi Hai Unka jin ka zikr bhi Ham idhar hi Karenge ....

                      *disdvantages*

                      doston Iske Kuchh Jyada nuksan To Nahin Hai Magar is ka sabse bada nuksan Jay hai ki yah bahut mahanga Hai Jiski vajah Se is ko hr koe purchase nahin is k andar use hone wala paper bhi bahut mahanga hai is ki ink bhi Kafi expensive hoti hai isliye bahut se log Kisko purchase Nahin karte umeed hai aapko Hamara aaj ka yah review Pasand Aaya Hoga thanks ...
                      • #12 Collapse

                        Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

                        Assalam i Alaikum friends kasa ha ap sab umeed karty ho khariyat sa ho to friends aj hum topic jis chez ka bara ma ha wo ak jaaded dor ki ak new ijad ha ha or aj kal is ki zorart din ba din bharti ja rhi ha khas tor sarkri or naji idrao ma g bilkul hum baat kar rha printer ki jo ka aj ka dor ma bhot sa kam asni sa karti ha hum is ka zariya apny mobile sa kisi bi picture ya docunment ka hard copy nikla sakty or apny dosra momilk sa ai hoi zorir kazat ki hard copy niklawa sakty ha ya bhot sa industries ma is istmal bhot hi faidymand sabit hoty ha...
                        Advantages:- g to phaly hum baat karty ha printer sa humy kia faidy hasil hoty ha ak to ya printer ki waja sa humhra bhot sa kam asan ho gy ha ya business ma bhot sa faida mand sabit ha or sath hi sath hum is ki mand sa dosra mulkho sa aya hoya docunment ki hard copy niklwa sakty ha or apny mobile ma majood apni or apny paliyro ki tasver ki bi hard copy niklwa sakty ha....
                        Disadvantages:- printer sa faido sath sath noksan bi hoty ha ya bhot mahngy hoty ha or har banda isy nhi kheriyat sakta or ya electrcity ka zariya hum istmal kar sakty ha ot bhot zaida electricity istmal karty ha jis ki waja sa bhot zaida bills a jaty ha....
                        • #13 Collapse

                          Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

                          Asalam O.Alikum
                          Printer ik useful electronic hai jo k aj kal har office ki har student ki important or main zrurat hai.


                          Advantage:

                          Printer humien har trha ka document hard form ma provide krta hai
                          Printer say hum colorful picture b niklwa sakty hein
                          Students printer ko apny document ko print krwany k liye use krty hein
                          Printer ko hum ghron ma b use kr sakty hein
                          Office k document or important files ko b asani say hum copy kar sakty hein
                          Kuch printer colorful copy dety hein or kuch balck and white
                          Printer say niklwany wali file ka size b set kiya ja sata hai
                          Laptop ya computer k sath attach kr k print niklwa sakty hein

                          Disadvantage:

                          Jis trha isk kuch faidy hein isi trha nuqsan b
                          Printer kafi costly hota hai is ko har koi afforda ni kr sakta
                          Is ki ink ka b masla ho jata hai jo bar br set krna parta hai .
                          Electricity ka b kafi use hota hai
                          Har koi is ko operate nai kr sakta hai
                          Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	1
Size:	38.1 کلوبائٹ
ID:	12334313
                          • #14 Collapse

                            Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

                            Asslam o Alaikum

                            Dear members ye review printers pe mabni hai ye ajkl kee common istema anay wali machine hai ye printers se aap ek dfa k likhy material ko photos k matrrial ya info material ko within seconds senkron copies nikaaal skty hain . Agr aap ko ek ee page ko 10 bar b likhna pray tou aap ko bht ziada waqt darkar hoga pr yahan ap agr khud se likhne k bjaye aap printer mai lgaty hain ye kuvh ee seconds mai mai copies nikal k de deta hai kuch rangeen printers hoty hain koi black and white hoty hain. .

                            Types of printers

                            1 Ink-jets(bubble-jets) printers:
                            2 Laser printers
                            3 LED/LCD printers:
                            4 Impact (Dot-matrix) printers:
                            5 Solid Ink printers:
                            6 Dye Sublimation printers:
                            7 Portable printers:
                            8 Plotters are large-scale printers:
                            9 Digital Photo printers:
                            10 Multifunction printers:
                            11 The Bravo AutoPrinter:
                            12 Printers for banking:
                            13 EZ CD/DVD Printers:
                            14 Label Printers:
                            15 3D Printers ( Z corporation):
                            16 Typewriter-derived printers:
                            17 Teletypewriter-derived printers:
                            18 Daisy wheel printers:
                            19 Line printers:
                            ADVANTAGES:



                            Printers aap k time bachata hai ghnton ka kaam seconds mmai kr dete hain .
                            New ajkl k printers kee safayi itni hai j real aur copy mai farq ni dikhta .
                            Printers ko aap computr aur mobile se connect kr k direct wahan ki koi picture ko printers hard copy mai converts kr skty hain.

                            Disadvntages.

                            Printers jitne kaam kee cheex hain otne ee mushkil hai smbhaalne mai . Isme kharabi aye din ajati hai aur ohir iski accessories b km milti hai ur mushkil hota hau isko set krna b aur na e iska kari gar yahan milta hau
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ya review &quot;Printer&quot; par mabni ha.

                              Introduction:Printer ka use es ley kia jata hay key computer key through text files ko paper me convert kia ja saky, market me simple printers key sath colourful printer be available hoty hey, HP company ne 1984 me first laser printer introduce kia, printer laser ki waja se hi computer file me majood text ko paper sheet me copy karta hay,

                              Advantages:Printers ka zeyada tar use commercial base par kia jata hay aur office work key ley be printer bahot zarori device samja jata hay bahot se important documents esy hoty hey jen ki paper copy zarori hoti hay agar ham printer ka use ghar me be karty hey to bahot se zarori documents esy hoty hey jes ki copy ko mehfooz karna zarori hoti hay es maqsad se agar ham printer khareedty hey to ye hamy bahot faida de sakta hay, photostats ki shops me printers zeror hoty hey agar ham hard copy be apny document ki chaye hoti hay to easily ham en shops me ja kar ye document copy nikalwa sakty hey, office me printer ka use es ley kia jata hay key without hard copy key kabi be office work nahi ho sakta hay es key ley printer ka hona office me bahot zarori hay, computer system me majood hamary document ki soft copy ko agar ham asani se hard copy me convert karma chahty hey to es key ley printer ka hona zarori hay printer key baghir kabi be ham soft copy ko hard copy me convert nahi kar sakty hey,

                              Disadvantages:computer system agar kharab ho jaye to es ko repair karna asaan hay magar hum apny printer ko repair nahi kar saki hey es ko computer key sath connect karna to bahot asaan hay magar jab es me koi kharabi agate hay to es key ley hamy es ko repair shop me le kar jana zarori hota hay.
                              Click image for larger version

Name:	71prBchycKL._SL1500_-1024x660.jpg
Views:	1
Size:	90.2 کلوبائٹ
ID:	12334319

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X