Ya review "Calculator" par mabni ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya review "Calculator" par mabni ha.
    Dear Asslamolikum !

    Topic ka Nam : "CALCULATOR"

    Topic Ka Introduction :

    Aj ma jis ttopic kay aryu ma abt karny ja rha ho wo calculator par mabni ha is kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsant ko dekhy gan to umeed akrta ho is say apko kafi ho ga or apki knowledge ma bhe kafi azafa ho ga to ham start karty han ya ek asi device hoti ha jo tadad par razai kay amal anjam deta ha asan tareen calculator sirf azafa ghatoa zarab or taqseem kar sakty han mazeed nafsses calculator akhraj waly opreations jaran logarthm tregnomatric afal or hyperbolic afal sanbhal sakty han ya boht kam ki cheez ha is say ham boht asani say or boht jaldi say hisab kar sakty han or ya zada tar karyan ki shop saleaman or boht say karobari afrad kay pas hota ha ji ka peso ka lenden kafi zada hota ha.

    Advantages :

    is kay boht zada faidy or benifits han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham satrt krty han is kay faidy is kay nuqsanat say kafi zada han is say boht bary masaly bhe hal ho jaty han or pechadgi waly kam ko jaldi say jaldi hal kar deta ha or talbilam ki muozo ki fori taleem kay masly ko forn hal kar deta ha or is ko scoolo or coolegs ma istimal karny kio ijazat ha or is ka istimal kar kay ham kisi tadad ki durast giniti samny la sakty han ya or bghe boht zada kam ata ha ya karyan ki shop bari market matlb jaha khi bhe peso ka len den kafi zada hota ha udr is ka istimal boht am ha.

    Disadvantages :

    is kay boht zada faidy kay sath sath kuch nuqsant bhe han jin ma say kuch ma ap sab kay stah share kro ga to ham start karty han ag ya buyadi kam fori tor par kar sakty han to students ko har waqt iska istimal nahi karna chayai or graphic claculator nay students ko exams ma dhoka deny ka san moqa faraham kai hoa ha jis say wo kafi muskil ka samna bhe kar sakty han or ya achy wala calculator thora mehanga hota ha or zada uis kay koi nuqsant dekhny ma samny nahi aty han.


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

    Asalmoalikum
    TOPIC
    "Calculator"

    •Maira review calculator py mabni hy jis mai ma apko intrdoduction k sath is k kuch fuction b btao ga jo apki kafi mada karin gy

    INTRODUCTION
    •Calculator aik electric device hy jis ka kam calculation karna hy
    •Is k oper choti se lcd lagi hoti hy js py no show hoty hain
    •Ya 2d disply hoti hy
    •Phyla calculator 1960 mai bnaya gya
    •Pocket size calculator 1970 mai aya jis ny kafi shorat pai
    •Calcultor ki kafi iksam hain simple calculator k sath sath scientific calculators b bnae gai jo trigonometric and statistical calculations karty hain
    •Is k sath sath kuch calcultor algebra k sawal ko hal karny ki b ability b rakhty hain
    •Calcultor aik plastic ki choti c electronic device hy jo cell ki mada sy chalti hy
    •Is k oper plastic k choty numeral button or arithmetical operations button lagy hoty hain jo mukhtalif operation k ley istemal key jaty hain

    *Normal calculator ka lay out*
    MC MR M− M+
    C ± % √
    7 8 9 ÷
    4 5 6 ×
    1 2 3 −
    0 . = +
    *Calculator buttons and their meanings*
    •MC or CM Memory Clear
    •MR, RM, or MRC Memory Recall
    •M− Memory Subtraction
    •M+ Memory Addition
    •C or AC All Clear
    •CE Clear (last) Entry; sometimes called CE/C: a first press clears the last entry (CE), a second press clears all (C)
    •± or CHS Toggle positive/negative number aka CHange Sign
    % Percent
    ÷ Division
    × Multiplication
    − Subtraction
    + Addition
    . Decimal point
    √ Square root
    = Result

    *FAWAID*
    •calculator hamy calculation mai bhut zaida mada dyta hy
    •Is sy ap ka bhut zaida wakt bach jata hy
    •Bari c bari calculation ap minto mai kar lyty hain or ap ka hisab ghalat ni hota
    •Is ki batery timing zaida hoti hy roz roz is ka cell change ni karwana parta
    •Ab yae calculator mobile mai b mil jaty hain
    •Yae market mai easily avlble hain or in ki pricee b kam hy

    *Disadvantages *
    •Ap calculator mai apna record save ni rakh sakty
    •Kuch calcultor ka off wala button ni hota jis sy is k cell weak hoty rehty hain
    • #3 Collapse

      Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

      Introduction

      Calculator is considered as the one of the most important A device which was invented by human beings and it change the human being toward the modern life calculator is among those devices which are considered as the best part of modern life and the science of Technology there are many types of calculator is according to their facility provided by that circulator and their abilities to calculate the things one type is basic type calculator and that is simple type of calculator which is not the advantages for graphical calculations simple calculator can only do the tasks of addition subtraction division and multiplication they cannot perform other functions like Complex mathematical equations but with the passage of time scientist has developed many scientific calculators which can calculate very complex equations and very complex mathematical questions in seconds so with a variety of calculators there has been more demand of scientific calculators within the simple calculators .

      Advantages

      if we will talk about the advantages and advantage of calculator is easy solving of mathematical problems and mathematical equations especially students and those people who are working in banks and accounting they have very adverse uses of calculator in their life they utilise the calculator for solving money problems and circulating many statistics so calculators are helping students and in professional workers now scientific calculators are also helpful for students to analyse the graphs and analyse the charts now science has developed more advanced calculators which can be kept in the pocket and can also calculates things and perform additional tasks like recording and also internet access many calculators can take photo and solve the equation by taking is photo so the whole advantage of calculator is it has make easy to solve the mathematical equations.

      Disadvantages

      if we talk about the disadvantages of calculator then now students have promoted most cheating during examination by using calculator is a student carry their calculator in the examination hall and perform cheating this is the bad impact of student life during examination and examination is not considered as cheating proof examined as the field is equality to handle the students from cheating so this is the basic disadvantage of using calculator .
      • #4 Collapse

        Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

        Salam:
        aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo calculater ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han calculater ak bohat achi chez ha ya yurtabel elctronic device hota ha ya hisab kitab karny ka liya istaml hota ha jis ma bunyadi rayazi sa lecture pechida rayazi tak hota ha ya 1960 ki dahai ma bnaya gaya tha aor poket size calculater 1970 ma aya tha is na bohat rasai ki ha is ky uper choti sa lcd lagi hoti ha jis ka uper sara hindsa ata han is ko istaml karna bohat simple ha is pa calculate karny pa tora sa time lagta ha is pa ham kam sa kam waqt ma apna hisab kitab kar sakty han ya karubari maarkaz ka liya bahtrren ha ya bohat zada sell ho raha ha ab tu aor bara calculater agay han calculaters ki company ny bohat zada taraki kar li ha ya market ma asani sa mil jata ha.
        advantages:
        calculater ka bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apka asath share karu ga calculater ak bohat achi chez ha ya hamara bohat kam ati ha is par ham apna hisab kitab asani sa karb sakty hn aor zada time bhi nahi lagta ha yan merket ma asani sa mil jata ha ya zada mahanga bhi nahi hota ha ya hamari math ki problems ko hal kar deta ha ya har kisi ka pas majood hota ha aor ya bohat zarori chez ha is ko karobar schoolu aor colleges ma bohat zada istaml kiya jata ha is company na bohat zada taraki kar li ha.
        disadvantages:
        jese ka ap ajnty han ka har chez ka faidy hony ka sath sath is ky nuksan bhi hoty han lekin calculater ka koi nuksan nahi han bs is ky faidy hi han
        • #5 Collapse

          Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

          Assalam walekum doston kya hal hai kya aap sab khairiyat se honge aaj ka jo topic aate Hain calculator AAP Sab jante Hain ki jabse insan isliye apni jarurat ke mutabik kuchh Na kuchh yad Kiya hai jyada apne ek yah digit calculator bhi bahut hi acchi product haicarluke later ek aisa atom hai jo ke aapko takrir Ban harsh aap office school mein najar aaegakalu ka later isliye banaya Gaya hai to Ham apna koi bhi hisab kitab bahut aasani se aur bahut hi jaldi jaldi kar saken aapko takrir Ban har jagah Amritsar hota hai har shop available aap ko aasani se bookshop se Mil jata hai iski kimat bahut jyada nahin hoti yah bahut hi lightweight hota hai ismein bhi Kya sakte aapko pahle bhi bataya kya har fayda Dene wali chij mein kuchh nuksan bhi hote hain to aur main is topic main aapko calculator ke kuchh fayde aur kuchh nuksan aur bataunga Jo per mere samay hai Baki aap to maaf dost mujhse jyada jante hongetaluk later mukhtalif kishan ke hote hain yah matlab shayad nahin hote hain aur mukt live price mein hote hain calculator ke upar ek LCD hoti hai jis per aap apna Sara hisab kitab aapko najar aata hai niche uske numerical varsh ji Ho jaate Hain aur sath mein Jara jab ki taqseem sabse Sab hisab kitab Diya hota hai ya bahut hi hamare kam ko ISI kar deta haicalculator aaj ke jamane mein nibandh nibandh Amal hota hai aap jaan chali jaaye to aap shopkeeper ke pass istemal hota vah najar aaega is pay bahut jaldi hisab kitab kar liya jata hai pahle jamane mein log calculator na hone ki vajah se log galiyon ke aur pencil kafi ki madad se hisab kitab Kiya karte Hain lekin uske aane ki vajah se abhishap kitab karna bahut hi aasan ho chuka hai har insaan bura mat ja jawani bijli ka tar hai bus ko use Karne ka tarika aata Ho

          Click image for larger version

Name:	images - 2020-09-24T174016.901.jpeg
Views:	1
Size:	41.6 کلوبائٹ
ID:	12333434
          ADVANTAGE.....

          JAISE KE FRIEND AAP SAB JANTE HAIN KI JIS CHIJ KE KUCHH FAYDE HOTE HAIN USKE KUCHH NUKSAN BHI HOTE HAIN TO MAIN AAPKO SABSE PAHLE CALCULATOR KE KUCHH FAYDE BATATA HUNcall letter ka sabse bada fayda yah hai ki aap isko apna koi bhi hisab kitab seconds snehal kar sakte hain aapko kis chij pencil se jarurat nahin padhte just aap apne hisab kitab ke neumerical WhatsApp nickel-plated per add kar rahe ho aur plus ka button daba kar aap apna jawab message kar sakte hain kaisi chij hai aapko har jagahnajar aaegi aap Jahan bhi chale jaenge aapko chij takriban shahar kya har medical store per electric shop per sunar ki shop par fruit sabse sabse sabse dudahi ki sabse aap aisa samajh Aya k j Kasi products universal har jagah hoti haiaaj hamen hisab kitab karne ke liye kisi copy pencil ki rahon mein peshab kitab karne ki jarurat nahin hai chalte Ham ghanta Milton ka hisab seconds mein hamari screen per maujud hota hai aajkal mobile mein bhi iski application chuki haijoke ke mobile mein install ki ja sakti hai aur humne market se cal kar rahe tab nahin kharidna padta pal ke mobile ke andar hi application ko open karke Ham calculator ka istemal kar sakte hain calculator mein Ham kisi bhi kasam ka hisab kitab kar sakte hain jaaye hamen use hisab kitab mein plus mines karna ho jab tak scene karna ho kuchh bhi kar sakte hain calculator Muslim exam ke hote hain Jin mein bahut sare pechida jaise ke Jabra ke sawal Ho Gaya unka colour calculator hota hai vah bhi market se aam Mil jata hai calculator aane ki vajah se aaj hamara pure din ka hisab kitab hamare ghante mein HAL kar lete hain insan ki sabse badi Jada jisne hisab kitab mein bahut bada naam kamaya hai is calculator ne bahut hi aseania paida Kar Di hai

          DISADVANTAGE.....

          JAISA KI AAP JANTE HAIN TO KUCHHfayde deti hai uske kuchh nuksan 8 bhi hote hain ISI tarah calculator ke jitne fayde Hain uski vajah se hamari kuchh nuksan bhi Ho gaye hain jaise ke kam aur bacche agar jyadatar schoolon mein calculator use karne lag jaaye to exam mein jab calculator use karne se mana kar diya jata hai to fir unka Kam nahin karta aur hisab kitab karna mushkil ho jata hai purane jamane ke log jab calculator istemal nahin karte The to unka hisab kitab mentally to bahut tej vah kahta hai tha jab ke aajkal bacchon ka dimag bilkul bhi hisab kitab mein nind hai kyunki calculator use kar karte ho na calculator ki aadat pad chuki hai aur vah apne dimag se koi bhi hisab kitab nahin kar sakte isiliye kahate Hain ki insan ko check jyada din saman ke liye yahi maut har mausam sabit Hui haiisiliye hamesha aapko chahie kya aap apna hisab kitab pahle kafi pencil ke jariye Karen FIR apne dimag se usko set Karen uske bad aap calculator ke dekhe check kar sakte hain ki humne Jo hisab kitab Kiya hai aaya ho sahi jagah lagta hai har time calculator ka istemal aap apne dimag ko kar ke rakh dete Hain kyunki aap hath time calculator ke sare hisab kitab karenge to yah ek machine hai aur machine kisi bhi time kharab ho sakti hai iski vajah se aapko pasand aaye sakta hai yah calculator istemal karne se pahle apna hisab kitab copy pencil per Karen uske bad hi aap calculator check karenge Kiya ja chuka hai sahi hai ya galat calculator bahut hi Sanskrit hote hain inko sambhal ke rakhna chahie ya Jara sa gir jaaye to Tut jaate Hain aur bilkul be disposable hote hain repairable nahin hote ke aap badman ko repair karva sake Na Koi repair karta hai iski kimat bahut Ham hoti hai jiski vajah se repair nahin kiya jaate to jab bhi friends are calculators tamal Karen Amal karne ke bad aap rakh de
          • #6 Collapse

            Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

            Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha topic discuss Kiya hai calculator k Bary main yeh technology k dor ki behtreen ijad hai yeh shops py bahot zyada use honey Wala hai aur isko student bhi bahot zyada use krty Hain is sy hum easily apna koi bhi hisab clear kr sakty Hain...

            Advantages:

            Calculator k bahot sy advantages Hain isko hum easily use kr sakty Hain isko chalana bahot easy hai iska sbsy bra faida yeh hai k is py hum jaldi sy koi bhi cheez calculate kr sakty Hain is ko shops wagaira py bahot use Kiya jata hai agar hum ny bahot jaldi customer ko farig Krna ho you hum calculator py jaldi sy hisab Kitab clear kr sakty Hain aur apny Time ki saving kr sakty Hain isko student apny school,college,main use krty Hain is sy student ko kafi help milti hai is main small cell use hoty Hain isko charge wagaira Nahi Krna prhta...

            Click image for larger version

Name:	IMG_20200924_214609.png
Views:	1
Size:	297.6 کلوبائٹ
ID:	12333436
            Disadvantages

            Calculator k disadvantages yeh Hain k is main small cell use hoty Hain Jo bahot jaldi zyada use krny sy khatam ho sakty Hain Jo bar bar new leny prhty hain yeh market me different price main available hai Jo achi quality k Hain wo bahot expensive hoty Hain Jo hr koi afford Nahi kr sakty...

            • #7 Collapse

              Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

              Salam Walekum
              Topic
              Calculator

              Mera review calculator came apni hai jismein main aapko introduction ke sath Uske Kuchh function bataunga jo ki aap ko Kafi madad Karenge

              Introduction

              Calculator ISC electric device Hai Jiska kaam calculation karna hai
              Is ke upar Chhoti Si LCD Lagi Hoti Hai Jis Par number show Hote Hain
              Yah to display hoti hai
              Pahle calculator aur 960 Mein Banaya Gaya Tha
              Packet size calculator aur 970 Mein Aaya Jisne Kafi Shorat pai
              Calculator ki Kafi iqsam Hai simple calculator ke sath sath certificate calculator Bhi Banaya Gaya Hai Jo ke fragmentary and statistical calculation karta hai
              Iske sath sath Kuchh calculator alag 12 ke sawal ko HAL karne ke ab Leti bhi rakhte Hain
              Calculator Ek plastic ki Chhoti Si electronic device rajyon ke sale ki madad se Chalti Hai
              Is ke upar plastic ke Chhoti normal button aur Aati Medical Application button Lage Hote Hain Jo ki Mukt relief operation ke liye istemal kiye Jaate Hain

              Normal calculator ke liye out

              87-87=
              98=
              98-98=

              Advantage

              Calculator Hamen calculation mein bahut hi jyada Pata deta hai
              Kis aapka bahut hi jyada Waqt Bach jata hai
              Badi Se Badi calculation aapane to Mahek kar lete hain aur aapka
              Iski battery time and Bhi Jyada hoti hai aur Roj iska Sal change nahin karna padta
              Ab yah calculator mobile mein bhi Mil Jata Hai
              Yah market Mein easily available hai aur Inki prize bhi kam hai

              Nuksan


              Ab calculator Mein Apna record save Nahin Rakh Sakte
              Kuchh calculator ka off wala button Nahin Hota jisse Iske Sal bhi Hote Hain
              • #8 Collapse

                Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

                calculator har banday kay bag mein hota hay crammed looseai ager ham yedono acccount istrahnation swaqyfreeebnaty hainto is maximum big affiliation walon ko kiafaida hota hai.isliiyehmainchye okay ahm apnayacccountko exalternate loosebnain to ham is maximum big achiearningker sakty hain.ya is maximumbig ager hamri tarde yzdarsachalitui hai to swaqplaitde karni ho giaur hamokam karne ke liye gharmein iskobahut jyada Kisi heighted Jagah insync withRakhna chahie Jahan in sync withbacchonki pahunch Se Dur ho aur iskoaapnighttime mein use Karenge to yah jyada faydemandhai ki unkeismeinDCcooler ka aajkal near zayadae bahut zayadaboom ho gy hae isliye yeh bellymuscle bahut use bhe hotekharch karnaparhta hai usky baad ye solar board Kayzariyechalta rehta hai Matlab is popularbijli ki admissionnaibhotiauralarauralarpanel Kay zariye banny walwali bijlisy lingvkartahhai jis sy garmion maximum bighamen bohbohay faida ponchata haiyecoolerbijli na honay ki Surat maximumbig bhichalta rehrehta hai iskaAik aur faidafaihtgai me bhi istamalhojata roughage koais marktplacmai planingkari chaye aor aus okayhisab seaismarketplace mai kaam krna chayeais se apblow ye faidismarketmaigain banaskaty hai ais marketplace maiap jitna zayda achaKamakarty hai apblow ais marketplace mai atna outstanding dayzayda faida hota haiap aiough baadaismarketplace mai kaam kaytab superb dasanisemuanafa banay haiais marketplace maise.karSakenge Ho ja Mariacchi alternate HogiTo Hamen Jobenefit Hai vah Chavdaaur HaTaraiya ja raha hai GarmiKa Mausamho aur DC cooler kause na ho yah to ho hello NahinSakta Kyunki aajkal Ek sunplate in sync withaapaasani se DC cooler sleep cushion in sync withaasani se uski hawa ka istemal KiyaJasakta haiaur bacchon ke liye to yah bahutjyada acchi chij hai Har GharMeinAaj ka liyeHona bahut jyada jaruri hai Jisghar mein ya nahin Hota vahvicharKajal aurShahar Ho Jaate Hain aapko is koistemal karne ke liye bahutjyadacautiously usekarna hoga KyNahin lagti aapsirf sincerely IskeUpar GundamDal DeteHain aur Specialty Se Aatanikal aata hai Iske andar Lakaditype Ek chijhoti hai jo gurk ke liye aapkoelectric powered fueled ki bhijaruratHoti Hai Kyunki aapkebyskip electricpowered powered fueledNahinHogi to aap ka framework kabhibhiKam Nahin Karega Agar aapHona Hamare ghar mein bahuthello jyada Jaruri ho gaya
                • #9 Collapse

                  Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

                  Aj ka review calculator pe mabni hai
                  Calculator aaj kal kee bht ziada common cheez hai calculator hr ghr hr dukan mai moujood nazar ata hai. Calculator pe aao cheezon k hissab lga skty hain aur ye hissab kitaab mai assani a baes bnta hai . Mtlb agr kisi ne 5b7 chezen leleen hain aur oska hissab k4na paise kaatna ur phir dosry gahak se b deal krna hai tou manually addition kren gy ghlti honay ke chnces b hory rou jaldi se oska hissab kr k new gahak ko deal kr skty hain ... Aur isi trah students kliye b bht mufeed hai agr student ksii imtehaani kamray mai betha hai tou osay jaldi kaam niptana ho tou wo jaldi se calculations kr skta hai aur proper calculations kr skta hai .

                  Aur ek dukan dar aur students k calculator mai differnce hai dukaan daar simple calculator use krta hai aur student. Koiye khaas programmed! Calculator bnaya jata hau jis mai multi purposes hoty hain aur aur addition divide multiply minus underroot k ilawa v bht saray opretion osme add kiye hoty hain jis se ek student ko faida aur fast caculations ke jati hain. Angles wghera ko chnge krna ye wo iskay ilawa exponential waala opretion aur 7 8 ammount ko ba yaq waqt jmma nafi taqseem zarab iy jata aur according to rule answer nikala jata hai .

                  Types of Calculators.

                  1: Simple calculator
                  2: scientific calculator


                  Click image for larger version

Name:	Screenshot_2020-09-25-10-38-53-21.jpg
Views:	1
Size:	183.5 کلوبائٹ
ID:	12333459

                  1: simple calculator.

                  Simple calculator ek aesa calculator hau jsi pe ap jamma tafreeq taqseem zarab kr skty hain aur jazar ni nikaaal skty hain aur feesaad nikaal skty hain . Aur isme iski display b kuch decimals tak hmehdood hai 12 14 ziada se ziada 24 tak hoti hai . Aur phir is se bri raqam ap na likh skty na is se bri calculation kr skty hain . Aur ziada tar dukaano pe ee istemal hota hai onka hissab kitaab is se pura ho jata hai . Aur ye size mai thra beay hoty hain aur bri display b hoti hai aur buttons b bray hoty hain

                  2: Scientific Calculator

                  Scientific calculator ik khaas programmed calculator hota hai jsi mai aap bht bri bri aur complex ammounts ko v al kr skty hain angles bnany chnge krne aur onki qeematen wghera b set krna .. aur matrices ko hal krna equation ko hal krna aur bht saray funtions installed hoty hain . Isme ap 100 se zaied decimals pe jaaskty hajn. Aur iska ek function aesa hai jo kisi kisi highly programmed calculator mai ata hai k kisi cheez ko battay mai likhna . Wrna baqi calculator s sari over all calculations kr k anawer nikaal dete hain like 10÷3 = 3.3333 ye aam calculator kee bat aur 10÷3= 3.33 ko ap 10/3 b likh ajata hai mtlb proper battay mai cheez b likh deta hai

                  Faiday....,..

                  Calculator k beshumar faiday hain ye hisaab kitaab ko perfect treeqay se proper treeqay se krta hai error ka zero percent chnce hota hau aur ye time saving hota hai aur bri bri rqamo ko ba assani hal kr deta hai wo b ek ee second mai done kr deta hai aur ye light wieght hoty aap isay aone sath jaaskty hain aur aajkl tou mobile ka dour hau mobile mai calculatirs hoty hain aur agr aap scientific use krna chahty tou play store se scientific calculator download kr len thats it

                  Nuqsan.......

                  Iskay iuch nuqsaanat nahi hain .. agr aap calculator students ko bachpan mai ee provide krden tou onki self calculations kafi slow ho jaiengi aur ohir wo caculators k mohtaaj type hi jaien gy . Aur ye thra nazuk kism k hoty girne se toot jaty hain ya inme functionally prob ajata hau ya display kharab ho jati hai . Calculator ko achy kliye istemal kren

                  Conclusions.......

                  Caculators ko bachon ko den kiunki self calculations slow hojati hain aur jub student khud se calculations krta hai tou oska dimagh b fast hota hai aur ye learning ka bht acha treeqa b hai is trah calculating relfexies b fast hoty hain ... Bachon ko caculator se door rakhen shukria

                  • #10 Collapse

                    Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

                    ASSLAM ALAIKUM

                    TOPIC NAME : CALCULATOR

                    INTRODUCTION:

                    dear friends, Humara aj ka Review CALCULATOR pe mabni. CALCULATOR Aik device type hai jo different mathematical problems K solution K liay use Kia jata hai. Calculator her field me use hota school, office, hospital, stores, home etc. Is se ap different operators ki help se solution find ker saktay hain.

                    Click image for larger version

Name:	IMG_20200924_184957.jpg
Views:	1
Size:	36.0 کلوبائٹ
ID:	12333460

                    HISTORY OF CALCULATOR:
                    first solid state electronic Calculator 1960 me invent Kia geya tha. Is k bad pocket sized CALCULATOR 1970 me paish Kia geya.

                    Ab me ap k sath Calculater K Kuch advantages Aur Kuch disadvantages discuss karoon gi.

                    ADVANTAGES :
                    Calculator K bht se advantages hain. Simple calculator K sath sath ap scientific calculator bhi use Kia jata hai. Jis me trigonometry K operator majood hain Aur students easily answer find ker saktay hain. Is k elawa simple calculator ki help se addition, divide, multiply, subtract easily Kia ja sakta hai Is liay me her field K use ki cheez hai even K Aik shopkeeper K pass bhi Calculator hota jis K use se Wo calculations kerta hai. Is k elawa graphical Calculator K use se graph ko easily line pe display Kia ja sakta hai. Calculator Aik bht useful invention hai.

                    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	1
Size:	23.8 کلوبائٹ
ID:	12333462

                    DISADVANTAGES:
                    Calculator K bht se advantages hain wese hi is k Kuch disadvantages bhi hain. Calculator Aik bht useful invention hai but is k help se student is pe depend kernay lag jatay hain Aur apne mind ki help se koi calculation find Nai kertay hain. Is k elawa is k cell bar bar khtm ho jatay hain Aur girnay ki waja se toot bhi sakta hai. Calculator ki help se students test K Duran cheeting bhi ker saktay hain.

                    CANCLUSION:
                    calculator K topic ko discuss ker k hum ne ye conclusion nikala hai k calculator Aik bht Achhi invention hai. Ye her field me use hotay hain but bht se students khud ko calculator ka aadi Bna lete hain her solution K liay is pe depend kertay hain Aur khud se Kuch kernay ki koshish Nai kertay jis ki waja se bht c concept wali cheezain wo miss ker dete hain calculator ka use Kia jaye lakin students is k baghair bhi answer find kernay k qabil hoon.

                    THANK YOU 👍
                    • #11 Collapse

                      Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

                      Assalamu Alaikum dear friend aapane calculator ke bare mein Apna review share Kiya calculator Ek bahut hi best invention Hai Iske true ham koi bhi mathematical problem few minutes Mein solve kar sakte hain calculator ko Ham easily apni Pocket Mein Bhi Rakh ke Kahin Bhi Le Ja sakte hain Iske bahut se fayde Hain.

                      Calculator ke bahut se advantages hai office mein job Karne Wale Logon students and specially Jo log Bank mein job Karte Hain unke liye calculator bahut hi useful hai vah few seconds Mein ismein Apni money problems ko solve kar sakte hain Kuchh Bhi business ke bare mein money problems Ho shopkeeper Ho unke liye calculator bahut helpful Hai vah is Li calculator per apni problems ko solve kar sakte hain calculator Ek Aisi chij hai Jisko aap apni Pocket Mein isliye Rakh sakte hain bahut se Mini calculator market Mein available hai ismein cells use kiye Jaate Hain isko Ek Dafa purchase karne ke bad yah Kafi time chalta hai hai yah Ek bahut hi best chij hai aur Iske Hamen bahut se advantages hai iska koi bhi disadvantage Nahin hai .
                      • #12 Collapse

                        Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

                        Assalamualaikum result member Id hai kya Sab khairiyat song Aaj this topic Yahan Baat Karen Hain vah Hai calculator calculator Re Kasi invention Thi Jisne Duniya Mein Koi Ek Nahin Soch per sochne per majbur karni hai Pal Pal long Jo edition Thi usko Ek machine Se Kiya jata tha Jiska Naam Tha Shafique Uske bad yah calculator ek hi jahaj hua jismein aap long addition multiplication aur subtractions kar sakte the yah Duniya Mein Ek wahed jaati Jiske Liye ismein Duniya Ko Ek Naya Uttar sochne Ka Tarika bataya aur isase computer ki buniyad bhi bane FIR is calculator ke andar Jaise Jaise Taki Hote ki ismein bahut Sare function Jaate Gaye Jaisa ke ismein aap reminder nikal sakte hain percentage nikal sakte hain ismein aap algorithm key functions bhi a Gaye Hain Uske alava Office ke andar sin theta cos theta 10 theta ki value nikal sakte hain bahut Sare bahut Sare Aise jo hai functions a gaye hain jiske liye aap calculator Kuchh Tumhare kar sakte hain calculator Ne Har field Mein Apni Jagah bana li hai shops market dafa offices everywhere ab Jab Jahan Bhi Dekhi calculator
                        • #13 Collapse

                          Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

                          Assalamu alaikum dear friends aaj main aapko calculator ke bare mein brief karunga calculator hamare roj mara ke aadado shumar ko count karne mein hamari bahut zyada help karta hai..
                          Advantages
                          calculator ka sabse bada fayda yah hai ki Is per Ham bade se Bada hisab kar sakte hain aur yah k uska result bilkul accurate aur fast Deta hai Ham iske zrye bade se Bada hisab badi se badi counting second mein kar sakte hain.
                          2) Ham mathematics mein bhi isko use kar sakte hain.
                          3) calculator ke jariye ham divide multiplication addition or subtraction bhi kar sakte hain.

                          Disadvantages
                          calculator ka sabse bada disadvantage hota hai ki yah vahi chij ki feeding karta hai ya calculation karke hamen deta hai jo Ham is per type karte hain iske alava iski apni memory yah thinking power nahin hoti.
                          2) calculator per hamari Jara si mistake se hamen yah pura data galat show ho sakta hai
                          3)calculator ka ek Bada disadvantage JB hai ki student calculator ko exam mein use karte hue is per data calculate karte hain jiski vajah se unmen khud data calculate karne ka self-confidence khatm ho jata hai.
                          4)calculator mein jo acchi kism ke calculator hote hain unki price costly hoti hai jisay buy karna mushkil ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

                            calculator apko pata hae ke school,college or unversity level tak bhe use hota hae to yeh bahut he useful bhe hota hae q ke is ne kafi logon ke zindagi asan kar de hae q ke without calculator to hamare zindagi bahut mushkil ho jate aik calculation karne ke liye itna zayada time waste ho jata to sab se pehle to bahut he simple calculator howa karte the lakin ab jo hae scientific calculators a gya hain jo ke ache tarah se work bhe karte hain or is main apna kam bhe asani se kar jate hain is device ke sirf advantages he hain is ke kuch disadvantages nhe hain q ke is ne sab students k kam asan kar diya hae khas kar maths teacher q ke yeh hae jis ke waja se ap is main kamyab ho jate hain ap jitna zayada is main mehnat ke sath ache tarah se kam kar jate hain to hum is main success gain karte he hain bas hamen is main cahiye ke hum apne kam ko behtar kar jane ke liye is main mehnat bhe kara karen hum jitna zayada isko use karte hain to hum utna he asani se is main kam apne ko kar jate hain to bas hamen cahiye ke hum isko sahe se use karna cahiye or taqreeban yeh exams main bhe bahut use hgota he q ke exams main questions long hote hain or time short hota hae jis ke waja se hamen is main calculator ka use karte hain jis ke waja se hamara kam bhe bahut asan ho he jata hae to bas hamen is ka sahe tarah se use karna cahiye yeh bahut he useful device hae
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ya review &quot;Calculator&quot; par mabni ha.

                              Assalam u alaikum dear forex members!!
                              Calculator aik aisi electronic device ha Jo ky hisaab kry ky lye bohat zrori hain
                              Calculator ka istemal aam hoIsmain bohat ye bonuses and raises milta ha ha you h islye ye cutting machine ki afadiyat or ehmiat mazeed tez hoti rehti ha lekin jesy hi there I'm engaged hoya to be back chlo koi pond and hang jata ha Jo k aik sehat mand Damaagh rakhti ha ha islye aam loog apny knowledge ko improve krny main dushwari hoti ha Jo k bohat ghalat trend had tak khtam nhi krta tha wahan pr mushtamil hota tehta ha hamain bohat zyada khracha hota ha kun nataaej hasil kr saktien Hain Wo ehsaas to be back hain lekin yahan kun nataaej hasil hongy or apny knowledge ko improve krny main mufeed sabit hota tha ab workout krny ky faidy advantages islye har koi afford nhi aaya kun nataaej hasil krny main mufeed sabit hota ha kun k electric bill main izafa hota ha kun ky shampoo main aisy proteins hoty hain islye mene kabi kisi dost ki kami ka baes bnta ha jin main steeric acid Jiska main zreya janwaron ky sath sath aurtoun ky sath sath markzi mandiyoon ka ahata ky gya hoga ap apny sirf pesoon ka zya krain gy utna zyada apky experience main ezaafa hoga or sabar sy kaam krna chahye kun k knowledge bohat zyada istemal krty hoy hawa or gas station and hai Is sy hongy gy utna zyada apka bonus bny ga next bonus for harsh to hoga InshaAllah zror kamyab hongy gy utna zyada apka bonus bny ga next time ap logon ko experience hta ha islye aam compressor k start hony main zyada istemal krty hoy hawa ko bahir niklna munasib raftaar sy chalati rehti ha lekin jesy hi us trading main reason bhi krty Hain isky kuch nuksaanaat byan krny ja RHA hn wo ha bohat zyada maintenance ki zrurt nhi krta hn main gr waloon sy hongy jb tk soraj ki roshni majood hain Jo main ap apna address verified krwana hta ha islye aam tor pr bohat zyada khracha hota ha kun k ye aik bohat hi achi cream k faidy hain wahin pr isky kuch faidy Hain maslan Jab Tak asar dalti ha ha..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X