Yeah review gree AC banane wali company ke upar hai
Assalamu Alaikum
doston aaj main aap sabko gree AC ke bare mein batana chahta hun lekin usse pahle main aapko Gree company ke bare mein btana chahta hun Gree electric appliances China ki company hai yah duniya ki sabse bari gharelu istemal mein aane wali AC banane ki company hai yah do tarah k AC banati hai ek Jo ghar me istemal hote hain aur ek Jo dukaanon mein istemal hote hain aur ya Iske alava pankhe, water dispenser heater, hawa ko saaf karne wale allat bhi banati hai aur iski masnoaat aaj China aur puri duniya mein sale ki jaati hain Gree k naam se is ki sab say mashoor products invertor AC hai aaj main aapko Iske fayde aur nuksan batana chahta hun
advantages
yah bijali ka bahut kam istemal karte hain kyunki jab bijli mein bahut jyada changes a rahi hoti hai ya load zayda hota hai to iska compressor usi hisab se khud ko adjust kar leta hai Jiski vajah se bijali bahut kam istemal hoti hai
Inverter AC istemal karne se aapke paise save rehte hain qk jo zayda paisy ap ny isko kharidny me lagay hoty hain wo bijli ki bachat say wapis aa jaty hain
chhote size ke kamron ke liye behtarin hai bare kamron main thodi jyada bijali istemal karta hai
agar aap solar system istemal karte hain cooling ke liye to pir Inverter AC behtarin choice hai
Inverter AC dusre AC ki nice bahut jyada jaldi kamre ko thanda karta hai
yah shour aur vibration bhi nahin karta
Disadvantages
AC dusre aisi ki nisbat kemat mein thoda menga hota hai kyunki ismein compressor bahut acchi quality ka laga hota hai jo compressor invertor AC istemal karta hai os ki vajah se Inverter AC mahange hote hain
is ki repair or maintenance ka kharcha bahut jyada hota hai
Agar Bahar ka temperature bahut jyada ho to isko cooling karne mein mushkil hoti hai
Agar dekha jaaye to overall Inverter AC bahut acche hoty hain
Main ummid karta hun ki yah review aapke liye bahut madadgar sabit hua hoga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим