Ya review "Computer kay mouse "par mabni ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya review "Computer kay mouse "par mabni ha.
    Dear Asslamolikum !


    Topic ka nam : "Computer Mouse"

    Topic ka Introduction :

    Aj ma jis topic ka bary ma bat karny ja raha ho wo computer kay mouse par mabni ya aj kal har ghr ma istimal ho raha ha aj ham is kay bary ma tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsant ko dekhy gan to umed karta ho is say apko kafi faida ho ga or is say apki knowledge ma bhe kafi azafa ho ga to ham start karty han computer mouse ek hath say tamhnay wali ishara karny wala alwa ha jo kisi satah kay muqaly ma do jaehti harqat ka pta lagata ya harkat am tor par kisi disply par ek ki pointer ki harket ka pta lagata ha ya harkat am tor par kisi disaply par ek pointer ki harkat ma tarjama ki jati ha jo graphical user interface kay hamwar contrall ki ijazat deti ha.

    Advantages :

    is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga umeed karta ho is say apka kafi faida ho ga to ham start karty han mouse ko controll krna or opreate krna boht asan hota ha is kay sath kam karna kam kafi tez hota ha or is ka size kuch is tarah hota ha kay ap is ko easily use kar sakty han or is ko start ma istimal karna bhe boht asan ha ek anjan person bhe is ko asani say istimal kar sakta ha or is ko chalany kay liye kafi kam jaga ki zaroart hoti ha is ko ham kam jaga par bhe asani say opreate kar sakty han mouse ko graphic tyar karny kay liye istimal kiya jata ha is say graphic desigen boht asan ho jati ha or is kay beghar computer par work karna boht zada mushkil ha sj kal market ma wireless mouse bhe ay hoy han jin ki device ap kay computer kay sath attach kar kay ap is ko asani say pory room ma khi bhe beth kar opreate kar sakty han.

    Disadvantages :

    is kay boht zada faidy kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is ki wire kafi halki hoti ha agr is par halka sa bhe khichoa a jata to ya khrab ho jata ha or agr ya halka say pwo kay nechy ya is par dawboa a jay to is kay button khrab ho jaty han is kay ander is ko move krny ka liye sensor use hota ha agr us par dust ya pani par jay toboht jaldi khran ho jata ha or wireless mouse ki range kafi kam hoti ha or in ma cell use hoty han jo boht jaldi khtm ho jaty han or dubara new dalny party han or zada is kay koi nuqsanat nhi han.

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya review &quot;Computer kay mouse &quot;par mabni ha.

    Assalamu alaikum dear friends aaj ke daur mein science mein bahut tarakhi kar liya computer science ki baghar koi bhi insan tarakki kar Nahin Kar Sakta.Advantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, computer ko chalane ke liye mouse ki zarurat hoti Hy mouse ki madad se aap bhi koi kam aasani se kar sakte hain mouse ke help sy computer co-operate karna takriban namumkin hai mouse 2kasam ke hote Hain ek wire wale aur ek wireless wireless mouse ko bluetooth mouse bhi Kaha jata hai kyunki is ko Bluetooth ki help sy operate Kiya jata tar wale mouse co porate karna thoda mushkil hota hai kyunki iske tar chhoti hoti hai aur aapko apni matlab jagah per baith kr is co-operate karna hota hai jab ke Bluetooth wale mouse co-operate karna aasan hota hai isliye kyunki aap isko Kisi bhi jagah baith ke aasani se operate kar sakte hain computer mouse ki madad se a aap bahut se program operate kar sakte hain mouse computer ka ek bahut hi important part hai jiske bagair computer naam Kamal hai bawa international company ke bahut acche hote Hain jab ke China company mein mouse banaa rahe hai jo ke jyada nange Nahin hote ab mouse ke disadvantage per baat karte hain jo ke bahut jyada Nahin hai. Disadvantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, computer mouse ke disadvantage bahut kam hai kyon ke computer ko operate karna namumkin hai mouse ke bagair hamesha acchi company ka mouse use Karen kyunki unki life jyada hoti hai China company ke mouse jyada Nahin chalte tar wale mouse ke baje aap bluetooth mouse istemal karay kyunki a yah long-lasting us hoth Hy computer mouse ke this advantage na hone ke barabar hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ya review &quot;Computer kay mouse &quot;par mabni ha.

      Ya review "Computer kay mouse "par mabni ha.
      My dear all forex member aaj ka review computer k mouse per mabni hai doston mouse hand held hota hai AP mouse say computer ko koi bhi arrows k zariy command Dy sakty ho mouse computer ka mini part hai aur yeh computer ko control karny wali device hai AP es say pory computer ko control kr sakty hn es k faidy aur nuqsan .

      FAIDY.
      mouse k 2 botton hoty HN ek left aur ek right yeh mouse ka common feature hai aj Kal tu wrilless mouse bhi a gy hn duniya mein pahla mouse 1928 mein banaya Gaya ek bahut hi samal kisam Ka mouse tha aur isko check karne ke liye short-range radio ke sath connect Kiya Gaya tu yah kamyab Ho Gaya doston mein mouse computer ka aisa hai aap isase computer ko control karte hain agar mouse Na Ho to aap computer ko manual bhi control kar sakte hain lekin mouse Ka hona bahut zaruri hai doston agar mouse Na Ho to aap computer ko Chala nahin sakte iske sath aap computer ko control bhi nahin kar sakenge computer ko control karna bahut mushkil ho jaega mausa ek bahut hi chhoti device hai lekin aap is se Sara computer control kar sakte hain.

      NUQSAN .
      DOSTON MOUSE KE FAYDE HONE KE SATH SATH USKE NUKSAN AAJ BHI BAHUT ZYADA HAIDOSTON MOUSE KI WIRE BAHUT LAMBI HOTI HAI AUR YAH BAHUT SANSKRIT HOTI HAI AUR MOUSE BAHUT SANSKRIT HOTA HAI AGAR YAH THODA SA BHI HAI JAAYE TO AAP COMPUTER KO GALAT COMMAND BHI DE SAKTE HAIN AGAR AAP YAH GALAT COMMAND DENGE TO AAP KA NUKSAN HO SAKTA HAI AGAR AAP COMPUTER KO KISI SYSTEM KO CONTROL KAR RAHE HAIN COMPUTER KE ZARIE HAITU AGAR BAS KE JARIE HAI AAP USE GALAT COMMAND DENGE TO AAP KA SYSTEM KHARAB HO SAKTA HAI AUR MASKA NUKSAN HAI.
      • #4 Collapse

        Re: Ya review &quot;Computer kay mouse &quot;par mabni ha.

        Assalamualaikum!

        Aj ka Mera ye review mouse par mabni hai mein aj apko mouse Kay baary main informations Dena ja raha hun mouse Aik aesi device hai jisko ham computer laptops Kay sath laga Kar istmaal Kar sakty hein mouse aj Kal 2 tarah Kay hoty Hein 1 wo jisko wire Kay through computer ya laptops Kay sath connect Kia jata hai aur Aik wireless hota hai

        Advantages:-

        Mouse Kay bohat sy advantages hoty Hein jesa Kay iskay zariye Jana kaam asaan hota hai aur ham asaani sy kaam Kar sakty Hein mouse Kay neechy sensor laga hota hai is liye jab ham mouseko move karty Hein to computer par hamen mouse ka Nishan move hota nazar aata hai aur ham jis folder ko chahen isky zariye select ya open Kar sakty Hein is par 2 clicks hoti Hein left aur right click right click ko tap Kar Kay ha kisi folder ko select Kar sakty Hein arhaur left Kay zariye ham kisi bhi folder game movie waghera ko open Kar sakty Hein mouse Kay zariye hamen games khelny main asani hoti hai aur ham games khel saktay Hein mouse hamary kaam ko asaan karta hai

        Disadvantages:-

        Aksar mouse girny par jald toot jaty Hein inki body plastic ki hoti hai Jo gir jany par toot sakti hai agar mouse achi quality ka na ho to jald kharab ho jata hai isky elawa wire waly mouse ki wires bhi toot jati Hein is waja Sy hamen chaiye Kay achi quality ka mouse Len aur koshish Karen Kay wireless mousw Len magar wireless mouse aam mouse ki nisbat mwhnga hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Ya review &quot;Computer kay mouse &quot;par mabni ha.

          Ji Bhai Main aapko Pata Chala ki agar aap computer istemal Karen ya koi laptop istemal Karen ya koi bhi electronic device joke screen per mummy hai usmein Kuchh chal raha hai to uske liye most bahut jyada jaruri hai mere hisab se main aapko Bata Chal Ke Jab Se Pahle mein nahin tha to sabse pahle keyboard use Hota Hai Jiski wajah se command with persistent chalta tha lekin yah graphical computer Jab a Gaya to uske liye aapko most ki jarurat padegi most bahut hi acchi chijen Mor se aap bahut jaldi kam kar sakte hain jaise ke keyboard per aapko type karna padta hai lekin Moscow pakad kar aapko sirf Milana Hai Mouse bahut hi acchi chij hai yah aapko computer ko input dene ke liye istemal hota hai agar aap computer ka input Dena Chahte Hain To man se aap bahut jaldi se de sakte hain lekin Sar per graphic designing ke liye istemal hote hain aur Jin ka computer ka itna knowledge Nahin Jo keyboard kam istemal karte hain vah Moscow istemal Karke Rah Sakte Hain bahut Bhi Kahin Kishan Ka Aata Hai aur kuchh branded hote hain Pakistan mein Mouse bahut hi Aate Hain lekin China Ki Maut bhi bahut acche hote hain lekin Agar aapane original branded Mouse lena hai to vah thoda mahanga hota hai aur China Ki Maut to aajkal bahut hi sakte hain lekin han vah bhi se me kam Karte Hain
          Disadvantages
          Han Jaisa ke mouse ke disadvantages to bahut hi kam ho na hone ke dwara banaa lekin Hamen Aap Ko Pata Chala Ki Iske fayde hi final lekin han ya Agar aapane Ek Achcha aur branded Mouse lena hai to vah thoda mahanga hota hai usko Ki Main Thodi kam honi chahie Meri sabse aur aaj kal 2 laser wale mausa chuke hain jo ki bahut hi chalte hain aur usse pahle vah Ek Bol wale Aate the vah bahut hi speed main kam tha lekin aajkal bahut speed wale mausa chuke hain
          • #6 Collapse

            Re: Ya review &quot;Computer kay mouse &quot;par mabni ha.

            Assalamualaikum Agar Ham forex market Mein kam karna chahte hain to iske liye Hamen computer ki jarurat hoti hai dear friends computer ka istemal offices mein kiya jata hai aur gharon mein bhi kiya Jata Hai Log computer par Apna Kam karte hain aur Paisa kamate Hain computer ko istemal karne ke liye Hamen Mouse ki jarurat Hoti Hai yani Mouse Kesariya se computer ko chalaya Jata Hai ismein Har EK function ko mouse ke jariye open Kiya Jata Hai Mouse 1 important chij hai Jisko kabhi bhi ignore nahin kiya Ja sakta Yahi Agar Mouse Nahin Hoga To Ham computer Chala Nahin Sakenge Agar Mouse Hoga Tu Hi Ham computer per Har EK function ko open kar Sakenge computer Chala Sakenge aur Apna Kam Karke Paisa Kama Sakenge ya koi drama movies Magar abhi Ham Mouse Kesari Hi-Tech Sakenge Jani Mouse Ka Hona bahut jaruri hai agar Ham computer use kar rahe hain To Hamen acchi company ka mausam bhi use karna chahie Misal ke Taur per Agar hamare pass acchi company ka computer Hai To Hamen Usi company ke mutabik Mouse bhi Lena chahie Mouse Ka Hona Jaruri hota hai ki unke computer mouse ke bagair Kuchh Bhi Nahin Hai Hamen acche aur branded Mouse Naina chahie tha ki Hamen fayda Hasil ho sake Hamen Koi Bhi nuksan Na Ho Mouse Jyada mahanga Nahin Hota yah Thode Se paison Mein a Jata Hai Hamen acchi company ka mausam Apne computer ke liye Lena chahie Agar Mouse Nahin hoga to computer Ek bekar chij hai
            • #7 Collapse

              Re: Ya review &quot;Computer kay mouse &quot;par mabni ha.

              Assalamoalaikum dear member ap ny hamary sath bahot acha topic share kiya hai computer mouse k bary main computer aik asi machine hai jis k zariay hum puri world ka view daik sakty hain aur sun bhi sakty hain jis ko chalany k liye mouse helper hota hai isi liye mouse ko sath attached kr k hum computers ko asani sy chala sakty hain.


              Advantage:

              Computer mouse k bahot zyada advantage hain mouse ka size chota hota hai isy pin k zariay computer k sah attached kiya jata hai is k sat computer asani sy chalta hai is k bagair hum computer py asani sy kam nahi kr sakty yeh aik asa ala hai jo computer k tamam function ko handel krta hai yeh bshot asani sy chalta hai isko 2finger k sath use kiya jata hai isk neachy koi asi cheez rakhi jaye jis py yeh asani sy move kr saky is k zariay hum computer py internet easily use kr sakty hain aur is ka sb sy bra faida yeh hai k agr hum koi bhi work wo office ka ho ya kisi bhi job say related ho ya online business ho hum asani sy tawaja dy k kr sakty hain is k zariay hum jo bhi foldet select krna chaye wo asani sy kr sakty hai is py 2no side py button hoty hain left aur rite jinhen humy click krna hota hai jis sy yeh errow k nishan ko move krta hai aur file aur folder select krty hai is k zariay hum asani sy computer py games wagaira khel sakty hain iska sb sy bra faida yeh hai k us k zariay bachy bhi easily computer use kr sakty hain..

              Disadvantage:

              Computer mouse k advantage k sath bahot zyada disadvantage bhi hain agr is ki care na ki jaye ya is k button ko bar bar push kiya jaye tou yeh kharb ho sakta hai phir hamen apny computer k sath koi aur mouse attached krna prhta hai jo computer main sahi work nahi kr sakta aur agr iski care na ki jaye tou is main viruse ka bhi issue ho sakta hai jis sy computer main kafi effect prhta hai computer bhi khrab ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Ya review &quot;Computer kay mouse &quot;par mabni ha.

                Comupter ka mouse keypad ke sath lga hota he Is ke Bina computer ka hum istemal nai Kar Skte aur sara computer is ke control see chlta he ye agr kahrab ho jaey Tu market se new bhi mil jata he
                Advantages

                Mouse Kay bohat sy advantages hoty Hein jesa Kay iskay zariye Jana kaam asaan hota hai aur ham asaani sy kaam Kar sakty Hein mouse Kay neechy sensor laga hota hai is liye jab ham mouseko move karty Hein to computer par hamen mouse ka Nishan move hota nazar aata hai aur ham jis folder ko chahen isky zariye select ya open Kar sakty Hein is par 2 clicks hoti Hein left aur right click right click ko tap Kar Kay ha kisi folder ko select Kar sakty Hein arhaur left Kay zariye ham kisi bhi folder game movie waghera ko open Kar sakty Hein mouse Kay zariye hamen games khelny main asani hoti hai aur ham games khel saktay Hein mouse hamary kaam ko asaan karta hai
                Disadvantages
                Mouse ka disadvantages Tu boht Kam Hain Jin mein see aik ye he ke is ki wire ki boht care krna prti he otherwise boht jald kahrab ho jati he aur dosra nuqsan ye he ke low quality wale mouse boht jald kharab ho jate Hain Hamesha achi quality wale thek Kam krte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ya review &quot;Computer kay mouse &quot;par mabni ha.

                  Computer ke bare mein agar baat karen to computer ek electronic machine hai Jo cake boss first kaam karti hai computer ke 4 parts hote hain Jin mein ek keyboard LCD CPU aur mouse teenon hi apni jagah apna apna Kam perfect karte Hain inmein se agar ek bhi chij kam ho mouse Tere bagair computer per Ham koi bhi Kam nahin kar sakte hain mouse computer ka parts is se Ham koi bhi chij select karke usko open kar sakte hain mausam mein Dal Kya Lena chahie Dell ke mouse se Ham kafi se nikal sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ya review &quot;Computer kay mouse &quot;par mabni ha.

                    Mouse key baghir desktop computer ko operate karna bahot mushkil hota hay key board ka use kar key be computer ko operate kia ja sakta hay magar bahot mushkil se jab key mouse ka use kar key easily computer ko ham use kar sakty hey, mouse ka use karty howy ham apny computer key cursor key madad se es key files, folders, drives aur browsers ko istemal kar sakty hey, mouse ki waja se hamy bahot asaani mehsoos hoti hay, computer system ko control karny key ley mouse ko 1968 me istemal kia gia, rolling ball key help se es ko move kia jata hay aur es ko computer screen par show hony waly cursor se move kia jata hay, mouse me majood 2 buttons se kesi be file ya folder ko select kar key es ko operate karny me asani ho jati hay, mouse ka sab se big advantage ye hota hay key koi be mouse ho es ko har computer ya laptop me laga kar be ham use kar sakty hey, agar mouse key baghir ham laptop ko be use karty hey to jen ko experience nahi hota wo bahot muskil se laptop ko operate kar sakty hey magar mouse ki waja se ham na siraf apny desktop ko easily operate kar sakty hey ham es ko laptop me be use kar key apny ley mazeed asani peda kar sakty hey, mouse hamy market se bahot hi low price ka mil sakta hay aur agar mouse ka achy tareeqy se use kia jaye to ye jald kharab be nahi ho sakta hay.
                    Click image for larger version

Name:	612kkNU344L._AC_SL1500_.jpg
Views:	1
Size:	40.0 کلوبائٹ
ID:	12331011
                    • #11 Collapse

                      Re: Ya review &quot;Computer kay mouse &quot;par mabni ha.

                      Assalam o Alaikum friends
                      Ye review computer ke mouse pe mubni he jaisa ke mouse jo computer ka ek khaas hisa he is ke bagair computer chalana thora mushkil he wese short key main chalta he lekin mouse ek buhut khaas part he computer ka is ka manufacturer Microsoft pe mushtamil he or USB input device he ye device properly work karta he.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ya review &quot;Computer kay mouse &quot;par mabni ha.

                        har computer ka aik mouse hota hae jis ke madad se hum isko operate karte hain hum isko lazmi use karna hota hae hum agar is main sahe tarah se kam karte hain to hum is main use karte hain hamare pas two types ke mouse hote hain wese to hamen cahiye ke hum is main imported mouse use kiya karen ache jo ke ache company ke hote hain q ke yeh loglasting hote hain to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se kam karna cahiye take hum yahan se kuch na kuch hasil kar sakon aik is main esa mouse hota hae jo ke is main hum wireless ke madad se isko chalate hain or is main hum usko direct he oprate kar sakte hain apne computer ko ya apne laptop ko to is liye yehe he acha reh jata hae q ke jo ordinary mouse hote hain un ka yeh issue hota hae ke is main kabhe kabhe wire cut ho jaya karte hae to bas is ke liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se kam kara karen take hum is main sahe tarah se apne mouse ko use kar saken hum jitna zayada ache tarah se apne mouse ko use kar he lete hain to hum yahan se faida hasil karte hain q ke ajkal yeh bahut zaroori hae or har office main yeh bahut he zayada zarori hote hae to bas is liye hamen cahiye ke hum ache company ka purchase kar liya karen tab he to hum is main kam kar sakte hain tab he to hum is main success ho sakte hain or hum apne kam main bhe kamyab ho jate hain lakin agr hum agar ache compny ka mouse lete hain to
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ya review &quot;Computer kay mouse &quot;par mabni ha.

                          Computer ka jo mouse hota hay na wo baat yah hai tarah se preservekarlene ke liye hardworking karna hoti hai aur mastering acchi tarah se hasilkarna hoti hai acchi mastering hasil kar lene ke awful koi bhi member yahan according toa success ho saktahai aur yah mastering harEK member ko apna time tablebanakar aur usmein karna hoti hai koi bhi memberjab apna enjoy haiacchoncept ho jata haiki kaunsa broking achcha haiaur kis ko istemal karna chahie broking se associatedachi facts ka hona bahut jyada jarurihai kyunki iske naked meinagarcontributors ko kuchhbhi maloom nahin hoga tu is tarah se vah apni buying and selling acche senahin kar payenge buying and selling ko acchi tarahse karne ke lhi baat samajh Na aaye rahi ho tovah senior member se assist lekar samajh lesenior contributors Bakiapne contributors kibahutjyada acchi tarah se assist kartehain aur united statesa. assist lene se bahut jyadafaydaho jata hai aur buying and selling mein assist milati hai jab kisi bhimember kobuying and selling meinmein bhi Koi hassle nahin hoti aur apne kam mein bhi uskokoi ilamaiGorakhpur karne ka vital timegana chahie Kyunki Jab vahAise right recognize kar lenge to Fir liyeacche broking train smart karne meinaasani ho Milenge paise to extraordinary Kishan ke broking to be had hote hain lekinnew member beginning Mein Unki samajh Nahina Rck out KarenJiski Unkainformation Hovah usko pick out Karkeacchi kamyabi Hasil kar sakte hain broking kichoice importantly Faisla hotahai isliye Soch samajhkar aur cautiously uskichoice Karen aur apne information or enjoy ki vyavastha according to brokingflexion Karen To Ham is SeAchcha end result benefit kar sakte hain new mem pata chal Jaega ke inachayekoch agents excessive length ki leverage buying and selling key ley offer karty whatsup aur kochbahot kam leverage length ki provide karty whats up jo broking sab se zeyada leveragelength de esy agents ka hello hamy bahot faida ho saktahay, buying and selling keyley harinvestors ko hello ragelength key base par hello ham zeyada unfastened buying and selling margin hasilkarny me aken mai batkro tu instaforex ka broking sub sy first-rate haiis lia huma mahnat karni chaya taka hum log is mai acchi kamai kar skain instaka broking first-rate hai ya ak asabroking hai jo ap ko funding nahi karna records balka ap ko bonus records hai ka apos pr erex borker sub syfirst-rate haior ya huma kafi fida dta hai is lia huma soch samaj kar is mai mahntkarni chayaor zayda mahnat ka sath kam karna chaya insta ka borker maiwithdrawal bohotjald ata hai is lia mai ya kahta hon ka huma insta ka borkerko hello use exchange ka lia use karna chayaagr hum log is ko use karsakta hain nstaforex mai hum log is syacchi exchange laga kr bahtreen kamai kar sakta hain pricey member is mai hum logacchithara buying and selling karsakta hain or bahtreen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X