yeah review U.P.S py mubni hai....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

    ye review u.p.s py mabni hai..
    Assalam o alikum
    dear friend ye review u p s par mabni hai.
    Me aj ap ko is k advianteg or disadvandage btaon ga
    Me umeed karta hon k ap sab ko zaroor pasand ay ga
    aaj me ap ko ap ko u.p.s ky bary me knowledge experience
    Donga kuch log aisy hain jin ko ups ki knowledge or express
    k bary me jyada tar ni pta isly ma ne socha yeh ky apko bta dun.


    Advantage !

    Dear friend.
    Is k kuch advantage b hoty hen aaj k dor me loadsheding
    Ka bht masla hai jis ki waja sy log ups k khas amal karty hen
    Ups bht ziada banifit deta hai.ager ap ki bijli jhali jay to ups
    Automatic ap ky ghar ki sab tubelite or fan ko on kar deta hai,
    Or ups ki awaz b ni ati k ups jgal raha hai.
    Ager ap genertor use karty hain to uski bht jyada awaz ati hy
    jis ki waja sy sir me dard hont lagta hai.
    Agervap ups istamal karen to us ki koi awaz ni ati or wo lite
    Jany par automatic on ho jata hai or awaz b ni ati ups ek bht achi
    Cheez hai jis ki waja sy countries mein loadshading ki problem hai.



    disadvantage !

    Dear friend ap ko pta hy k jis cheez ki faidy hoty hen
    Un k kuch nuqsaan b hoty hen. is ly ups k b kuch nuqsaan hen.
    Ups ager zeyada istalam karen to ye bht jald kharab ho jata
    Hai .or ups bht mehnga hota hai jo har koi ephod ni kar sakta
    Ups ko bht sari charge ki zaroort hoti hy jis ki waja sy bijli ka
    Bil b bahut zeada ata hai. or gahreeb admi bil ni dy sakta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

      Re:yeh review U.P.S par mabni hai

      Assalamu alaikum dear members main umeed karta hun ap sab khairyat sy hun gye mera aja ka review U.P.S par mabni hai main ap k sath ajj u.p.s k bare me information share karta hun jesa k ap log janty hihn u p s ka bht zaida faida howa hai jub bi bajli jati hai tu hum is say AV220 v hasal kartay hain aur hum ko memco or fesco or jo be city main electrycity ho janay ki waja say hum motor yani pump fan tv computer mobile charging nahi kar saktay is problem ka hal u p s hai jo difrent power power main market main hain 600watt or 1000 watt or 3.2 kw 5.2 kw etc as you need power is say hun jub bajli nahi hoti tu hum u p s ko on kar k ap nay ghar main her bajli say chalnay wali her chez ko on kar sak tay hain emergency main ke c gift say kam nahi hai aur ajj kal tu solar system say baghar battery say chalnay wala invertar be market main hai jo batter less hai yani us ko battery ki need nahi hoti but in ki price bht zadia hoti hai ups ka jo big advantages hai k hum koi kam kar rahay hain tu bajli chli jaye tu yeh auto matic on ho nay say bajli ka pata hai nahi chlta ka kab gye aur kab i
      DDisadvantages:U P S ke nuksan bhi paye jaty hain battery kuch months k bad chang karni parti hai zaida load wali machine ko hum on nahi kar saktay hain aur jub bajli jati hain tu jo battery used hoti hai jub bajli ati hai tu battery low ho jati hai is time battery ko jub koi be ups full kar taha hai tu bajli bohat layta hai jes say hum ko bill be zaida ata hai aur battery k terminal ko be kuch arsay bad chang karna parta hai
      • #33 Collapse

        Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

        Assalam walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge

        The topic up Prema burning hai main aaj aapko Iske advantage aur nuksan bataunga Main ummid Karta Hun per aap Sabhi member ko Jarur Pasand aaenge aap ko pata hai ki aaj main aapko UPS ke bare mein knowledge areas dunga Kyunki Kuchh log Aise Hain jinko up uska knowledge or experience ke bare mein jyadatar nahin Pata Hota isliye Main Chahta Hun Ki Main aapko Kuchh Bataun Taake UN Logon Ko Bhi pata chal Jayegi unko Ke Nahin pata

        Pyare bhai jaan up Shahar Ghar Kyon jarurat Ban chuki hai Kyunki aajkal load shedding bahut hi chal rahi hai isliye Har Banda pareshan hai aur UP ka istemal karta hai aur UP ki bahut hi acchi bacchi Tamam hoti hai isliye aapko chahie ki aap up Kisi acchi company ka istemal karen to ab main aapke Samne UPS ke fayde aur nuksan Byan karta hun

        Advantage

        Ja sake aapko pata hai ki Har chij Ke advantages Jarur hote hain up Ke Bhi fayde Hain To yah bahut hi acche se kam karta hai lekin Kisko apni battery charge kar rahi hoti hai aur up acchi chij hai aur Har Kisi ghar mein gharon mein maujood hai up box Se fayda Hai Jab light Jaati Hai To yah kaun ho jata hai aur up exercise bhi bahut Achcha hota hai aur usko Har Banda use karta hai up KB size hote hain aur Bade Chhote jo bhi aap Lena chahie Par Ek baat Yad rakhen Ke Jab Bhi aap market se Kuchh lete hain to uski pahle aap graduate team ke liye FIR vo chij lekin ke guarantee Dena bahut hi Drohi hoti hai agar aap guarantee lete hain to vah aapko Granthi Dete Hain Taake aapka UPS Agar kharab hota hai to vah aapko up tabdeel Karke Dete Hain

        Nuksan

        Pyare bhai jaan UP ka nuksan Ya Hai Ke ya kharab Bhi Ho Sakta Hai Isko Har Koi phone bhi nahin kar sakta yah bahut hi mahanga hota hai aur Hamen chahie ki Ham Kis Ko Lene Se Pahle is Ko Kisi acchi company ka Le Kyunki iski battery may affect a sakta hai aur iski battery bhi bahut mahangi hoti hai isliye aapko chahie aap Agar isko khareed Lete Hain To aap isko actiheart ke sath news Karen
        • #34 Collapse

          Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

          Assalamu Alaikum dear Forex members aj ka Hamara review Hai U.P.S Jis per Ham baat Karenge.. U.P.S as a hot backup machine hain..
          Jaisa kh AP Sab Jantein Hain Kh U.P.S Ek bahut hi zyada istemal hony walii machine hai. Aur abhi Pichhle Kuchh arsay say es ke istemal mein bahut zyada izaafa Hua Hai.. Kyun kh Hamari country mein es Waqt bht shdeed qism ki electric load shedding horhii hai.. Apny electric ki zrort ko poraa krny ky lyee hum U.P.S ka istemal Kiy krty hai..

          Advantages %%%%

          U.P.S Ek bahut hi zyada facility walii chiz hai hai Jo k Hamen istemal karte waqt sakoon Hasil Hota hai Jis Waqt electric bijli available Na Ho To hot season mein ham U.P.S ko zyada time klye bijli ky istemal kr skty.. Agar Ham nay U.P.S ko zyada time ky lyee istemal krna ho to iske sath acchi quality wali battery ki connection Lagani chahie..

          Disadvantages %%%%

          Doston Jaisa ke aap sab dost Jante Hain Ki Har EK chiz ke jitne fayde hote hain use Tarah Sath Sath Uske nuksan bhi bahut Hote Hain esii Tarah U.P.S ky bhi kuch nuksaanat hai iska nuksan Ya Hai Ke Kuchh time Baat iski battery Ham change Karte Hain Jis per bahut zyada kharcha Aata Hai... aur dusra nuksan iska yah hai ki Ham is Ko Kisi market yaa Kisi Bari electric kam per use nahin kar sakte Kyunki yah Low voltages ka hota hai ya sirf Ek Kamre Tak Mehdudh Hota Hai Jo Ek Kamre Tak Hamen bijali Farar Ham kar sakti hai...esii lyee safe tarike se Hamen iska istemal Karna chahie....
          • #35 Collapse

            Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

            Assalamu Alaikum dear friendaapane bahut achcha topic hamar sar discuss kiya hai jo ki dukan par mukhi hai jaise kya pata hai ki UPSC bahut acchi chij se Ham iska istemal karte Hain jab aap ki lifestyle jaati hai to vah automatically on ho jata hai aur isase aapko kafi jyada song latest ho rahi hai uska kuchh aur ko nahin hota jaise kar generator ka shor hota hai is tarah iska Koi nahin hota ham log aasani se istemal kar sakte hain UPSC bahut acchi chij se Ham iska istemal karte Hain jab aap ki lifestyle jaati hai to vah automatically on ho jata hai aur isase aapko kafi jyada song latest ho rahi hai uska kuchh aur ko nahin hota jaise kar generator ka shor hota hai is tarah iska Koi nahin hota ham log aasani se istemal kar sakte hain Fiyade.

            Jaise kya aapko pata hai hai ki Har chij Ke a advantage Jarur Hote Hain UPS ke bi advantages Hain kam Ki chij Hai Hi Nami Ho To Kya Kam karta hai lekin is ko bhi apni battery e charge kar rahi hoti hai UPS vo acchi chij hai hai aur Har Kisi ghar mein mein jo gharon gharon mein maujood hi UPS ke box se fayde Hain jb light jati hai to yeah on ho jeta hai UPS k bhi size hoty hain bary choty jo bhi ap lena chahny pr ek bt yad rkhy k jb bhi ap market sy kuch lety hain to us ki phely ap guarantee ly lyen phr wo chez lyen Kyunki guarantee Dena bahut Jaruri Hota Hai.

            Naksan.

            apko to pta he ho gya k Jaise ke Aaj chij Gaye advantage Hota Hai Uske disadvantage bhi Jarur mat Hain isiliye up ke bich disadvantage hai ya nahin kharab Nahin ho sakta kharab ho sakta hai isko Har Koi ephod bhi nahin kar sakta yah bahut mahanga Hota Hai aur Hamen chahie ke isko Lene Se Pahle the anti leni chahie tab jakar mein up Lena chahie UPS ki battery khatm bhi ho sakti hai isko charge ki bol Jyada jarurat hoti hai agar light Na Ho To yah charge Nahin Hota aur ghante 2 se upar light Chali Jaaye to UP band ho jata hai isiliye UPS ko Bade Acche se istemal karna chahie.
            • #36 Collapse

              Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

              jb se electricity aii h to duneeya badal gai h pehly insan bhut mihskil se zindagi guzarty thy lekin jb se electricity ejead hui h tb se kafi kam asani or tym ka waste kry bgahr ho ksty hn pehly har isnan apna har kam hath se krty thy lekin iski wajah se har kam k lea new device ah gai h jo electricity se use hoti h electricity hmarrii zindagi ka ehm hissa haj gai h pehly garmi k lea log hath ka istima keyy thy ab lekin electric fan ah gay hn jo srf 1 button se chal jaty hn pehly log roshni k lea candle ka use krty or ab electricity k wjaha se ek button se roshan roshan ho jata h

              Alsar area asy v hn jhn light mojood ni hoty ya kbi kbu load shading ka masla ban jata h asy m bhut sary issues ka samna krma partah h asy m hm2 chzon ka istimal kr skty hn gernator or ups
              Lekin gernator nose pollution create krta h or iski gas air pollution create keti h or islea yh mahool or health k lea mufeed chz ni h
              Lekin ups environment ko thk krhta h or gernator start k lea uthna partah h jb k ups khud e start ho jata h ot off v hota h is k lea koi takleef ni uthani parthi
              Ups battery py chalta h jo k charge hoti hn jb light ni hoti to hn ups on ho jta h or hamri loght ah jati h or hm sb kam bghar light k easily kr skty hn aj kal k yh lyf k bhut important chz ban gai h aj kal ups bhut zaroii hogya h islea low price py v available h jo koi v easily khareed skta h or gahreeb bnda v khareed skta h
              • #37 Collapse

                Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                AssalamoAlaikum guys umeed krta hu k aap sab kkhairiyat se honge to guys aaj ka hamaara topic UPS k baare mai hai.....
                Introduction:
                To guys UPS aaj kal to har ek ghr mai use ho rhe hai aur to aur in se kaafi saari electricity bhi use ho rhi hai to guys ab UPS k advantage aur disadvantages pr aate hai...
                Advantages:
                To guys UPS k fawaid ye hai k ye jb lite na ho to tb inhe use kr k lite create ki jaa sakti hai. Electricity se UPS ki baatery ko charge kiya jaata hai aur phr jb lite na ho to UpS ko activate kiya jaata hai yaa phr jb electricity chali jaye to ye automatically activate ho jaata hai jis se lite create hoti hai to guys advantage ye hain k is se electricity create ki jaati hai ab ham UPS k nuksaanat yaani disadvantages pe aate hai...
                Disadvantages:
                To guys jis trah UPS k fawaid hain bilkul issi trah is k nuksaanat bhi hai aur wo ye hai k UPS ki battery ko jb electricity se charge kiya jaata hai to ye electricity bhut kharch krta hai jis ki waja se electricity ka bill kaafi ziada aata hai....Aur to aur guys UPS ko khareedne aur phr isse ghr mai set krne ka bhi rent alag se lag jaata hai aur phr is ka bill bhi kaafi ziada aata hai aur main cheez k UPS bhut ziada der tak nhi chal sakta is ki battery jald hi low ho jaati hai aur dobaara se isse charge krna parta hai....
                To guys yesab kuch ham ne jaana UPS k baare mai aur is k fawaid aur nuksaanat k baare mai... To guys abhi k liye itna hi agr aap ko mera ye thread acha laga to ek like zaruur kr dena......
                • #38 Collapse

                  Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                  Aaj ka hamara topic UPS per hai UPS ka naam ham sab nay UPS ka Nam to suna hoga aur use bhi kya Hoga jo har Ghar ki zarurat hai spasht Pakistan mein loadshedding bahut jyada Hoti hai jiski vajah se up aaj ka bahut si jagah par Kiya jata hai UPSC ke advantage per baat karte hain. advantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, up bus bahut acchi invention hai up har jagah per lagaya ja sakta hai jahan per loadshedding bahut zyada hoti hai ismein battery e istemal hoti hai jo electric city se charge ho kar loadshedding mein aapka sath deti hai UPS ka ek bar advantage abhi hai solar system recharge ho sakta hai jiske liye aap ko solar plate ki jarurat padati hai solar plate market mein aasani se mil jaati hai Jo bahut jyada mahangi Nahin hai UPSke liye hamesha dry batteries ka istemal Karen kyunki yah long lasting battery Hoti hai jab kahate wali battery acchi Nahin Hoti yah aapko 1 sal mein lazmi change karna padati hai yah Kabhi loadshedding Kam ho to yah battery nakara ho jaati hai har chij ka disadvantage jarur hota hai UPS KY dadvantage per baat karte hain disadvantage,,,,,,,,,,,,,,,,, UPS ka ek disadvantage hai iske liye aapko bari battery Ka istemal Karna hota hai kyunki chhoti battery kuch ghante chalti hai agar loadshedding not zayad ho to Ya battery khatm ho jaati hai UPS ka disadvantage hai ke ismein aap ke electric city ka bill jyada ho jata hai kyunki electricity per charge hoti hai agar aapke pass solar system available na ho to electric city ka bil bahut zyada ho jata hai.
                  • #39 Collapse

                    Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                    Asalmoalikum dear friend umiid hy ap khyriat sy hon gy aj ka maira review ups k mutaliq hy

                    INTRODUCTION
                    UPS sy murad unintertable power suuply hy yae jis ka kam electricity ko apny andar store karna hy or ja. Light na ho to light agy forward karna yae electronic ups or batery py mushtamil hota hy

                    ADVANTAGES

                    Ups k kafi fawaid hain aj kal is ka bhut zaida istemal hy takreban city k garo k sath sath gao k b kafi garo mai b yae mojood hain shoro mai sab sy bara masla bijli ka tha phr bijli to aa gae laekn load shading ka masla shoro ho gya or is sy bachny k ley UPS ko laya gya jo apny andar bijli ko store karta rehta hy jab light chalo jati hy to auto py store ki hoi bijli agy forward karta hy. Or is ka size itna bara ni hota k isy sambhalna mushkil ho.

                    DISADVANTAGES
                    UPS k fawaid k sath nuksan b hain phyly nuksan yae thora expensive ho jata hy is k sath aik batery b lagti hy jo itna wakt ni guzarti apko aik saal k bad usy tabdel karna parta hy Jaisa k mai phyly bata chuka hun k yae apny andar light ko store karta hy is waja sy bill zaida aty hain is ka aik yae b nuksan hy k yae heavy chezo ko sport ni karta jaisa k istri wagera agr ap choti chezain b zaida chalain to is py load par jata hy or yae zaida wakt ni guzarta agr is ki sae etyat na ki jae to is k kharab hony ka khatra hota hy or is k repair py kafi cost lag jati hy
                    • #40 Collapse

                      Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                      U.P.S
                      UPS yani urgent power supply jokay aksar humaray garo mai use hota hai pakistan mai chukay bejli ki problem kaye saloo say chalti aarahe hai lehaza logon nay power ki continues supply kay leye UPS lagaye hai jab bejli chale jati hai tho UPS direct bejli ki supply shoro kar daita hai aab UPS hota kaisay hai tho chalay daiktay hai kay enmai kiya kiya cheezay use hoti hai UPS kay leye zarore hai kay apkay paas batteries ho jenmai power store ho sakay eskay baad apkay paas UPS ka hona zarore hai eskay through he batteries charge hoti hai aor esi kay zareye he bejli ki supply hoti hai market mai mukhtalif qualities aor companies kay ups mojood hai jesmai homage ik acha option hai so UPS lagany kay baad apko pata he nahe chalta kay bejli kaab chale gaye aor kab aye lehaza ye ik ache cheez hai agar koi esko afford kar sakta hai tho buhot achi baath hai

                      Faide
                      UPS laganay say bejli chalay jany ki koi tension nahe hoti aor apka kaam continuously chalta rehta hai UPS ka isteemal offices kay leye buhot aham hai jahan par computers bejli chaly janay ki soorat mai band nahe hotay aor continuously chaltay rehtay hai UPS garmiyo mai buhot aham hota hai kiu kay garmiyo mai aksar bejli ki problem buhot ziyada hoti hai lekan UPS say ye masla kafi haad taak hal hojata hai

                      Nuksanat
                      UPS lagany say bejli ki extra units kharch jotay rehtay hai lehaza bejli ka bill baneesbat aam routine kay ziyada aati hai eskay ilawa aksar kuch time baad UPS mai lagay batteries khrab hojati hai jeski waja say pir new batteries laina parthi hai so eskay isteemal say expense mai kafi izafa hojata hai
                      Zuhaib9988 Trading journal
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                      • #41 Collapse

                        Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                        Assalam u alaikum dear forex members!!
                        Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny kaam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.😊😊
                        Dosto aaj kal hamra review ha U.P.S.
                        => Jesa k name sy hi zahir ha k UPS = Uninterruptebl power supply.
                        Hm sb janty hain ky Pakistan main bijili ki bohat zyada qillat ha jis ki waja sy ham logon ko daily basis pr bohat zyada loadshadding ka samna krna peta ha Jo k aik takleed Dy amal ha or agr Shadeed grmiyon main yehi sorat e hall ho to jeena muhall ho jata ha is lye bijlli hasil krny ka dosra zryea chahye hta ha .
                        is sorat e hal sy nibtny k lye power generator wajood main aaya jis sy is preshani main kuch kammi ii lekin bar bar load shading ki waja sy genretor ko bar bar on krna prta Jo k aik mushkil ammal tha.🤦
                        Phr U.P.S Wajood main aaya jis ny bar bar on krny ki preshani sy churkara delaya .Dosto UPS Aik battery aik power adapter Jo k battery ko charge krny k lye istemal hota ha pr mushtamil hota ha .ye automatically work krta ha is main aik switch laga hota ha Jo junction ka kaam krta ha jb bijili hoti ha to iski battery charge hoti rehti ha lekin jesy hi bijili jati ha to yehi battery power supply k zarye gr ko bijili frohm krna shoro krdeti ha.
                        UPS ky bohat sy faidy hain jis main sb sy bara ye ha ky ye isko bar bar chalana nhi prta ye automatically loadshadding k doran bijlli frahm krta ha .
                        Offices main ye systems ko band hony sy bachata ha ta k agr koi zrori kam chal RHA ho to usain khalal peda na ho.

                        Nuksaanaat ❌❌
                        UPS KUN k har waqat bijli sy connect rehta ha islye bijli ka bil barh jata ha.
                        Dosra ye bohat expensive hota ha .
                        Or hr saal iski battery ko change krwan prta ha .....Jo k aik mehnga ammal ha.
                        Umeed krta hn k AP ko ye review pasand aaya hoga so plz hosla afzaii lazmi krain shukrya ❣️❣️
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                          Aslamoalikum all.
                          YE Mera review UPS py mbni .
                          INTRODUCTION.
                          Insan ko Ashrfulmkhlookat hony ka shrf ilm ki bdolt hasil hua. Science ilm he ka dusra nam hy hm insan Allah pak ki trf sy ata krda dmaghi Slahyto sy kam ly kr muslsl zoroshor sy traqi ki mnzlen ty kr rha hy janglo or gharo ma rehny wala insan aj hr maidan ma traqi kr chuka hy Sciency ilm ki wja sy aj insan hairan kun ijadaat kr rha hy smundr ka seena cheer kr is ki teh ma chupy khzano tk rsai hasil kr chuka hy. Isi trha traqi krty huay insan ny apni asanio keleay aye din kuch na kuch ijad ki hy UPS system b aik aesi ijad hy jo insano ki zrurt puri krny keleay frahm ki hy UPS aik bijli frahm krny ka zriya hy jo k hmary leay mufeed hy. Is k fwaid drjzail hn.
                          (UPS k Advantages)(Fawaid).
                          UPS jesa k hmain bijli frahm krny ka zriya hy is k sath aik betry hoti hy jo k bijli hony sy charj hoti hy or phr bijli na hony ki soort ma hmain wo bijli hasil hoti hy or hm bijli py kiay jany waly kam ba asani kr skty hn hmary bijli py hony waly kam lod shaiding k doran rukty ni hn or hmain kesi mushkilat ka samna ni krna prhta or bry paimany py yani office waghera k kamo keleay bhot mufeed hy yani jahan py hmain all time bijli ki zrurt prhti hy wahan agr kesi time lod shaiding hoti hy to phr hmary kamo ko pura hony ma time lgta hy hmary leay preshani ka sbab bnta hy to UPS k teht hmary leay koi msla ni bnta or hm apny kam aram sy sir injam dy skty hn.
                          (UPS k Disadvantages)(Nuqsan)
                          jesa k hr ijad hmary leay bhot mufeed hy likin jis chez k fawaid hon kahen na kahen us sy hmain nuqsan b hasil hoty hn ise trha UPS sy hmary leay ye nuqsan hy k hmari bijli ziada use hony ki wja sy yani k jb bijli ho ge UPS bijli save kry ga betry chrj ho ge to hmari bijli b ziada use ho ge jis ki wja sy hmara bijli bill bhot ziada aye ga or hmary paisy khrch hon gn hmain apny bjt sy mahana ye khrcha b extra ziada daina ho ga or agr bagher jankari k hm ghlti sy b is ko chair dn to is sy crunt b lgny ka khtra hota hy jis sy hmain bhot nuqsan ho skta hy.
                          Thanku so much all.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X