Ye review STABLIAZER py mabni h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review STABLIAZER py mabni h
    Ac voltage stablizer aik 1 aisi device h Jo app ko Kam ya ziada voltage sy fix out put deti h....

    ADVANTAGE...
    ac voltage stablizer app gher shops taqreeban her jaga use ker sakty hain.ye device 80V sy 300V input sy 220 out put deti h.jis sy gher k sb electrical item easily run krty hain.aur Kam ya ziada voltage ki waja sy burn hony sy Bach jaty hain .is device main difference watts and difference input hoti Hain. normal 3kv refrigerator k liye use hota h.is sy hamry gher ki her cheez jalny sy mehfooz rehti h.germion main Kam voltage ki waja sy fans coolers bht slow ho jty Hain .ye device use kerny sy wo full speed sy RN kerty hain.ye aik bhot ala item h.

    DISADVANTAGE...
    JAISY k app ab janty Hain k her wo cheez jis k fydy hoty Hain kuch nuqsan b hoty hain.is low quality stablizer bhot khaternak sabit ho skata h.q k ager uski out put controll na ho gher main her sensitive item jal sakta h.low quality wire sy bany stablizer ki bijli consumption bhot ziada hoti ha.jis sy bill main main bhut azfa ho sakta h.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

    Salam:
    aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo stabilizer ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han ya ak bohat achi elctronic chez ha ya hama bohat faida deti ha ya ak asa ala ha jo kud ba kud kisi bhi bijli ka wasool kanda (voltage stabilizer) ka inputs pa mustakil voltage barkarar rakhta ha ya is tarah ki wasol kandagan(majooda regulater) ka sarkat ma mustakil majoda hota ha feru megnatic astibilaizer ka sath voltage istakam hasal kiya jata ha.
    advantages:
    is ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga ya hama bohat faida deta ha kudkar tarika sa voltage stabilaizerz bakaidagi sa wafku par kud ba kud voltage ko durast karty han natija ma motru ko mustakil voltage faraham ki jati ha ya mustakim voltage bijli ka sazusaman ka musar amal ma madad karta ha voltage ma utar charhau ma honi wali kisi bhi kisam ka nuksana ruk sakta ha.
    disadvantages:
    isky koi khas nuksanat nahi han bs is ka bill zada ata ha aor is ma bohat current hota ha jo hamara liya katarnak sabit ho sakta ha.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

      Stabilizer jaisa ke naam se maloom hota hai ki ye electric city ko stabilized karta hai agar aap is ko use karte hain to aapko breakdown low voltage high voltage damage short-circuiting se hifazat mil sakti hai aise aap ko 120 volt se 220 convert karne ke liye use Karen ko use kar sakte ho 220 ko ke liye use karen to aap kar sakte ho.
      Real Forex trading members electronics products co stabilizer electric voltage required hote hain agar aap ilaka mein voltage problem hai to aapko stabilizer use karna hota hai refrigerator and fridge ke liye mast stabilizer use Kiya jata hai ya Sahi agar aapane photocopier machine use karni hai screen printing system use karna hai to aapko stabilizer use karna hota hai high voltage expensive electronic products jinko aapane efficient required output Lena Hoti hai unko stabilizer ki jarurat hoti hai air conditioning ko bhi stabilizer required hota hai.
      Advantages:
      Stabilizer 1 electronic product hai jisko aap short-circuiting safety ke liye use karte ho low voltage ko stabilizer Karke complete 220 voltage provide karta hai and uski one input 110 voltage bhi hai agar aap ki koi electronic product 110 per chalti hai to aap isko stabilizer ke chala sakte ho. Dear trading members aapko main yah bhi batana Chahta Hun ki aapko steplizer ki maintenance safe uses ke bare mein maloom Hona chahie yah ek best product hai.
      Disadvantages:
      Stabilizer use karne ka koi disadvantage Nahin hai aap ki safety ke liye banaya Gaya hai
      • #4 Collapse

        Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

        Stabilizer Jo kisi bhi electronic ke Out put voltage ko asli halt mein Barqar rkhta he Jo zyda ter shops mein use hota he
        Faidey
        Stabilizer 1 electronic product hai jisko aap short-circuiting safety ke liye use karte ho low voltage ko stabilizer Karke complete 220 voltage provide karta hai and uski one input 110 voltage bhi hai agar aap ki koi electronic product 110 per chalti hai to aap isko stabilizer ke chala sakte ho. Dear trading members aapko main yah bhi batana Chahta Hun ki aapko steplizer ki maintenance safe uses ke bare mein maloom Hona chahie yah ek best product hai.
        Nuqsan
        Stabilizer ke Jahan itne faidey Hain wahan kuch nuqsan bhi Hain is mein Sirf achi quality ke stabilizer Sahi work Kar rhe haih low quality wale stabilizer zyda arsa nai chlte
        J
        • #5 Collapse

          Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

          Introduction:-


          Assalam o Alikum dosto umeed ha ap sab thk hingy dosto aj forex par hamara review jis cheez par mushtamil ha wo stablizer ha dosto stablizer aik elctrical device ha jo k bijli ki madad sa chalti isska working asool bilkul tranformer ki traha dar haqeewat stablizer dart haqeeqat khud aik chota transformer ha jiska kam volage ki uo down ko control krna hota ha iss k kuch fayedy aur nuqsan bayan kiyea gaye hain

          Advanatages:-

          1) stablizer low volage ko high voltage jab k high voltage ko balance kr k current provide krta ha

          2)stablizer iss k sath attach cheezun ko jalny sa bachata ha

          3) stablizer deep freezer refrigators elecreic motors aur AC waghaira k sath istemal ho sakta ha

          4)stablizer market ma easily availible hain aur kharab hony ki soorat ma repairing bhi possible ha

          5)stablizer har qism ki powers maslan 1000w 15000 w 3000 w 4000w waghira k sath market ma availible hain

          Disadvantages:-


          1) stablizer ma bht zayada high voltage hoti jis ki waja sa current lag sakta aur sakht qism ka nuqsan utuana par sakta ha

          2)stablizer bht zayada heavy weight hoty jis waja sa inko ithana yaaik jaga sa 2ri jaga la jr jana mushkil hota

          3)stablizer bijli k up down hony ki waja sa jaldi khrb hkty aur aksar inka fuse urr jata

          4) stablizer kisi bhi kharabi ki soorat bht zayada high voltage provide kr skata jis waja sa iss k sath attach cheezun k jall ja y ka khatra hota
          • #6 Collapse

            Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

            Assalam u alaikum dear forex members:-
            Aj aj hamra unwan ha "Stabilizer" jesa k name sy hi zahir ha k stabilizer ka mtlb stable rakhna .TO power stabilizer aik aik aisi electronic device ha Jo k apky ac power ko stable rakhti ha or volatge k kam ya zyada hony sy grailu appliances ko hony waly nuksaan sy bachati hain.
            Dosto agr ham h stabilizer k istemal nhi krty to jb bijili ky voltage km ya zyada hongy to hamaari kimti ashyaa ko krab kr dety hain Jo preshani ka baaes banta ha masla"n hamri fridge ya freezer khrab ho jaty hain .
            Lekin agr hm aik acha power stabilizer ka istemal krty hain to ye apki home appliances ki safety ka baes bnata ha ku k input voltage jitny b kam ya zyada hn stabilizer ny apko aik fixed volatge provide krny hain.jo k stabilizer main lagy transformer ki waja sy mumkin ha Jo step up or step down k tor pr kam kr RHA hota ha .
            Islye hamesha apni qeemti home appliances k sath aik achy stabilizer ka istemal krna chahye.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

              Ye review STABLIAZER py mabni hai.
              My dear all forex member aaj ka review STABLIAZER per mabni haiStabilizer jaisa ke naam se maloom hota hai ki ye electric city ko stabilized karta hai agar aap is ko use karte hain to aapko breakdown low voltage high voltage damage short-circuiting se hifazat mil sakti hai aise aap ko 120 volt se 220 convert karne ke liye use Karen ko use kar sakte ho 220 ko ke liye use karen to aap kar sakte ho.
              Real Forex trading members electronics products co stabilizer electric voltage required hote hain agar aap ilaka mein voltage problem hai to aapko stabilizer use karna hota hai refrigerator and fridge ke liye mast stabilizer use Kiya jata hai ya Sahi agar aapane photocopier machine use karni hai screen printing system use karna hai to aapko stabilizer use karna hota hai high voltage expensive electronic products jinko aapane efficient required output Lena Hoti hai unko stabilizer ki jarurat hoti hai air conditioning ko bhi stabilizer required hota hai.
              Advantages:
              Stabilizer 1 electronic product hai jisko aap short-circuiting safety ke liye use karte ho low voltage ko stabilizer Karke complete 220 voltage provide karta hai and uski one input 110 voltage bhi hai agar aap ki koi electronic product 110 per chalti hai to aap isko stabilizer ke chala sakte ho. Dear trading members aapko main yah bhi batana Chahta Hun ki aapko steplizer ki maintenance safe uses ke bare mein maloom Hona chahie yah ek best product hai.
              Disadvantages:
              Stabilizer use karne ka koi disadvantage Nahin hai aap ki safety ke liye banaya Gaya hai
              • #8 Collapse

                Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

                Assalam O Alikum dosto jesa k sab ko pata hy k ye review stablizer par mabni hy aur umeed hy k sab ko pata hoga k stabilizer asal main hotq kya hy, to bhai stabilizer alsar gatoon yaa dukanoon main parra rehta hy most of the tiem freezer k sath laga hota hy jo bijli ko stabilize karta hy aur k naam sy B zahir hy k ye bijli ko stable krta hy, dost iskaa kaam tab hota hy jab bijli ke voltage kam ho aur freezer na chalain us bijli sy to tab stablizer kam voltage input kar k zyada voltage out put main deta hy jis sy bijli fridge ko barabar ke milti hy air vo kaam shuro kar deta hy. Dosto stabilzer taqreban har ghar main mujood hy aajkal aur isky faidy buhat saary hain lekin sath satu nuqsanat B hy.

                Faidy:
                To dosto sab sy barra faida iska ye hy k jab voltage kam ho bijli ke tab ye apna role play karta hy aur bijli ke voltage kam lekar zyada output deta hy.
                Doosta faida iska ye hy k ghar main jo B saman fridge main parra ho vo khrab nahi hota.
                Theesra faida ye hy k kabi bijli ke kami nahi hony deti.

                Nuqsanat: iska sab sy barra nuqsan ye hy k ye bijli out put zyada deti hy jo bill zyada aany k chanvesko barrata hy.
                Dooosra nuqsan ye hy k iski waja sy main electric line par load zyada hota hy jo bijli k trip hony k chances ko barrata hy.
                Theesra nuqsan ye hy k qgar ye tel na ho to fridge ko khrab krny k chances ko B barata hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

                  Asslamolikum !

                  Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo ek stablizer par mabni ha ajis kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan to umeed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han ya ek asa alaw ha jo kisi bhe bijli ki wasool kunada (voltage steblizer) kay adano par mushtmil voltage barqrar rakhta ha ya is trah kay wasool kundnan gan majood regulator kay circuts par mushtmil majood hota ha fero magnet sateblizer kay sath voltage istikham ikhtayar kia jata ha or ya hamari heavy cheezo ko chalny ma madad karta ha is say hma fried or bhe boht kuch chala sakty han.

                  faidy :
                  is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han ya khudkar tariky say voltage baqaidai say waqafo par khud pa khud voltage ko durast karty han is kay natizo ma motro ko mustikal voltage faraham kai jati ha ya mustiam violtage bijli kay sazosoman kay moasar opreation ma madad karta ha voltage ma utor chroa ki wja say hony waly ki wja say hony waky kisi bhe nuqsan ko rokta ha or ya apki cheez ko jalny say rokta ha or iska size bhe munasib hota ha na zada bara ho ta ha na chota ha or ham isko asani say khi bhe rakh kar istimal kar sakty han.
                  Nuqsanat :
                  is kay boht zada faidy hony kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han agr is ma current jali say our load ho jata ha ti is ko set krny ma thora waqt lagta ha or ya macinical voltage regulator say zada mehanga ha or ya kafi heavy bhe hota ah or pahly ya frieg kay sath lagaya jata tha lekn ab is ka use nahi hota ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

                    Dosto aj mein apko electronics ki Aik cheez jiska naam stabilizer hai usky baary main kuch informations dun ga stabilizer Aik aesi device hai Jo transformer jesa role play Karti hai aur voltage ko up and down Karti hai .iskay advantages disadvantage Hein
                    Advantages:-

                    Stabilizer ka Aik faida ye hai Kay is ko ham gharon main deep freezer, refrigerator, moters aur ac Kay sath istmaal akr sakty hein aur unko halny sy bacha sakty Hein stabilizer asal main kam input voltage ko barha kar ziada output deta hai aur agar agar voltage bath jaye to usg balance Kar karta hai aur hamari devices jesa Kay refrigerator waghera Tak ponchata hai ziada tar jab bijli ki voltage high ho jati hai hamary Ghar ki cheezon ko jalny ka khatra hota hai aur ham agar stabilizer use Karen to unko halny sy haha saktay Hein . Stabilizer market sy easily mil jaty Hein aur ham khareed sakty Hein . Ham stabilizer har kisam Kay jesa 1kw,3kw aur 4kw main hasil Kar sakty Hein

                    Disadvantages :-

                    Iskay kuch disadvantages bhi Hein jesa Kay stabilizer agar achanak kharb ho jayen to hamari devices ko khatra hota hai aur wo jal sakti Hein air iskay sath stabilizer bohat bhari hoty Hein aur inko aok haha s dosri haha shift karna mushkil hota hai .hamen chaiye Kay achi quality ka stabilizer len
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

                      Aapane bahut hi achcha topic choose kiya hai steplizer ke bare mein steplizer ke bahut se advantage aur bahut se disadvantage bhi hai steplizer hamen bahut jagaur ham bahut bade nuksan se baat sakte hain hamen stabilizer ka istemal deep freezer aur fridge ke sath jarur karna chahie kyon ki maujuda halat aise Hain ki bijali ka koi pata nahin hota kab aaye kab jayegi ya FIR kab slow aati hai ya FIR kab first aati hai isliye hamen apne Ghar ki ki ki puja ke sath chal aisa ka istemal jarur karna chahie kyunki is tarah se hamari chijen kharab nahin hongi aur hamari chijen stabilizer ke sath mein khush rahegi kyunki steplizer hamari cheezunn ko proper bijali from karne karta haiah fayda deta hai aur bahut si jagah per agar Ham isko istemal nahin karte Hain to hamen nuksan bhi ho sakta hai stabilizer Ghar main jitni bhi electronic hai unko proper bijali frahm karne ka bahut hi best jariya hailstabilizer se Ham bahut bade nuksan se baat sakte hain kyunki agar hamare pass sar steplizer maujud nahin hai aur ham ghar mein bahut si electronic chijon ka istemal karte hain jaisa ke fridge deep freezer washing machineaur bahut si aisi chijen jinke sath hamen steplizer ka istemal jarur karna chahie kyunki agar bijali slow ya fast aane ki Surat mein is tarah hamari chijon ka ka zaya nahin hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

                        ye review stabliazer par mabni hai,
                        assalam o alikum
                        Dear friend mera aj ka review stabliazer par mabni hai
                        aaj me ap ko stablizer k faiydy or nuqsaan btaon ga,
                        ye ek esa ahla hy to bijli par jalta hai, ye aj k door me
                        Taqreeban har ghar me hota hy is k bahut sary faiydy
                        B hoty hai ye hmary kisi b jhez ki volltage ko poora kar
                        K haevy chezon ko jalany me help karta hai.
                        Is k kuch advantage or disadvantage b hoty hen jo me ap
                        K saath sher kar raha hon


                        advantage :
                        is k bhut sary faidfaidy b hoty hen jin me say kuch me ap sab k
                        saath sher karon ga
                        Ye bhut he useful electric ahla hy . hmara ghar me bhut si esi
                        machine hoti hy jo k volltege ko poora ni kar sakti
                        To ham stabliazer ki madad sy ham un heavy machine ki
                        Voltage ko pora kar sakty hai,
                        Ye bahut bara to ni hota jhota sa hota hy k ek banda us ko
                        Aram sy udha sakta hy or khi b rahk kar istamal kar sakta hy.



                        disadvantaged
                        dear friend! jesa k stablizer k bhut sary faidy hoty hen us tarha
                        Is k kuch nuqsaan b hoty hen ,
                        Jesa kybstablizer agwr achanak kharb ho jy to hamari devices
                        Ko khatra hota hai or wo jal sakti hein or is k sath stablizer bohat bhari hoty hein or
                        In ko tosri taraf shift karna mushkil hota hai. hamen chaiyw ky acha
                        Quality ka stablizer len.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

                          Dear aapane bahut hi Achcha review Hamare Sath stablizer se related Diya Hai Jab ham Ek Aise area mein rahe Rahe Hote Hain Jis area Mein electricity ki supply properly maintain Nahin Hoti to use area mein humko stabilizer kar use definitely apni different electronic products ke sath karna chahie otherwise Hamari electronic devices ke liye bahut jyada dangerous ho sakta hai Kyunki Jab Bhi electricity ki supply Mein imbalance hota hai to vah different electronic products specially fridge TV aur computer ke liye bahut jyada dangerous ho sakta hai aur aapke liye bahut jyada nuksan ho sakta hai.

                          Dear jab aap stabilizer Apne different important electronic products ke sath connect kar dete Hain To iska main purpose yah hota hai ki yah aap ki different attached product score required electricity forward kar raha hota hai aur kabhi bhi aapki different products co nuqsan ni ho sakhta.

                          Faidy :

                          Dear jab aap apne ghar mein stabilizer istemal kar rahe hote hain to ismein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain aur aapki different electronic products co safety provide ki ja rahi hoti hai agar aap electronic product se related stabilizer Ko istemal Nahin Karte to aapko bahut jyada nuksan hone ke chance hote hain isliye aapko important aur expensive electronics a closely stabilizer Ko attach karna chahie dear jab aap stablizer use karte hain to ismein short circuit hone ke bhi chances Nahin Hote aur aap ko electricity problem se related bahut jyada conscious Nahin Rahana Hota isliye stabilizer ka use apne ghar mein Jarur Karen otherwise aapke liye difficult problems ho sakti hain.

                          Nuqsan :

                          Dear jab stabilizer use karte hain to aapko iska Koi nuksan Nahin Hota isliye Aisi products Jo aapke liye side effect Nahin lagti aapko Jarur apne ghar mein istemal Karni chahie.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

                            INTRODUCTION :-
                            Stabilizer jesa keh iss ke naam se zahir ha Electronic Devices men Bijlee ke Unstable bahaow ko Stabilize karta ha jabb Bijjlee ki transmission line men kharbee ke baes bijlee ka circuit Voltages ko sahee Tareeqe se frahm nahen karta or Electric circuit ki yeh kharabi Mahngee Electronic Devices ko kharab kar dete han jinn se hifazat keliay istemal kiya jata ha Main Transmission Line se circuit connection iss men Input kiya jata ha or iss men Electric charge Storing system hota ha ju Electric circuit ko Stabilize ya darust or kami ya zeadati ko Munasib Voltages men converd kar ke Output ke tour par aglee devices ko frahm karta ha iss ki power or capacity mukhtalif hoti ha Gharelo satah par bhi istemal hota ha or Industrial level par bhi iss ka istemal hota ha ju keh zaroori ha
                            CAPACITY :-
                            Stabilizer kam se kam or zeada se zeada har power men mill jate han Gharelo satah par istemal keliay kam se kam or Industrial level par istemal keliay zeada se zeada power men dasteyab ho sakte han
                            ADVANTAGES :-
                            Iss ke istemal se Mahngee Electronic Devices ki Life men gher mamooli izafa ho jata ha. 2 Price men kam hota ha tahum iss ke fawaed zeada hote han. 3 Easly dasteyab hota ha
                            DISADVANTAGES :-
                            Zeada tar Gharelo satah par istemal hone wale stabilizer khrab jaldi ho jate han inn ki khareedari men care zaroori ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review STABLIAZER py mabni h

                              Assalam o Alaikum dear
                              Mera ye review stabilizer per he stabilizer apne dam se kam bijli ko poora kar ke ham ko poori light farham karta he.
                              Stabilizer ke faide bhi hain nuksan bhi he
                              Faida ye he ke hamain bijli mukamil farahm karta he.
                              Or nuksan
                              Jab bijli out of control ho jati he to stabilizer ke fuse ur jaate hain ya stabilizer ka transform jal jata he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X