Introduction: Signal booster ya amplifier esa device hay jo key nearby (nazdeeki) signal towers se asani se signals ko receives ya transmits karta hay es booster ki waja se weak signals be strong ho jaty hey, ye signal boosters aur antennas different types key hoty, en ko indoor me be available hoty hey aur outdoor (roof ya per window) me lagany key ley be available hoty hey,
Advantages: agar ham kesi esi jaga par rehty hey jaha par hamy network signals proper tareeqy se received nahi ho rahy hoty to hamary ley ye signal booster bahot hi faida de sakta hay es booster ko khareed kar key ham weak mobile network key signals se bach sakty hey aur ghar me es device ko laga kar ham easily perfect aur strong signals hasil karny me kamyab ho sakty hey, sab se achi bat ye hay key ye booster Pakistan me be available hay agar ham es ki price ki bat karen to ye 5000 rupees tak hamy mil sakta hay, Pakistan key villages me weak mobile signals ka zeyada hi masla hota hay es ley es device ya booster ko buy karny ka bahot hi faida hay, large buildings, hospitals, warehouse, Factory areas me hamy hamesha hi mobile key weak signals ka samna karna pardta hay koch achi companies esi zaror hey jes ne zaror ye booster lagaya hota hay jes ki waja se hamy tower se signals hasil karny me koi mushkil pesh nahi ati hay,
Disadvantages: Villages me rehny waly afraad jo key zeyada tar poor hoty hey es device ko buy karna afford nahi kar sakty hey agar es ki price 2000 se 2500 tak hoti to har koi es ko khareed sakta.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим