ya Review "Air conditioner "par mbni ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ya Review "Air conditioner "par mbni ha.
    Dear Asslamolikum !

    Topic ka Nam : "Air Conditioner"
    Topic Ka Introduction :
    Aj ma jis topic kay bary ma bat karny ja raha ho wo "Air conditinor" Par mabni ha aj ham is kay bary ma tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan to umeed karta ho is say apko kafi faida ho ga or apki knowledge ma bhe kafi azafa ho ga to ham start karty han Air conditinor aksar Ac ya Air cone kayu nam say bhe jana jata ha ya maqboza jaga kay androni hisay say garmi or nami ko door karta ha or hamary aram ko brhtar say behtar bnata ha isko garelo or tajarti dono kay mahool kay liye istimal kia jata ha Ac aksar air ko kisi and jaga par ek jesa karny ka liye istimal hota ha jesy kay car kay ander ya kisi room kay ander mahool ko purskoon or thanda bnany kay liye ek chota ac ek chota room boht achi trah say thanda kar sakta ha is kay sath ek outdoor unit bhe hoota ha jo bahir ki trf lagaya jata ha jis say rom ko thanda karny or us ko air ko change karny ma madad hasil karta ha.
    Advantages : (faidy)
    Is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is say apkay ghar ma garmi ki tpish ma kafi zada kami a jati ha or ya wargish karny ka liye boht thandi jaga ha or is say kisi qisam ka bhe koi nuqsan nahi hota ha or is par purskoon nend ati ha or ya room ma lagi electronics ko zada garmi say rokta ha or ya hmari kaqm karny ki karkadgi ko behtar bnata ha q kay garmi ki wja say hmara koi kam karny ko dil nahi karta is say mahool boht acha or thanda ho jata ha or ham apna kam asani say kar sakty han or ya apka room temperature boht kam kar det ha jis say apko garmi ki sidat ka ahsas nahi hota ha or bhe is kay boht zada faidy han.
    Disadvantages: (Nuqsanat)

    is kay boht zada faidy kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin ma say kuch ma ap sab kay sah share kro ga to ham start karty han is say nami or mool ma gher mutwoqa tabdeelia or ya hamry sans leny ma mukshil pesh karti ha is kay ek or bara nuqsan agr ham is ko routine ma istimal kary to hamri jild or khalia khukshho jati han or hmari jild kafi khrab lagny lagti ha or ya boht zada mehanga milta ha ek gareeb admi is ko afford nahi kar sakta ha or ya apky electrivity ma boht zada azafa karta ha or zada ia kay koi nuqsan nahi han.


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ya Review &quot;Air conditioner &quot;par mbni ha.

    Aaj Ham aapko air conditioner ke bare mein bataeng ki yah kya hota hai aur is se Ham Kya fayde hassil kar sakte hain air conditioner ka istemal garmiyon mein Kiya jata hai air conditioner Mein Thandi Hawa provide karta hai aur andar Ki Garmi ko Bahar nikalta hai air conditioner ka istemal Har Jagah Kiya jata hai Iske jariye Ham Aaram aur sakon ke sath so sakte hain iski cooling ko kam ya Jyada Bhi Kiya Ja sakta hai air conditioner room ko Thanda Rakhta hai jo Amir log hote hain vah aircondition ka istemal karte hain aur Garmi main bhi vah Bahar Nahin sote Kyunki air conditioner se Hamen bilkul bhi Garmi mahsus Nahin Hoti balki M thand mahsus hoti hai Andar Ka mahaul khushgawar rahata Hai aur Hamen bilkul bhi Garmi ka Ehsas Nahin Hota Iske bahut se advantage bhi hote hain aur Iske Kuchh disadvantage bhi hote hain Jiske bare mein Ham aapko bataenge

    Advantage

    Hamen air conditioner khareed Te Hue Hamesha acchi quality ka air conditioner kharidna chahie Agar air conditioner acchi quality ka Hoga tu ja jaldi kharab Nahin Hoga iske sath Hamen warranty card diya jata hai air conditioner ke istemal se a Hamen Garmi bilkul bhi nahin Hote air conditioner Hamare room ke temperature ko kam karta hai Jiski vajah Se Hamare room Mein thand bahut hoti hai Iske Kuchh disadvantage bhi Hote Hain

    Disadvantage

    Iske disadvantage yah hai ki yah bahut jyada expensive hote hain ise Har Banda Nahin khareed Sakta ise Amir log bhi khareed sakte hain aur se fayda Hasil kar sakte hain ise Garib Banda Nahin khareed Sakta air conditioner khareed Te Hue Hamen Hamesha e Iske quality ko Jarur check karna chahie Agar iski quality acchi Nahin hoge to yah jaldi kharab ho jaega Agar Ham Jyada iska istemal Karte Hain To is Hamare Jind kharab ho Shakti Hai
    • #3 Collapse

      Re: ya Review &quot;Air conditioner &quot;par mbni ha.

      Air conditioner esa electronic machine hay jes key help se room ka androoni mahool cool kia ja sakta hay, air conditioner 2 in 1 me be available hay jes me ye quality majood hoti hay key garmi key session me es key help se room key temperature ko kam kia ja sakta hay aur sardi key mosaam me es ko heater par laga kar room ko garam kia ja sakta hay, jes tarha se garmi hoti hay agar air conditioner na hota to ham kabi be room collar ya per fan key madad se temperature ko kabi be kam na kar sakty magar air conditioner hamary ley bahot hi mufeed ban chuka hay,
      Air conditioning system heat ko remove karta hay es me compressor technology use hoti hy jes me gas piping me circulation karti hay jo key gardish karny ki waja se es key pips bahot hi zeyada cool ho jaty hey aur fan ki majoodgi me ye cool air room key andar enter ho jati hay jes ki waja se room me majood heat bilkul be khatam ho jati hay aur room bahot hi zeyada cool ho jati hay, Pakistan air conditioner ki price 60000 se le kar taqreeban 80000 tak hoti hay,
      air conditioner 2 types me mil sakty hey 1 window type AC hay jes ka use ab bahot hi kam hota hay jab key 2nd split type AC hay jes ka use bahot hi zeyada hota hay es ki waja ye hay key split type AC agar use ki jaye to ye energy ko bahot hi safe rakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: ya Review &quot;Air conditioner &quot;par mbni ha.

        Assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara topic Hai Air Conditioner.
        Air conditioner aik Zbr10 electronic machine hain Jis kie mada se room ka internally environment cool kia ja sakta hai.air conditioners 2 in 1 me be mojood hoty hai. Mtlb yi kh es main yi quality mojood hoti hai key garmi kei mosm me es kei madad se room kei grmii ko khatm kia ja sakta hay aur winter key season me es ko heater par laga kar room ky temperature dya ja sakta hay, jes tarha se zyada garmi hoti hay agar air conditioner na hota to ham kabi be room collar ya per fan key madad se garmi ki shiddad ko kabi be kam nahin kar sakty magar air conditioner hamary ley bahot hi madadgaar ban chuka hay,
        Air conditioning system garmi ko khatm karta hay es me compressor walii technology istemal howii hai jes me gas pipes me gomtii rhtii hai hay jo key gomny karny ki waja se es key pips bahot hi zeyada tndy ho jaty hey aur pankhy ki majoodgi me ye tandii Hawa kamry key andar dakhil ho jati hay jes ki waja se kamry me majood temperature bilkul hee khatam ho jati hay aur karaa bahot hi zeyada thndaa ho jati hay, Pakistan air conditioner ki price 40000 se le kar taqreeban 85000 hazar tak qeemat hoti hay,
        air conditioner 2 qism me bhi mil sakty hey 1 kadhkii qism AC hay jes ka istemal ab bahot hi kam howa ya taqreeban khtm hochuka hai hay jab key dosraa split type AC hay jes ka istemal bahot hi zeyada hota hai aj kal es ki waja ye hay key split type Ac kamry ko andron sy Bagher ksii Shor ky thndaa krtaa hai....
        • #5 Collapse

          Re: ya Review &quot;Air conditioner &quot;par mbni ha.

          Salam:

          aj ma jis topic ka jawab dny ja rha ho wo air conditinor ha umeed krta ho ap ko pasand ay ay ga air conditinor asa electronic machine ha jis ki waja sa room ka androni mahool cool kia ja sakta ha maqboza jagha ka androni hisy sa grmi or nami ko dor krny ka amal ha jo qabzeen ko gahralo or tajarati dono tarha ky mahol ma istamal kia ja sakta ha... kuch AC system ab e hawa ka pipo ma harat ko mustard krty ha ya astore krty ha air condishing ka nazam bi desiccants (chemical jo hawa sa nami ko dor krta han) pr mabni banya ja sakta ha aik air conditinor bht sa ajza pr mushtamil hota ha lakin ghr ka andr or bhir hawa ko montaqil krny ma bahri uthny waly bady hisy bakhrat condenser compressor han yad rkhy ka hr aik ya to garm side ya andr thnda pahlo ka andr waqy ha

          advantages:
          is ka bht zayda fidy ha jis ma sa ma kuch ap sab sa share krta ho umeed krta ho ap sab ko pasand ay gay is sa ap ka ghr ma grmi ki tapish ma bht zyada qami a jati ha or is ka koi nuqsan ni hota is sa porsakoon nend ati ha or ya room ko bht cool rkhta ha ya hamry kam krny ki karkrdagi ko bhtr banta ha q ka grmi ki waja sa kam krny ka dil nii chta or kam ki karkrdagi achi ni hoti or is sa mahol bht acha or thanda ho jata ha air conditinor laty waqt achi quality ka lana chiya
          disadvantages:
          is ka fidy hony ka sath kuch nuqsanat bii hoty ha jis ma sa ap ka sath share kro ga chalo hm start krty ha nami or darja harat ma gar matwaqa frd ka sans ka nazam ko motasar krti han air conditionr ka baqidagi sa istmal jild or kahliyo ko kohsk krta ha is ka mohiit shoor awaz ki alodagi ka bais banta ya diwar pr jgha bi gair lata ha or kuch log is ka adii ni hoty or ya bht manga hota ha or ya village ma ni sale hoata
          • #6 Collapse

            Re: ya Review &quot;Air conditioner &quot;par mbni ha.

            Assalam walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat Se Hain Honge


            Aaj Ham aapko air conditioner ke bare mein bataen gay ki yah kya hota hai aur isase ham kya fayda Hasil kar sakte hain hair conditioner ka istemal garmiyon mein kiya Jata Hai vah air conditioner Mein Thandi Hawa probuild karte hain aur andar Ki Garmi ko behaved nikalta hai aur air conditional ka istemal Har Jagah Kiya Jata Hai Jahan kis Kajari Ham Aaram aur school ke sath so sakte hain aur iski calling ko kam ya Jyada Bhi Kiya Ja sakta hai aur air conditioner room thoda Thanda Rakhta hai jo ke Amir log hote hain vah air conditioner ka istemal karte hain aur Garmi mein bhi vahid nahin sote Kyon Ke air conditioner se Hamen bilkul bhi Garmi mahsus Nahin Hoti balke thand mahsus hoti hai aur Andar Ka Uske nuksan bhi Iske bahut se a fayde Hain

            Advantage

            Hamen air conditional kharidi tu hamesha Sacchi acchi quality ka air conditional kharidna chahie Agar air conditioner acchi quality ka hoga to jaldi kharab Nahin Hoga iske sath Hamen warranty card Diya jata hai yeh condition ke istemal se Hamen Garmi bilkul bhi nahin lagti aur air conditioner Hamare room ke temperature ko kam Karta Hai Jiski vajah se Hamara room mein thand bahut Hoti Hai Iske Kuchh nuksan Bhi Hai Jo main aapke Samne Byan karta hun

            Advantage

            Hamen air conditioner khariden to Hue Hamesha acchi quality ka air conditioner kharidna chahie Agar air conditioner acchi quality ka Hoga Tu Jaldi MI 7 iske sath Hamen warranty card Diya Jata Hai hair conditioner ka istemal Hamen Garmi mein bilkul bhi nahin Hota air conditioner Hamare room ke temperature ko kam Karta Hai Jiski vajah se Hamara room mein thand bahut Hoti Hai Iske Kuchh nuksan Bhi Hain Jo ke main aapke sath share karta hun

            Nuksan

            Is ka nuksan yah hai ki yah bahut jyada expensive Hota Hai isase Har Banda Nahin khareed Sakta isase Amir log bhi khareed sakte hain aur is se fayda Harshit Dal sakte hain isliye Garib Banda Nahin khareed Sakta aur conditional kharida To Hamen Hamesha iski quality ko Jarur check karna chahie Agar iski quality acchi Nahin Hogi to ja jaldi kharab ho jaega Agar Ham Jyada iska istemal karte hain to ismein hamare kharab ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: ya Review &quot;Air conditioner &quot;par mbni ha.

              Air conditioner lagwa kar hum log thandi hawa lai saktay hein janty hain transport owhi karen ta reward chahty hain tu apko apna kam miyari krna hoga qk jub tak ap miyari kam nahitak ap apni psting se a karny k liye aps karny hongy jitna ap forex ka information share karengy otna e ap apni exchanging primary kamyab ho skty hain or acha rehty hain k apka reward ha hamyab o skty hain or acha reward lay skty hain es liye apkat or laga reward liya ja skta hai es k liye hmai every day base standard gathering fundamental kam krna hotahiscussion principle kty hain tu hmain dayo posting or thraeds limi milti hai wo 54 hoti hi es primary murmur 50 posst kar skty hain or 4 thraeds kar skan es se a ki posting krny ki ijazamr murmur chahty hain k hmai mily tu hmain apni post ki qulity ko barkrar rakhty howe kam krna hoga aghr murmur aca or sath agr ap market ki har condition me zeyda se zeyduest open karte rehay gay intraday changing me tu ap kay misfortune honay kay chances zeyda ho jaey gayagr apello there open kare gay or ap kay breathe easy bhi ho ga investigation karne kaliey or phir ap un ordera ko profoundly examination karne kay terribl jub open kare gay u benefit hevelopes kson yeh hamarket ki kuch development greetings hoti ha benefit hasil karne kay liey jub market open ho osi wakt ap ko requestopen nehi karna yeh matlb nehi ha kay market open hui or a request opr le pehle ap ko chahiey make hly challenge ho raha hai aur April mai barwain marhalay ki span bhiu result jiar phir aisa lhe Hua kay indilhun kay likesrd diya Gaya tou shayad ziada delay jaey ga. Dusri taraf instaforex ka against extortion division bhi challenges kanging accounts ko block kerta jaa raha hai.h notice hai kay challenges ka withdrawable prizeward baghair kisi exchange kay aur kisi kisam ki condition kay dit pull back kerwa sakta hai. Laikin. Phir bantifraud division o block ker raha hkay barey mai bhi clear hoga kay kia abdominal muscle withdrawable reward bhi baghair exchanging kay nahi pull back kerwaya hota hai ais e pata hai k challenge ka result tora late howdy aata hai ais mai ap agar kaam karty hai to p ko ais mai 10 se 30 ow hota hai aor aus time aip ne agar ais gatnge k rules ko read kia ho tobaat batai gai hai aus k hisab se hello ais mai ap ko ye result milta hai ais discussion k challnge mai ap ne akaam kar k zayda rewrd lena hai to ap ko ai
              • #8 Collapse

                Re: ya Review &quot;Air conditioner &quot;par mbni ha.

                Advantages

                Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai yeh conditioner ke bahut jyada benefits Hai Jaise bahut jyada Garmi Mein yah bahut jyada benefit deta hai aapko acchi sukun ki Nind provide Karta Hai Kyunki agar aap bahut jyada Garmi mein Main train ki Hawa lete hain to vah aapko Garam Hawa Lagti Hai Lekin air conditioner ki vajah se aap Thandi Hawa Le sakte hain ya bahut hi jyada Behtar Hai Har Ghar Mein aajkal iski jarurat badh chuki hai aur bahut Sare log air conditioner ka istemal kar rahi hain aur mere pass Khud bhi e Tal company car air conditioner Madhu hai jo ke bahut hi Achcha hai aur Bahut Thandi Hawa deta hai jisse sukun ki Nind milati Hai To isliye Mere Khyal se iska istemal Jaroori aajkal Ban chuka hai ki Uske bahut jyada Garmi hone ki vajah se acchi Nind Nahin Hasi ki Ja sakti

