dear jo bhi chalty machiniery hay usay koi na koi fault to ban he jata hay isi tarha say hamaray pass computers hain unko aksar processor main he maine to fault atay huway daikha hay jisk liye agar ham usay change kar saktay hain ya ham unhain change karwa saktay hain to us main ham har aik mussebat say bhi bach saktay hain aur hmaray liye is main asaani aur bachhat bhi hay jisk sath sath ham faiday aur nuksaaan k baray main bhi is review main baat kartay hain jo k darj zail han.
ADVANTAGES;
dear agar ham computers ka use kartay hain to hamain usk sath sath itna kuch to ana chaye k ham usay open akrk clean kar saktay hon ham uski ram ko change kar skatay hon aur agar ham yeh bunyadi baatain jantay hain to hamain isk sath sath yeh kuch bhi ana chaye k ham iska processor bhi change karnay main success ho jayen jisk liye agar aharay computer ki speed kam hay to ham uska processor change kar saktay hain aur usay double bhi kar saktay hain aur agar ham aisa karaty hain to hamko kabhi bhi new computer ko buy karnay ka koi bhi moukka nai mil sakta hay balk ham apnay ya kisi aur kprocessor ko change karnay say bahut ziada faida hasil kar saktay hain agar computer main koi bhi processor nai hay to usak start hona na mukammal hay.
DISADVANTAGES;
dear computer k processor ko change karnay main hamin aik baat ka khaas khayl rakhna lazmi hota hay k jaisa motherborad hoga ham same he us main processor bhi laga saktay hain aur agar ham koi bhi same procesor nai lagatay hain to hamko aisa bhi ho sakta hay k haamra computer run he na karay aur hamaray computer ka fault na milnay ki wajha say ham isay kho saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим