Yeah Review "Refrigerator" par mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeah Review "Refrigerator" par mabni hai
    Assalam O Alaikum !

    Dear fellows aj ka topic refrigerator ke baarey me maloomat par mabni hai umeed ap ko pasand aye gaa

    Introduction :

    A Refrigerator is a machine for keeping things cold it is sometimes called fridge or an ice box people put food and drink in it to keep those items in a good condition and save ( unspoiled ) for a long time .

    Benefits


    1. It keeps the cooling chain and it breaks the bacterial development
    2. The "cool" cut does not modify the unsaturated fatty acids on the meat
    3. We are being able to safely consume meat beyond a few hours
    4.The Refrigerator is used for cooling your food and water

    Disadvantage



    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12467452Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12467453Dosto refrigerator ke itne nuqsaan nahi hai balkeh faidey bht hai q keh dosto is me ham aesi bht si cheezen lambey arsey tak store karte hai mere khayaal se is ka aek disadvantage hai aaor woh hai keh yeay electricity consumer hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeah Review &quot;Refrigerator&quot; par mabni hai

    Refrigerator is a machine for keeping things cold it is sometimes called fridge or an ice box people put food and drink in it to keep those items in a good condition and save ( unspoiled ) for a long time .
    Benefits
    1. It keeps the cooling chain and it breaks the bacterial development
    2. The "cool" cut does not modify the unsaturated fatty acids on the meat
    3. We are being able to safely consume meat beyond a few hours
    4.The Refrigerator is used for cooling your food and water
    Disadvantage
    refrigerator ke itne nuqsaan nahi hai balkeh faidey bht hai q keh dosto is me ham aesi bht si cheezen lambey arsey tak store karte hai mere khayaal se is ka aek disadvantage hai aaor woh hai keh yeay electricity consumer hai .
    • #3 Collapse

      Re: Yeah Review &quot;Refrigerator&quot; par mabni hai

      introduction
      refrigerator aik ese electronic device hae ke jis main hum apne tamam khane ke cheezon ko freez kar sakte hain yeh aik advanced technology hae or aj kal ke zamane main yeh taqreeban har ghar main he majood hote hae is se hum apne food,milk,vegetables ko spoilage se bachane ke liye aik particular temperature dete hain to yeh sab gharon main hota hae q ke yeh aj kal basic needs main se aik hae
      Advantages
      regrigertor ke bahut sare advantage hote hain jin main sab se pehle to yeh ke is main hamen thande pane milte hain or is ilawa ham is se bahut se faide hasil kar sakte hain or is ke bad is main se hum apne khane ke chezen save karte hain to hamen cahiye ke hum is main bahut se cheezen save kar jate hain to bas is waja se hamen is main se faida uthana cahiye pora pora take hum is main se faida hasil kar saken or is main hum ho saken or is se hum apne cheezon ka khayal rakh saken
      Disadvantages
      jahan is ke advantages hote hain wahen is ke disadvantages bhe hote hain is main hota yun hae ke thanda pani hamare sehat ke liye bilkul acha nhe hota hae jse he hum thanda pani pete hain yeh hamare enzymes koi denatured kar deta hae or refrigerator ka jo outdoor hota hae wo garam hawa chorta hae jis se garmi ho jate he to is liye hamen careful rehna ho ga is tarah se he to hum is main kuch faida hasil kar sakte hain
      Size
      refrigerator ke three sizes hote hain aik hota hae small or medium hota hae or aik hota hae large hota hae to yeh different size hote hain
      price
      is ke prices vary karte hain company or size main lakin yeh 30k se le kar 100k tak ke range main apko mil jate hain to yeh bahut ache hote hain
      Electricity consumption
      refrigerator jo hote hain wo light bahut consume karte hain jis ke waja se is ka bill bhe zayada ata hae to bas hamen cahiye ke hum isko kuch time ke liye he chalaya karen
      • #4 Collapse

        Re: Yeah Review &quot;Refrigerator&quot; par mabni hai

        Dear forex members assalamualaikum kya hal ha ap ka hamara aj ka review Refrigerator pr mubni ha to dosto refrigerator ka hamari roz mara ki zindagi bht ahm kirdar ha Refrigerator ki price to bht zyada ha jis ki waja se gareeb log afford nhi kr skte pr Refrigerator hr ghr ki zarorat ha is ma hame ajkal garmi ma thanda pani ki ashad zaroorat hoti ha jo hum refrigerator se pani nkal kr pee lete ha or is k ilawa hum khane ki cheezen rkh skte ha jo hum jab chahe nikal kr garam kr k kha skte ha Refrigerat hamare khanu ko kharab nhi hone deta Hum raat k khane subha ya kbhi bhi refrigerator ma rkh den or kbhi bhi nikal kr unhe istemal kr skte ha Refrigerator ko bijli ki power zyada deni chahiye kam power pr Refrigerator on nhi hota or bijli k bill bhi bht zyada aate ha jin ghr ma refrigerator hu
        • #5 Collapse

          Re: Yeah Review &quot;Refrigerator&quot; par mabni hai

          Asalamolaikum. Ji ap ne fridge par ek acha review paish kia hai..​Fridgeek electronics ki device hai jis ko gharon mein cooling ky liye istenal kia jata hai. Aajkal har middle class se le kar ameer logon k ghar fridge mojud hoti hai. Isky bht faidy hain. Aur isko istemal kr k bht se jhanjhaton se door hua ja skta hai.

          Advantages :

          1) Ice :
          Fridge mein aap ice bna skty hain aur grmiion mein thandy pani ky liye istenal kar skty hain. Garmion me cooler ka oani gram hjata hai jo piny k qabil nhin rehta ice daal kar thanda pani pi skty hain.
          Isky ilawa ap is mein ice cream bna skty hain ajr store bhi kr skty hain.

          2) Preservation :
          Yeh aapki gharelu khany ky istemal hony wali cheezon ko long time ky liye preserve rkhta hai. Aur is mein aap zeada dair tsk chezyn store kr skty hain aur woh khrab nahi hotin.
          Garmion​ mein bahr paey rehny se doodh kharab hoskta hai lekin agar fridge mein rkh dia jaye to wih khrab nahin hota..​Isi trha dahi ko rkha ja skta hai..​
          Isky ilawa sabzion ko thanda aur fresh rkh skty hain. Isky cooling systems vegetables ko bhi fresh rkhty hain.

          3) Freezing Technology :

          Ap fridge k opar waly khanay mein agar gosht waghera freeze karna chahyn to aap zeada dair ky liye freeze rkh skty hain. Aur gosht khrab nahin hota.​Qurbani ka gosht zeada time k liye store krna hta hai tab fridge bht kam ata hai.

          Disadvantages :

          Is se bijli ky istemal mein izafa ho skta hai. Aur biil mein izafa karta hai. Isky ilawa aapko achi comoany ka fridge lena chahye wrna in ky compressors khrsb bhi hoskty hain. Aur bht se mslay ban skty hain. Apko ek hi bar mein acha fridge lena chahye.
          • #6 Collapse

            Re: Yeah Review &quot;Refrigerator&quot; par mabni hai

            Dear members
            Aaj mein apko refrigerator par manni maloomaat denay ja Raha hun to sab say pehlay refrigerator hota Kia hai apko ye bta sun to refrigerator Aik aesi machine hai jiskay 2 main functions Hein Aik hai ice banana aur dosri vegetables, fruits ko kharab honay sy bachana aur ye donor kaam hamary liye kaafi benefits laaty Hein.


            Advantages:-
            Refrigerator main ham vegetables aur fruits ko Aik achay time keliye store Kar sakty Hein aur sath sath use Kar sakty Hein aur inko kharab honay sy bacha sakty Hein is Kay elawa ham bohat say Salan aur doodh (milk) ko bhibis main store Kar skaty Hein aur kharab honay say nehfooz Kar sakty Hein is traah refrigerator Aik bohat hi faida mand machine hai .


            Refrigerator ka Aik air dosra Jo aeham aur main kaam hai wo hai ice banana Yani ham is main Aik box bana hoa hota hai jis main Pani ko rahen to kuch time baad wo Pani baraf(ice) ban jata hai garmion keliye ye bohat hi faidamand hai mham Pani I baraf ko apny water coolers main ye baraf daal Kar ham Pani ko thanda Kar sakty Hein garmion main Jo thanda Pani hamary liye bohat mufeedhota hai isy pee sakty Hein


            Disadvantages:-



            ​Refrigerator Kay kuch disadvantages bbhi Hein jesa Kay ye bijli or chalta hai aur bohat si bijli consume katta hai sir agar bbijli na ho to ye. Kaam nai karta iskay elawa agar acachi quality ka refrigerator na ho to is main current aa jata hai Jo nuksan deh hai
            • #7 Collapse

              Re: Yeah Review &quot;Refrigerator&quot; par mabni hai

              Assalam walekum Pyare bhaijaan Mein ummid karta hun kya kar lenge aaj main aapko refrigerate aur aur per Kuchh Maloom mat dena ja raha hun to sabse pahle referee great aur Hota kya hai aapko yah Bata Manoj refrigerate aur ek Aisa machine Hai Jiske do mein se function hai ek hai ki ICC banana aur dusra vegetable fruits ko kharab hone Se Bachana aur yah donon kam Hamare liye Kafi benefit Hote Hain

              Advantage

              Referee get aur mein Ham vegetable or fruit Koshik acche time ke liye store kar sakte hain aur sath sath use kar sakte hain question ko kharab hone se bachaya Ja sakta hai Iske alava Ham bahut se Salon aur dudh milk ko behaviourist Mein store kar sakte hain aur kharab hone se Nagpur kar sakte hain ISI Tarah Rakh ke Rota Ek bahut hi faydemand chij hai

              Referee ka ek dusra joke aur mein kam hai vah hai ki ise banana yani Kya ismein Ek box banana Hota Hai jismein Pani ko Rahane do Kuchh time Baat vah Pani baraf ban jata hai aur garmiyon ke liye yah bahut hi faydemand hai aur Pani Ek Baat Ko Apne watercolors Mein yah baraf dalkar Ham Pani ko Thanda kar sakte hain aur garmiyon mein jo Thanda Pani Hamare liye bahut hi munafa Mukhde Hota Hai Is Se aapki sakte hain

              Nuksan

              Refrigerator ke Kuchh nuksan Hai Ke Jaisa ke liye bijali aur per chalta hai aur bahut se bijali Kaun song Kahta Hai Aur Agar bijali Na Ho To yah Kam Nahin Karta Iske alava Agar acchi quality ka rap gana Tor na ho to ismein correct a jata hai jo Ka nuksan Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Yeah Review &quot;Refrigerator&quot; par mabni hai

                Salam:
                aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo refrigerator ka bara ma ha umeed kart hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han ak refrijerator hararti tur par musal khana aor hararat pamp par mustamal hota ha jo garmi ko apna anduruni mahol ma muntakil karta ha taka is ka ander kamra ki darja hararat sa nicha darja hararat par tanda ho jay refrigenration ak taraki yafta mumalik ma khana ki zakira karny ki ak zarori tacnik ha kam darja harart bectariya ki tulidi sar ko kam karta ha lahaza refrijernetor karab homa ki sar ko kam karta ha ak refrijertor darja harart ko pani ka anjamad sa kuch digree uper rakhta ha nakas khana ki zakira karny ka liya darja harart ki zada sa zada had 3 sa (37 sa 41 f ha ) isis tarah ka ala jo pani ka anjamad ka nicha darja hararat ko barkarar rakhta ha usa frezer kaha jata ha refrijerotr na ice cox ki jaga li.
                advantages:
                frej ka bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga frej chezu ko tanda rakhna ka liya ak machine ha isi frej ya ice box bhi kaha jata ha log is ma khana pena ki cheze rakh deta ha taka ya cheze tandi rahy ak refregerntor heat pamp hota ha is ma ham baraf bhi jama sakty han.
                disadvantages:
                is ky bohat sa faidy hona ka sath sath nuksanat bhi han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga ya lod bohat leti ha jis sa bill zada ata ha aor ya hamari jaga gerti ha aor is ka koi kahas nuksanat nahi ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeah Review &quot;Refrigerator&quot; par mabni hai

                  aj ka review refrigerator pe mabni h….
                  Introduction:
                  Refrigerator aik aesi cheez h jo har ghar main hona zaroori h…lkn abhi bhlkluch lgon k ghar main yh mojood nhi hota jo log ise afford nhi krskte …. Refregirator aesi cheez h jo apke khane ko spoil hone se bachata h…..or isko khrb or sar jane se bachata h or fresh rkhta h or Thanda rkhta h …ap iske freezer main gosht…baraf or kuch paki hui sabzi wgera freeze krke rkh skte hain takay wo khrb na ho….

                  Advantages :
                  Iska sbse bara or phle faida yh k yh garmioun main apka khana wgera spoil hone se bachata h…usko khrb hone se bachata h or apki sabzi ya khanun ko Thanda rkhta h takay wo garmi main bahir khrb na houn…yh garmioun main apki pani wali bottles or beverages ko Thanda rkhta h takay ap kisi bh waqt thandi thandi bottles ap ani se lutf andoz ho sken…. Refrigerator main frezzer apki cheezun ko paki hui sabzuioun ko freeze kr skta h..apke store kiye huye gosht ko bh freeze krta h…or baraf bh bnata h…takay ap kisi bwaqt apne ya mashroob ko Thanda krke pee sken…
                  Aik refrigerator ka kaam hota h apke food ko Thanda rkhna takay wo der tk fresh rhhe or food main paye jane wala bacteria apke food par der se kaam kre or use jaldi khrb na kr ske…agr ap apne doodh ko kitchen main aese hi chor den to wo 2 se 3 ghnte main khrb hoskta h or agr ap usko freezer main rkhen to apka doosh 1 se 2 hafte tk fresh rhta h…

                  Disadvantages:
                  Aik refrigerator ka sbse bara nuksan yh k yh bht costly hota h or bht hi ziada Bijli leta h or aik ghareeb insan isko afford nhi kr skta ….agr ap iski safai nhi krte to inke andr brf freeze ho ho k yh bht ziada quantity main brf hojati h or jo nuksande sabit ho skti h or refrigerator ka door open ya close bh nhihoskta or ap jo gosht ya sabzi freeze krte hain to uski smell isme phel jati h…isliye isko safai bh bht zaroori h…iska aik nuksan yh bh h k iska bht dehan rkhna prta h isme koi na koi repairing ka kaam ajata h… jo apko life time krwana parta h…
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeah Review &quot;Refrigerator&quot; par mabni hai

                    Aapane Achcha topics left kiya hai agar Ham baat karte hain refrigerator ki to dear friend refrigerator bahut se gairon mein istemal kiya jata hai ya ghar mein Padi bahut acchi Khubsurat show hoti hai ya nahin Ghar Ki Grass show best show karvane ke liye refrigerator istemal Kiya Ja sakta hai Iske alava refrigerator garmiyon mein jyada profitable sabit hota hai ya nahin Ham ismein Pani ko Thanda kar sakte hain Iske alava Ham salan yah dudh Vergara ko ismein CS per sakte hain Sar ke Garmi Se Bada Sakte Iske alava Ham Thande sharbat is small karne ke liye refrigerator ka istemal karte hain fruits dwara ko aur cakes wagara ko bhi refrigerated Mein safe Kiya Ja sakta hai Kyunki garmiyon Mein aam taur per chijen khane wali chijen kharab ho Jaati Hai Aur istemal Ke Kabil bhi nahin rahti to Garmi Ho Main Apni chijon ko kharab hone se bachane ke liye refrigerators ka istemal Kiya Ja sakta hai iska Bil Bhi Jyada Nahin Aata Hamen acchi company ka refrigerator Mera chahie Mere Khyal Mein hire Hai Bahut Si Company hai Hamen Har company ka refrigerator apne liye Lena chahie aur isase ham bahut jyada fayde Hasil kar sakte hain iska ek hi nuksan hai ki agar Ham Kisi Ko Raat Din chalate chalakar Rakhenge aur iski speed Bhi Jyada Rakhenge To Hamen electricity Kabil Sara sakta hai Iske alava iska Koi Bhi nuksan Nahin Hai Ham ismein bahut fayda Hansel Karte Hain Pakistan mein aur other countries Mein refrigerator ka istemal Kiya Jata Hai Log shops per bhi refrigerator ka istemal karte hain cold drinks wali shops per jyadatar refrigerator ka istemal Aam hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeah Review &quot;Refrigerator&quot; par mabni hai

                      Introduction: Refrigerator jo key 1 sard khany aur 1 heat pump (mechanical, electronic aur chemical) par mushtamel hota hay heat pump key help se garmi ko apny inside mahool se behrooni (outside) mahool me transfer karta hay ta key es ka androoni mahool room key temperature se kam ho saky, developed countries (taraqi yafta mumalek) me refrigeration food storage karny ka 1 technique key tur par banaya gia hay, food ko kharab hony se bachany key ley refrigerator ko ejaad kia gia hay agar deka jaye to bahot soch samaj kar es machine ko banaya gia hay jes me zeyada time tak foods ko storage kia ja sakta hay aur zarorat pardny par es ko estimal me laya ja sakta hay, first cooling system 1750 me introduce kia gia magar 1800 se 1834 me pehla vapor compression refrigeration system ko develop kia gia,

                      Advantages: Refrigerator ka faida ye hota hay key ham es ko khas kar garmi key session me foods ko kharab hony se bachany key ley use kar sakty hey, agar refrigerator proper achi tarha work karta hay to es me foods ko long time tak ham store karny me kamyab ho sakty hey, session change be ho jaye to per be ham es ko working condition me rak sakty hey aur es me different esy foods ko store kar sakty hey jes key kharab hony key chances bahot zeyada hon, thermostat key help se jab session key change hony par ham es key inside temperature ko khud control kar sakty hey,

                      Disadvantages: Ghar me refrigerator use karny key bahot faidy hey magar es ka nuqsan ye hay key es ko ham 12 months hi use karty hey es waja se hamary utility bill me bahot zeyada ho jata hay.
                      Click image for larger version

Name:	Open_refrigerator_with_food_at_night.jpg
Views:	1
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12330942
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeah Review &quot;Refrigerator&quot; par mabni hai

                        Asslamolikum !
                        Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho ek refrigerator par mabni ha ya aj kal har ghr ki zarorat ban chuka ha ham apny is jawab ma is kay bary ma tafseelan bat kary ga or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan to umeed karta ho uis say apko kafi faida ho ga or apki knowledle ma bhe kafi azafa ho ga to ham start karty han refrigator cheezo ko thanda rakhny ka liye ek electronic boht achi machine ha is ko zada tar ice cream box bhe kaha jata ha is kay under ka tempreator 4 say 5 degree tak rahta ha or ham is ma apni chezo ko thanda karny ka liye rakhty han taky garmi ki wja say hamari khany peny wali cheezan khrab na ho jay frieg ma ek heat pump hota ha jo is ko garam na hony ma madad karta ha ya pump am tor par ap kay refrigator ko heatup hony say door rakhta ha.

                        Advantages :
                        is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han refrigator thanda ka silsla barqarar rakhta ha or ya bactrial pesraft ko tor deta ha is may ap khana khrab nhi hota or ya har gr ki zarorat ban chuka ha jo sab kay istimal ma hoti ha hma thandy pani ki zarorat hoti ha garmi kay hisab say to is say hma thanda pani milta rahta ha or ham is say apni khany wali cheezo ko store kar sakty han or wo khrab nhi hoty han na he inko koi masla bnta ha.
                        disadvantages :
                        is kay boht zada faidy han jin kay sath sath is kay kuch nuqsanat bhe han jo ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is ma ek compresser boht heavy qisam ka istimal hota ha jis ka electricity ka bill boht zada ata ha or ya kafi mehangi miltui ha jis ki wja say am insan isy afford nahi kar sakta ha or zada is kay koi nuqsan nahi han.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X