                Disadvantages

                Define dis ka sabse bada disadvantage yahi hai ki iska electricity Kabil bahut jyada hi jata hai agar aap fan Chala kar sote hain to uska Dila kar Sar per hai to air conditioner ka 10 Guna Jyada aata hai to isliye electricity ki bachat Bhi Nahin Hoti aap bahut jyada costly Har manth aap ko Bade Karne padte hain
                • #9 Collapse

                  Re: ya Review &quot;Air conditioner &quot;par mbni ha.

                  air conditioner ke madad se hum apne room temperature ko apni marze se control kar sakte hain hum jitna zayada sahe tarah se is ka use karte hain hum is main se success hasil karte he hain to bas is ke waja se hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se kam karte hain to hum yahan se kuch na kuch to gain kar he jate hain bas hamen is main apna kam ko sahe karna hota hae hum jitna ache tarah se is main apna kam karte hain hum yahan se success bhe gain kar he jate hain to bas hamen bhe agar is main airconditioner cahiye jo hamen ache company ka lena ho ga or is ke liye hamen is ke prices ka bhe pata hona cahiye q ke ache company ka air conditioner he sahe tarah se kam karta hae to bas is ke liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se he to kuch na kuch kar saken ab jo normal range main one ton ka air conditioner mil jata hae us ke price 50k PKR se bhe zayada ke he hote hae to bas is liye hamen is main sahe tarah se kam karna hota hae hum jitna zayada or ache tarah se is main kam karte hain hum yahan se bahut kuch gain karte he hain to bas hamen is main sahe tarah se is main kam kar he lena cahiye yeh air conditioner sirf garmiyon main he instemal hote hain or ab bat karte hain in ke disadvantages ke to is main yeh bijli ke zayada bill ke reasin ban jate hain jis ke waja se hamen is main nuqsan hota hae to hamen cahiye ke hum kam se kam use kiya karen is ka take hamara bill zayada na aye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: ya Review &quot;Air conditioner &quot;par mbni ha.

                    Dear air conditioner Pakistan mein bahut jyada istemal hone wala Ek electronic product Hai Jisko aap summer season Mein istemal karti hui Iske maximum benefits Hasil kar sakte hain Kyunki Pakistan Hai Kaisa country Hai jismein summer season bahut jyada difficult hota hai aur ismein agar aap air conditioner istemal Nahin Karte to aap bahut jyada problem ho sakti hain.

                    Dear Pakistani Ek Aisa country hai jismein bahut jyada people air conditioned room Pasand Karte Hain Jo log is electronic product ko afford kar sakte hain vah Jarur speciality ko Hasil karte hain Pakistan mein agar aap ek acchi company ka air condition purchase karna chahte hain to aapko is related different outlets provide ki Ja Rahe hote hain ab Jahan se aap air condition easily purchase kar sakte hain no doubt Pakistan main aapko different types ke imported Yeh conditions available ho sakte hain Jin ki prices Unki quality ki basis per different ho sakti hain.

                    Faidy :

                    Dear jab aap aircondition ki facility ko per change karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain Kyunki yah Kaisi facility hai jo aap summer season Mein properly utilised karte ho ja hot season ke against struggle kar sakte hain aur bahut jyada heart condition mein aap iska solution find out kar sakte hain agar aap Kisi Aisa area Mere rahe hain jismein bahut jyada hot aur Shani hota hai to aapko air condition ki facility mast apply Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem so sakte hain agar aap condition ki facility Hasil Nahin Karte to ismein aapke liye life Gujar na bahut difficult ho sakta hai.

                    Nuqsan :

                    Dear air condition istemal karne ke Kuchh nuksan Bhi ho sakte hain sabse pahla agar aap pe condition istemal karte hain to aapko electricity ka bill bahut jyada Dena hota hai aur air condition ki facility istemal karna Har customer aur Har member ke liye affordable Nahin ho sakta Kyunki yah bahut jyada expensive hote hain aur Iske against aapko electricity ka bahut jyada bill Dena Hota Hai Jiski vajah se maximum people is facility ko avail nahin kar sakte.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X