Yeh Review'LED TV' par mabni
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review'LED TV' par mabni
    yeh aik ese electronic device hae jo ke har ghar main ja majood hae is main ab bahut sare modifications bhe ho chuke hain is main aik to ap cable se bahut se channel tak access hasil kar sakte hain is ke ilawa ap is LED ko apne laptop ke sath bhe attach kar sakte hain apne computer ke sath bhe attach kar sakte hain ab to is LED main ap flash drive bhe laga sakte hain to is liye overall yeh bahut ache device hae pehle pehle to black and white hote hain tv lakin ab colour tv available hain or yeh bahut he ache hote hain or long lasting bhe hote hain in main yeh easily apko market se mil sakte hain or is main bat ke jae in ke prices ke to yeh depend karta hae apne size par or apni company par agar iska size zayada hae to price bhe zayada he jo ge or yeh har size main availabe hote hain ap jitne bare lena cahen ap le sakte hain bas yeh har ke bare LED ke price hote hae jo wo bhe zayada he ho ge or is tarah se ap is main se faida bhe hasil kar len ge or ap is main kamyab bhe hp he saken ge to kabhe bhe apko is main se himmat harne ke zarorat nhe hae balke isko use karne ke hae jitna ache tarah se ap isko use karte hain apke liye yeh faida hota hae or ap is main se success bhe hasil kar he jate hain to bas yeh sab se best hae yeh led he le len
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

    Assalam o Alaikum Dear Members kese Hain Aap umeed Hai ke Aap SB kheryat se honge Dear Member Aap ne bauth hi achi baat ki hai main Aapki baat se agree hon G bilkul Dear Members yh ek bauth hi good Device hai phele yh simple TV main thi phele eske etne benefits Nahi the jtne ke Abhi hain abhi yh ek Achi electronic device hai colour full device hai es pr hm flash ka use bhe kar skte Hain cable ka bhe use kar skte Hain and Data cable ka bhe use kar skte Hain yh device bauth hi zbrdast hai or Ab tu yh device har ghr main psnd ki jati hai and eska use bhe bhrta ja raha hai
    • #3 Collapse

      Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

      Led main aaj Kal bohot companies aa gai Hain ziada tar china made Hain lakin unky CPU main programing options hony ki waja sy saler hazrat brand modified ker lety hain..China made main b bhot ziada feature Hain jaisy k Android ye bhot famous ho Chuka h .Is main aap directly internet cable use ker sakty Hain
      Sath main wifi ka options b majood h.aap jub b khreedain is bat ka zarror khyal rakhain k is ki space Ram and Rom achi ho warna aap ki led ki working speed bhot slow ho sakti h.led main aap directly camera b use ker sakty hain.games play ho sakti hain.aur sub sy bar k aap apna mobile laptop connect ker sakty Hain .Sab sy achi bat ye room ki wall pay bhot khoobsort lagti h....
      • #4 Collapse

        Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

        Introduction:-

        ASSALAM O ALAIKUM dosto umeed ha ap sab bbai thk hingy dosto aj ka hamara review LED tv par manbni ha dosto LED Tv present dorr ki zaroorat aur bbt e aham aur hairan krny wali invension ha doston LED TV ki invension ma LCD aur televsion waghaira ko bht peechy kr dia dosoton LED TV 3d view paish krti ha iss ki ya quality isski baqi sab sa alag aur munfarid banati ha dosot LED ma different qualities aur sizes ma dastyab hain jin ma 17 inches 23 aur 32 waghaira shamil hain iss k alawa dosto bht sari achi aur amyari companies LED manufacturing kr rahi jin ma haier,orient waghaira shamil hain dosto iss k chnad faidy aur nuqsan kuch yah hain


        Advantages:-

        1) LED 3 dimesioned ha iss lia issko kahin sa bhi view kiya jaa sakta chahy ap edge par bethy hon ya straight to the LED bethy hon

        2)LED TV bht low electricity par bhi chal jati ha aur bht e less electricity consumer ha

        3) LED TV light k up down hony sa jalny ka ya nuqsan k bht kam chances hoyy

        4)ya dewar par hang ho sakti iss lia tamam ghr waly beth kr aik e jaga par apni apni pasand k programs ko easily dakh sakty hain

        5) LED TV light weight hoti iss lia issko kahin bhi naa asani lakr jaya ja sakta ha.


        Disadvantages:-


        1)LED tv k pixels amm televsion ki nisbat itny zayada achy nau hoty iss lia isska view itna zayada acha naj hota

        2)LED TV ki prices baqi LCDs aur televisions k muqably ma kafi zayada iss lia ya har admi ki phnch ma nai ha

        3)LED tv bachun k lia theek nahi kuon k bachy iss par beth kr sara sara din cartoons aur apni hobbies ma masrood rahty jis waja sa un ki mental health par asar parta

        4)LED tv spcae bht zayada occupy krty aur naz oqat dewar gir jaty jis sa beechy pari chz ko nuqsan ho sakta
        • #5 Collapse

          Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

          Assalamu Alaikum Agar Ham baat karte hain ki ya FIR TV ki tu yah Ek Aam istemal Hone Wali chij Hai Har Ghar Mein Aman TV to Jarur hota hai aur gharon mein LED Kabhi use Kiya Jata Hai Is per Ham Dramas dekhte hain movies dekhte hain Iske alava from song sunte Hain acchi company ki LED Lekar Ham is per bahut environment kar sakte hain unke fayde hain lekin a&e dikha Ja TV ka ek sabse bada nuksan hai iska nuksan yah hai ki is Hamari I side effect Ho jaati hai ya nahin eyesight weak Ho Jaati Hai Hamen Apne bacchon Ko TV se aur LED Se Dur Rakhna chahie aur Hamen Khud bhi in ka istemal kam se kam karna chahie Inka bewajah istemal karna Hamari Aankhon per effect kar Jata Hai Jiska bahut nuksan Hai Aankhen Allah Ki Ek bahut badi niyamat hai agar Ham is niyamat ke sath Har duniya ki chij ko dekh sakte hain Agar hamare pass Aankhonx Ki Banai Nahin Hogi To Hamen Jindagi gujarne Ka Bhi Koi fayda Nahin Hoga Agar Ham apni I side ko safe Rakhna Chahte Hain To Hamen TV ka yah LED ka kam se kam istemal karna chahie lekin TV bahut se gharon mein istemal kiya Jata Hai Hamen acchi company ka TV Lena chahie Mere Khyal Mein Panasonic ka TV sabse best company brand Hai Hamare ghar mein bhi Panasonic ka TV hai aur yah bahut acchi location aur decoration aur Iske alava iski show bhi abhi bahut acchi hai aur iska Hamen fayda Hasil ho raha hai
          • #6 Collapse

            Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

            Dear members!

            LED TV ajkal Kay dor main bohat ziada istmaal hone wali cheez hai LED TV LCD or television peechay chor dia hai ap LEDs ko use Kar Kay news drama waghera dekh sakty Hein unkay bohat sy advantages aur Disadvantages Hein

            Advantages:-
            LED TV Kay advantages main ye hai ham isy aoni Dewar par laga sakty Hein ham isky sath dish Jo ya cable ko ya PTCL smart TV ko connect Kar Kay use Kar sakty Hein aj Kal LEDs bohat sy different sizes main dastyab hoti Hein LEDs sy ham news dramas sport channels aur har kisam Kay Chanels dekh sakty hein is par choty bachon ki entertainment keliye e cartoons bhi dekhay ja. Sakty Hein led TV weight main bohat Kam hoti Hein is waja sy ham unhen asaani sy utha sakty Hein aur wight ki kami ki waja sy ham unhen dewaro par laga sakty Hein aur asaani we dekh sakty Hein ye TV's 3 dimension Kay hotay Hein ham ghar main Beth Kar dekh sakty Hein aur ham agar Aik oonay par bhi bethy hon to asaani ay is par chalny walay display dekh sakty Hein aj called TV's Kay bohat sy brands Hein

            Disadvantages:-

            LED TV Kay advantages Kay sath disadvantages bhi Hein jesa Kay inki price bohat ziada hoti hai Jo har koi afford nai Kar sakta isky elawa agar ye gir jayen to toot sakti hein inki body plastic ki hoti hai Jo hit janu par toot sakti aur agar iski body toot jaye to wo repair nai ho sakti is waja sy hamen isy ehtiat Kay sath istmaal karna chaiye aur ak aesi jaga par rakhna chaiye Jahan sy horny ka khadsha na ho aur safe rahy .

            Led TV's Kay disadvantages main ye bhi hai Kay ye hamari eyes ko nuksaan ponchati Hein is waja sy hamen in par ziada time nai bethna chaiye choty bachon ki bhi the Kay samny ziada time nai rakhna chaiye kiun Kay unki ankhon ko nuksaan ponch sakylta hai
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

              Ji Bhai Main aapko batata chalo ke aajkal to Ek TV Ham sab ki jarurat Ban chuke hain Kyunki ham log Jana television dekhte hain tv led Dekhte Hain To Ham usse Kuchh Na Kuchh news Pukara ya cartoon ya koi bhi drama serial yah movie vagaira dekhte hain to ISI Tarah aajkal to Jiddi tree Indore hai aur ismein LED TV chuke hain Jo Ke bijali Bhi kam lete hain jisse Hamen baqaida Taur per bijali ki bahut jyada budget hoti hai aur Jitna Marji chalo is Kabil bahut kam aata hai aur vah bahut hi Thodi bijali leta hai usko Ham UPS Ho Gaya abhi Chala sakte hain LED TV bahut hi sakte ho chuke hain lekin han agar aap Kisi acchi company ka Lenge to uske liye aapko Jyada paise banne padh sakte hain lekin han aajkal to China ke bahut acche Aaj chuke hain ismein Kafi Sare picture hote hain Jaisa Ke Humne Liya Hai China ka uske upar Samsung likha hai lekin Hamen pata hai ki vah China ka lekin Android via mobile ke sath baithe ho jata hai aur Wi-Fi per bhi chalta hai aur Har chij hai usmein usmein mere hisab se ek mahange LED TV ke wala Sab Kuchh hai aur vah bahut hi Achcha chalta hai Humne Apne TV loan Mein Lagaya Hue aur bahut hi Achcha chalta hai aur is per Android bhi chalta hai Ham YouTube bhi dekhte hain use per Iske alava TV bhi dekhte hain aur is per cable bhi Chalti Hai LED TV Har Insan ki jarurat Ban chuka hai ya computer ke sath ho sakta hai aapke pass kar sakte hain
              Aap isko Jis Tarah Marji istemal kar sakte hain ismein Android per video games ke sakte hain ismein pubg Khel sakte hain touch Lenge to usmein online gaming bahut sari Ho Jaati Hai aapko bhi Khel sakte hain Iske alava touch ke Kafi acche acche Aate Hain ismein bhi dekh sakte hain aur Bahut Kuch Is Tarah ki chijen dekh sakte hain aur bahut hi HD result hota hai aajkal to bahut hi Technology a chuki hai aur China ki LCD mere hisab se best hai
              Jo maine main didi Banane wali Company hai an Mein sabse Jyada acchi Jo banata hai vah Unmai Samsung Hai LG Hai Sone Hai Panasonic Hai Inki LED bahut acchi hoti hai lekin han Iske alava China ki LED bhi bahut acchi Hoti Hai vah bhi taklif Mein same Saman ke mukabale mein acchi Hoti Hai Pakistan mein bahut jyada Chalti Hai
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

                Asalamolaikum.. Ji bhae aap ne Led Tv lar bht acha review paish kia hai. Mein bhi Led Tv ky bary mein kuch informations share krna chahta hun. Jo ky yeh hain.

                ADVANTAGES:

                BIG SCREEN :

                Led Screen zeada tar bari hoti hain aur yeh apko 3 se 4 sizes mein dastyab hoti hain. Aur inki screen Tv screens se bari hoti hai. Aap in ko door se bhi clearly dkh skty hain.

                ADJUSTABLE BRIGHTNESS :

                Led tb aksar aapko adjustable brightness mein milty hain jin mein aap marzi se brightness level select kar skty hain. Aur din mein led ko zeada bright kar skty hain.

                COMPUTER CONNECTION :

                "Led tvs ko aap computer ky sath connect kar skty hain aur big screens par apni marzi ki games waghera khel skty hain aur movies bhi enjoy kr skty hain.

                USB PORT :

                Led screens mein Usb port bhi di jati hai aur aap isky ssath usb laga kar usb ka mesia dekh skty hain aur photos aur movies dekh skty hain.

                LOW VOLTAGE :

                Led screens aap ki bijli ka kam khrch krti hain aur dusri monitor ya tv screens ky muqable mein bhut kam light istemal karty huey aapki bijli ky bill mein kami lati hain.


                DISADVANTAGES :

                Led screens zeada bari hony ki wjha se aksar aapko achy results provide nahin kartin..​Achy display ky liye aapko jo Leds milti hain woh bhut zeada expensive hkti hain aur har koi woh leds afford nahin kr skta..​Yeh Dewar par lgae jati hain.​Lrkin agar ek bar gir jayen to yeh jaldi toot skti hain aur aapka bht nuqsan ho skta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

                  dear member Azam baat karenge LED TV ke bare mein gram LED TV apne ghar mein lekar aate Hain to hamen iska result bahut achcha milta hai iski LCD ka result bahut achcha hota hai aur iske colour bahut acche hote hain LED TV mein bhi nahin sakta hai ke fayde HainLED TV ke colour bahut jabardast hote hain LED TV ke LCD ka result bhi bahut achcha hota hai isase agar achanak light chali jaaye aur FIR aaj hi to LED TV jalta bhi nahin hai kyunki ismein bahut sari jabardast chijen istemal Hui bhi hoti hain jab Ham LED TV apne ghar mein lekar aate Hain to hamen apni TV ki bahut der karni padati hai kyunki India TV agar Tut jaaye to hamen bahut nuksan bhi ho sakta haidear number hamen TV howrah kitne use karna chahie kyunki TV chal chal ke garm bhi Ho jata hai aur garam hone ki vajah se uski tabhi per Dal sakti hai jisse hamare ghar ki puri bijali dharmavaram ho sakti haiagar apne LED TV ke sath cable car connection lagva Le ya FIR garam dish antenna ko apne TV ke sath nikaalen to hamare LED TV dekhne mein hamen aur bhi bahut jyada maja aataaur LED TV ka yah bhi ek bahut bada fayda hai ki ek gram LED TV bahut jyada pass baith ke dekhte hain to is hamari aankhon mein bhi Koi asar nahin hota hamari aankhen bhi bilkul theek rahti Hain LED ki light bilkul white
                  rang ki hoti hai Jo hamari aankhon mein nahin chuppi hai
                  ab Ham baat karenge ke agaram LED TV ko jyada der rakhenge agreement din mein 8 ghante to hamen LED TV se nuksan bhi Ho sakta hai hamari aankhon koAmit koshish karne chahie ki Ham apne LED TV ko moti tar ke sath LED TV ka connection Karen Akram Patra ke sath apne LED TV ka connection kar karenge to chalne ka bhi khatra ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

                    Yeh Review'LED TV' par mabni.
                    My dear all forex member aaj ka review LED TV per mabni haiLED Tv present dorr ki zaroorat aur bbt e aham aur hairan krny wali invension ha doston LED TV ki invension ma LCD aur televsion waghaira ko bht peechy kr dia dosoton LED TV 3d view paish krti ha iss ki ya quality isski baqi sab sa alag aur munfarid banati ha dosot LED ma different qualities aur sizes ma dastyab hain jin ma 17 inches 23 aur 32 waghaira shamil hain iss k alawa dosto bht sari achi aur amyari companies LED manufacturing kr rahi jin ma haier,orient waghaira shamil hain dosto iss k chnad faidy aur nuqsan kuch yah hain
                    Advantages:-
                    LED 3 dimesioned ha iss lia issko kahin sa bhi view kiya jaa sakta chahy ap edge par bethy hon ya straight to the LED bethy hon

                    LED TV bht low electricity par bhi chal jati ha aur bht e less electricity consumer ha
                    LED TV light k up down hony sa jalny ka ya nuqsan k bht kam chances hoyy
                    ya dewar par hang ho sakti iss lia tamam ghr waly beth kr aik e jaga par apni apni pasand k programs ko easily dakh sakty hain
                    LED TV light weight hoti iss lia issko kahin bhi naa asani lakr jaya ja sakta ha
                    Disadvantages:-
                    LED tv k pixels amm televsion ki nisbat itny zayada achy nau hoty iss lia isska view itna zayada acha naj hota
                    LED TV ki prices baqi LCDs aur televisions k muqably ma kafi zayada iss lia ya har admi ki phnch ma nai ha
                    LED tv bachun k lia theek nahi kuon k bachy iss par beth kr sara sara din cartoons aur apni hobbies ma masrood rahty jis waja sa un ki mental health par asar parta
                    LED tv spcae bht zayada occupy krty aur naz oqat dewar gir jaty jis sa beechy pari chz ko nuqsan ho sakta.
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

                      Mra review LED TV par mabni hain ya aik electric device hain jo har ghr ki zurart hain or har ghr main Majood hain as main buhry sary new modifications update ho chuky hain jas pay buht sary functions relies ho gay hain hum as main Cable cahla kr kafi sary channels dakh skty hain asi tra hum as k sth computer ko attache kr skty hain laptop ko attach kr skty hain LED K TV pay hum samrt card laga skty hain jass main hum flash laga skty hain Jab k phly zamny k TV buht old Qasim k hoty thy jen pay atna zyda advantages ni hun krty thy ku k un k indr ya sub functions ni hoty thy jassa k ab LED ko atna zyda modern bania gia hain Jab phly wly TV bilkul simple Sada hun krty thy un k clar bilkul black hoty thy jen ka result buht kar b hota tha jab k aj kal k LED TV buht zyda modran or famous hain.............

                      ADVANTAGES......

                      Humy LED TV k buht zyda advantages hasil hain ku k ya buht ideal TV hain an ki muktalf company hain un ki apni apni price hain quality hain asi tra har LED TV ka apna size hita hain un ki price different hoti hain Jab k us k buht sary new modifications hoty hain jan say hum asani k sth fuda utha skty hain........

                      DISADVANTAGES.........

                      LED TV aj kal buht expansive hain jen ki price k sth un ki quality or mayr main buht different hain jas ki waja say zyda rat log offold ni kr skty humy agr ya krb ho jaye tu dubra rapire ni hoti jasy ya phly hoti hain.....
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

                        Re:yeh review :LED TV :par mabni hai
                        Assalamu alaikum dear member main umeed karta hun ap sab khairyat sy hun gye mera ajj ka review LED TV par mabni hai main ap k sath ajj led tv k bare me information share ap say karta hun jesa k ap log janty hihn led tv her ghar used hota hai aik waqat rha jub old tv howa karta tha black and white jo k bht zaida bajli used karta tha aur color be nahi dayta tha ajj dunia tarakki kar choki hai led televsion bohat kam bajli used karta hai aur color be yani old tv 500 watt 250 watt bajli layta tha but ab led 25 watt or 100 watt par inch watt power lay ta hai yani 3
                        2 inch ki power kam 56 inch bajli 32 inch ki nesbat zaida layta hai wo be bohat kam old tv ki nesbat old televsion bohat wasni hotay thay aik jaga say dosari jaga shift karna bohat muskal hota tha led televsion ko ap asani k sath shift kar saktay hai jaga kam lay tay hai led televsion old televsion jaga be zaida laytay thay aur bajli bi aur black and white led televsion beautiful look and good sound clear screen hd jo hum full hd chanel daksaktay hain ab tu 3d ki be option hai kuch led main old televsion main kafi problem hoti thi yany chanel find by hand jub k led telev sion main total auto hota hai is lea best hai led televsion
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

                          LED TV Jo aj Kal har Ghr mein he aur aj Kal new patren ki aa rhi Hain pehle Purane model ki tv ghron mein thi ab aj Kal LED TV aa gai Hain Jo itni mehngi bhi nai Hain aur Results bhi boht acha he
                          Faidey
                          TV Kay advantages main ye hai ham isy aoni Dewar par laga sakty Hein ham isky sath dish Jo ya cable ko ya PTCL smart TV ko connect Kar Kay use Kar sakty Hein aj Kal LEDs bohat sy different sizes main dastyab hoti Hein LEDs sy ham news dramas sport channels aur har kisam Kay Chanels dekh sakty hein is par choty bachon ki entertainment keliye e cartoons bhi dekhay ja. Sakty Hein led TV weight main bohat Kam hoti Hein is waja sy ham unhen asaani sy utha sakty Hein aur wight ki kami ki waja sy ham unhen dewaro par laga sakty Hein aur asaani we dekh sakty Hein ye TV's 3 dimension Kay hotay Hein ham ghar main Beth Kar dekh sakty Hein aur ham agar Aik oonay par bhi bethy hon to asaani ay is par chalny walay display dekh sakty Hein aj called TV's Kay bohat sy brands Hein
                          Nuqsan
                          LED ke agr nuqsan ko dekha jaey Tu aik nuqsan ye he ke Diwar mein proper jaga chahye hoti he Jahan is ko adjust krna prta he aur LED ki price baqi Tv se kafi zyda he Jo har Bnda nai khareed skta


                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

                            Led tv ab har aik ghr kay andar use hoti hay yahan per hum tv daikh saktay hein videos daikh saktay hein achi achi bahut bda muthana Pade isiliye Haen apni hnat aur apreciate k satein kam kahahie reason Ham Kamya ho reasn aur accning kar sakertun pakistan numer one unfamiliar trade changwo miyar nahi htna internationl stte ko milta haia ghr pakistan bic es ko wo mukm mil jayu pakistan conmy boht stable ho skti h es liye ap ko aghr yah possibilty mil jay tu apny sathstah apko apny m bhi es kam ko mad mahnt se ghy barhna hoga ta OK ap O apny lk OK ounding ho skty hain tu hmain es bat OK liye sub ko lion's extent number one rahty hwe yah at popular leisure activit krna chaye OK pahatziada han isgar aproprate examinatiokay start kia jto yeh bohziada viventure rougumbe one kam
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh Review'LED TV' par mabni

                              Assalam walekum Pyare bhaijaan LED TV Aaj Kal ke Daur Mein bahut jyada istemal Hone Wali chij Hai LED TV LCD aur television Piche chhod diya hai aap LED ko use Karke news drama vagaira dekh sakte hain unke bahut se nuksan bhi hain aur fayde

                              Fayde

                              LED TV ke advantage Mein yah hai ki in only devar par Laga sakte hain aur ham kiske sath dish Zoya cable ke yippee TCL smart TV ko contact Karke use kar sakte hain aajkal LPD bahut se different size mein dastiyab hai LED se Ham news drama support channel aur Har Kishan ke channel dekh sakte hain use per Ham Chhote bacchon ki ki n treatment ke liye cartoon bhi dekh sakte hain yah Hamen LED ki light mein bahut kam hota hai aur is vajah se Ham unhen aasani se Utha sakte hain aur white ki Kami ki vajah se Ham unhen diwaron per Laga sakte hain aur aasani se Ham dekh sakte hain aur yah tv3 design ke hote hain aur ham ghar mein baith kar usko dekh sakte hain aur ham Agar Ek hone per bhi baith ho to aasani Se Is per Ham dekh sakte hain Agar Ham Kisi Kone mein bhi Baithe Hain To Ham per bahut hi acche se dekh sakte hain

                              Nuksan

                              LED TV ka nuksan yah hai ki agar Ham isko bahut hi Kareeb se dekhte hain to Hamari Aankhen bhi kharab ho sakti hain Agar bacche cartoon bahut najdeek se dekhte hain to Unki Aankhen bhi kharab ho sakti hai isliye aapko chahie ki aap LED TV ka use to last me Kare lekin aapko chahie aap Dur baithkar iska use Karen Taki aapko Koi dikkat Na Ho Koi nuksan Na Ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X