yeah review Door Bell par mabni hai...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: yeah review Door Bell par mabni hai...

    Assalamu Alaikum dear friends
    Doorbell singling electric device hota hay jo key building key entrance par laga hota hay jab be koi visitor ata hay aur es ko press karta hay to building key inside me belling signals start ho jaty hey es device ki help se ghar key andar key afraad alert ho jaty hey, 1817 me 1st piped system door bell install kia gia magar bad me electric door bell 1831 me Joseph Henry be develop ki aur es ko house door par install kar key es ka kamyab tajarba be kia, 1900 tak ye doorbell ka istamall har ghar me hony laga aur ab tak doorbell ka istamall kia ja raha hay, magar ab doorbell ko technology key madad se mazeed latest kia gia aur es key sath cameras be lagaye gey sath me en doorbells key sath voice aur cameras se visitors key sath bat karny ki asani be peda ki gai, doorbell ka istemal har jaga par kia ja raha hay aur es ki ehmeyat hamary ley bahot hi zeyada ho chuki hay, latest doorbell jes me cameras, mic aur bell ki technology shamil hoti hay ye hamari security me bahot important role play karti hay aur ham ye asani se ghar key andar se hi maloom kar sakty hey key ghar key entrance door par kon majood hay aur es ko ham se kia kam hay, doorbell ki majoodgi me hamy safety ka ehsaas hota hay aur ham baghir janny kabi be kesi key ley door open nahi kar sakty jab tak hamy conform na ho jaye key bahir kon majood hay es me doorbell ki ehmeyat se inqar nahi kia ja sakta hay.

    ADVANTAGES:
    Dear members doorbell ki bahut se fayde Hote Hain.
    Jessica Sab Jante Hain ke bahar ghar mein Ladai hoti hai talk ke easily Har Kisi Ko koi bhi Dar Par Aaya ho to uski Awaaz irsa ke pata chal sake Jab door bell Baje Jaati Hai To pata chal Jata Hai Ke darvaje per Koi aaya hai electrical hoti hai hai aur electronic ke sath Karen ki Jaati Hai electronic double bhi Kaha jata hai bahut famous hai hai bahut acche se log juice kar rahe hain ab Jis Tarah Ki Tune chahie lagva sakte hain apni Marji se...

    DISADVANTAGES:
    Dear Jaise AAP Sab Jante Hain ke a doorbell ke Jahan advantage hai hai vah disadvantage Jyada Nahin Hai Kyunki yah bahut Thi Jyada fayde wali hoti hai.
    Ishq disadvantage nahi hai bus ek disadvantage hai Ke electrical hoti hai hai aur job light Chali Jaati Hai Tu tab bhi off Ho Jaati Hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: yeah review Door Bell par mabni hai...

      Doston aapane door bell ke bare mein bahut achcha knowledge share Kiya hai ab main aapko door bell ke bare mein apna knowledge or experience share karo gi jes k door bell ke naam se pata chalta hai Ki yah door per lagane wali BEL hai aajkal Ghar bade hote Hain double story hote Hain isliye jab door pa nock Kiya jata hai to uski awaz Ghar ke andar nahin puchti isliye log door bell ka use karte hain door bell ki bhut sari sound hoti hai aap apni Marzi Ki door bell purchase kr k laga sakte hain door bell ke bahut sare fayde Hain jaisa ke agar koi person aapke gate per aata hai hai usko wait karne ki aziet nahin uthana prati wo door bell bajata hai aapko foren pata chal jata hai aur aap aakar gate khol dete Hain agar aap khud bhi kahin Bahar gaye hue hain to jab wapas aate Hain door bell bajate Hain to foren gate khul jata hai aapko wait nahin karna padta specially garmi ke mausam mein Door bell ka bahut fayda nazar aata hai jab aap bahut garmi se aate Hain aur door nock karte hain aur ghar mein AC laagy hote fans chal rahe hote hain door nock karne ka pata nahi chalta lekin jaise hi aap bell deta hain to inforn pata chal jata hai aur vah log gate khol dete Hain door bell har Ghar Ka important part ban chuki hai is ka bahut accha impression aata hai yah electricity se chalti hai lekin agar electricity Na Ho to yah bhi nahin chalti Jahan per iski bahut sare fayde hai vahan per iske kuchh nuksan bhi hai bahut dafa aisa hota hai ki doir bell bajti hai ap door open krna jaate Hain mgar vahan per koi bhi hota to yah aapke neighbours ke bacche hote Hain Jo chhoti si shrart kar kar bhag jaate Hain in sharartan mein jindagi Ka maza hai lekin aapko bar bar aane jaane Ki aziyat sehni parti hai dusra door bell electricity se chalti hai agar bijali Na Ho to door bell Ki awaaz nahin aati

      اب آن لائن

      Working...
      X