Ye review STABLIAZER py mabni h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

    Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara review stabilizer per mummy hai tu chahiye Iske bare mein Main Bhi Apne Kuchh information aapke sath share karna chahta hun..

    Advantages %%%%%

    Dear Forex member aaj ke Waqt mein Apni jarurat ko pura karne ke liye Ham mukhtalif items ka istemal Karte Hain inmein se Kuchh Hamare ghar Kuchh aruri pura karne ke liye fridge Hota Hai aur use fridge ki jarurat ko pura karne ke liye uske sath stabilizer Hota Hai stabilizer ke fayde yi hai kh Jab Bhi Ham is perfect ko Laga Lete Hain To fridge ko agar humne Anya off karna ho to usmein Kisi Ki sim ki shortages nahin aati aur Aksar Hamari country mein bijali yah log hoti hai kya Achanak Tez a Jaati Hain To Uske voltages ko pura karne ke liye stabilizer ka istemal Kiya Jata Hai esii Tarah Agar Low bijali ho to uske liye bhi fridge ko stabilizer Puri bijali FaraHam karta hai aur Agar bijali Jyada Tez Ho tab bhi uski voltages ko down Karke fridge ko barabar ke voltages fraham karta hai jisse fridge per Kisi Kisim ka load Nahin Hota..

    Disadvantages %%%%
    Doston Jaisa ke aap sab dost Jante Hain Ki Har EK chiz ke jitne fayde hote hain use Tarah Sath Sath Uske nuksan bhi bahut Hote Hain. Lekin stabilizer fridge ke liye supported equipment Mein Aata Hai Iske itne Jyada nuksan Nahin Hai Lekin Agar Hamen low quality wali Koi stabilizer mil jaaye to usse Hamare fridge ko Kafi nuksan Kaun sakta hai vah Jal sakti hai agar vah stablizer Waqt per voltages barabar Na Kare Jani high yah Low ho to isase Hamare stabilizer bhi Jal sakta hai aur fridge bhi..
    Isiliye Hamen chahie ke Ham high quality wali behtarin stablizer le jisse Hamare fridge Ko Kisi Kisim ka Koi nuksan Na Ho..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

      Fridge ka jo stabilizer hota hay wo apko acha benifit dai rha hota ahy important jitna zayada mlakin apke kamyab emain broking kabhebahut bara hath hita hae to is important kabhebhe compromise na kiya karen balkehamesha he pain broking ko pick kara karen agar ap is important aik pain broking kopick kartehain to ap is important zaroorkamyab ho he jate hain to bas is waja sehamen bhe cahiye ke hum is important mehaintarah se kam kartehain hum is important fulfillment bhe le he jate hainto is liye isimportant kamkarna na choren hum is important agarmehnat karte hain to hubhe hasil kar he jatehain bas hamen is important sahetarah se achakam karna hota hae jo log is important kam ko sahe tarah se karte hain wohe to isimportant kuch benefit kar lete hain to hamenbhe ese he kam karna ho ga take hum yahanse pain buying andselling karte howe kamyab bhe ho saken or is important hum fulfillmne mehnat hote Hai To usko chahie kebroking ki ki kahaniyan dikhaKare Ham yah dekhne ke sath hello broking ki khubiyanbhi dekhaKaren Agar Ham Apne andar Itni vinati rakhte Hain Ki Ham yah batasakte hain kiek naukar Mein Kitni kamai hai aur Kitni khubiyan Hain To Ham Ekacche broking ko Chus Karke kam karsakte rna chahie ki Ham Ek broking ko acchi Tarah Se samajhsakeaur yah Lene Ke Kabil Ho Jaenge Hamare liye kaun sa broking Jyada Achcha hai aurkaunsa broking Hamareliye appropriate NahinHai Hamen damaged kouse karne sepahle Hamen broking kespreads ko bhi shak karna chahie iske sath Hamen brokingKi lyrics kabhi take a look at karna chkarnachahie aurhamen bhi dekhna chahie ki broking Hamendeposit Aur vidroh Ka Kyatechnique detahai agar Hamen nearby financial institution Tu Hi DetaHai yah dash Ke Tu Bhidetahai to vah bhi bahut iji ho jata hai iske sath hello Hamen yah bhi take a look at karnachahie ke broking Hamen poor stability manufacturing deta hai ya nahr clipper Abhishek karnachahieEk broking mein bahutse vital factor hote hain Agar Hamen factor kosamajh Lete Hain ToHam buying and selling karsakte hain aur bahut acche se samajllo in Tamam Baton ko be aware kar sakta hai aur motekarne keawful hello vah kamyabi ki taraf sechala jata hai aur bahut
      • #18 Collapse

        Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

        Assalamu alaikum dear friend raja just off the per baat kar rahe hain vahbsteplizer ek aisi chij hai jo takriban har Ghar mein istemal hoti hai aur iske bahut Sare fayde Hain iske fayde per baat karte hain. advantage,,,,,,,,,,, bahut se Ghar mein stabilizer fridge ke sath use Kiya jata Hai kyunki voltage kam hone ki vajah se aap ka frage achay tarike se Kam Nahin karta iske liye ke sath steplizer ka istemal Kiya jata Hai q ke electricity city KY voltage kam ya zyada voltage hone ki vajah se aapke fridge ko koi nuksan nahin pata city mein aur village mein bahut si jagah per electric city ke voltage bahut kam hote hain jiski vajah se fan ki speed kam hoti hai yah aapka tube light energy saver thik tarike se nahin chalte inka light bahut kam hoti hain iski vajah bahut ki bahut si jagah par sab steplizer istemal Kiya jaate Hain aur bijali ke voltage ko pura Kiya jata Hai yah iska addvantage hai stabilizer ap ko 220 voltage pure kar kar deta hai steplizernational or international companies mein aasani se market mein mil jaate Hain jinke rates hote hain local se kaise aapko 5000 tak market mein aasani se mil jaate Hain important steplizerthode mange hote hain aur unko aap sabhi voltage per set kar sakte hain ya inke pass baat Hoti Hai stabilizer ke disadvantage per baat karte hain. disadvantage,,,,,,,,,,,,, stabilizer ka disadvantage Hai ke agar aapane acchi company ka Nahin kharida to aap ka nuksan ho sakta hai kyunki acchi companies kaise set steplizerr thori mahange hote Hainstepler stabilizer electric city zyada kam hone ki Surat mein kharab bhi ho jaate Hain ya inka disadvantage hai
        • #19 Collapse

          Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

          " Asalmoalikum "
          •TOPIC•
          "Stablizier"
          Dear forex member maira review stablizer py mambani hy jo aik electronic appliance hy isy ham mukhtalif electrical appliance k sath istemal karty hain

          "INTRODUCTION "
          Stablizer aik electronic appliance hy is ka kam mehdod mikdar mai apny sath lagi electric apliance k mutabik usy curent provide karna yae equipment ya sath lagi machine ko over voltage ya under voltage sy bachati hy
          Garo mai isy LED FREEZER MACHINE k sath lagaya jata hy

          FAWAID
          Stablizer k any sy phyly kafi chezain jal jati thi keu k bijli ka koi pta ni chalta kab up ya down ho jae hmary garo mai jo b electronic appliance lagi hain yae aik khas range ki voltage py chalti hain agr voltage up ya down ho jae to in k jalny ka khatra hota hy or steblizer ny yae pershani khatam kar d is ki waja sy hmary gar mai lagi electroin appliance save rehti hain
          Stablizer market mai easily avalble hy or is ki mukhtalif types or varitey pae jati hain
          Yae khud itna jaldi kharab ni hota
          Bijli kam hony ki sorat mai yae curent agy forward ni karta

          NUKSANAT
          Jaisa k is k fawaid hain yae nuksan b dy sakta hy agr ap ny agly electric appliance k mutabik stablizer ni lgaya hoa to yae spoil b kar sakta hy

          Is ley zarori hy ap jab b stablizer lyn ksi bijli waly sy mashwara kar lyn or us sy e electric appliance k sath set karwain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

            Assalam o Alaikum
            Dear forex member ye review Stabilizer pe mabni hai

            Stabilizer ek electronic device hai jo Wapda se anay wali bijli ko stable krtkrta hai aur kr agay stable kee bijli agli device ko farham krta hai. Aur stabilizer ka yehi maqsad hota hai k bijli ko stable kkray. Bijli aksar auqat kam aur kbhi ziada hoti hai aur bijli kee fluctuations se iskat jal janay ka khatra hota hai . Stabilizer in fluctuations ko kam kr k cheezon ko jalne se bacha leta hai

            Click image for larger version

Name:	Screenshot_2020-09-27-09-01-13-74.jpg
Views:	1
Size:	143.7 کلوبائٹ
ID:	12333564


            Components of Stablizer:
            Transformer jo k bijli kee up and down krta hau transformer kee 2 types hoti hain step up and step down. Jin ilaqon mai bijli ziada hoti hau wahan step down use kiya jata hai aur jin ilaqaon mai km wahan step up use kiya jata hai . Ye transformer coper ya silver k wire se wind kiye jaty hain .
            Circut .. stabilizer mai ek electronic circuit nasb hota hai jo k tmam oprrtions ko control krta hai ospe lgi relays osko oprete krti hain aur bijli ziada aur low honay pe relays work krti hain aur transformer se lee hui bijli ko behtr treeqay se istemal krti hain
            Timmer stabilizer mai electronic circuit k sath ek timmer b jurra hota hai jo stabilizer aur stablizer se jurri cheez ko foran chalne se rokta hai iska time 3 se 5 min hota hai . Kiunki jub jub bijli aati hau tou aksr b8jli kee power ziada hoti hai stabilizer se agay connected cheez k jal janay ka khtra hota hai . Isliye ye timmer b nasab kiya jata hai

            Advantages:

            1: stabilizer na sirf Ac fridge ko stable position stable bijli chlanay kliye istemal hota ye ghron mai mai rakhee qeemti cheexon ko bijli k up and down kee waja se jalne se bachata hai.

            2: iska timmer jo k bijli k farahmi k foran baad ni chlne deta

            3: bijli kee fluctuations ko control krta hai isme lgi relays kee through.

            4: stabilizer mai lgay digital meter aap wapda se anay wali bijli b show krta hai aur agay jo wo bijli produce krta hau wo b show krta hai

            Disadvntages:

            1: stabilizer lgny se bijli k bills mai izafa hota hai

            2:bijli kee extra fluctuations se ye jall jata hai

            3: aur agr bijli had se ziada kam ho isme aesa system ni k bnd ho jae isliye iskay jal janat k b khtra hota hai aur agay connected cheez b kharab ho skti hai

            4 stabilizer khrab ho jata hai agr ziada fluctuations anay lg jaein phir iako repairing krwana prta hau

            اب آن لائن

            Working...
            X