ya review ptcl internat par mabni ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ya review ptcl internat par mabni ha ?
    Salam:

    Umeed karta hun ap sab kariyat sa ho ga aj ma jis topic pa bat karu ga won ptcl internat ka bara ma ha ptcl duniya ka bahtreen networks ma sa ak ha ya internat bohat hi taz aor acha internat ha ya internat ka baki network sa bohat acha ha dosra internat light band hona par band ho jata han lekin ptcl internat light band hona ka bad ma jernater pa chalta ha tu ham apna topic start karta han:

    PTCL ka Taruf:

    Pakistan teli mawaslat company limited jise am tor par ptcl ka nam sa jana jata ha pakistan ma kumi teli muwaslat ki company ha telifunu gsm aor china mobile samat ak darjan degar teli muwaslat carporicinu ki am ka bawajod ptcl mulak bar ma teliphone aor internat muhaiya karta ha aor mulak ka teli muwaslat ka bunyadi dancha ka liya rar ki hadi ki hasiyat rakhta ha carposinu mulak bar ma lag bag 2000 teliphone axchanger ka nazam wa nask karti ha aor ya sab sa bara fixed line network muhaiya karti ha jsm ,lta,brad band internat,iptv,aor holl sell jesa deta aor back bone kidmat is ka karobar ka barta howa hisa han.
    Asal ma ak sarkari carporcinu ptcl ka shere holding 62 fisad rah gai jab 26 fisab hassas aor control atsalata teli muwaslat ko farokat kar diya gay jab ka baki 12 fisad 2006 ma wazira azam sokat aziz ki tahat ak niji najikari ka tahat ak tez program ka tahat am awam ko farokat kar diya gay taham 62 shares abhi bhi hakomat ki malkiyat ma chalna wali sarkari carporations pakistan ka zara antazam han.
    12 february ptcl na alan kiya ka rashid khan is ka nay seo hu gan rashid khan 2 march 2019 sa ptcl,aor is ki zili company uphone dono ki ceo ki hasiyat sa kam kar rha han.

    PTCL internat ka faidy:

    Ptcl network ka bohat faidy han lekin un ma sa kuch ma apka sath shera karu ga ptcl network duniya ka tez tareen network ha ptcl bard band sarwas mulak bar ka 2000 sa zayada sahru aor kasbo ma tastayab ha .
    Ab tez raftar bard band deta ki sar zayada sasti ha.
    Movie, tv shows aor aor music failu ko astrem karta aor download karty waqt hamwar tujarba tajorba internat sa barbor hd malti media tak ki rasai deta ha ya ta is ka kuch faidy jo mena apka sath share kiya.

    Ptcl internat ka nuksanat:

    Ptcl ka faidy hona ka sath sath bohat sa nuksan han jo ma pka sath share karu ga ptcl ak kamzori mayar ki kidmat costamer ko pesh kar da pesh kash bohat hi nakas aor muwasar ha khas tor pa internat service dsl ki takniki madad ma takniki amla ka fakdan hota ha.

    Ptcl ki khas malomat:


    Founded
    14 August 1947 incorporated 1995[1]
    Headquarters
    Islamabad
    ,
    Pakistan


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

    Advantages

    Yah friend Assalamu Alaikum bilkul ptcl Ek bahut hi acchi Company hai aur yah government of Pakistan ki company hai jo ke Hamen internet provider karti hai aur sath mein landline phone bhi provide Karti Hai jisse Ham calling bhi kar sakte hain aur Jaisa ki aap Sabhi Logon Ko Maloom Hai Ki Pakistan Telecom yah bahut hi acchi company is vajah se hai Kyunki yah government ki company hone ki vajah se Hamen acche package we provide karti hai aur uski speed stable rahti hai agar aap iski speed ko use karte hain jaise ki other company Jaise ke zong Ufone Jaz ka internet small karte hain to uska internet stable Nahin Hai Lekin yah jo ptcl ki company hai iska internet bahut hi Achcha hai isliye Hath se aur isse main aapko calling packet De Diye Jaate Hain agar aap landline istemal karte hain to aapko landline small karte hain to aapko landline free of cost koi bhi charge Nahin padati aur uske alava smart TV apps Mein free Di Jaati Hai jismein 140 Plus TV channel bhi free Mein Diya Jaate Hain jinko aap online dekh sakte hain free mein Di jaati hai jisse aap 140 Plus channel dekh sakte hain to isliye yah bahut hi acchi service provider kar rahi

    Disadvantages

    Dear point Jaisa ki aap Sabhi Logon Ko Maloom Hai Ki other companies joki competition Mein launch Hui Hain unke charges ptcl se bahut kam hai aur vah speed bhi acchi provide karte hain jaise ke 25 rupay Mein ptcl 6mb provide Karta Hai jabki other companies 25 rupay Mein 30 MB tak ka internet connection provide Karti Hai To isliye ka ptcl ko chahie ki vah Apne rates ko kam Karen Aage Jyada user ptcl ko join kar sake
    • #3 Collapse

      Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

      dear agar to hum bat kary internet ke t o ptcl ak acha internet network hain hamy learn kar ky market mai kam karna ho ga then hum earn kar saky gy hum is mai apne marze sy time table bana kar posting kar sakty hain ptcl ka internet fast hota hain to us liye hum is py asan sy posting kar sakty hain or hum kam kar ky bonus be gain kar sakty hai yai aik asa business hain hum gar mai bath kar is maikam kar sakty hain hum is mai apny bss kud ap he hoty hain yai aik asa business hain jo ky kabe be ktem nahi ho ga hum is mai aagr to mayre kam karty han to hamy bonus be bohat acha mil jy ga forum ho ya forex sara kam internet py hota hain hamy acha network select kar ky kam karna ho ga then hum earn kar saky gy forex aik amm business jasa nahi hain hum is mai agar to mahnet karty hain to hamy kamaybe he kamaybe mil jy ge ya aik world wide business hain hum is mai agar to kam ko market ky forum ky rules ky mutabik karty hain to hamy kaaybe hasial ho jy ge forex aik best business hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain humis mai aik din mai 50 posts aik limit ky mitabik kar sakty hain hamy mahnet or lahgan sy forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy
      • #4 Collapse

        Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

        Ptcl Pakistan mein ek local calling aur internet providing company hai. Jo ky semi government idara hia Yeh saalon se pakistan ky logon ko apni khidmat paish kr rha hai. Jis ky bary mein kuch reviews yeh hain.

        ADVANTAGES:

        1) Ptcl Pakistan ky har shehr mein mojud hai. Aur ap jis shehr ky rihaishi bhi hain to Pakistan mein rehty hue aap Ptcl ki khidmaat hasil kr skty hain.

        2) Ptcl aap ko telephone, wiring, modem wghera pehli bar installing pe khud fraham karta hai.​

        3) Ptcl ky monthly charges baqi tmam telephone services se sasti hain.

        4) Ptcl internet bhi deta hai. Aur is ky paclages intehai saty hain. Aap unlimited offers hasil kar skty hain wo bhi intehai munasib rate pe.

        5) Ptcl aap ko 16 aur 32 mbps ki taiz internet services provide karta hai.

        6) Fibre optics ka istemal chand salon se kia ja rha hai. Jo ky data ki muntaqili ka sb se efficient aur taiz zariya hai.


        DISADVANTAGES:


        1) Ptcl ki service aksar khrab rehi hain. Aur aap agar bar bar caals bhi karyn to numainday bhut dair laga kar aty hain.

        2) Customer services bhut hi slow hain. Agr aap ka internet khrab hua para hai to aap ko bhut zeada wait krna parta hai.

        3) Bihut se ilaqon mein abhi fibre optics ki cables use krny ki bjaye purani cables istemal horhi hain jo ky aye din problems create kr rhi hoti hain. Aur wo fovre optics ky muqable mein bhut hi slow internet services deti hain.
        • #5 Collapse

          Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

          Ptcl network pure Pakistan mein phones call ki facility dene ke sath sath internet ki facility bhi provide Kar Raha Hai Jis ko use karte hue aap bahut easily phone ke network ke sath sath internet ki facility se bhi fayda Utha sakte hain ptcl ka network bahut acche se Pakistan mein apni coverage de raha hai aur phone line ki facility provide kar raha hai mobile Ke Aane Se Pahle ptcl Se Hi Ham Apne phone call or internet ki facility avail krty the ptcl ka network bahut jyada purana hai aur yah bahut Bade pamane per apni coverages deta hai aur broadband services se apne Sarefeene Ko fayda Ho Jata Hai ptcl network se aap Puri Duniya Mein Kisi bhi country ke sath Apne raabty Badha sakte hain aur is services ko use karte hue apne liye fayda Utha sakte hain Pakistan mein ptcl ki services Pakistan banne ke sath hi apni coverages de rahi hai aur bahut Bade paimaany per log is ptcl ki network se fayda Utha rahe hain agar aap ptcl ki madad se internet use karna chahte hain to aapko DSL ptcl Evo aur broadband system provide Kiya Jata Hai jinko Ko use karte hue aap easily internet ki services se fayda Utha sakte hain aur apne liye Network ka ek behtarin jhariya Le sakte hain

          Ptcl Jahan humain phone calls ke mamle mein facilitate Karta Hai vahan internet ki facilities bhi deta hai aur iska jo sabse bada advantage Hai vah yah hai ki Ham bahut kam kharch ke sath phone ki facility aur internet ki facility available kar sakte hain to agar aap internet se fayda uthana Chahte Hain To aap ptcl Mein different types se internet use kar sakte hain agar aap broadband system se internet use karna chahte hain to aapko broadband system provide Kiya jata hai aur agar aap low cost internet ko use karna chahte hain to aapko DSL aur ptcl EVO ki facility provide ki Jaati Hai To agar aap ptcl ke network Sath judna Chahte Hain To aap bahut easily Apna network lagva sakte hain accident ki madad se aapka network lag jata hai aur aap ptcl ki facility se phone ki facility ke sath sath internet ki facility bhaiya wale kar sakte hain is ki bills payment monthly hoti hai aur aapko bahut kam bill pay karna padta hai Baki is system ki badaulat to aap internet ki facility saste Rates py laina Chahte Hain To ptcl zarur use Karen
          • #6 Collapse

            Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

            Assalamu Alaikum friends Jaisa ki aap Jante Hain Ki aaj ka ke Dur mein internet bahut jaruri chij hai aur Hamen internet ki behtrein Speed ke liye Achcha Sa network chahie Hota Hai aur aajkal ptcl bahut Achcha network hai jo ki Internet speed aur packages bahut hi acche muyasser kar raha hai aap Logon Ko chahie kya kar rahe ho abhi Achcha network istemal karna chahte hain aur Chahte Hain Ki ki Internet ki speed bahut hi acchi Ho to uske liye aapko ptcl ka ka network bahut hi fayde Mein rahega aur aap kya aap ghar mein DSL lagwa len essay of bahut hi acchi speed share kar sakte hain aur koi bhi kaam aasani se sar anjaam de sakte hain

            Ptcl ke fayde
            dear friends ptcl ke bahut hi jyada fayde Hain Ek to yah ki aapko signal ki bilkul tension Nahin Hogi aur aap ghar baith ke hi aaram se internet istemal kar Sakenge Aisi internet ke packages bhi acche Hote Hain aapko jo package bhi lagwana ho vah ptcl office mein call Karke bahut asaani se lagva sakte hain aap ko is mein kis kisam ki Dushwaari Nahin Hogi aap ghar mein ptcl ka connection lagwane Jis Tarah ab Baki network Agar aapke signal Sahi Nahin Aate Tu ptcl aapke liye bahut hi Jabardast network hai 2000 rupees ka mahine ka package lag jata hai aur aap usepackage se Koi b cheez asaani se internet per download kar sakte hain ptcl aapko sirf internet ki sahulat nahin de raha balky aapko call ki sahulat bhi de raha hai aap internet ke sath sath telephone per Kahin Bhi call kar sakte hain

            ptcl Evo
            ptcl aapko EVO ki sahulat bhi deta hai jo ap charge kr k kahin bhi apny sath ly jaa k istemaal kr sakty hyn is me battery lagi hoti hy jo k 6 ghanty tak time nikaal sakti hy or apko bijli k baghair internet ki sahulat fraahm kr sakti hy is me b bohat achy pkgs hyn jo ap call kr k activate krwa sakty hyn aesy ulaaqy jo backward hon wahan ye devices ziada tar kaam nahi karti tou apko cgaye k un ilaakon me ptcl ka DSL lagwa len taa k apko kisi kism ki preshaani na uthaani parry

            Ptcl ke nuksan
            Agar aap Nahin ghar mein DSL Lagaya Hua Hai To isliye aapko yah nuksan hoga Ki Jab aapki Ki bijali Nahin Hogi to Aapka internet band rahega aur aap internet istemal nahin kar Sakenge
            Chacha ji Evo ka nuksan hai usko aap charge karenge Agar Uske charging khatam ho jati hai to aap internet istemal nahin kar Sakenge aur aapko Har Waqt use Utha Kar Apne Sath Lekar jana padega Taki aap internet istemal kar sake aur usko time per charge karna padega
            • #7 Collapse

              Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

              Hamara aaj ka Sawal ptcl internet per mubny hai yah Ek bahut hi Achcha question hai Isko share Karke Ham Apne knowledge aur experience may Mein jitni dafa kar sakte hain aur isase bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain ptcl internet ki company bahut hi acchi Company hai aur yah company Hamare Pakistan mein bahut hi jyada mashhur hai yah company government of Pakistan ki company hai is company main different types ptcl internet bhi Hote Hain bahut se log ptcl company ka internet hi use karte hain Jiski vajah se yah company bahut hi jyada profit Hasil kar rahi hai ptcl internet company ka ka network bhi anytime dastiyab Hota Hai yah network bahut kam hi Jata Hai Jiski vajah se logon ka nuksan Nahin Hota vah Apna Kam Kisi bhi waqt kar sakte hain is Internet ke bahut se fayde bhi Hote Hain aur iski vajah se Hamen thoda bahut nuksan bhi uthana padta hai

              Advantage

              Ptcl internet ke bahut se fayde hote hain iski vajah se Ham Apna Kam bahut hi kam Waqt mein aur jaldi kar lete hain Kyunki yah network anytime dastiyab Hota Hai is ptcl Internet ke signals vahan bhi hote hain Jahan per dusre ptcl ke single Nahin Hote yah Ek bahut hi strong package Hota Hai jismein aap Jitna Chahe kam kar sakte hain ya Har kism Ke Lode ko bardasht kar sakta hai in facilities ki vajah Se Hi Ham isase bahut jyada fayde Hasil kar sakte hain

              Disadvantage

              Is Internet itne Jyada disadvantage Nahin Hote yah internet Kafi Salon Hota Hai Jab ke network Iske mukabale mein jyada Tej Hota Hai ptcl internet Kaisa internet hai ki Jiska band ho jane ke bhi chances Hote Hain aur iski wayas ke jalne Ka bhi Khatra Hota Hai Jiski vajah se yah bahut hi jaldi kharab ho jata hai ya FIR iska network Chala Jata Hai
              • #8 Collapse

                Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

                Aslam Alaikum dear... Aj main jis topic pe review dene jarhi hn wo h *"PTCL"*
                *Introduction:*
                Ptcl Pakistan ki national telecommunication company h... Ptcl hmain internet or telephone jesi service muhaiya krti h.. Dekha jaye to Ptcl Pakistan ki telecommunication ki backbone h.. Ptcl ka hmari zindgioun main bht bht bara role h.. Isne bht se logon ko mutasir kia h...Ajkal duniya ka har bnda hi Ptcl pe chal rha... Yh aik tez tareen Pakistan ki telecommunication service h...yh hmen internet jesi zroori cheez muhaiya krti h....

                *Advantages:*
                Is k bht se faide hain... Ptcl hmain apne pyarun se apne rishtedarun se bat cheet krne main asani peda krta h... Telephone k zariye hm apne rishtedarun ko din raat latadad calls kr skte hain or batain kr skte hain... Purane zamanun main apne door wale rishtedarun se bat krne main bht hi mushkil ka samna krna prta tha... Phle to letters likhne parte the phr un letters ko dak khane tk phnchate the or baaz okat to kuch khatoot gum b hojate the or haftun bd aik khat phnchta tha or phr haftun bd jawab ata tha... Lkn ptcl ne is jhanjhat se jaan chutwa di h... Ab hm kisi b minute kisi b second koi b bt foran se apne pyarun se puch skte.... Wo bache jo apne maa baap se door hain dusre shehrun main hain... Maa baap kisi v waqt apne bachun se rabta kr skte hal puch skte or rabte main rhte... Is se behtar kia hoskta... Or internet k zariye ajkal log apni parhaiyan b karte hain... Carona k is time main b ptcl ne bht bara role ada kia... Logon ki parhai mutasir na ho to Ptcl ki madad se sbne online classes k through apni parhai continue rkhi...
                *Disadvantages:*
                Jahan har chez k faide hain wahan nuksaan b hote hain... Yh aik natural si cheez h is trh se internet pe ajkal har buri se buri or achi se achi cheez majood h... Internet ne ajkal ki generation ko bht modern or independent bna dia h.... Jiske bht se nuksaanat samne arhe hain... Bachun pe iska bht bura impact par rha h... Bache pura pura din internet use krte... Ganay sunte... Cartoons dekhte or b bht kuch jis se... Bethe bethe kamar dard shuru hojatin...ankhen b khrb hotin... Kaan b khrb... Or dimagh par b bht bura impact prta.. Isliye hmen chhaiye k jitna kam. Hoske hm ise zroorat ki had tk use kren....kiunke kisi b cheez ki ziadti nuksaan hi phnchati h.

                *****
                • #9 Collapse

                  Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

                  Introduction
                  precept kamayb ho sakte hain bas hamne kabhe bhe dil nhe harna cahiye hamen apne kam ko karte rehna cahiye murmur is number one mehnat jitne bhe zayada karte hain murmur is precept utna he kamayb ho jate hain to bas dil se acha kam karen kabhe bhe is essential himmat na

                  Advantages
                  precept kamayb ho jate hain bas hamen bhe esa he karna ho ga take murmur success bhe hasil kar len Post kay solution essential aik he sentenc ya phrases bar na likhain. New and acha likhain homosexual to he put up kay parhny aur samjhny Ka maza affirmative ga. letter of the alphabet keh collecting usi posting paintings ko like kar BluegrassState

                  Disadvantages

                  hy Ji Han dynasty doston Yahan in step with bahut whats up there Achcha Sawal poochha Gaya
                  • #10 Collapse

                    Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

                    Pakistan teli mawaslat company limited jise am tor par ptcl ka nam sa jana jata ha pakistan ma kumi teli muwaslat ki company ha telifunu gsm aor china mobile samat ak darjan degar teli muwaslat carporicinu ki am ka bawajod ptcl mulak bar ma teliphone aor internat muhaiya karta ha aor mulak ka teli muwaslat ka bunyadi dancha ka liya rar ki hadi ki hasiyat rakhta ha carposinu mulak bar ma lag bag 2000 teliphone axchanger ka nazam wa nask karti ha aor ya sab sa bara fixed line network muhaiya karti ha jsm ,lta,brad band internat,iptv,aor holl sell jesa deta aor back bone kidmat is ka karobar ka barta howa hisa han.

                    Advantages
                    Is k bht se faide hain... Ptcl hmain apne pyarun se apne rishtedarun se bat cheet krne main asani peda krta h... Telephone k zariye hm apne rishtedarun ko din raat latadad calls kr skte hain or batain kr skte hain... Purane zamanun main apne door wale rishtedarun se bat krne main bht hi mushkil ka samna krna prta tha... Phle to letters likhne parte the phr un letters ko dak khane tk phnchate the or baaz okat to kuch khatoot gum b hojate the or haftun bd aik khat phnchta tha or phr haftun bd jawab ata tha... Lkn ptcl ne is jhanjhat se jaan chutwa di h... Ab hm kisi b minute kisi b second koi b bt foran se apne pyarun se puch skte.... Wo bache jo apne maa baap se door hain dusre shehrun main hain... Maa baap kisi v waqt apne bachun se rabta kr skte hal puch skte or rabte main rhte... Is se behtar kia hoskta... Or internet k zariye ajkal log apni parhaiyan b karte hain... Carona k is time main b ptcl ne bht bara role ada kia... Logon ki parhai mutasir na ho to Ptcl ki madad se sbne online classes k through apni parhai continue rkhi...
                    Disadvantages:
                    Jahan har chez k faide hain wahan nuksaan b hote hainYh aik natural si cheez h is trh se internet pe ajkal har buri se buri or achi se achi cheez majood h... Internet ne ajkal ki generation ko bht modern or independent bna dia hJiske bht se nuksaanat samne arhe hain Bachun pe iska bht bura impact par rha h Bache pura pura din internet use krte Ganay sunte Cartoons dekhte or b bht kuch jis se Bethe bethe kamar dard shuru hojatin ankhen b khrb hotin Kaan b khrb Or dimagh par b bht bura impact prta.. Isliye hmen chhaiye k jitna kam. Hoske hm ise zroorat ki had tk use kren kiunke kisi b cheez ki ziadti nuksaan hi phnchati h.
                    • #11 Collapse

                      Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

                      Assalamu alaikum dosto aaj ka hamara topic ptcl internet per mein apni hai joker Pakistan mein maujud hai iska headquarter Islamabad mein hai ptcl internet bahut hi achcha internet hai yahan aamtaur per har Ghar mein BD chal internet available hai aaj main aapke sath iske fayde aur nuksan share karunga
                      Advantage
                      doston ptcl internet ke bahut jyada padhte Hain yah hamen Mila sab keemat mein Mil jata hai jiski bhai sahab ghar mein laga lete Hain is Internet ki madad se Ham apna kimti mein ek dusre se share kar sakte hain Ham songs movies TV drama aur dekhkar bahut si chijen is Internet ki madad se download kar sakte hain aur ptcl ka internet unlimited hota hai kiska adult nahin hota ki khatm ho jaega ise Ham apne Ghar mein mujhe kisi bhi jagah Chala sakte hain hamesha computer se basani connect kar sakte hain aur mobile mein Wi-Fi se connect karte Hain online study care ki is kab bahut Ham kidhar hai online shopping bhi Ham use kaise kar sakte hain ya mukhtalif speed mein available aaya Ham jitni speed jaen lagva sakte hain iski madad se ham global website per Jude jo chahe download kar sakte hain aur apni jarur yad ko pura karte Hain
                      Disadvantage
                      Ptcl internet ke advantage ke ke alava disadvantage bhi hai ya internet sirf light hone per hi chalta hai ya bijali jaati hai to internet bhi band ho jata hai dusra masla iska yah hai ki iske package bahut mahange hain aur ise ham jis jagah per lagaen vahi aaspaas hi Chala sakte hain agar Ham hamen kisi dusri jagah Jana pad jaaye to iske signal khatm Ho jaate Hain iski limit bahut kam hoti hai Ham ise dusre shahar apne sath nahin Le ja sakte tufan aane ki vajah se is ka connection bijli jata hai FIR hamen dobara se is per paise kharch Karne padte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

                        Assalam o Alaikum friends
                        Umeed he ap sab kheriyat se honge jaisa ke ptcl internet jo istamaal ho raha he us ke buhut se faide hain.
                        Advantages
                        Ptcl internet service main pehla faida ye he ke hamain 24 ghante internet mojood milti he hamain sirf mahana bil ada karna parta he.
                        Disadvantages
                        Ptcl internet main kabhi kabhi kharabi ho jati he us ki wajah se net nahen chalta or is main koi nuksan nahen.
                        • #13 Collapse

                          Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

                          assalamu alaikum doston ummid hai ki aap sab khairiyat se honge jaise ki main apni har dost main aapko batata rahata hun ke jaise jaise insaan on a tricky ki hai vaise vaise usne apni jarurat ke mutabik per jyada dekhi Hain to usi tarah 1,000 internet ki aur phone ki bhi hai to hamare munh Pakistan mein iska ptcl hai iska matlab Pakistan telecommunication company limitedptcl pahle to ek sarkari bhara tha lekin FIR pichhle Kai salon se ise khari karke kisi ek private company ko de diya Gaya ptcl mein bahut sare deta hai jaise ke lambe Kale karna uske bad internet ki TV ki Surya aur bahut kuchh haiptcl bahut jabardast se hamen bahut jyada advantage hai aur biscuit kuchh advantage main aapko abhi bataen deta hun ptcl jo hai iske ek fayda tu bhi hai kya Ham se phone kar sakte hain apne lover ko dur baithe rishtedaron se batchit kar sakte hain purane jamane mein jaise ki aap jante the hoti thi to khat likha jata tha aur vah hamare se baat kar sakte hainaapke aap Koi bhi masla Ho jaaye aapse ka number daba kar apne sudharo se is ptcl ki vajah se apne dur baithe rishtedar se jaldi mein baat kar sakte hain aajkal to ptcl nahin hai jisse Ham aate Hain sakte hainlakhon mein dur baithe rishtedaron ko Ham bahut aasani se sirf sun sakte hain balke dekh sakte hain aur Jay sab mumkin hua hai ptcl ki vajah se

                          ADVANTAGE.....

                          JAISE KOI DOSTON MAIN AAPKO PAHLE BHIbahut bar Bata chuka Hun ki har chij jiska kuchh fayde aur kuchh nuksan 8 bhi hote hain to sabse pahle main aapko ptcl ke kuchh fayde batata hun ptcl ke bahut hi fayde hain jaise ki main aapko batata chalu kptcl ki vajah se aaj mumkin hua hai ki Ham hajaron mil dur baithe apne rishtedaron ko na sirf sun sakte hain balki dekh sakte hain aur yah sab kuchh mumkin hua hai ptcl ki vajah se iske alava ptcl ne bahut tej raftar internet ki mujhe sar Kiya hua hai jiski wajah se Ham duniya ka har kam ptcl ki madad se kar sakte hain apne live match dekhne ho ya aapane drama serials dekhne Ho movies dekhni Ho yah aapane halate hazra ka Na karna Ho jaise ki aapane khabren bhagara dekhni Ho duniya se aapane khabar rahana ho to aap hi TCL ki tej dream service internet ko use karke jaaye sab kuch hasil kar sakte hain ya ptcl ka bahut bada karnama hai aur yah ptcl ka sabse bada fayda ya ya kijiye hamen bahut tej free internet maiya Kar Raha hai jiski bahut badi maja fibre cable high fibre cable ki vajah se internet bahut tej ho chuka hai aur yah sab kuchh mumkin hua hai ptcl ki vajah seaaj mulk mein bahut acchi companies internet ki Salah tujhe sar kar rahi hai lekin ptcl ki Internet ki sabse behtar aur sabse sasti hai yah sab internet service maiya karne wali companies pay bahut bhari hai takriban har Banda yahi chahta hai ki vah ptcl ki sarvesh chahie lafzon 200

                          DISADVANTAGE....

                          jaise ke friend main aapko apni har post main batata hun tej chij ke fayde hote Hain uske kuchh nuksan aarti hote Hain to aaye Ham baat karte hain kptcl ke nuksan kya hai to friends ptcl ke vaise to Koi nuksan nahin lekin uske net ki vajah se aaj naujawan Russell buri tarah motor se ho rahi hai kyunki aap jante Hain ki net per har vah chij available hai jo hamara majbur ijazat nahin deta make in net per purani aur hariya ki vajah se hamari naujawan national kharab ho rahi hai aur iski tarah se peeth hi ki vajah se yah sab mumkin hua hai to ptcl ka ek masala yah bhi hai ki iska care customer service centre normal hai agar aapka ptcl internet aap ho chuka ka hai to aapko Kai dinon Tak apne area ke exchange per minut tarle Karne padte hain tab jakar aapka number theek Kiya jata haiptcl ki pahle pahle kis service mein hote hi kharab hua karte The ab tak ribbon hi theek ho chuki hai ptcl ka aur to Koi Bada masla nahin lekin sabse bada masla hai ki mausam Jara sa kharab ho jaaye to aap ka net kharab ho jata hai aur FIR aapko apne exchange per bahut dinon Tak complaint dikhava Kar Hi mamla theek karvana padta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

                            Introduction: unlimited Internet ki sahulat Pakistan telecommunication company Limited (PTCL) provide karti hay jo key unlimited downloading, browsing, online gaming, live streaming aur learning key ley internet data ki sahulat provide karta hay, PTCL company kesi tareef ki muhtaj nahi hay jo key broadband service Pakistan key 2000 cities me deta hay,

                            Advantages: PTCL company unlimited aur limited dono hi internet packages ki facility provide karti hay, ye DSL, PTCL Evo aur Charji devices key through apni internet service ko bethar banany ki koshish karta hay, PTCL internet speed bahot hi fast hoti hay sab se big advantage es ka ye hota hay key jetny be ye packages provide karty hey en ki monthly charges fordable hoty hey, PTCAL Evo aur charji me ye quality hoti hay key es me daily aur monthly ya limited time key ley weekly base par be internet packages lagaye ja sakty hey aur agar DSL laga dia jaye to es ka monthly base par bill ata hay, customers apni marzi se kesi be pachage key intekhab key ley azaad hoty hey,

                            Disadvantages: PTCL broadband internet ki sahulat hasil ki jaye to es ka helpline ka department kabi be 24 hours hamari help nahi karta hay, agar ham call karty be hey to hamari complain par bahot zeyada time bad hi action leya jata hay, DSL wire kesi be time break ho sakti hay aur agar PTCL internet department ko complain note karwai jaye to kam se kam 5 days bad hi es par action leya jata hay.
                            Click image for larger version

Name:	Ptcl-Speed-Test.png
Views:	1
Size:	285.6 کلوبائٹ
ID:	12333488
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ya review ptcl internat par mabni ha ?

                              Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi Achcha tapak Hamare Sath discuss Kiya Hai ptcl Wi-Fi Internet ke bare mein ptcl internet bahut jyada use hone wala hi aur yah bahut famous hai Pakistan mein bahut jyada log ptcl internet use karte hain

                              Advantages:

                              ' ' ' ptcl internet ke bahut jyada advantage hai Kyunki uski speed bahut fast hoti hai jispe Ham Apna work aasani se kar sakte hain is per ham office work,schoolwork,college work ,easily kr sakty hain kioun k is,main signal ka koi issue nahi hota hai hum is py koi bhi movie ,dramas,wagira easily daik sakty hain aur ham is per internet per on hone wali game bhi Khel sakte hain Agar Ham koi online business Karte Hain To is per Ham easily Apna work kar sakte hain iski speed bahut fast hoti hai other network se yah bahut jyada use hone wala internet hai Ham Iske to aasani se online classes bhi le sakte hain aur is ka sabse bada fayda yah hai agar Humne Online Quran E Pak Par Na Hai Hai To Ham QURAN E Pak ki taleem Hasil kar sakte hain..

                              Disadvantage:

                              Ptcl internet ke advantage ke sath dis advantage ki bahut hain aik tou every month iska bill pey krna prhta hai jo k bahot zyada hota hai agr hum ptcl internet zyada use kren gain tou hanara bill bhi bahot zyada aye ga jo hr koi afford nahi kr sakta aur iska sb sy bra nuksan yeh hai k iski jaga other companies k network ny ly li hai jo bahot zyda facility dy rahy hain ptcl k data sy zyda other network mb deta dy rahy hain jiski waja sy bahot sy log is k bajaye other network use kr rahen hain jis sy unko bahot fayda mil raha hai...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X