Introduction: Nokia company ne mobile 7.2 ka model 5 September 2019 ko launched kia, Nokia mobile key es model ki look na siraf bahot achi hay es ki price be affordable hay es mobile ki price 39,999/- jab key es features aur tools bahot hi best quality key hey, ye android platform ka mobile model hay jo ke market me 3 different colors (Green, Charcoal, Ice) me available hay.
Advantages: Nokia 7.2 phone ki security ko batter karny key maqsad se es me fingerprint sensor technology istemal ki gai hay, es mobile ki battery capacity bahot hi zeyada hay jes ka muqabla koi pro version ka mobile be nahi kar sakta hay, agar ham es mobile key apps aur game performance ki bat karen to ye har tarha se batter quality key hey, Nokia 7.2 ko bahot hi fashionable aur stylish banaya gia hay,
es mobile key back par triple cameras hoty hey jo key main camera hay ye 48 MP, other cameras 8 aur 5 MP key hey jab key jo front ya selfie ka camera hay ye 20 MP hay es mobile key selfie aur back par jo main camera hota hay es key images aur video ki quality bahot hi achi hoti hay es mobile ki storage capacity 64 GB se le kar 128 GB ki hay aur agar ham es key ram ka jaiza len to ye 4 se 6 GB ka hota hay, sab se achi khubi es mobile ki mujy ye nazar ati hay key es ki rechargeable battery 3500 mAh capacity rakti hay jo key bahot hi zeyada time de sakti hay,
Disadvantages: Nokia 7.2 har lehaz se behtreen mobile hay magar es ki price koch zeyada hay es key elawa es mobile me koi be khami majood nahi hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим