yeah review U.P.S py mubni hai....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

    Aj jis cheez k bry me bat kren gy wo electronics ka ek product h..
    UPS:
    Sbse phle apko UPS k abbreviation pata honi chahye k Ups kisy kehte tou me apko btata chln. Ups meaning (Uninterruptible Power Supply). Ups ek electornic product h jo k ajkal bht zroori hogya h...
    Advantages :
    UPS us wqt bht kaaam deta h jb grmion. Me bijli wgera chali jati h tou ups bht help deta h... Ups se ap fans lights wgera on kr skte... Aisy apko grmi se bachne se help deta h.
    UPS ek emergency power supply h. Yani kisi b emergency ki surat me ap ups ko on kren or is se help len faida uthayen... Jese k shadi biyah k moqay pe yey bht madad deta jb sb mehman aye hon or upr se bijli na ho tiu yeh kafi mushkil hjti aisy me ups ap k lye bht mufeed h..
    DISADVANTAGES :
    Ups k faidon k. Stb sth kuch nuksan b hym... Agr ap ups pe bht ziada load daal len yaaani ek do chezaojnse ziada koi use kren.. Tou is se ups pe bht load prta h.. Or yeh bht high current dega jis se apka. Ups damage ho skta h..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

      Introduction :

      assalam o Alaikum dear friends jese k ham sab jante hai k hamare gar main istamal ki takreeban adi se zayda chizen bijli par chalt hai our agar bijli na ho te hame kafi mushklaat ka samna karna parta hai our is baat se b ham sab wakif hain k Pakistan main bijli ki load shedding ek buhat bari problem ban chuka hai is liye UPS ajkal har gar ki zaroorat ban chuka hai UPS drasal ek alternative power supply hoti hai jo bijli k jane ki sorat main ham use kar sakte hai ye chote level par gar ki takrebn har chiz chala sakti hai lekin ye high power chizon ko nahi chal sakti hai dear friends ye buhat hi zayda faide mand hai our takreeban har gar ko is ki zaroorat hai
      UPS power supply gar ki tamam light jalne fan on karne our chote level par takreeban har chiz chal sakti hai is mai ek battery hoti hai jisko bijli se charege kia jata hai our bijli k jane ki sorat main ye battery aap ko electric supply deti hai

      Click image for larger version

Name:	images (12).jpg
Views:	1
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12330810
      Advantages :
      dear friends UPS k beshumar advantages hai jo k mandrja zail hai


      • Ups aik emergency power supply hoti hai jo k load shedding ki sorat main kam ati hai
      • ups ki waja se aap garmyon main bijli jane ki sorat main b fan on kar sakte hai
      • ye computer par working ki sorat main aap ka data loss hone se bachati hai
      • ye voltage sensitive devices ko bad electricity se bachati hai
      • emergency bijli mahaya karti hai


      Disadvantages :

      dear friends is k kuch disadvantages bhi hai jo k niche diye gay hai

      • dear friends ye kafi maehga system hota hai is liye har koi is ko use nahi kar sakta hai
      • is ki battery life zayda sezayda 3 sall hoti hai us k bad battery change karna parti hai
      • ye high voltage mahaya nahi kar sakti hai
      • is ka use ham industry level main nahi kar sakte hai
      • is ki repairing main kafi kharch ajaata hai
      Ayisha Cutey's Trading Journal
      https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
      • #18 Collapse

        Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

        Yes dear UPS Ek bahut hi Achcha platform Hai Jis per aap electricity store kar sakte hain aur jab aapko electricity ki facility provide nahin kar rahi hoti to aap US time par UPS ko istemal karte hue different advantages aur facilities Hasil kar sakte hain dear jab aap UPS purchase Karte Hain To is main aapko 1 battery leni hoti hai agar aap Kitni acchi battery Lete Hain To aap Itni Jyada electricity UPS ke andar store kar sakte hain aur vah aapki Itni hi jyada time electricity provide karti hai isliye Jab aap ek UPS purchase Karte Hain To is time per aapko Hamesha Ek acchi Storage battery purchase Karni chahie Taki aap Jyada time ke liye electricity Hasil kar Saken.

        Faidy :

        Dear UPS purchase jawab Karte Hain To iski aapko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain Jab aap ke area Mein electricity Kisi reason ki vajah se disturb hoti hai aur aapko electricity provide Nahin Ki ja rahi hoti use situation main aap UPS ki help Lekar electricity ki requirement ko pura kar sakte hain aur apne Kuchh important energy savers fans Aur Is Tarah Ki different products ko istemal kar sakte hain dear UPS ki quality ko perfect banane ke liye aapko iske sath Ek acchi Storage battery istemal Karni chahie Jab aap ek acchi Storage battery Hasil kar lete hain to aapko takriban 3 Sal acche benefits Hasil ho sakte hain.

        Nuqsan :

        Dear UPS ke Kuchh disadvantages bhi hote hain sabse main advantages ka yah hota hai ki Jab aapko pure din ke liye electricity provide Nahin Ki jaati to Aapka UPS aapko Jyada time electricity provide nahin karta aur kuchh time ke bad iski charging Bhi khatm Ho Jaati Hai.
        • #19 Collapse

          Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

          Dear Friends Ghron mein Loadsheding hone ki wja se Aj Kal Ups ka istemal bhi boht aam ho chuka he aj Kal maximum log UPS ka istemal Kar rhe hain Aur is ke Hamain Boht se Faidey hain
          Faidey


          Jaise kya aapko pata hai hai ki Har chij Ke a advantage Jarur Hote Hain UPS ke bi advantages Hain kam Ki chij Hai Hi Nami Ho To Kya Kam karta hai lekin is ko bhi apni battery e charge kar rahi hoti hai UPS vo acchi chij hai hai aur Har Kisi ghar mein mein jo gharon gharon mein maujood hi UPS ke box se fayde Hain jb light jati hai to yeah on ho jeta hai UPS k bhi size hoty hain bary choty jo bhi ap lena chahny pr ek bt yad rkhy k jb bhi ap market sy kuch lety hain to us ki phely ap guarantee ly lyen phr wo chez lyen Kyunki guarantee Dena bahut Jaruri Hota Hai

          Nuqsan
          ​Ups Ki batry ki agr Waqt per care na ki jaey Tu Battry kharab bhi ho skti he Aur aksr hamain Battry Lena prti he tab UPS bhj serviceble rehta he
          • #20 Collapse

            Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

            Dear friends aap ko pata Hona chahie ki UPS Kya Hota Hai UPS Asal mein uninterruptible power supply system hai jo ki agar aap ki main power-supply yeni ke electricity Agar Fail Ho Jaati Hai To aapko jo backup power deta hai hai vah aapka UPS Hai Agar aapke pass Jo UPS Hai To Jab Bhi aapki bijali Fail Ho Jaati Hai to UPS aapke ghar ke sare bijali ke Nizam ko chalata rahega yah generator Ki Tarah Nahin Hai yah Baki standby systems Ki Tarah Nahin Hai ki Jab Aap Ki Bijli Chali Jayegi to aap usko start Karenge balke yah Ek backup system Hai joke pahle hi chal raha hota hai k bijali Band Ho Jaaey to aapko yah pata hi nahin chalta Ki Bijli Chali gayi hai ya nahin or apka ups apko bijli de rha hoga

            Advantages
            UPS bahut kism k hoty hyn in k voltages me bahut jyada Fark hota hai ap jitne Jyada voltage ka istemal Karenge ye apko utni hi Jyada bijali frahm Karega yah ghar mein pankhe TV vagaira chalane ke liye bahut hi behtarin hai Kyunki aap ny isko emergency k liye Rakha hota hai k jab bhi Koi emergency banti hy to ap is ko istemal Karen
            normal halaat mein isko istemal karne ki jarurat Nahin Kyunki agar aap per emergency ka Waqt a Gaya Jab aapke pass light nahi ho to aap isko asaani Se istemal Kar Sakenge
            UPS short-term power supply system Hota Hai k jab aapka main power source fail ho jata hai to yah aapko Thode Se Waqt Ke Liye power frohm karta hai hai Kyunki yah bhi charge hua hota hai aur uski bhi charging khatm Ho Jaati Hai Kuchh time tak to yah aapko bijali dega lekin Uske bad Jab uski charging Khatam Hogi to yah bhi Band Ho Jaega aapko FIR bijali aate hi isko charge karna padega
            UPS 2 kism ke hote hain Ek Aisi UPS hota hai jo aapki AC bijali se charge Hota doosra DC UPS hota hai jo solar se charge hota hai aur aap ko AC Mein convert Karke light from karta hai Hai
            Ye apke Liye bahut hi faydemand hai agar aap bhi Forex Mein acche tarike se kam karna chahte hain to aap bhi ghar mein Istarah UPS lagwane Achcha Mahol Banakar Thandi Hawa Mein baithkar aap aasani se Forex Mein Apna business Badha sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

              uninterruptible power source (UPS) ka use bahot hi zeyada kia jata hay es bary me review dena zarori hay ta key jo afraad ups key bary me zeyada information nahi rakty un ko be maloom ho key ye kesy work karta hay aur es key benefits kia hoty hey, main power supply kesi be waja se agar fail ho jaye to ye electric power UPS emergency power provide karny ki ability rakta hay es ka advantage yahi hay key jesy hi main power supply disconnect ho jati hay within sec ye UPS hamary ghar ko emergency supply dena start kar deta hay,

              UPS double conversion power methods key base par work karta hay AC input key through ye energy ko rechargeable battery key through safe be karta hay DC output key through ye hamary ghar ko electric power pass karta hay, UPS ka istamal esy areas me bahot zeyada faida deta hay jaha par electric power ki main supply ki kami ho ya per bahot zeyada jaha par load shedding ka samna ho, gharmi key session me hamari country ka main masla hi electric power supply ki kami ka hay, some time 12 hours ki load shedding ka be samna karna pardta hay agar ham es situation me UPS ka use karen gey to ham bahot hi faidy me reh sakty hey aur zeyada time ki load shedding se bachny key ley UPS key help se emergency energy use kar sakty hey, agar 1 UPS device buy ki jaye to ye long time tak work kar sakta hay jab key battery ki life zeyada se zeyada 2 years ki hi hoti hay.
              Click image for larger version

Name:	R7793759-01.jpg
Views:	1
Size:	20.4 کلوبائٹ
ID:	12330852
              • #22 Collapse

                Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                Hi friends umeed hay kay ap sb thak hon gay or ya review jo hay yeah U P S pey mubni hay dosto ups kay to boot hi faiaday hain ap aghar ic ko thak tr say ic ko chalao or buttery kay water ka bi to khial rako to ic ka boot faida hay kay jab bi light gay to ap ic ko chalalo to ic say ap kay ghar main light ictmal kar sakty hain laken ic kay leay ap kay pass achi buttery honi cheay ta kay ap kay ups ki timeing zaida ho gi or aghar ap ko buttery kay charge ka bi khial rakna pary ga to ic kay bi faiday hain ic say ap ki buttery ki mudat bar jati hay or aghar aghar ap ki buttery krab ho gay to ap ko new buttery lagni ho gi
                • #23 Collapse

                  Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                  Asslam o Alaikum Dear Members aj mara review UPS pay mabni hain jass k bary main apna experience ap dosto k sth share kr rha hn k UPS k katna advantages or disadvantages hain log ku atna zyda apny ghro main istamal krty hain akr as k kia fiday hain UPS aj kal har ghr ki zurat ban chuka hain ya humri buht hi achi zurart hain jo humy buht fida deti hain humy garmi say or har ki light wli facilities deta hain......

                  ADVANTAGES ::::::::%%%%%

                  UPS humri as waj say zurart ban chuka hain ku k aj kal mostly pakistan main sub say. Bhra isuue light ka hain jas ki waj say humy buht mushkil ka Samna krna phrta hain us surat main UPS humri best opportunity hain jo humy buht fida deti hain hum asani k sth UPS ko market say lar apny ghro main istaml kry us say hum betry charge kr k Pankay bulb wgra har tra ki light wli facilities say fida utha skty hain aram k sth 5 say 6 ganty UPS chal jata hain jass pay hum skun k.sth apny kam kr skty hain........

                  DISADVANTAGES ::::::::::%%%%%

                  UPS Mary khayl say jatna zyda zurari hain uthna hi zyda manga hain jo har bnda bilkul bhi ni lay skta or na hi ya sra din cahl skta hain or ya krb hony ki surat main dubra thk say ni bnta as ki betry humy har sal 6 mnth bad dubra chnge krni hoti hain as ki price buht zyda hain jo srf ameer log hi lay skty hain otherwise greeb bandy bilkul bhi ni lay skty.....
                  • #24 Collapse

                    Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                    Assalamualaikum!

                    UPS

                    INTRODUCTION:-


                    UPS Aik aesi device hai jisy ham apnay Ghar main istmaal Kar sakty Hein aur jis waqt bijli na ho isay istmaal Kar Kay bijli ki ashia Chala sakty Hein


                    ADVANTAGES:-


                    UPS Kay bohat sy advantages Hain jesa Kay ham isy istmaal Kar Kay apna phanka bulb waghera Chala sakty Hein aur ups Kay faidy main Aik ye bhi hai Kay hamen isko istmaal karjy keliye kisi bhi petrol ya gas ki zarurat nai hoti balkay ham isy charge Kar Kay istmaal karty Hein jis wat hamari light kujood hoti hai us wAqT ye charge hota hai aur jis waqt light Jai hoti to ham isy istmaal Kar sakty Hein aur is at mufeed ho sakty Hein ye sab iskay fawaid Hein Hein iskay elawa agar ham aesi jaga rehty hon Jahan bijli ki rasai hasil ja ho to ham isy solar plates Kay zariye charge Kar Kay istmaal Kar sakty Hein is say hamen ye wazia hota hai Kay ye bohat faidy ki cheez hai


                    DISADVANTAGES:-


                    UPS Kay advantages Kay sath sath bohat say disadvantages bhi Matlab Kay ups kobham lamby time keliye use ma Kar skty maslan agar hamari light ziada time keliye chali have to ups ki charging khatam ho jati hai sir isky elawa isky nuksanat main ye bhi hai Kay ups say ham fridge aur water mother waghera nai Chala sakty in sab sy hamen ye maaloom hota hai Kay ups faidamand chewzkay sath sath nuksanat wali chews bhi hai
                    • #25 Collapse

                      Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                      UPS stand for
                      UPS stand for uninterruptible power supply
                      introduction
                      ups bhe aik generator ke tarah se hamare kam ata hae lakin yeh safe hota hae or is main yeh hamare liye pollution ka source nhe banta hae ups two types ke hote hain aik hota hae ke jo hum ready made lete hain or direct he hum us se apna kam chalate hain lakin aik or hota hae ke jis ko hum khud he apni marzi se mechanic se design karate hain to yeh second wala zayada best reh jata hae har lihaz se is main ups ke sath aik battery use hote hae jo ke chargable hote hae jo ups se charge hote hae or reserve energy save karte hae or us se hum apni zaroriyat ko pora karte hain
                      Faide
                      ups ke sare faide he hain is amin yeh hamare liye bahut he karamad machine hae is ke madad se hum apni bijlie ke zaroryat ko pora kar sakte hain light na hone ke sorat main hum is main is se faida hasil kar he jate hain to is ke liye hamen cahiye ke hum is main ups se sahe tarah se kam karte raha karen or yeh bahut he ache machine hae
                      nuqsanat
                      ups ke koi bhe kisi kisam ke nuqsanat nhe hote hain yeh bahut he aik ache drive hae to hamen isko zaroor use karna cahiye or sab se important bat yeh hae ke yeh safe hae
                      price
                      aik mukamal ups taqreeban 25k tak ban jata hae
                      • #26 Collapse

                        Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                        Topic Introduction:-

                        Assalam o Alaikum dosto umeed ha ap sab dost khair sa hongy dosto aj ma apko U.P.S k bary ma apna experience share krunga dosot UPS ka matlb ultimate power solution hota ha dosto UPS ka basoc working Batteries ko charge krna aur AC current ko DC current ma tabdeel krna hota ha dosto bbt sari mashhoor comapnies jo UPS ki manufucturing kr rahin jin ma NS,LB,Homage waghaira shamil hain dosot UpS k bjt sary fayedon k sath chand aik nuqsan bbi bayan kiyea gaye hain.

                        Advantages:-

                        dosto UPS ka istemal taqreeban aj kal k dorr ma bht hi zayada amm ha dosto UPS k mukhtalif brands mukhtalif jaghon par UpS ki production kr rahy magar dosto ya bat ha k harr comoany k UPS ki alag qualitues hoti jo k price k lihaz sa alag ki gai hain dosto agr ham dooor daraz ilaqon ma ha ya asi jagha par jahan load shedding bht zayada ha to dosot UPS hamary lia bht e zayada kar amad ha dosto UPS kuch e ghanton ma easily battery ko charge kr deti jo k kafi dair tak load k hisab sa fans aur lights waghaira chala sakti dosto UPS ka sab sa bara fayeda yah ha k agr ham na kahin door outing k lia jana ha to UPS ko apny sath carry krna bht e asan ha iss k alawa dosto UPS yani ultimate piwer solution ka istemal bht zayada asan ha dosto load shedding k alternatives aur bhi hain magar UPS sab alag aur best iss waja sa bhi ha k iss ma kisi qism ka koi shorr nai hota jesa k amm torr par generators ma hota iss k alawa dosto UPS zayada place bhi occupy naii krta ap ghr ki kisi bhi aik side pa issko aram sa fit krwq sakty hain.

                        Disadvantages:-

                        Dosto UPS ka istemal ha to bht asan magat risky bhi bht zayada ha pyary dosto UPS asy ghr ma jahan special torr par choty bachy hn jan leva bbi sabit ho sakta ha dosto UPS kuon k bht zayada high boltage provide kr raha hota iss lia shock lagny ki soorat ma admi ki death k chances bhi bht kam hoty uss k alawa dosto aksar UPS k short circuit hony ki waja sa battries ko bht e zayada boltage provide krta jis ki waja sa ghr ma zorr darr dhamaky ka imkan bhi kafi zayada hota iss k alawa dosto barish ki soorat ma ghrr ma pani k bhar jany ki soorat ma poory ghr ki wiring short ho sakti aur curtent k khadshat bbt zatada barh jaty iss k alawa azeez dosto kuon k UPS directly electricity k sath attach ho jata iss lia binli k nills ma bhi izafa hota iss lia dosto UPS paison k zayaa ka sabab bbi ha iss k alawa dost ups ki price ki bat ki jaye to wo bhi zayada ha iss lia ya har amm admi ki phnch ma nai ha
                        • #27 Collapse

                          Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                          Ups (universal power supply)
                          Ups aik bhot achi ijad ha.aur ye device all world use ho Rahi h.
                          UPS automatic Kam kerta h.ups difference volty different watts ka hota h.

                          Advantage...
                          Ups ky boht ziada faydy Hain .ye Pakistan k taqreeban 99% ghoron istamal ho rha h..ye loadshedding ka sub sy behtreen mutabadil h.hum electricity na hony py complete Ghar ki chezeeain is py run ker sakty Hain.
                          Automatic hota h.
                          Frequency stable rehti h .jis sy koi b item jalny sy mehfooz rehta h.
                          Aur is main bhot ziada option hoty hain
                          China ups display k sath hota h jis py him asani sy her cheez dekh sakty Hain .jisy input voltage kitny aa rhay Hain .battery status kia h.batrry kitni charge Hui h.output voltage kia hain.out put watts kia hain.ye sub ups ky dispaly py AA RHA hota h.sub sy bar k bijli chali b Jaye tu mehsoos Tak Ni hota.ups automatic battery mood py AA k hum ko electricity deta h.aur bijli aa jany ki soorat main battery charging option py chala jata h.

                          Disadvantage..

                          Jisay k aap ko pata h jis item k advantage ho lazmi si bat h k us ky disadvantage b yaqeenan hoty hain .ups ka sub at bra masala battery ka h.aap jis b company ka ups khareed lain uski battery maximum 2years sy ziada Ni chalti phr aap ko battery replace krni parti h.
                          Ups complete wattage k Ni hoty misal k tor py aap 1000 W ka ups buy kerty Hain tu app maximum 800W load use ker sakty Hain .is at ziada load py ups overload ka error Dy ker output block ker deta h.
                          Ager aap 12V ups use ker rahy Hain tu app maximum 500W load k sath 3/4 hour use ker sakty Hain is k bad battery discharge ho jye gi..jis sy aap ko electricity ka wait krna pary ga .phr sy battery charge hony k bad app dobara use ker sakty Hain.
                          Ups bhot sensitive device h.zara si ghalti ups kharab ker sakti h.
                          Aksar oqat ups kharab hony per ups ka poora card change kerna prta h .Jo kafi expensive hota h.
                          • #28 Collapse

                            Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                            Ji Bhai Main aapko batata chalo QPSK bahut se fayde Hain Jaisa ke Pakistan mein bahut jyada Lord Shani Hoti Hai To UPA Sarkar Mein Hona bahut jyada jaruri hai Kyunki Garmi ki vajah se yah light na hone ki vajah se kuch bhi ho sakta hai to isiliye Hamen UPS Ka Hona bahut jyada jaruri hai ismein kaun si Company hai jo ki UPS banati Hai Jaise ke home a Jaaye ismein Hamen Bane Bane UPS mein mil Jaate Hain aur Khud Bane desi UPS Kisko Kahate Hain vah bhi banva sakte hain se bahut se mechanics hai jo Hamen UPS Banakar de sakte hain Yahan per depend karta hai ki Hamen Kis Tarah Ke UPS Banane se pahle Hota tha ki UPS bahut jyada bijali lete se lekin ab UPS kam bijali hote hain vaise bhi Pakistan mein load shedding kam ho gai hai to UPS Ka Hona na Hona Itna Jaruri Nahin Hai Lekin mere hisab se Agar aapke ghar mein UPS Ho Gaya to uske liye to Jab Bhi bijali Jayegi to aapko iska matlab Jyada nuksan Nahin hoga to UPS Ka Hona bahut jyada jaruri hai isme Hamen Chhoti Moti chijen Tu Chali sakti hai ismein Kai Tarah Ke UPS Hote Hain Bade UPS solar plate bhi Laga sakte hain aur Is Tarah Ke bahut se kam kar sakte hain uske sath battery Ka Hona to bahut jyada jaruri hai isme mera kharcha Jyada bhi ho sakta hai to hamare Upar depend karta hai kya
                            Champa depend karta hai ki Ham isme Kitna kharcha karna chahte hain aur Ramesh Kis Tarah ka UPS Lagana Chahte Hain Jaane Ki light band hone ke bad Hamara Kitna der chal Jana chahie aur kitne over ke liye Hamen isase Koi Itna Nahin Hona chahie aur yah Sahi Taur per Chalen aur Hamen Is Tarah hi Lage ke jaisa ke bijali use kar rahe hain to isliye UPS bahut hi acchi chij hai isliye main pata nahin Lagta bijali Chalegi hai aur kab Aayi Hai
                            Disadvantages
                            UPS ke jyadatar to advantages hai lekin ismein Kuchh disadvantages hai ki iski price bahut jyada hoti hai aur apne hisab se Amit ko bana sakte hain Agar ismein Ham mere pass kam capacitor wala UPS aur ham is per Koi Badi chij Chala Jaate Hain To iska kharab hone ka kharcha Hota Hai
                            • #29 Collapse

                              Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                              salam dear member ji member aapane bahut Achcha topic immersive discuss kiya hai jo ke UPS per Apne jaise ki aap ko pata hai ki UPS Har Ghar Mein istemal Kiya Jata Hai Kyon Ke Jahan polite Jyada Jaati Hai vahan per UPS ka istemal Kiya jata hai jo log generator Vergara ko phone nahin kar sakte ho UPS ke Kamaal karte hain isliye Jaise ka number aap ko pata hai kya Har Koi ko vote bhi nahin kar sakta Kyunki ki battery bahut mahangi milati hai aur iski battery kharab hone ke bhi Jyada chance hote hain isliye aapko Ek Hamesha aap aapko Koi nuksan Na Ho Kota se UPS Ke Andar Se Pani Khatam Hota Hai To vah Khud bahut off ho jata hai isliye aapko iski Chhoti Chhoti chijon ka bhi Khyal Rakhna chahie...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: yeah review U.P.S py mubni hai....

                                Assalamu Alaikum UPS har ghar ke zaraut Hote hea ligth chle gya to humain koi parshni nai Hote hum har kaam kar sakhty hain ligth Hote hea ghar main ups ke madad say aaj Kal to ups har ghar ke zaraut hea Pakistan main jo ligth ka hal hea baar baar ligth ting krte hea ups ache quality wla hona chya or ups kay saat 2 battre Hote Hain humain aak e dafa paisy laga kay ache battre wla ups Lana chahiay our kosish krni chahiay kay ups ke hafaz kain ups kay Pani ka khyal rakhin har hafty Pani change Karen UPS ko Aisi Jagah per rakhen Jahan bachon ka hath na gya our our kise kisam ka parshni ka saamna na krna phry UPS Hona chahie jisse ghar ke sare pankhe chal sakin aur light Jaane Ki Surat Mein Hamen Kisi Kishan ke pareshani ka saamna na krna phrya ghar main UPS ke bahut Sare fayde Hote Hain UPS Insan Agar Ek Dafa Achcha sa lagva Le To fir pure Jindagi ke liye Hamen befikri Ho Jaati Hai UPS mein acchi quality ka Lagana chahie acchi quality wale UPS se bahut Sare fayde Hote Hain aur Hamen UPS Ka Pani mineral bottle walahi battery Mein dalna chahie Agar Ham Apne UPS ki battery Mein Saaf paninai Dalenge to Mara ups jaldi kharab ho ho sakta hain UPS kharab hone ki vajah se main bahut Sare nuksan Ka Bhi Dar Hota Hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X