Yeh review"juicer machine"par mabni hai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeh review"juicer machine"par mabni hai..

    Juicer machine ajkl aik aham zarort h jo k gramiyon mein daily base py hi istemal hota h,ab juicer machine kabfaida yh h k jb b apka jis b ghr mn majood fruit ka juice peeny ka dil kry ga ap ussy foran bna k pee lein gy,,aik dafah machine buy krny mein kharcha hoga sahi par usk bad long term faida hi hoga,bazaar mein bnda juice paisy dy k pee tou skta h pat wahan hmesha yh doubt hi rhy ga k pta ni safayi ka khayal b rakha inhun ya nai, fruits dhoyey k nai,machine kabhi saaf b ki ya nai.jab k ghr mn aisi koi baat nai hogi,r khd sy ap saafayi sy axa juice khd pee skein gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeh review&quot;juicer machine&quot;par mabni hai..

      mere pass b ek grinder machine hai wo saudia se aay thi czn ne baijhy thi 2 year tk thik chali phir motor kharab ho gi main ne apnay ek or pakistani czn ko di wo lite wiring and motor ka kam karta tha us ne us ki new motor dalwa kar di wahan se us ki motor nai milty thi phir b kisi haram khor dukan dar nai koi b new motor dal di wo ek din main hi kharab ho gi phir main ek achay dukan dar k pass gya us ne bataya hai k yeh motor is ki apny nai hai na hi is k hisaab se puray city se motor milny hai isay ab ghar rakh do phir apnay ek dost k pass gya wo b saudia se aaya tha chor bemar tha wo b motor thik karta tha 1 month ho gya hai usay motor di hai wo gujranwala big city se koshash kar raha hai us plastic k hisab se motor mil jay pata nai kab milny hai bes mera mashwara hai agar grinder machine lainy hai pakistan se le wo machine lo jis ki motor mil jay
      • #18 Collapse

        Re: Yeh review&quot;juicer machine&quot;par mabni hai..

        G dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun gy. Ajj ka Topic hai juicer machine. Yeh aik asi machine hoti hai jis ki madad se hum juice bnate hain. Hmen juice lene ke lye bazar nahi Jana prta hum ghar mein easily kud juice bana skten hain. Hum. Kisi bi fruit ka juice is mein bana skten hai jesa ke banana, apple, mango, grapes, pineapple etc. Is ke bht se faede bi hai r nuksan bi hain.
        Usk faeda yeh hai ke hum is mein ghar bethe aram se juice bana skten hain. Is mein carrot ka orange ka bi juice bana ksten hai. Hmen fresh juice is se milta hia.
        Yeh machine bohat costly hotii hai kafi pause LG jate hain. Agar ap market se juice late ho to wo apko 50 ya 60 mei. Prta hai agr ap ghar mein bnate ho to apko costly prta hai
        Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
        • #19 Collapse

          Re: Yeh review&quot;juicer machine&quot;par mabni hai..

          Juicer machine pay ap different fruits ki madad sy khud hi ghar main juice bna skty hain. Ye ab almost hr ghar main available hoti hai. Iska faida ye hota hai k apko bahir nhi jana parhta juice leny k luye or ap ghar pay hi ziada sfaai k sath fresh juice nikal skty hn. Bahir k juice cleamliness k lihaz sy b satisfactory nhi hoty or ye b nhi pta hota k fruit fresh hota hay khrab.
          • #20 Collapse

            Re: Yeh review&quot;juicer machine&quot;par mabni hai..

            Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
            I hope ap sab fine hon gy ap ny hamesha ki trah aik bohatt important topic share kiya hai to chalyn ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
            Introduction :
            G guys aj ma jis topic par review deny ja rahi hun wo aik bohatt important electric and domestic use cheez hai g mra aj ka jawab '' juicer machine '' par ,mubni hai juicer machine aik aisi machine hai jis ma cuters lagay gay hoty hain jin sy ham diffrent vegetbles , fruits leafy greens ka juice extract kar sakty hain yeh aik bohatt important cheez hai or takreban har ghar ma istemaalki jati hai juicer machine sy ham kisi bhi waqt apny pasand ka juice extract kar sakty hain isky bohatt sy fawaaid or nuqsanat hain jo ma apny experience sy apky sath share karun gi.
            Advantages :
            Juicer machine ky bohatt sy fawaid hain;
            1.Juicer machine sy ham kisi bhi waqt juice extract kar ky pee sakty hain...
            2.Juicer machine sy ham different vegetables ka juice bhi extract kar sakty hain..
            3. Ghar par bnay gay juice kisi bhi preservative sy paak hoty hain or safai sy bnay gay hoty hain...
            4.Juicer machine ka yeh faaida hai ky jis waqt bhi hmara dil kary to ham usi waqt machine nikaal kar fresh juice pee sakty hain...
            Disadvantages:
            Ab ma apko juicer machine ky nuqsanat ky baary ma btaon gi;
            1. Jesy ky ham janty hain k,y juicer machines electric hoti hain to in sy electricity consumption zayada hoti haii...
            2. Juicer machine ka aik disadvantage yeh hai ky ye sound produce karti hain during use to is liye ye thora disturbing bhi haii...
            3.Agar ham inhy ehtiyat sy nahi rakhty to ye jald kharab hojati hain...
            4.Achy juicer machines kuch expensive hoty hain jo ky har koi buy nahi kar sakta...
            Ma personally national company recommend karu gi mjhy iski products achi lagti hain baki ham jis cheez ki jitni care karen gy wo utna hi hmara saath dain gi juicer machines ko use ky bad proper saaf kar ky pack kar k rakhna chaye taa ky ham inhy long time ky liye use kar saken i hope apko mri ye post pasand ay gi . JazakAllah !
            • #21 Collapse

              Re: Yeh review&quot;juicer machine&quot;par mabni hai..

              dear trader ap sab kese hen i hope kay ap sab theek hongy or kheriyat se hongy, jese kay ye review juicer macheen per hay, dear biggners
              is mein ap sab kay leiy ek point or view ye hay kay koi zamana esa hota tha jab log juice nikalny kay leiy tarsty thy phr jadeed zamana ata
              gya science tarqi karti gaiy, phr unhon fruite ko khany kay bajaiy peeny per tarjeeh dena start phr scienntist ne ek jadeed qisam ki macheen
              tayar karli jis ko ham aj kal kay is digital zamany mein Juicer Macheen kehty hen dear biggners juicer macheen mein ham differnt qisam kay
              juice nikal sakty hen jese aam ka shake, banaa ka shake, papita ka juice, apple ka juice, orange ka juice, etc ye sab hamary health kay sath
              related hen agr ham juice ziyada se ziyda peety rahengy hamari sehat bani rahegi or ham forex per acha work bhi kar sakengy or acha
              business agr hamen acha work karna hay to apni health ko mazboot karna hoga
              • #22 Collapse

                Re: Yeh review&quot;juicer machine&quot;par mabni hai..

                Asslam o Alaikum Dear friends mn ap ko junicer machine k bary apna experience share kr rha hn k humri daily life main juicer machine katna zurarii hy as ka istaml ksy kb ku hota hain ap sub janty hy junicer machine electric currant say Chlany wli buht hi achi machine hy as ka daily istaml hota hain roz mara zindgii main hum malik shake banty hy dusry msly dar chezy as main grander krty hain as machine k indr choti si moter lagi hoti hain jass k uper mirror ka steel wgra ka bhara jagg laga hun hy jass main hum har fruit k 2 mit k indr foran jatna zyda ho sky juice bina laty hain.......

                ADVANTAGES...... %%%%%

                Junicer machine k buht fiday hy jesa k sub say bhra fida hum as main asani k sth 2 mit main jatna zyda ho sky juice bina skty hy har furit ka foran say phly asani k sth hum juice bina skty hain as main humy foran say phly har mosam k phal ka juice bina skty hain jass ko bacho bhory har murd orto k lay atna Mufeed hota hain as main har company ki machine asani k sth market say available hain jass ki price atna zyda ni hoti ya har ghr hi buht zurari zurart ki chez hain...........

                DISADVANTAGES......... %%%%%

                Juicer machine k koi disadvantages ni hy ku k ya atna zyda expansive bilkul bhi ni hy phr ya har ghr ki zurart hy foran say phly juice ban jata hy as ka jug buht jaldy tot jata hain ku k ya mirrors ka bina hun hota hy as main har company ka apna brand hota hain jass main humy muktalf price ki machine milty hain...
                • #23 Collapse

                  Re: Yeh review&quot;juicer machine&quot;par mabni hai..

                  Assalam o Alaikum friends
                  Umeed he ap sab kheriyat se honge jaisa ke juicers machine jo aj kal Ghar main istamaal ho rahi he wo buhut hi zabardast kaam ki cheez he juicer machine ka aj kal zyada istamaal ho raha he.
                  Faide
                  Juicer machin main buhut achhe future hain har fruit ka juice banaya ja sakta he or sab se best cheez jo di gai he wo ye he ke ham har sabit masale ko garender kar ke us pees sakte hain.
                  Nuksan
                  Juicer machine main koi khaas nuksan nahen.
                  • #24 Collapse

                    Re: Yeh review&quot;juicer machine&quot;par mabni hai..

                    Juices health k liye biht achy hoty hein bazar say juice boht mehngy milty hein or sometimes fresh b nhi hoty is liye juicer machine use ki jatai hai is say hum ghr ma asani say juice bana sakty hein
                    Season ma any waly fruit or vegetables ka juice hum ghr ma asani say bana skty hein
                    Gjucier machine say asani say hum apni mrzi say jub dil kry juice bana skty hein
                    Frsh juice ko banna asan ho jata hai
                    Juicier machine ka use aj kal har ghr ma ho raha hai
                    Different companies ki machine use ki jatai hai
                    Low say high dono rates ma available hai
                    Is ka use boht asan hai koi h chala skta hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Yeh review&quot;juicer machine&quot;par mabni hai..

                      Asalamalaikom Dosto umeed karta hon ap log kheriat se hon ge......!
                      Ham rooz mara Zindagi Mai Joo Koch ham use Kar rahe hai or jiss se bahut Milta hai jiss se hamai bahut nuksan bhi hota hai. Garelo saman ho Jese ke juicer machine Hain hamai bahut faida b deta hai or nuksan bhi. Aaj Mai isi juicer machine ke bare batane Wala ho qk ye review juicer machine par kabhi hai. Chalo in k bare main jaan lete hai.....!

                      Advantage:

                      Basically har gar main juicer machine majood hota hai too jiss ke zarye ham juice banate hai. Kism kism fruit ke ban sakte hai like a mango, banana, orange aur mukhtalif fruit k ham juice banate hai juicer machine k zarye..! Ham juicer machine chatni or masala bhi banate hai. Juicer machine hamare har zarorat ko pora sakta hai. Juicer machine kam ko bahut aşan banate hai. Har gar Mai majood hona zarori hai.....!

                      Disadvantage:
                      Garyalo Aishiya chizo main faide k sat sat nuksan bhi hota hai. Har chiz ko hetiyat ke use karna chaye warna Koch b ho sakta hai. Isi Tara juicer machine se Bahut hetiyat karna lazmi hai warna is se ap ko current bhi lag sakti hai or ap k zindagi ko khatra hosakte hai. Juicer machine bahut jald kharab hone ka chance bahut zyada hai is Main zyada sakht chize dalne se machine kharab hosakti hai. Hamaisha hetiyat se kam le....!
                      • #26 Collapse

                        Re: Yeh review&quot;juicer machine&quot;par mabni hai..

                        Salam dear members g apny bhut acha topic humare sath discuss kia hai jo ke blunder juicer machine ke related hai to main apke ke sath is ke bare main detail sy share keti honm k juicer machine humare liye ktni faidemaand hai .
                        isi tarah apko pta hai ke har ghar main ju8cier machine zaroor mojood hoti hai is ke zariye apko bhut help mil jati hai is main ap kisi bhi furit ka juice bna skhte hain .

                        juicer machine types .

                        freshjuicer machine .
                        milkshake machine .

                        Advantages ) faide .

                        g dear to jese ke apko pta hsai juicer machine har ghar main hi mojjod hoti hai isi tarah apko pta hai ke ya ek bhut hi zaroort ki cheez hai hum is main freshjuice bhi bna skhte hain or hum is main milk shake bhi bna skjhte hain apko pta hai ke heakth k liye milk shake kyma best hota hai isliye apko chaiye daily is kause karen ya ek bhut hi zaroort ki cheexz hai .
                        is main juice or milkshake dono hi bhut easily bn jate hain zaida time bhi nahi lgta is main .
                        is main apko do kisam ki juicer machin mil jati hain ek wo jise charge kia jata hai jis ,ain usb lgti hai us jucier machine ko ap kahi bhi le ja skhte hain aghr ap travel kr rahe hain to ap usko sath le ja skhte hain or ek normal hoti hai electric wali jo har ghar main hi zaroor mojood hoti hai .

                        Disadvantages ) nuksanat .

                        apko pta hai ke har cheez k advantages k sath uske disadvantages bhi zaroor hote hain isi tarah is k bhi chand disadvantages hain .
                        ya electric py use hoti hai isliye apko bhut carefully iska use krna prhta hai or uske sath iska bill bhi kafi zaida ata hai .
                        aghr machine py pani prh jata hai to is sy machine foranm kharab ho jati hai .
                        isliye bhut ehtiyat krni prhti hai iski machni me pani na chla jaye .
                        • #27 Collapse

                          Re: Yeh review&quot;juicer machine&quot;par mabni hai..

                          Assalam o alaikum frinds kia hal han ap ka umeed krta hon sab khyriyat sa hon ga or dua ha Allah pak ap ko apni hifzo aman ma rakha frinds ajj ka mera topic Juicer Machine par ha jasa ka ap janta han ka jucier machine ajj kal har ghr ma istimal ho rahi ha or log is sa bht faidy utha rahy han.
                          Juicer machine jisa juice extractor bhi kaha jata ha ak asa electrical tool ha jo fruits sa juice extract krnaor leafy green or bht si type ki vegitable ko herbs krna ka lia istimal hota han. Is ka sathgrander bhi hota ha jin ko istimal kr ka ladies kitchen ma istimal hona wala bht sa misala jat ko Hath ki nisbat easily grand kar sakti han.

                          Types of Juicer Machine:-

                          * centrifugal force Juicer:-
                          Centrifugal force juicer botom pa lagay spining spaner or flat cutting blade ko use krta hua kam krti ha. Cuting blade centrifugal force ko use kar kajuicing stainer ka against force pad krta ha ya force juice ko pump ka through juicing stainer ka tiny hole sa seperate krti ha.

                          * Misticating Juicer Machine:-
                          Misticating juicer machine slow juicer machine ka name sa bhi jani jati ha.ya slow speed pa fruits ko crushed krti ha. Is jucier pa 80-100 rpm revolution ati hajo ka shrp screen ko pushed krti ha.

                          * Twin Gear juicer machine:-
                          Twin gear machine ko triturating juicer bhi kaha jata ha.ya except is ka duble gear ka misticating juicer ka jesi e hoti ha.ya slow machine ha or is ki speed 82-110 rpm par minute ha.

                          Advantages:-

                          * Juicer machine ka through ksi bhi fruit ya vegitable ka asani sa rass nikala ja sakta ha.

                          * ya un logon ka lia best ha jo log fruit ya vegitable khana passand nhi krta wo is ka through juice nikal ka pee sakta han.

                          * ya fruit ya vegitable khany ka muqably m bht expensive ha.

                          * fruit ka juice nikalna sa fiber zaya ho jata ha.

                          * ya electic supply pa calti ha jis sa utilti bills pa asar parta ha

                          * is sa electic shok ka khtra Hota ha....shukria
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Yeh review&quot;juicer machine&quot;par mabni hai..

                            Asslamolikum !
                            Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo ek juicer machine par mabni ha is kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan to umeed karta ho is say apko kafi faiad ho ga to ham start karty han juicer machine ja kal har ghr ki zarorat ban chuka ha or taqreeban har ghr ma majood hota ha is ki istimal boht am ho chuka ha is kay bot say faidy han ya pko fresh juice muahia karta ha ya plastic body ma ek box ki shakal par mabni hota ha jis kay uner ham fruites ya kuc bhe asa jo hma liqued foam ma chayia hota ha wo dalty han wo auto is ko lique foam ma change kar deta ha.
                            Faidy :
                            is kay boht say faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham satrt karty han ya ek boht achi machine ha is say ham kisi bhe waqt fresh juice niklal sakty han ya ek boht achi cheez ha is ma ek blade lagy hoty han jo apkay fruits ko achi trah mash kaerta ha or us say liqued ko nial leta ha or bhe is kay boht say faidy ha ya kisi bhe wat fesh juice muahoia klrta ha or is ka kloi bhe side effect nhi ha.
                            Nuqsanat :
                            is kay zada tar koi nuqsanat dekhny ma samny nhi aty han ya ek boht achi chez is ka koi bhe nuqsanat dekghny ma samny nhi aty han.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X