Yeh review"Alarm Clock" par mabni hai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #31 Collapse

    Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

    Assalamu alaikum dear friends information apsy share Karun ga to alarm ko sa sy pehly 1787 main invent Kia Gaya is ka asal maqsad hamen waqt ka paband banana hota hai aur ye Jo ham waqt muqarar karty Hein us par ghanti bajata hai aur hamen apny kaam ki taraf mutawaja karta hai

    Advantages:-

    Alarm Kay advantages main ye hai Kay bohat sy kaam aese hoty Hein Jo ham bhool jaty Hein ya mukarara waqt par nai Kar paty magar alarm ye hamary kiye asaan karta hai ye Jo time ham is main save karty Hein us time par banta hai aur hamen alert Kar deta hai school college aur kaam wali jagah par jany keliye James suba sawere jagna hota hai aksar ham suba nai jaag paty magar agar hamary paas alarm ho to ye fix time par baj jata hai aur hamen haha deta hai aur is waja sy ham waqt ko zaya hony sy bacha sakty Hein is my sath sath alarm Kay zariye hamen waqt ka bhi pata chalta hai Kay is waqt kia time hai sir kisi bhi waqt easily time dekh saktay Hein alarm ka size ckota hota hai sir ye weight main bhi bhari nai hota aur easily uthaya ja sakta hai aur isy kahin bhi Kay jaya ja sakta hai is waja sy ye faidamand cheez hai

    Disadvantages:-

    Alarm Kay kuch disadvantages bhi Hein Jin main ye hai Kay alarm bohat nazuk bhi hoty Hein Jo easily toot Kay Hein aurhsmwn phir naya alarm Lena parhta hai is dor main bohat si advanced technologies aa chuki Hein ab ham alarm apny mobile phones par hi laga saty Hein Hein is waja sy ab alarm ka use Kam ho Gaya hai alarms waterproof bhi nahin hoty aur Pani hit jany ki Surat main ye kharab ho jaty Hein isky sath sath ye bohat expensive bhi hoty Hein . Ajkal achi quality Kay alarms waterproof bhi mil jaty Hein aur mazboot bhi hoty Hein Jo toot Jai sakty

    اب آن لائن

    Working...
    X