Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..
    Asslam o Alaikum Umeed hain ap sub bilkul khariyt say hogay aj main ap sub dosto k sth energy sever pay mabni apna experience share kr rha hn k humy as k kia advantage hasil hain or kia disadvantages hasil hain mry khayl say humy as k disadvantages buht hi kam hain na hony k brabar ku k as k zyda tar hain hi advantages ya aik buht hi ideal bulb hain jass ki roshni buht madam hain jo eyes ko taklef ni detii energy sever koi bhi hn tu us ki light full roshn full white lkn eyes ko bilkul bhi koi nuksan ni deti as k Woltage phly wly bulb say buht kam hoty hain or ya buht kam light pay chal jata hain ya bilkul bajli buht kam use krta hain as main main humy 9watt 12 watt jab k 18 watt main energy sever milty hain jo jaldy krb ni hoty humy an ka jatna zyda ho sky apny ghro main istaml krna chye jas k buht sary fiday hain.....

    ADVANTAGES ::::::%%%%%%

    G han energy sever k yaqeenan advantages hi hain ku k ya buht ideal bulb hoty hain jen ki roshni bhi buht achi or meyar acha hota hain price bhi buht norml hoti hain jo har bnda asani k sth lay skta hain as main watt buht kam hoty hain jo bilkul bhi bajli istaml ni krty asy hi an main light buht zyda hoti hain jo bilkul humri eyes ko nuksan ni detii........

    DISADVANTAGES :::::::%%%%%

    Phly wly bulb buht kam price main mill jaty hain Jab k energy sever thora manga hain jass ko greeb bndy zyda tar ni laty ku k Aam bulb 20 rupy main mil jata hain Jab k energy sever ki price thori zyda hoti hain Amm bulb ki roshni yellow hoti hain jo eyes k lay nuksan day hoti hain Jab k energy sever ki whigt buht zyda taz hoti hain asi tra energy sever zyda tar jal jaty hain krb ho jaty hain jo dubra thk ni hoty.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

    Assalamu alaikum dear Forex member kaushamdeed kya hal chaal hai aapka to janab Ham baat is review ma hum baat kr rhe ha energy saver bulb k bare ma tu janab energy saver bulb aj k door ma bht hi mufeed or faida mand sabbit hota ha q jis trah k hamare mojooda halat ha jaise load shedding had had se jyada hoti hai waha hum UPS k istemal k sath energy Seva jyada se jyada lagaen kyunki energy saver bahut hi kam vodka hota hai aur bijali bhi bahut Hi Kam power leta haiaur dusra marji sevar ka fayda yah hai ki isliye roshani bahut hi madam hoti hai jiski vajah se aankhon ki roshani jyada najar andaaz nahin hoti aur hamen Koi nuksan bhi nahin deti jaisa ke kuchh aasan pahle hamare pass job so what ke yellow colour ke a to jyada power ke the aur dusra unki roshani aankhon mein lagti thi uske bar aks energy saver hamare liye bahut hi jabardast aur mufeed hai
    • #3 Collapse

      Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

      W. SALAAM

      piaarey dosto is me koi shaq nahi keh energy saver bulb aek bht acha bulb hai aor yeah dor e jadeed ki aeejaad hai hame chahiey keh ham apne ghar ke liey isi balab ko instal kare q keh is ki roshni bht ziada hai jab keh agar ham 100 watt bulb ki baat kare to woh aek to bht hi ziada electricity consumer tha jab keh yeah 15 watt se bhi kam me hai aor sab se achi baat yeah hai keh agar kabhi light kam hoo to bhi yeah fully jalta hai lekin is ke baraks 100watt ka bulb kam light me bht kam jalta hai aor roshni kam deta hai is liey me samjhta hoo keh aj ke is mehngai ke dor me hame energy saver bulb ko choose aek baat hai teah thora doosrey bulb ki nisbat mehnga hai lekin is ka faida bht ziada hai is ki roshni se ap fresh hoonge aor apki eyes ki bhi protection hoogi

      ap jaha bhi dekhen ge offices hospital schools and colleges every where apko yehi bulb istamaal hote dekhen ge is ki kia wajah hai q keh yeah khoobsorat aor kam bijli kharch hai jis ki wajah se har koi iska istamaal kar eaha hai hame chahiey keh ham bhi apne gharoo me iaka ziada se ziada istamal kare taa keh hamara electricity bill kam se kam aye .
      • #4 Collapse

        Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

        Walaikum Assalam bhai Energy savers aj kal zarooraiyat e zindgi ma shamil hain aur bht less input pa apko bht achi out put deta ha philips haier orient k awala aur bhi sari conpanies hain jo jadeed aur achy qism k energy savers waghaira banany ma eham kirdar adaaa kr rahin aj ma apko iss ka experience share krta hn aur wo advantages ya disadvantages jo ma na hasil kiyea wo batana chahun ga apko
        Advantages:-

        1)Energy saver jesa k name sa zahir ha k ya bht kam enrgy use kr k apko baqi bulbs k muqably ma achi aur zayada ergy aur light provide krta ha

        2)Energy saver Har aadami Ke Liye approachable Hai Chahe vah Ameer Ho ho ja Garib Kyon Ki Iske purchasing rate bahut Low hai

        3) energy savers ki Roshani Aankhon Mein Main Nahi Chubhti.

        4) energy savers ki Roshani Aam bulb ke Mukabala main Jyada vah hoti hai

        5) energy savers ki Sal warranty hoti hai agar Ek 1 sal ke andar sevar kharab ho jaaye a to vah exchangeable Hota Hai

        Disadvantages:-

        1)energy savers light ke up down hone ki vajah se jaldi kharab ho Jaate Hain

        2) jyadatar companies bulb ko repair karne mein main bahut jyada vah time Lagati Hai
        • #5 Collapse

          Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

          Assalam o Alikum dosto mera ye review energy saver bulb par hy, jesa k aap sab ko pata hy k pehly zamany main bijli nahi huwa krti thi, pir late 20th century main bijli aam hogayee aur taqreban har gar aur har gaoon main bijli pounch gayee to us zamany main aisa hota tha k technology itni advance nahi thi, bs market main sirf 100, 200 ya is sy zyada k watt k bulb waghera milty thy jis k rosho ka color yellow huwa krta tha, aur sath sath tube light ka B buhat zyada rujhan tha, jo white color ke roshni deta tha, pir waqt guzarty guzarty technology advance hoti jaa rahi thi aur market main competition barta jaa raha tha to compnies new innovations ke taraf barty jaa rahy thy taa k apny field main zyada sy zyada taraqqi kar saky aur business ko barra sy to to isi chakkar main electric companies energy saver eijad kar gaye to yakdam buhat tezi sy logo ko pasand aany lagy aur even wapda k har bill main yahi protion ata k energy saver lagao aur bijli ka bill gatao, to chokny logo ko B ye baat buhatp asand ayee k chalo bijli ka bill B kam ayega aur roshni B zyada hogi to logo ny energy saver laga shuro kiyr aur ab taqteban har ghar main energy saver dekny ko milta hy, aur vo 100 watt jo aik to roshni B yellow color ka deta aur aik garmi B zyada peda karti jis ka room temprature par barra asar parta tha aur aur bill B buhat zyada aata tha bijli ka. Ab log aam tour par energy saver use karty hain ab aagy energy saver main aur B new innovations huwy hain jis sy bijli k bill aur meter par load aur B kam huwa hy lekin vo pir aik alag topic hy.
          Ab chalty hain faidy aur nuqsanat ke tarafcisky faidy kya hain aur nuqsanat.
          Faidy:
          1) Is ka sab sy barra faida ye hy k energy saver k istimal sy meter par load kam hota hy aur bijli kaa bil kam aata hy,
          2) doosta faida iska ye hy k long term main main electric lines par B laod kam hota hy jis ke waja sy bijli ka istimal kam hota hy jo load shedding kam karny main madad deta hy.
          3) 3rd faida iska ye hy k iski roshni B tez hoti hy jis ke waja sy ghar main zyada lights lagany ke zaroorat nahi parti.
          4) chota faida iska ye hy k ye mosam ko normal rakhny main madad deta hy, matlab room temprature nahi barata jis ke waja sy garmi kam hhoti hy.

          Nuqsanat:
          Iska aik nuqsan ye hy k isky rays buhat tez hoty hain khaas kar abhi jo latest edition waly energy savers aye hain jis aur roshni B zyada hoti hy jis ke waja sy aksar buzargoon ko ya bemar logo ko takleef zyada hota hy, baaqi iska koi khaas nuqsan nahi jo mention kiya jaye.
          • #6 Collapse

            Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

            assalamu alaikum my dear all forex member aaj main aapko energy saver ke bare mein bataunga doston energy saver bahut acchi cheez hai jismein aapki bahut sari energy Seva sakti hai ya bahut hi kam electrical construction karti Hai iske sath sath iske aur bhi kafi sare fayde aur nuksan Hailess input pa apko bht achi out put deta ha philips haier orient k awala aur bhi sari conpanies hain jo jadeed aur achy qism k energy savers waghaira banany ma eham kirdar adaaa kr rahin aj ma apko iss ka experience share krta hn aur wo advantages ya disadvantages jo ma na hasil kiyea wo batana chahun ga apko.

            Faidy.
            sab sy barra faida ye hy k energy saver k istimal sy meter par load kam hota hy aur bijli kaa bil kam aata hy,
            doosta faida iska ye hy k long term main main electric lines par B laod kam hota hy jis ke waja sy bijli ka istimal kam hota hy jo load shedding kam karny main madad deta hy.
            3rd faida iska ye hy k iski roshni B tez hoti hy jis ke waja sy ghar main zyada lights lagany ke zaroorat nahi parti.
            chota faida iska ye hy k ye mosam ko normal rakhny main madad deta hy, matlab room temprature nahi barata jis ke waja sy garmi kam hhoti hy.

            Nuqsan.

            Energy savers light ke up down hone ki vajah se jaldi kharab ho Jaate Hain zyadatar companies bulb ko repair karne mein main bahut zyada vah time Lagati Hai. Aur energy saver bahut jaldi Tut jata Hai.
            • #7 Collapse

              Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

              Assalam walekum Pyare bhaijaan mein Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge ji Pyare Bhai Jaan Mera Yaar review and energy saving bulb per hai Jaisa ki aap Sabko pata hai ki pahle Jamane Mein bijali Nahin Hua karti thi FIR let 20 country Mein bijali Aam Ho Gai aur takriban Har Ghar Mein Har gharon Gaon Mein bijali pahunch Gai to use Mann Mein Aisa Hota Hai Tha ke technical Itni advance Nahin Hoti Thi bus market mein sirf 100 se 200 yah isase Jyada ke vate ke bulb vagaira Milte the Jiski ki Roshani Roshani Karke colour yellow Hua Karta Tha vah Sath Sath tab light ka bhi bahut jyada istemal Kiya jata tha Jo white colour ki Roshani deti Thi FIR Waqt Vivek ko Sakte technical load Aaye Aur technical writing I aur Market Mein compassion badhta ja raha tha to company's new investor ki taraf se badhati ja rahi thi RK Patni fylde mein jyada to Jyada tarike kar kar sake aur aur business ko bade se Bada Karen ISI Chakkar Mein electric companies in acchi sev Yaad Kar Gai to yakin Mane Ke bahut Teji se Logon Ko Pasand I Nahin Lagi aur Jivan vah padh ke Har Dil Mein Jani Pareshan Aata ke energy saver Logon Aur bijali Ka Bil Ghata ho to chukni Logon Ko Bhi yah Baat bahut hi aasani I Ke Chalo bijali ka Bil bhi kam aaega aur Roshani Bhi Jyada Hogi to Logon Ne Anadi se wala gana Shuru kar Diye ab Har ab takriban Har Ghar Mein Main energy saver dekhne ko Milte Hain aur vah so Baat joke Ek Roshni bhi yellow colour kar deta tha aur ek Garmi Bhi Jyada Paida Karta Tha Jis Ke room mein Temperature per
              Bil aur matter per load Aur Bhi kam vah kar Karta Tha lekin vah pair Ek alag topic hai ab Chalte Hain Ki Ab Iske fayde kya hai nuksan kya hai

              Fayde


              Is ka sabse bada fayda yah hai ki energy saver ka istemal matter per load kam hota hai aur Bijli Ka bill kam Aata Hai

              Iska dusra fayda yah hai ki long train mein electrical lines per bhi load kam Hota Hai Jiski vajah se bijali ka istemal kam hota hai jo ke loadshedding kam karne mein madad deta hai

              Teesra fayda iska yah hai ki iski Roshani bhi Tej Hoti Hai Jiski vajah se ghar mein jyada light se Lagane Ki jarurat Nahin padati
              Chautha fayda iska yah hai ki yah Mausam ko normal rakhne Mein madad Deta Hai matlab room-temperature Nahin badhata Jiski vajah se Garmi kam hoti hai

              Nuksan

              Kiska Ek nuksan yah hai ki Iske race bahut Tej hote hain aur khaskar abhi jo latest edition wale nityaseva Aaye Hain Jis Aur jismani Bhi Jyada Hoti Hai Jiski vajah se Aksar berojgar ko yah bimar Logon Ko taklif Jyada Hota Hai Baki iska Koi fastticket Nahin Hai
              • #8 Collapse

                Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

                Jab Ham pahle pahle Roshani ke liye Hamen jyadatar ki jarurat hoti hoti Ho Raha Hai Mohabbatein istemal Karte The aur iske alava aap ismein Lite par kara Balam istemal Karte se joke so Vodka block Hota Saya usse Bhi Jyada Ho Hota tha Hamen bulb se main a jata tha uska yellow colour Hota tha uski Roshani Tej hoti Thi Aur vah Kamre Mein Karta Tha lekin Uske bad bahut hi company an energy-saving taraf se rajyon ke Kafi company ka hote hain aur Unki light bahut kam Leti Hai dusre Jo Bal Hote the vah bahut hi jyada bijali lete se lekin Uske bad energy saver a Gaya energy saver abhi bahut hi acchi bijali Ho Karte The lekin main aapko Bata chalo ke jaise Jaise Technology Aage Taki kah rahe hain ab Uske bad LED bulb and chuke hain jinki light Bhi Jyada Hai Aur Unki bijali ki tar Mein small Hoti Hai ISI Tarah Aage Aage pata nahin aur Bewafai Technology a jaenge
                Energy saver Ka Main aapko Bata chalo to yah bahut hi kam bijali leta hai aur isase Hamen bahut jyada fayda Hua aur iski light bahut jyada is Mar Ja sake Pakistan mein bijali bahut hi Kami hai to energy Sehore use karna chahie jisse Hamen bahut jyada ladki ka fayda hota hai Hamen bill bhi kam aata hai yah bahut hi acchi Technology hai aur Iske andar Ek tubelight hoti hai jo ki bahut hi jyada Roshni hoti hai aur yah roshni ke liye sabse best hai
                Disadvantages
                JEE main aapko batata challenge Jaisa ki energy saver dusre bulb Se mahanga Hota Hai Iski price wala hoti hai isliye is ko istemal log bahut kam karte hain lekin iska istemal karna chahie jaise ki simple wala bahut Sasta a Jata Hai Lekin unregister usse bahut mahanga hota hai to isiliye log isco company istemal karte hain lekin han main aapko batata Chala Gaya energy saver ko istemal karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

                  Assalamualaikum!

                  Aj mein apko energy saver Kay baary main kuch maloomaat dun ga Jo Ap keliye faidamand ho sakti Hein

                  Advantages:-

                  Energy savers jesa Kay naam say zahir have bohat Kam energy yaani electricity consume karta hai energy saver Kay advantages main ye bhi hai Kay iski roshni white hoti hai hai jis sy har cheedz wazia Nazar aati hai energy saver hamary gharo main Aik lamba time chalty Hein aur hamara sath dety Hein aur iska faida ye bhi hai Kay iski 1 daal ki warranty hoti hai Matlab agar ye 1 daal Kay andar kharab ho jaye to Aap isko exchange Kar sakty Hein aur isky badly koi aur energy saver ly sakty Hein Jo faida mand hai energy saver bukhs Kay muqabky main Kam energy consume karty Hein aur Aik achi roshni dety Hein Jo bulb Kay muqabky main ziada hoti hai aur hamen sab kuch wazia Nazar aa sakta hai energy savers ki qeemat bohat Kam hoti hai aur ye sasty hoty Hein aur ye easily affordable hoty Hein aur har koi inhen khareed sakta hai

                  Disadvantages:-

                  Energy savers Kay kuch khaas disadvantages nai hein magar aksar jab light dim ho jati hai to aksar aese waqt main ye Hal jaty Hein aur energy savers bohat garam hi jaty Hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

                    Energy saver bulb Jo aj Kal boht zyda use ho rhe Hain aur Bijli bhi Kam istemal hoti he Aur roshni bhi boht pyari he Aj Kal zyda ter log baqi bulb ki nisbat energy saver ka istemal zyda Kar rhe Hain
                    Faidey
                    .
                    sab sy barra faida ye hy k energy saver k istimal sy meter par load kam hota hy aur bijli kaa bil kam aata hy,
                    doosta faida iska ye hy k long term main main electric lines par B laod kam hota hy jis ke waja sy bijli ka istimal kam hota hy jo load shedding kam karny main madad deta hy.
                    3rd faida iska ye hy k iski roshni B tez hoti hy jis ke waja sy ghar main zyada lights lagany ke zaroorat nahi parti.
                    chota faida iska ye hy k ye mosam ko normal rakhny main madad deta hy, matlab room temprature nahi barata jis ke waja sy garmi kam hhoti hy
                    Nuqsan
                    ​Energy saver ki nisbat baqi bulb kafi arsa tak thek chlte the jab ke energy saver boht Kam chlta he aur us ke bad ya ty kharab ho jata he ya toot jata he aur is ki price bhi Kafi zyda he Jo har Bnda afford nai Kar skta
                    • #11 Collapse

                      Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

                      Assalamualaikum dear member ap sab theek thaak hain aaj ka Mara topic hea, energy saver ke bare mein Hamen apne ghar mein sirf energysaving Lagane chahie energy saver ke light bilkul white hoti hai jo Aankhon Mein Nahin padte aur energy saver ki light Se Ghar Mein Roshani bahut zada hoti hai aur han Agar Har kaun ho to bil bhe kaam Aata Hai aaj cal to energy saver kardo hi balatkar wali ka bahut purana ho gaya hai ghar mein Teen Char Din Se Ghar Mein Roshani bahut acchi Aati Hai Jyada Se Jyada 150 rupay Mein Mil Jata Hai Ek dafaa Magar ghar mein energy saver Laga Le To fir Hamen poston Kisi Kis Kis unke per Shani ka Samna nahin karna padta balb Dor to bahut purana ho gaya hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

                        Introduction
                        Asslamoalaikum dear forex frndz aj me apko energy savour k Bary me btaonga energy savour isky nuqsanat BHT hi km Han but isky faiday BHT ziada Han yhi wjah ha k ajkl mostly ghro me bulb k muqably me energy siviour BHT ziada use horhy Han energy savour ko CFL(compact fluorescent light) b khty han iski life 6000 sy 10000 hours k drmyan hoti ha
                        Advantages
                        Energy savour k BHT sary advantages Han SB sy bra advantage yeh ho k inki guarantee b hoti ha AGR us time me energy savour khrab hojaty han to kabile wapci hoty Han isky ilawa yeh ghr me lgy khobsurat b lgty Han inki light b BHT white hoti ha Jo ankho py nhi chubti isky ilawa energy savour ka SB sy bra faida yeh b ha k yeh energy save rkhty Han means yeh BHT ziada watt k nhi hoty jiski wjah sy yeh itni bijli b nhi use krty JB k inky muqably me bulb BHT ziada watt k hoty Han
                        Disadvantages
                        Iska SB sy bra disadvantage yeh ha k yeh aam bulb ki nisbat BHT ziada price k hoty Han Jo k normal ya poor log afford nhi krskty Han...wkt guzarny k sath sath energy savour side sy Jahan py isky electrodes lgy hoty han black hna start hojaty Han q k inmy ak fluorescent powder lga hota ha..iski efficiency b LED bulb sy low hoti ha..AGR hum energy savour ko 2 ya 3 ghnty use krny k bad utary to yeh BHT heat up hojata ha...or energy savour ki companies isko recover krny me b BHT ziada time lgati Han...
                        • #13 Collapse

                          Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

                          Energy sever use karnay ka maqsad yhi hota hay kay aaap asani kay sath roshni lai sakty hein ghr mein rooms mein or bhi bht si ajagh ye use hota hay har rozzzilwah jo hamaray mlk mom gnbacks ki kami ha unfiliar trase greenbacks aain gay to is sayki money related frmework soli ho jaye gi toeray kha governme ko is baray lazmi sochna chye aur muay umeed harade changing legitimho jaye ga thoday aray tak. ar unfamilia trade ko infrmatal companes moter aik isue alright tallness pe bhi padhanaaye is se understko boaht zaidah faidh ho ga au is mulk devein substantia di jay paktsan ki monetry framework boht starng ho skti ai q OK paistn statute boht joblessness hai js ki wjah se hmry nolk OK halabhi boht khrab hi jiki wjahrozgari boht had tak hai or ag unfamliar tradeko cjay OK yah ur mumble task ka cha bonas be hasil kr sakte hei is liye hume is nune kam ko nai cho chaye jin loguo ne tsk bonas na mihor diya ha n ko numbr onestion kia channelp ka sawal is time taqrhar Pak the Foremarket Conversation cponeawal blaklist gia channel har koi i% rahge OK kiscclaim mila chl kis ko nahen statute khud bhi yahi sa doston realm kar chuka hon qun OK mujhay bhi abhi tak acclaim nahen mila statute nay jitnay bhi om pocha Oclaimmila el ya nahi sab ka jaahi statuteome aayachannel har koi is aray statute bohareshan
                          • #14 Collapse

                            Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

                            jab se LED bulb aye hain tab se ho energy saver ke demand kam ho gy hae lakin pechle twentry years se yehe chala a raha hae to is waja se yeh chala lakin jab se led bulb aya hae us se ab energy saver bilkul nhe raha jis main jo energy saver pehle hote the un main jalde kharab bhe ho jate the or us main yeh hota tha ke energy saver toot bhe jate the lkain led plastic bode main hote hae yeh na kharan hote hain or na he yeh toot jate hain to lakin is main energy saver bahut he impressive hota hae to is main tamam logon ko cahiye ke wo is main sahe tarah se kam kar he jate hain to he to he to hum is main success he hasil kar he lete hain jitna zayada hum is main kam kar he jate hain to bas is waja se he tamam logon ko cahiye ke wo is main dil se kam kar he jate hain to wo is main success hasil kar he lete hain lakin hamen is main sahe tarah se kam kar lena cahiye is main hum jitna zayada sahe tarah se kam karte hain wohe to is main kuch na kuch gain kar jaya karte hain to bas is ke liye he to hum is main kuch gain kar jate hain bas hamen bhe is main sahe tarah se kam kar lete hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main kuch na kuch gain karte he hain hamen bhe is main dil se kam karte hain bas hamen is main sahe tarah se kam karte he hain to bas is main mehnat karen is se faida hasil kar he jate hain bas hamen bhe is main dil se kam karte he hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main dil se kam karte he hain bas tab he to hum is main success hasil karte he hain is main hamen is main sahe se isko use karna ana cahiye tab he to hum is main kam kar jate hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

                              Energy saver bulb aaj Kal markeet main bht Kam ho chuky Hain .in main difference watts and difference shape hoti Hain hain.ye Kam bijli py achi roshin dety Hain...

                              ADVANTAGE...
                              ENERGY SAVER bulb bht he khoobsort design main available hain.is main 0.5W sy le ker 50/60 W Tak asani sy markeet main. Mil jaty Hain.bijli ki consumption bhot he Kam h.light bht achi h.eyes ko nuqasan Ni ho hota...
                              Is main difference colot b available hain.aap apni marzi ka choose ker sakty hain.ziada ter white he use hota h...ur warranty main available hain.koi bulb damage ho b jy to aap shops sy replace krwa sakty Hain.

                              DISADVANTAGE...
                              energy saver bulb sheeshy my bny hoty Hain jis ki waja sy asani sy toot sakty hain.kam voltage pay flickering krny lag jaty hain.jo behad he tens kerty hain.low quality led bulb bhot jld burn ho jaty hain.aur eyes ko b nuqsan kerty Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X