Re: Yeah review "Ups r Generator me best kya hai" pr mabni hai..
Assalamualaikum!
UPS aur generator dono ka function Aik hi hai magar dono Aik diary sy different Hein dono ka function ye hai Kay ye hamen electricity provide karty Hein .
Ups ko pehly charge Kia jata hai aur phir is Sy electricity hasil ki jati hai isky sath battery hoti hai aur isy bijli Kay zariye ya solar panels Kay zariye ham charge Kar sakty Hein au phir ja bijli na ho to isy use Kia ja sakta hai . Jabkay generator Jo hoty Hein wo gas ya petrol Kay zariye chalty Hein aur hamen electricity pet karty Hein .
Bijli na honay ki Surat main ups sirf hamen jab Tak in ki charging hoti hai tab ta ye hamen electricity provide karty Hein aur jab kuch dair baad charging khatam ho jati hai to ye hamen electricity hai provide Kar sakty jab Kay generator Jo hoty Hein in main ja Tak fuel Matlab gas ya petrol dala Jaye gab Tak ye use hoty rehty Hein aur is tarah ye lamby time Tak use kiye ja saktay Hein .
Ups par Aik dafa kharcha ho jata hai aur phir ye khud hi jab light onhoti Jai to charge ho jaty Hein aur light off hony ki Surat main chalty Hein aur in par phir koi kharcha nai hota . generator ko use karny keliye petrol ya gas par kaafi kharch karna parhta hai
Ups par pankhay aur bulbs aur choti choti cheezen hi Chala saktay Hein barhi cheezen nai Chala saktay Hein aur generator par ham har kisam ki cheezen use Kar sakty Hein
Ups aur generator dono Kay functions same Hein magar dono main kuch differents Hein is waja sy dono Kay kuch advantages bhi Hein aur dono Kay kuch disadvantages bhi Hein

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим