Introduction.
Led laser technology par bnaya gia ek bulb hai. Jo ky baqi tmam qism ky bulbs se zeada efficient hai. Ye kam bijli ky istemal par aap ko zeada roshni fraham krta hai. Ye technology kuch salon se kam kar rhi hai. Jo ky aj dunia mein bhut maqbool hai. Bhut si companies ky Led bulbs hmari markets mein available hain. Log zeada tr ab yehi bulbs istemal karty hain.
Advantages.
1) Led bulb baqi bulbs ky muqably mein bhut kam bijli istemal karta hai. Kyn ky bary 10 watt ka Led bulb dusry 100 watt ky bulb ky muqable mein zeada taiz roshni deta hai.
2) Bijli ky kam istemal ki wjha se is ko use krnay se aap ky bijli ky bill mein bhi kami aa sakti hai.
3) Ajkal bazaron aur dusri sb dukano mein yehi bulb istemal hoty hain is se yeh hota hai ky aap kapron ki dukano waghera mein kapron ka rang sahi treqy se dekh skty hain. Jab k dusey bulb mein unhi kapron ka rang different nazar ata hai.
Disadvantages.
1) Led Bulb dusry bulb ky muqable mein zeada mehnaga hota hai. Dusra 100 watt ka bulh aap ko 35 se 40 rupay tak mil jata hai lekn 10 watt ka Led bulb aap ko 250 se 350 tak milta hai.
Mazeed isko istemal krnay ka koi nuqsan nahin hai.Lekn ek bar khrab hjaye to dobra kharcha krna par jaye ga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим