dear jub hamaray pass aik acha mobile phoe hay to hamko kisi kisam k aur internet k connections ki koi zarurat nai hay agar ham apnay obile phone ki sim pay sasta taren bhi net ka package use kartay hain to ham usay hot spot k zariye say apnay laptop k sath attach kartay huway kaam kar saktay hain aur usk zariey say ham kisi aur bhi mobile phone ko usak connections day saktay hain jisk fawaid aur nuksaannat darj zail hain.
ADVANTAGES;
dear members agar ham kisi aur net connection k hasil nai kar saktay hain to hamko chaye k ham apnay mobile say hot spot ka use karain jis say hamain kaam karnay main bhi asaani ho sakty hay aur ham laptop ki big screen say bhi faida hasil kar katay hain jis main hamko sim say kam say kam aur chottay say chottay package main bhi sab kuch acha mil sakta hay aisa karnay say hamko kisi bhi kisam ka koi wifi nai use karna parta hay balk hot spot khud aik wifi ban jata hay jis main ham aur bhi phones ko iska connections day saktay hain is main aik sath ham 4say 5 connecyions ka use kar saktay hain aur apnay kaam ko bhi ham asaan bana saktay hain.
DISADVANTAGES;
dear is hotspot ka aur to koi bhi khaas nuksaan nai hay albatta agar ham iska prooper use kartay hain to jahan pay mobile phone ki battery nay aik saal tak use hona hay wahan pay yeh 6 month main damage ho sakty hay jisk liye zaruri hay k ham agar aisi aur battery ka use kar skatay hain to ham is nuksaan say bhi bach saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим