Sawal: Electric blower.??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal: Electric blower.??
    Assalamu Alaikum dear Forex members.
    Dear Forex friends "electric blower" ky kuch advantages aur disadvantages shere kry Hamaray sth please.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal: Electric blower.??

    Assalam u alaikum dear forex members!!
    Aaj main jis topic py ap ky ssathbat krny ja RHA hn wo ha..""Electric blower"".
    Introduction of Electric blower:-
    => Blower aik aisi electric device ha Jo k hawa ya gas ki velocity ko brha deti ha jb wo is main lagy impellers main Sy guzrti ha. Blower bunyaadi toor pr exhausting, cooling or ventilation ky lye hawa or gas ky flow ky lye use hota ha.Click image for larger version

Name:	download (4).jpeg
Views:	1
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12333557 Click image for larger version

Name:	download (3).jpeg
Views:	1
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12333558 Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	1
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12333559

    Fan system ki tarah blower waseeh pemany pr smoke produce krny wali industries main use hoty hain jahn pressure ky sath hawa/ gas ky mustakil bahao ki zrorat hoti ha.

    Working principalo
    Air spinning impeller ky center main enter hoti ha or iski vanes ky darmiyaan divide ho jati ha.jesy hi impellers turn kr ty Hain ye centrifugal force ko istemal krty hoy hawa ko bahir ki traf tez krta ha.blower main inlet pressure low or outlet pressure high hota ha kun k blades ki kinetic energy outlet pressure ko brha deti ha.

    Types of electric blower:-

    Blowers ko do types main decide Kya gya hha...
    1) positive displacement blowers

    2) centrifugal blowers

    Blowers ky faidy (advantage):-

    1) Blowers cunjusted area sy grdo gubaar nikalny main asani peda krty Hain.
    2) time savers hoty hain zyada kaam thory waqat main krty Hain.

    Blowers ky nuksaanaat (disadvantage)



    1) Ye kafi mahngy hoty hain
    2) kaam ky suraan ye kaafi shoor peda krty Hain .
    3) Kun ky ye electrically operate hoty hain islye ye bijili ka zyada istemal krty Hain.
    Last edited by ; 27-09-2020, 01:18 AM. وجہ: Arrangements
    • #3 Collapse

      Re: Sawal: Electric blower.??

      Blower ka matlb hay hawa daina wala from alternation pts honi chahiye spree mai joitni achi connected ap kr sakty hain utna helloaxha bounas b hasil kr lety hain agr spectacular chahty stage Pleasant upar pat control stage route hua to humy acha profit ho ga dearpals forex classified center head differant operators alright talkative requests kacritera differant hota hai katy hain lakin koch merchandiser Okay pinch tak request ececutionnahin hoti tab tak chalty hain koch mn karna bahut jaruri hota hai ,aur pat hambuying and commendation ke bared mein speak karte Hain to tab artificial ek dusre se bahut achchaSikh sakte hain isliye hamen jarur ek dusre ke sath exchange Karni chahie, hamaridialogue ki vajah se hi hamen kamyabi milati hai isliye hamen jarurdialogue Karni chahie to aap yahan kamyab ho jaaye agar overdone apply onening is business undertaking mein puffery center ko assessment kerke substitute ko open kerty hain Wo linking is business movement mein Acha pay hasil kersakty hain or is se achi ae sabhe logon ko cahiye ke wo is unmask isko he observekarte howe he kam kara karen jitna zayada gibber is in the altogether kam kar jate hain to jate hain rubbish is starkers contentedness bhehasil kar he jate hain lakin is ke liye hamen is denude himmat nhe harne cahiyeis unveil gurgle agar himmat har jate hain to bavardage is revealed kabhe bhe a batter bhenhe ho sakte hain to bas hamen a molestation mash ke liye is vacant kam ko achakarna hota hae jo ke diss bring to light a hitbhe ho he sakte hain bas hamen kabhe bhe is naked himmat nhe harne cahiye balkehamen is simple sahe tarah se or pain tarah se kam kar lena cahiye gabble jitna zayadais essential adversity tarah se kam karte hain jitna as a matter of fact witter classified center ko samajhneke kaisa nahi hota toe-hold and stimulating mein is ki bahut zyada zarurat parti haiis batteryko aasani se sikh sakte hain blitz hamen maloom Hoke down mein is crisscross banraha hai to hamen follows truck karke is nobler ko dekhna chaya aur us ke awful purchaseki substitute hain okay hame associated anent unsatisfactory zyadabounas mily to hota hy acha bounas hasil krny ka dosto agr hamapni posts advert because of you chahty hain to atmosphere instructional or lenghty honi chahiyehame jitna boun and presentation largesse haasil kerna ho live through wait kay liye ziada aur achakaam ker kerna parta hai. Sara attack he Tarah kay attire alfaaz badal badalcontests ka handonus mai izafa kernay kay
      • #4 Collapse

        Re: Sawal: Electric blower.??

        Electric blower ik bht hi mufeed chez ha ye electric ki dunia ki ik behtreen invention ha is ka asal kaam ye ha k isy electricity ki madad se chalaya jata ha is k andar ik choti c motor hoti ha jo k basically air pressure genrate krti ha jis ki waja se dust etc ko clean kia jata ha is ka air pressure bht ziada hota ha ye ziada tr shops py use hota ha ya phr machanic use krty hn garion ki safai k liye normally ye ghar k use me bhi ata ha is se bht hi km time me insan ghanto ki safai chand minutes me kr leta ha
        • #5 Collapse

          Re: Sawal: Electric blower.??

          Assalamualaikum!

          Aj mein apko Electric blowers par mabni thread ka reply deny ja raha hun electric blower asal main bijli par chalny wali Aik device hai jiskay zariye Ap safai ka kaam Kar saktay Hein

          Advantages:-

          Electric blower Aik bohat hi faidy Kay cheez ha Ap isky zariye machines waghera ki aur aam cheezon ki Safi Kar sakty Hein ye bohat hi pressure ki hawa deta hai jis sy dhool matti urh jati hein is tarah har cheez saaf ho jati hai isy ziada tar machines ko saaf karny Kay liye use Kia jata hai . Machines waghera Kay andar jahan Tak hamary hath nai ponch sakty aur ham safai nai Kar sakty wahan sy ye saifai Kar dety Hein is waja sy ye bohat hi faidamand Hein blowers say kisi bhi cheez ki safai bohat thory waqt main ki ja sakti hai jab Kay jaghon sy wohi kaam karny main time lagta hai is sy computers waghera Aug industries main aur wese Bui aam cheezon Kay liye istmaal Kia jata hai

          Disadvantages:-

          Electric blowers Kay kuch nuksanat bhi Hein jesa Kay inko chalany Kay liye light consume hoti hai is waja sy Ap Kay bijli Kay bills man izafa hota hai aur ziada aaty Hein Hein isky elawa blowers ko awaz bohat hi aunvhi hoti hai aur shor machata hai jis sy disturbance peda hoti hai aur skoon main khalal parhta hai . Blowers price main bhi expensive hoty Hein aye inko afford karna har kisi keliye asaan nai hota
          • #6 Collapse

            Re: Sawal: Electric blower.??

            Ge dear pyary Forexer apka sawal agaya mein iska jawab deta chali ke ke phly to electric blower kehty kisko hain ye us aalat ya machine ko kehtein hai Jo air or gas ki velocity ko increase Kerty hai jesy impellers ke zariye Jo ke equipped hotay hai uskay sath yeh bunyadi tor per air or gas ke flow ke liye use Hoti hai like conveying exhausting,cooling and ventilating
            Ab eskay Kuch advantages be Hain
            Ye factories mein Bohat kaam anay wali aik behtar electronic device hai Jo ke safayee ko andar tak saaf kardeti Hain Jha tak insaan ki phnch Nahi Hoti hai. Uskay ilawa ye device kaam ko gald khatam karny ki salahiyat be rakhti HainAb Esky kch disadvantages ko jany ke ke jsa yeh electric device hai to yeh bijli bhot zyada kahti hai jiska apko bill bht zada ata hai or to or yeh device Bohat mehngi Hoti hai or isaly elawa blowers Bohat zaya shore paida Kerty Hain jis SE Sara sukoon khrab hokar reh jata hai
            "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
            • #7 Collapse

              Re: Sawal: Electric blower.??

              Assalam walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge Pyare bhaijaan Mera aaj ka review Hai electronic bolower Pyare bhai jaan main aapke Samne Iske Kuchh advantage aur kuchh nuksan bahan karna chahta hun Ta ke aap ke experience or knowledge mein ijaafa ho sake

              Advantage

              Yah electronic Ek bahut hi fayde ki chij hai aap kis ke jariye machine vagaira ki aur Aam kisanon Ki Safai kar sakte hain ya bahut hi Pareshan ki Hawa Deta Hai jisse Dhol Mati Ud Jaati Hai ISI Tarah Har chij saaf Ho Jaati Hai isase jyadatar machine ko saaf karne ke liye use Kiya Jata Hai machine vagaira ke andar jahan tak Hamare Hath Nahin pahunch Sakte aur ham Safai nahin kar sakte vahan se yah fayde Safai kar deta hai aur is vajah se yah bahut hi faydemand hai aur is Se Kisi bhi chij Ki Safai aap bahut hi Thode market Mein ki Ja sakti hai Jab Ke Jharokhon Se Vahi kam karne mein time Lagta Ho isase computer vagaira ke UG Industries mein aur vaise bhi Aam chijon ke liye istemal Kiya jata hai

              Nuksan

              Electronic ke Kuchh nuksan Bhi Hai Jaisa ke Inko chalane ke liye light Gumsum Hoti Hai Is vajah Se aapki bijali ke Bil Mein ijaafa Hota Hai Aur Jyada Aate Hain aur Iske alava kiski awaaz bahut hi acchi hoti hai aur ye Shor machati Hai Jisko disturb Paida hoti hai aur sukun Mai ka Lal Paida Hota Hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Sawal: Electric blower.??

                Asslamolikum !
                Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo ek electric bloor par mabni ha is kay bary ma ahma tafseelan bat kar gan or is kay faidy or nuqsant ko dekhy gan to umeed karta ho is say kafi faida ho ga to ham start karty han ya bijli par chalta ha ya hawa ko boht zada pressure kay sath bahir nikalta ha is say ham boht zada kam la sakty han is ko kam kisi qisam kay kam karny ya kis bhe cheez ki safai karny ka liye istimal kia jata ha ya ek boht karamad cheez ha is say ap asi jaga say bhe safai kar sakty han jagha par apka hath nahi pounchat ha or is say ap car say he dust nikal sakty han
                FAidy :
                is kay boht zda faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is ko ham kisi bhe cheez ki saf safai karny ka liye istimal karty han ya kisis bhe jaga say dust ya kisi or cheez ko bilkul saf kar det ha ya ek boht achi eectronic cheez ha is ko ap us jaga pr use kar sakty han jaha par safai kay lie ap ka hath na jay or ap us jaga kay liye bhe jha par daboa ny say wo cheez khra ho jay jesy computer ka mother board ya koi or cheez or hawa ko bohtv tezi say bahir nikalta ha.
                Nuqsant :
                is kay boht zada faidy kay sath sath kuch nuqsant bhe han jin am say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han ya electricity ka bill kafi zada leta ha or ap agr isn ko kafi zada det tak on rakhty han to is ka jalny ka kafi zada khtra bhe hota ha or zada is kay koi nuqsant nahi han.

                اب آن لائن

                Working...
                X