Introduction:
Assalamu alaikum dear members mera ajka review stabilizer par mabni hai main ap ke sath stabilizer ke bare me information share krna chahiti hn jesy ke apko pta hai hmari frign k liye stabilizer bht zaruri hota hai us k liye apko chahiye ke stabilizer must hona chahiye ta k apki frogn ko koi bhi nuksan na ho sky..
Role of stabilizer:
Dear members Stabilizer ek electrical appliance hai jo ke bnaya gya ha constant voltage ko deliver krny ke liye or us k loat ko manage krny k liye us sy voltage supply kia jata hai yeh project ksi bhi machine k over voltage under voltage or ksi or voltages ko manage krta haijo ke bht important hota hai..
Stabilizers ki types:
Stabilizer ke bht different types payii jati hain jo ke hum use kr skty hn or is liye bnai gai hn
coil rotation AC voltage regulator.
Electromachinical regulators.
constent voltage transformer.
Advantages:
Dear members stabilizer ke bht zaida advantages paye jaty hn jo ke hmare liye bht best hota ha apko chaahiye ke frig ke sath stabilizer lena bht zaruri hai is sy humy faida ho skta hai ke hmara bill kam ata hai or us sy hmy or bhi bht faidy hoty hn is liye sstabilizer sath hona bht zaruri hai
Disadvantages:
Stabilizer ke faidy ke sath sath nuksan bhi hota hai is liye apko ehtityat krna bht zaruri hai apko chahiye k stabilizer sy dur rahin us sy apko current bhi lag skta hai is liye deyahn sy rahain or specially abchunn ko is sy dur rakhain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим