Yeh review"Alarm Clock" par mabni hai..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review"Alarm Clock" par mabni hai..
    Introduction:
    Assalamu alaikum dear member main umeed krti ap sb khairyat sy hun gye mera aj ka review Alarm clock par mabni hai jesa ke ap sb janty hi hain ke alarm hmare llife kitni zaida importance rakhta hai hum iski wajah sy kbhi late ni ho or is sy bht zaida faida utha skty hain apko chahiye ke alarm clock ko zarur apny ghar me layen or us sy faida uthain is k bht zaida faidy hain...

    Invension of alarm clock:
    Frist time Alarm clock ko Levi Hutchines ny invent kia tha 1787 me garman ke shair me..
    Advantages:
    Alarm clock ke bht zaida faidy hain hum is sy time py koi bhi kam kr skty hain or kahin bhi time py uth k ja skty hain yh hmare daily life me bht zaida importance rakhta hai is liye hum alarm clock ka istamal krty hain or is sy faida uthty hain jab purany zamany me alarm clock ni tha to peoples ko bht zaida problms face krni prti thi lakin ab hmare liye bht zaida asani ka bais ban gya hai is liye humy is ka istamal must krna chahiye or faida uthna chahiye..
    Disadvantages:
    Dear members alarm clock ke disadvantages bhi paye jaty hain jab purany zamny me alarm ni hoty thy to logn ko is ki wajah sy masla hota tha or wo dhoop ko dekh or time dekhty thy or logn ny apna apna time table bnya hua tha time dekhny ka or alarm clock bht tang bhi krta jb insan so rha hota to ears me bajan shuru kr deta hai is liye apki nend disturb ho jati hai or jab tk hum uth ni jaty tab tak bajta rehta hai or humy is ko khud on or off krna prta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

    Salam dear members ji number off ne bahut achcha topic topic hamare se discuss Kiya hai hai jo k alarm clock per madhubani hai jaise kya aapko pata hai ki alarm clock bahut hi acchi chij hai aap ismein alarm laga ke jis time kabhi alarm aapne lagana wapas mein set kar sakte hain aur FIR aapko MP utha deta hai isliye hath se ji ek bahut hi achcha alarm hai aur bahut jyada log uska use karte hain specially office mein jaane wale log school college ke liye jyada log iska istemal karte Hain ki unko early morning Jana hota hai isliye vah iska istemal karte hain isliye aaj se bahut acchi watch hoti haiaap is per jo bhi time set karte Hain vah aapke exact time pakka lamba rishta hai aur aap utha Leta is tarah isliye se bahut acchi watch hai aap haar design mein har price mein mil jaate Hain aap apne masjid ka bhi le sakte hain...
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

      Salam:

      aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo alaram clock ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han jese clock ak bohat hi achi chez ha jab ham rat ko dar sa saota han aor hama subu jaldi utna hota ha tu hama ya gari istamal karni chahiya is sy pa ham alaram laga kar so asakty han aor subu loud awaz ma alaram bajna par ut sakta han ya har ghr ma majood hota ha aor ya wesy bhi bohat kubsoart lagta ha ya market ma bhi dastayab hota ha zada tar log ya alaram clock hi istamal karty han ab ma apko is ky faidy aor nuksan ka bara ma btata hun.
      advantages:

      alaram clock ka bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga ya hama bohat sa faidy de sakti ha ya hamara ghr ma kubsoart lagti ha aor ya asani sa market ma mil jati ha is sy agar ma rat ko late saoy tu subu hama jaldi utna ho tu ham is pa alaram laga kar so sakta han ham is sy time pa koi bhi kam kar sakty han aor kabhi bhi time par uta ja sakta ha ya har ghr ma majood hota ha pahla logo ko utna ma bohat problems hoti han lekin ab ham aram sa is clock par alaram laga sakta han.
      disadvantages:

      jese ka ap janty han ka har chez ka faidy hona ka sath sath us ka nuksan bhi hoty han is ka bhi nuksan han jin ma sa kuch ma pka sath share karu ga agar ya pani ma gir jay tu ya garab ho jata ha aor ya tora mahanga milta ha is clock ko hama bajna ka bad kud band karna parta ha aor agar ham ya achi qulity ka na la tu ya jaldi karab ho jay ga.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Princess پيغام ديکھيے
        Introduction:
        Assalamu alaikum dear member main umeed krti ap sb khairyat sy hun gye mera aj ka review Alarm clock par mabni hai jesa ke ap sb janty hi hain ke alarm hmare llife kitni zaida importance rakhta hai hum iski wajah sy kbhi late ni ho or is sy bht zaida faida utha skty hain apko chahiye ke alarm clock ko zarur apny ghar me layen or us sy faida uthain is k bht zaida faidy hain...

        Invension of alarm clock:
        Frist time Alarm clock ko Levi Hutchines ny invent kia tha 1787 me garman ke shair me..
        Advantages:
        Alarm clock ke bht zaida faidy hain hum is sy time py koi bhi kam kr skty hain or kahin bhi time py uth k ja skty hain yh hmare daily life me bht zaida importance rakhta hai is liye hum alarm clock ka istamal krty hain or is sy faida uthty hain jab purany zamany me alarm clock ni tha to peoples ko bht zaida problms face krni prti thi lakin ab hmare liye bht zaida asani ka bais ban gya hai is liye humy is ka istamal must krna chahiye or faida uthna chahiye..
        Disadvantages:
        Dear members alarm clock ke disadvantages bhi paye jaty hain jab purany zamny me alarm ni hoty thy to logn ko is ki wajah sy masla hota tha or wo dhoop ko dekh or time dekhty thy or logn ny apna apna time table bnya hua tha time dekhny ka or alarm clock bht tang bhi krta jb insan so rha hota to ears me bajan shuru kr deta hai is liye apki nend disturb ho jati hai or jab tk hum uth ni jaty tab tak bajta rehta hai or humy is ko khud on or off krna prta hai

        Assalamu Alaikum dear member aapane bahut Achcha knowledge Kiya Kiya Hai Aur Ek informative topic select Kiya Hai alarm clock per Ek bahut Thi famous aur Har Ghar Mein use hone wala item hai hai alarm clock ke bahut se fayde Hain Ham ispe alarm laga ke rakhte Hain Tak ke a Ham easily Agar Uni job Ke Logon ke liye bahut Achcha hai Taki ho isliye Apne time per II II alarm clock ko 1787 mein Main first time German German Mein invent Kiya gaya tha
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

          G assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara review Hai Alarm clock 🕒main umeed karta hun apko yi topic pasand ay ga. tu ham shori karty han jese clock ak bohat hi achi chez ha jab ham night ko Aksar so jatin hasai aor ham nai subh jaldi Uthana hota ha tu hama ya clock use karni chahiye is sy pa ham alarm laga kar so sakte han aor subh teez awaz ma alarm bajhna pary to uth saktain han ya har home mai mojood hota ha aor ya wesy bhi bohat khobsorat lagta ha ya market ma bhi available hota ha zyada tar log ya alarm clock hi istamal karty han ab ma apko is ky advantages aor disadvantages ka baray ma btata cahlun...

          advantages %%%%%%

          alarm clock kay bohat say faiday han jin ma sa kuch ma ap members ky sath share karonga ya hamain bohat sa faidy de sakti ha ya hamara home ma khobsorat lagti ha aor ya asani sa dokaan ma mil jati ha is sy agar ma rat ko late soty waqt alarm fix krdon tu subu hama jaldi Utha laitha hai ho tu ham is pa alarm laga kar so sakta han ham is sy time pa koi bhi kam kar sakty han aor kabhi bhi time par uta ja sakta ha ya har ghr ma mojood hota ha pahla logo ko utna ma bohat masly hoty thy lekin ab ham aram sa is garhi par alarm laga sakta han.

          disadvantages %%%%

          Doston Jaisa ke aap sab dost Jante Hain Ki Har EK chiz ke jitne fayde hote hain use Tarah Sath Sath Uske nuksan bhi bahut Hote Hain. esii alarm clock ka bhi nuksan han jin ma sa kuch ma apkay sath share karon ga agar ya water ma gir jay tu ya kharab ho jata ha aor yi zyada qeemat ka bhi hota hai q kh yi waterproof nhii hotaa.is alarm clock ko hamain bajna ka bad khod off karna Hota Hai..esii lyee safe tarike se eska Ham use kary taa kh yi hamain faida dy..
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

            Assalamualaikum

            Aj mein apko alarm clock 🚨 par mabni kuch important information apsy share Karun ga to alarm ko sa sy pehly 1787 main invent Kia Gaya is ka asal maqsad hamen waqt ka paband banana hota hai aur ye Jo ham waqt muqarar karty Hein us par ghanti bajata hai aur hamen apny kaam ki taraf mutawaja karta hai

            Advantages:-

            Alarm Kay advantages main ye hai Kay bohat sy kaam aese hoty Hein Jo ham bhool jaty Hein ya mukarara waqt par nai Kar paty magar alarm ye hamary kiye asaan karta hai ye Jo time ham is main save karty Hein us time par banta hai aur hamen alert Kar deta hai school college aur kaam wali jagah par jany keliye James suba sawere jagna hota hai aksar ham suba nai jaag paty magar agar hamary paas alarm ho to ye fix time par baj jata hai aur hamen haha deta hai aur is waja sy ham waqt ko zaya hony sy bacha sakty Hein is my sath sath alarm Kay zariye hamen waqt ka bhi pata chalta hai Kay is waqt kia time hai sir kisi bhi waqt easily time dekh saktay Hein alarm ka size ckota hota hai sir ye weight main bhi bhari nai hota aur easily uthaya ja sakta hai aur isy kahin bhi Kay jaya ja sakta hai is waja sy ye faidamand cheez hai

            Disadvantages:-

            Alarm Kay kuch disadvantages bhi Hein Jin main ye hai Kay alarm bohat nazuk bhi hoty Hein Jo easily toot Kay Hein aurhsmwn phir naya alarm Lena parhta hai is dor main bohat si advanced technologies aa chuki Hein ab ham alarm apny mobile phones par hi laga saty Hein Hein is waja sy ab alarm ka use Kam ho Gaya hai alarms waterproof bhi nahin hoty aur Pani hit jany ki Surat main ye kharab ho jaty Hein isky sath sath ye bohat expensive bhi hoty Hein . Ajkal achi quality Kay alarms waterproof bhi mil jaty Hein aur mazboot bhi hoty Hein Jo toot Jai sakty
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

              Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan frocks member Mein ummid karta hun kya Sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara review Hai alarm Ke Log Mein ummid karta hun ki aap ko ya topic Pasand aaega To Ham Shuru karte hain Jaisa cake Alaukik bahut hi acchi chij hai Jab Ham raat ko Aksar so Jaate Hain aur ham subah jaldi uthana Hota Hai To Hamen Ek log use karna chahie isase Ham alarm laga kar so sakte hain aur Subah Tej awaz mein alarm Bachana Hai To Ud sakte hain aur yah Har home mein manjur hota hai aur yah vaise bhi bahut hi Khubsurat lagta hai ya market mein bhi available hota hai aur jyadatar log yah alarm clock hi istemal karte hain ab main aapko Iske advantage aur nuksan ke bare mein Kuchh batana chahta hun

              Advantage

              Alarm clock ke bahut se fayde Hain Din Mein Se Kuchh main aapke member Ke Samne share Karunga yah Hamen bahut hi fayda de sakta hai yah Hamara Hamen Khubsurat lagta hai aur yah aasani se dukaan Mein Mil Jata Hai isase Agar Main Raat Ko late sote Waqt alarm fix kar do to Subah Hamen jaldi Utha leta hai To Ham is per alarm laga kar so sakte hain Ham kis time par koi bhi kam kar sakte hain aur kabhi bhi time per uthana Ho To Ham yah alarm laga sakte hain Kyunki Har Waqt vajud hota hai aur pahle Logon Ko uthane mein bahut hi dikkat hoti Thi bahut hi Tangi hoti Thi bahut hi Masti hoti Thi lekin Jab Se alarm clock Aaya Hai logon ka uthana bahut hi Aasan ho gaya hai isliye alarm clock jo hai yah bahut hi Achcha clock Hai Kyunki Hamen uthata hai aur Hamare Tamam kam iska bahut hi Aham kirdar Mein Jude hai

              Nuksan

              Jaisa ke ab Sab dost Jante Hain Ki Ek chij ke jitne fayde Hote Hain Uske apni hi shasan nuksan bhi hote hain ISI alarm clock ka bhi nuksan hai jismein se Kuchh main aapke sath share Karunga Agar yah water Mein Gir Jaaye to yah kharab ho jata hai aur yah Jyada kimat ka bhi hota hai Kyunki yah waterproof Nahin Hota is alarm clock ko Hamen Jab yah alarm Bajata Hai To fir Main Khud of karna hota hai isliye isko saaf tarike se isko Rakhna hota hai Kyunki Jab Agar Ham Jab sote Hain Agar yah Hamare Sath Pada Hai To Ham uthate Hain To Hamara Hath Bhi lag sakta hai jisse Gir ke Tut sakta hai isliye isko FB aapke sath news Karen
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

                Waqt insn kilie bht zururi htaaa hai. Jab bhi kch krnaa htaa hai ksi time p tw insn bht bechaini sy untzr krta hai lekn kabhi kabhi jab insn ko bul jata hai kc krna tw bd m pchtata ha k kaash mjy ksi ny yd dilaya hta aur m na bhulta aur kam.sy late nai hta.koi yd jrany wlaa tw nai hta lekn alarm.clock hai
                Alarm clock p.hm jo time set krty hain wo usi time ring bjaa kr humy yd dilata hai aurr btata hai k hmny kya kam krnaa thaa.islie yh bht zruri hai.
                Aap.ispy nimaz ki timing p bhii laga skty hain alarm.yh nmz time baj k aaplo mmz ka.time yd dilayega isi trh aap schol time tution time bhi set krskty hajn aur b koi zrurii kam.ho jo aap mahi bhulna chahty wo set krskty hain.
                Jab kam ka wqt ayega yh ring bajaa kr aapko btayga.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

                  Assalamoalaikum dear member ap ny bahot acha review paish kiya hai alarm clock k bary main yeh tqreeban hr ghr main payi jati hai .


                  Advantage:

                  Alarm clock k bahot sy advantage hain alarm clock py hum alarm laga k time py subah uth sakty hain iska sb sy bra faida yeh hai k jb hum alarm k adi ho jaty hain tou phir hamari usi time py uthny ki adat ban jati hai isy hum kahaen py bhi set kr sakty hain aur rakh sakty hain is sy hamen time ki pabandi ka andaza hota hai agr humy kahen bhi office ya kisi bhi jaga jana hou tou hum alarm laga k subha uth k jaldi ja sakty hain yeh markeet main different price main available hai sb sy bra faida yeh hai k yeh hamen km price main bhi mil jati hai jo hr koi afford kr sakta hai..

                  Disadvantage:

                  Alarm clock k disadvantage bahot km he hain jb subha alarm bjta hai tou neend khrab ho jati hai aur iska sb sy bra nuksan yeh hai k yeh markeet main jo km price main available hain wo bahot jald kharab hi jati hain jo sirf decorations k liye he use ho sakti hain ...
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

                    Asslamolikum !

                    Aj am jis topic kia jawab deny ja raha ho wo alarram clock par mabni ha is kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsant ko dekhy gan to umeed karta ho is say apko kafui faida ho ga to ham start karty han ya aj kal har ghr ki zarorat ban chuka ha or taqreeban har ghr ma istimal hota ha is say ham subha jaldi uth jaty han or apny kam ka liye ya office kay liye ready ho jaty han ya ek asi garhi hoti ha jisy ksi makhsos afard ya afrad kay group ko ek mukhsos waqt par mutniba karny ka liye design kia jata ha in ka bunyadi kam logo ko rat ki nend ya mukhtsir nep say bezar karna ha or ya kbhi ksi dosri yad dhiyo kay liye bhe istimal hota ha.

                    Faidy :
                    is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab katy sath share kro ga to ham start karty han ya alaram ham ma say boht sary kam soty hoy o guzart han un ko bacha deta ha or ya hamrty nend kay shudule ko bahtr karta ha or us ko pabandi say karta ha or is say apko koi bhe kam yad a jata ha or agr nay koi kam ya koi din jesy birthday ka din yad karny ka liye lagayua hoa ha to ya boht acha ha or ya am market ma availble ho jata ha or ya zadfa mehanga bhe nahi ha.
                    nuqsanat :
                    is kay boht zada faidy kay sath sath kuch nuqsant bhe hn jin ma sy kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is ma cell dalty han jo boht jaldi khtm ho jaty han or hmae dosry din change karny party han or in ka alarm system boht jaldi khrab ho jata ha or zada is kay koi nuqsanat nahi han.
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

                      Assalam o Alaikum guys ye review Alarm clock pe mabni hai.... Waqt dunya kee su se eham cheex hai . Ap ko waqt k sath chlna chahiye agr aap waqt k saath ni chlen gy tou ap dunya mai pichy reh jaien gy aur waqt k hathon ee aap shikist ho jaegi jo k bht khtrnaak cheez hoti hai. Waqt kbhi kisi kliye ni ruqta isliya aap ko waqt k sath chlna prta hai. Ur waqt kee pabndi aap kliye laazim hai beshk wo koi. B aspect ho life ka . Job ho school college university ya karboar ya phir dunya k koi kaam . Waqt kee pabandi is most important.

                      Alarm clock ik aap ka aesa saathi hai jo aapko aap k waqt kee qadar dilata hai aur aap ko aap k time ki yadahani krwata hai aur aapko kaam ka b yaad dialta hai k aap isne waqt ye kaam krna tha isliye aap ne apne sathi alarm clock ko time dia ta . Alarm clock ko jo time dia jae wo osi time bjne strt krdeta hai .

                      Alarm clock 1787 mai ek American Admi levis hutchins ne invent kee thee aur bht mufeed cheez hai . Pehly kee alram clock thri muhskil aur bri thee pr aajkl bht samrt see alarm clocks hai mobile mai b installed hain aur bed k sath pri alarm clocks b bht advanced kism kee hain . Inme days b muqrar kiye jaskty k kis din ko kis time ka alarm bjna chahiye aur kis kaam kliye lgaya gya ye alarm wo b set kr skty hain.

                      ★Aap namaz k aoukaqt kliye alarm set kr skty takay aap kisi kaam mai busy hon to namaz k3e yaad b dilaye aur oski jamat ka time b btaye .
                      ★Job time mtlb jobs aksr subbah kee hoti hain aur subah bht mushkil se ankh khulti hai aur ye alaram clock aap ko jgaanay mai madad deti hai
                      ★Study kliye jaagati hai school college university kliye time set kren aap ko ye jga degi aur aal aram se is kaam kliye phnch skty yain
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

                        ASSLAM ALAIKUM❗❗❗❗

                        💢Topic name: ALARM CLOCK ⏰

                        🔷INTRODUCTION :

                        """ ALARM CLOCK """
                        Dear friends Humara aj ka Review Alarm Clock pe mabni hai. Sb se 1st American alarm clock LEVI HUTCHINS ne 1787 me paish Kia tha. Lakin ab Alarm clock world wide use ho rahay hain. Alarm clock main purpose K liay different places pe as a reminder use Kia jata hai is k elawa is ka use home me bhi use Kia jata hai. Alarm Clock ka basic primary purpose Neend se bedar kerna hai. Alarm clock ki help se hum punctual bAn saktay hain. Alarm clock particular purpose K liay log individually bhi use kertay hain.

                        🔷 TYPES OF ALARM CLOCK
                        Alarm Clock ki types ye hain.
                        🔹Traditional Analogue Clock
                        🔹Digital Clock

                        Alarm Clock K Kuch advantages Aur Kuch disadvantages hain jo hum discuss karain gay.

                        🔷ADVANTAGES OF ALARM CLOCK ✅:
                        Alarm Clock K bht se advantages hain. Alarm clock ko hum Neend se uthnay K liay use ker saktay hain. Subh time se uthnay K liay time set ker saktay hain. Alarm clock se Humari routine Achhi ban sakti hai Aur punctual hone ki habit bAn sakti hai. Alarm clock offices me bhi use Kia ja saktay hain different events and meetings K liay is k elawa is ko different events Aur parties K liay aik reminder K tor pe use Kia ja sakta hai. Alarm clock again repeate mode pe bhi lagaya ja sakta hai ta K Agr Aik bar Pta na chalay tu bar bar repeate ho. Is k elawa alarm clock mobile watch etc pe bhi set kia ja sakta hai. Alarm clock ki jo type hum ne mention ki un me se zeyada digital alarm clock ab use hotay hain jo k different style Aur colours K bnay hotay hain. Un pe hour, minute, seconds sb mention hotay hain.

                        🔷DISADVANTAGES OF ALARM CLOCK ❌:
                        Alarm Clock K bht se advantages hain wese hi Kuch disadvantages bhi hain.
                        Agr Alarm clock use Kia jaye tu cell and batteries etc na khercha berh sakta hai na sotay huay bnd kertay waqt gir K toot sakta hai. Is k elawa is ka koi disadvantage nazr Nai aata.

                        ♻CONCLUSION
                        Is topic me hum ne Alarm Clock Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k alarm clock ki help se ap full peace of mind se rest ker saktay hain, ap ki routine me regularity aa sakti hai. Ap apna her kam time se ker saktay hain Aur apni meetings parties different events yad se attend ker saktay hain.


                        THANK YOU 👍
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

                          Ji han alarm clock bahut acchi cheez ha hi is per Ham Kisi bhi Ye waqt koi bhi time set kar sakte hai iske bahut sare fayde Hain hamen Kisi bhi waqt kahin per bhi Jana Ho to Ham alarm set kar sakte hain alarm system Kisi bhi jagah per time per pahunch sakte hainpahle vakta Mein logon ke pass alarm nahin hote the to Kafi jyada masala hote to aajkal alarm aane ki vajah se ham Time per Apna Kam kar sakte hain Ham Kisi bhi chote bade mobile mein alarm set kar sakte hain aur fir Bhi apni marzi se off bhi kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Princess پيغام ديکھيے
                            Introduction:
                            Assalamu alaikum dear member main umeed krti ap sb khairyat sy hun gye mera aj ka review Alarm clock par mabni hai jesa ke ap sb janty hi hain ke alarm hmare llife kitni zaida importance rakhta hai hum iski wajah sy kbhi late ni ho or is sy bht zaida faida utha skty hain apko chahiye ke alarm clock ko zarur apny ghar me layen or us sy faida uthain is k bht zaida faidy hain...

                            Invension of alarm clock:
                            Frist time Alarm clock ko Levi Hutchines ny invent kia tha 1787 me garman ke shair me..
                            Advantages:
                            Alarm clock ke bht zaida faidy hain hum is sy time py koi bhi kam kr skty hain or kahin bhi time py uth k ja skty hain yh hmare daily life me bht zaida importance rakhta hai is liye hum alarm clock ka istamal krty hain or is sy faida uthty hain jab purany zamany me alarm clock ni tha to peoples ko bht zaida problms face krni prti thi lakin ab hmare liye bht zaida asani ka bais ban gya hai is liye humy is ka istamal must krna chahiye or faida uthna chahiye..
                            Disadvantages:
                            Dear members alarm clock ke disadvantages bhi paye jaty hain jab purany zamny me alarm ni hoty thy to logn ko is ki wajah sy masla hota tha or wo dhoop ko dekh or time dekhty thy or logn ny apna apna time table bnya hua tha time dekhny ka or alarm clock bht tang bhi krta jb insan so rha hota to ears me bajan shuru kr deta hai is liye apki nend disturb ho jati hai or jab tk hum uth ni jaty tab tak bajta rehta hai or humy is ko khud on or off krna prta hai

                            alarm clock 🚨 par mabni kuch important information apsy share Karun ga to alarm ko sa sy pehly 1787 main invent Kia Gaya is ka asal maqsad hamen waqt ka paband banana hota hai aur ye Jo ham waqt muqarar karty Hein us par ghanti bajata hai aur hamen apny kaam ki taraf mutawaja karta hai

                            Advantages:-

                            Alarm Kay advantages main ye hai Kay bohat sy kaam aese hoty Hein Jo ham bhool jaty Hein ya mukarara waqt par nai Kar paty magar alarm ye hamary kiye asaan karta hai ye Jo time ham is main save karty Hein us time par banta hai aur hamen alert Kar deta hai school college aur kaam wali jagah par jany keliye James suba sawere jagna hota hai aksar ham suba nai jaag paty magar agar hamary paas alarm ho to ye fix time par baj jata hai aur hamen haha deta hai aur is waja sy ham waqt ko zaya hony sy bacha sakty Hein is my sath sath alarm Kay zariye hamen waqt ka bhi pata chalta hai Kay is waqt kia time hai sir kisi bhi waqt easily time dekh saktay Hein alarm ka size ckota hota hai sir ye weight main bhi bhari nai hota aur easily uthaya ja sakta hai aur isy kahin bhi Kay jaya ja sakta hai is waja sy ye faidamand cheez hai

                            Disadvantages:-

                            Alarm Kay kuch disadvantages bhi Hein Jin main ye hai Kay alarm bohat nazuk bhi hoty Hein Jo easily toot Kay Hein aurhsmwn phir naya alarm Lena parhta hai is dor main bohat si advanced technologies aa chuki Hein ab ham alarm apny mobile phones par hi laga saty Hein Hein is waja sy ab alarm ka use Kam ho Gaya hai alarms waterproof bhi nahin hoty aur Pani hit jany ki Surat main ye kharab ho jaty Hein isky sath sath ye bohat expensive bhi hoty Hein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review&quot;Alarm Clock&quot; par mabni hai..

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Princess پيغام ديکھيے
                              Introduction:
                              Assalamu alaikum dear member main umeed krti ap sb khairyat sy hun gye mera aj ka review Alarm clock par mabni hai jesa ke ap sb janty hi hain ke alarm hmare llife kitni zaida importance rakhta hai hum iski wajah sy kbhi late ni ho or is sy bht zaida faida utha skty hain apko chahiye ke alarm clock ko zarur apny ghar me layen or us sy faida uthain is k bht zaida faidy hain...

                              Invension of alarm clock:
                              Frist time Alarm clock ko Levi Hutchines ny invent kia tha 1787 me garman ke shair me..
                              Advantages:
                              Alarm clock ke bht zaida faidy hain hum is sy time py koi bhi kam kr skty hain or kahin bhi time py uth k ja skty hain yh hmare daily life me bht zaida importance rakhta hai is liye hum alarm clock ka istamal krty hain or is sy faida uthty hain jab purany zamany me alarm clock ni tha to peoples ko bht zaida problms face krni prti thi lakin ab hmare liye bht zaida asani ka bais ban gya hai is liye humy is ka istamal must krna chahiye or faida uthna chahiye..
                              Disadvantages:
                              Dear members alarm clock ke disadvantages bhi paye jaty hain jab purany zamny me alarm ni hoty thy to logn ko is ki wajah sy masla hota tha or wo dhoop ko dekh or time dekhty thy or logn ny apna apna time table bnya hua tha time dekhny ka or alarm clock bht tang bhi krta jb insan so rha hota to ears me bajan shuru kr deta hai is liye apki nend disturb ho jati hai or jab tk hum uth ni jaty tab tak bajta rehta hai or humy is ko khud on or off krna prta hai

                              dear members ji number off ne bahut achcha topic topic hamare se discuss Kiya hai hai jo k alarm clock per madhubani hai jaise kya aapko pata hai ki alarm clock bahut hi acchi chij hai aap ismein alarm laga ke jis time kabhi alarm aapne lagana wapas mein set kar sakte hain aur FIR aapko MP utha deta hai isliye hath se ji ek bahut hi achcha alarm hai aur bahut jyada log uska use karte hain specially office mein jaane wale log school college ke liye jyada log iska istemal karte Hain ki unko early morning Jana hota hai isliye vah iska istemal karte hain isliye aaj se bahut acchi watch hoti haiaap is per jo bhi time set karte Hain vah aapke exact time pakka lamba rishta hai aur aap utha Leta is tarah isliye se bahut acchi watch hai aap haar design mein har price mein mil jaate Hain aap apne masjid ka bhi le sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X