Yeah review electronic CCTV security camera per Mubani hi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeah review electronic CCTV security camera per Mubani hi
    Assalamu Alaikum dear friends I hope you are fine today Aaj Duniya Mein jitne bhi progress Hui Hai itne hi Security ki bhi jarurat hai Duniya hi Global Village Ban chuki hai yah sab internet ki badolat Mumkin Hua Hai electronic CCTV security camera ke advantages bahut jyada hai in per baat karte hain.
    Advantages,
    Electronic CCTV security camera ki madad se Kisi bhi jagah security tight ki Ja sakti hai Jaisa ke ghar School college office highways marriage hall or public places bahut important hai electronic CCTV security camera ki madad se aap Duniya Mein Main Kisi bhi jagah baith kar apni matlab jagah ki video dekh sakte hain electronic CCTV security camera ko mobile phone laptop computer ke sath internet ki madad se se connect Kiya jata hai electronic CCTV camera ki app ko Google Play Store se a download kiya jata hai electronic cctv cameras ke sath Iske Kuchh pass Diye Jaate Hain Jo Kisi bhi jagah easily fix ho sakte hain ine cameras ke sath adopter cable aur Wi-Fi router Diya jata hai aur 7 use menu bhi diya jata hai hai jis ki madad se a aap Inko vi aur connect kar sakte hain Wi-Fi router ki madad se aap Inko apne mobile phone ke sath kar sakte hi aur kisi bhi jagah ki security tight kar sakte hain.
    Disadvantages,
    Electronic CCTV security camera disadvantages bahut kam hai balke na hone ke barabar hain aap Kisi bhi government shop ki trial shop mein jaen to careful Rahe isase aap ki hidden video Ban sakti hai Jo ke pareshani Ka 22 ho sakti hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeah review electronic CCTV security camera per Mubani hi

    asslam o alikam dear ap ne bohat achi thread open ki ha jese k hume pta ha k har jaga py do numbari ho rhi ha jahan se loguo ko moqa milta ha wohi py kam hota ha esa is se bachne k liye hum eleectronic cctv camera ka use kr k bach sakte hein is k bohat se faidey hein .
    advantages .cctv cmera ka use kr k hum apni securtity ko acha bana sakte hein agr hum eshi jaga hein jahan do numbari zada hoti hai wahan se hum agr is ka use krein gein tu hum bohat se muskil se bach sakte hein hum is ka use ghr main be kr sakte hein zada tar is ka use shop goverment office ur bazar hospital public place mn hota ha
    disadavantages . hum bat krein cctv camera se hume nuqsan ho sakta ha dear hume khud ehiyat krni hoti ha k hum eshi jaga ja k koi esa kam na krein jis ki waja se hamri video viral ho jaye log is camera ka galat use be kr sakte hein
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Yeah review electronic CCTV security camera per Mubani hi

      ye review electronic CCTV security camera per mubani hai jaisy jaisy science ne taruki ki hai tu hr field mn bhot c new cheezen invent hoe hain ek list bhari pari hai aj k topic mn ham cctv ko discuss kren gy

      Advantages

      cctv camera security k liay use kia jata hai
      ye camera apko her insititute mn laga nazer ay ga
      ye apko police station offices buildings even that gharon mn b laga nazar ay ga
      es cy ap k erd gird hony waly tamam anasir nazir aiy gy
      es cy ap apni security ko yaqeeni bna skty hain
      es mn 2 month ki recording b ho jati hai

      Disadvantages

      es k kuch disadvantages bi hai
      jab bijli chali jaiy to ye camera off ho jata hai
      es k elawa ap ki koe bi herkut es mn record ho skti hai
      shopping hall mn try room mn girls kapry change nai ker skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Yeah review electronic CCTV security camera per Mubani hi

        Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review CCTV security camera per mubni hay dosto CCTV camera kay boot zaida faday hain is say ap ki koey bi cheaz ghar jati hay to ap is ko achani say tlash kar sakty hain or aghar ap say koey dackety kar ta hay to ap cctv ki madad say ic ko tlash kar sakty hain or ap per aghar ko ya kay day kay ap nay ya chori ki hay to ap is ko dhak kar ap bari al zama ho sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Yeah review electronic CCTV security camera per Mubani hi

          CCTV security cameras ki ehmeyat se ham inqar nahi kar sakty hey es ki waja ye hay key en cameras ki waja se hamary home, shop waghira ki security ho sakti hay aur time par ham zarori iqdamat en cameras key help se kar sakty hey,

          Closed circuit television jes ko ham CCTV ka name dety hey ye esy locations par use key jaty hey jaha ki movement ko ham dakena zarori samjy ye CCTV cameras video bana kar record karty hey jes ko bad me ham tasfees se har sec ki video ko dake sakty hey aur jo zarori howa wo iqdamat ham utany me kamyab ho sakty hey, CCTV security cameras ka zeyada tar use banks aur supper stores me hota hay magar 350 millions other place par be worldwide me CCTV cameras location ki recording key ley active key gaye hey ta key har movement ko hi capture kia ja saky, es cameras ki bahot hi ehmeyat hoti hay aur esi ki waja seham apni security samjty hey, sab se zeyada zarori hay key hamari protection ho saky agar hamari shop, bank, home ko koi nuqsan be hota hay to ham en CCTV cameras ka use karty howy apny es nuqsan key reason ko zaror maloom kar sakty hey, Aaj kal har famous street jaha par bahot zeyada rush ho es me CCTV cameras ka use karna zaror kar dia gia hay agar koi ghalat movement be koi person karty hey to security waly time par es ko ruk kar apna shak khatam kar sakty hey Governament ki taraf se agar kesi jaga par esy cameras use key jaty hey to 24 hours es ki nigrahni be ki jati hay.
          • #6 Collapse

            Re: Yeah review electronic CCTV security camera per Mubani hi

            Benefits

            Assalamu Alaikum dear friend ji han bilkul aapane bilkul theek Kaha cctv cameras bahut hi jyada benefit Jaate Hain jaise ki agar Kisi bhi shop mein lagi ho to vahan per koi bhi Aisi chij Hadsa Paisa Hai Jaise koi bhi criminal Aakar koi bhi chij aapki Shop se le Jaaye to uska sabse bada benefit ki hota hai ki aap video Kesariya usko pahchan sakte hain aur crime ko dhundh sakte hain Kyunki cctv cameras ki madad se ab aajkal bahut jyada Chori bhi log kam karte hain Kyunki vah cctv cameras ki vajah se dar Jaate Hain To isliye in camera uska istemal karna chahie apni Har shop in ko use karna chahie aur Har Jagah cameras Lage hone chahie jis ki madad se aap bahut jyada ine chijon se banaa sakte hain aur bahut hi benefit Hasil kar sakte hain aur iska yah Bada benefit hota hai ki agar aap Koi chij Bhul bhi Jaaye to usko is Kariye aap Dekhkar pura kar sakte hain

            Nuqsanat

            Dear friend is ka sabse bada nuksan yahi hai ki inmein aapko acchi quality ke Jarur use karna chahie aap log quality ke CCTV camera use karte hain to vah bahut hi jyada nuksan Dete Hain To isliye Jaruri hota hai ki aapko acchi quality ke use karna chahie Kyunki Jin shops Mein Pahle Se cctv cameras Lage Hain To Hamen acchi Tarah Se Kisi bhi Bande ka face Nahin Dekha Ja sakta to isliye acche Kamrej ka istemal Karen

            • #7 Collapse

              Re: Yeah review electronic CCTV security camera per Mubani hi

              CCTV camera security ke liye use kiye jate Hain aur aajkal security issue bahut zeyada hai jiski vajah se security camera CCTV ki demand bhi zeyada hai.
              Closed circuit television is ki abbreviation hai. Is ko surveillance security aor observation ky leay istemal kia jata hai ajkal general use ma dekhy ja skty hain.
              Advantages:
              CCTV camera use krny ky bahot sary advantagea faidy hain.
              1. Kisi bhi jaga ky opper nazar rakhny ky leay cctv camera use kia jata hai.
              2. Is sy close observation ho skti hai. Ap any jany waly logon par nazar rakh skty hain.
              3. Is sy video record ho jati hai aor kisi bhi mishap ma mujrim ko pakar skty hain
              4. Sharah aor howks ma camera lgay jaty hain. Petroling bhi kry hain camera.
              5. Motorwqy py use hoty hain
              6. ATM machine aor bank ky ander shops py general stores aor cash counters py bhi use hoty hain
              7. Camera agr na bhi chal raha ho phr bhi uska khof zehn ma zaror hota hai
              8. CCTV camera security walls py bhi use hota hai spy camera ky tor py jasusi ky leay use ho skta hai.
              Disadvantages:
              Agr iski wires ko disconnected kr den to is ka koi faida nhi hai.
              Yeh apko utna he area dekh sakty hain jitni in ki rang ho gi. In ki maintenance na rakhny sy bahot jald us ya gandy ho jaty hain picture video clear nhi hoti.
              • #8 Collapse

                Re: Yeah review electronic CCTV security camera per Mubani hi

                Dear brother CCTV cameras security uski field Mein Ek bahut hi buddy improvement Hai Jabse cctv cameras introduce Hui Hai use time ke bad Security Services bahut jyada Aasan ho chuki hai aur ismein bahut hi jyada development chuki hai is Hawale se main Kuchh information aapse share karta hun.

                dear CCTV stand Karta Hai closed-circuit television ismein aapko different screens Najar a Rahi hoti hai jismein aapko different Jagah per II camera ki ki information mil rahi hoti hai aur aapko Ek split-screen mil rahi hoti hai jismein aap ek hi Jagah baithkar sari activities ko note kar rahe Hote Hain Jab aap Kisi Ek camera ko zoom karna chahte hain to use per click karne ke bad aap use Jagah ko properly dekh sakte hain aur ismein jitni bhi cameras Lage hote hain UN Sab Mein recording ho rahi hoti hai aap unko reverse Karke bhi dekh sakte hain.

                Agar aap CCTV camera ki facilities Hasil kar rahe hain to no doubt aapko Security Services bahut jyada facilitate kar rahi hai aur ismein aapko menpower bahut hi kam utilise karna hoti hai no doubt agar aap ismein CCTV camera connect Karte Hain To initial stages per aapko Jyada investment karna hoti hai lekin agar aap 10 camera Lagate Hain to use main aap just Ek Ya Do member ko appoint Karke sari security ko easily manage kar sakte hain.

                CCTV 1 complete security system Hai Isko Rang karne ke liye aapko trained staff ki jarurat hoti hai aur aap ki security bahut hi perfect ho sakti hai ismein agar aap active security apply karte hain aur kisi acchi security company se yah system installed Karate Hain To aapko bahut Sare advantages aur safety mil sakti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeah review electronic CCTV security camera per Mubani hi

                  Introduction :
                  cctv
                  ya close circuit television aik esa nazam hota hai jis main aap apne karobar ya kisi b jaga ki nagrani kar sakte hai us jaga par nazar rakh sakte hain jaha aap mojod nahi hote hai ye security main bary pemane par use ho rahe hai bank ho ya shoping mall fectory ho buss station ho ya air port ye har jaga security k liye use hote hai our crime ko control karne main madad dete hai in main ek camera hota ha jo aap ko kisi jaga ka view monitor screen par dikhata hai our aap us video ko recorde k sat attach kar k record bhi kar sakte hai cctv camera ki wjah se aaj kal kafi crime kam hua hai aap apne personal use k liy bi cctv lagwa skte hai ajkal ye har range our price main dastyab hain


                  Advantages :
                  dear friends cctv k buhat sare faide hain
                  1=> ye security ka sab se zariya hain
                  2=> ye kisi jaga jaha aap mojod nahi waha par aap ki nagrani k kam ate hai
                  3=> jaha par chizen chori hone ka khdsha ho wahan use hote hai
                  4=> in ki wja se crime rate kafi kam ho gaya hai
                  5=> ye video data ko apne recorder par save rakhte hai
                  6=> ajakal internet se connected cctv pori dunya main control kiye ja sakte hai


                  Disadvantages :
                  dear friends in k kuch disadvantages bhi hai

                  1=> cctv ki madad se ham just thore se ariy ko hi monitor kar sakte hai
                  2=> cctv ka sab se bara nuqsan ye hai k kuch log is se logo ki personal videos bana kar blackmailing karte hai
                  3=> cctv ko dhoka dita ja sakat hai is ka angel change kiya ja sakta hai
                  4=> buhat mehnge hote hain
                  Ayisha Cutey's Trading Journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeah review electronic CCTV security camera per Mubani hi

                    Yeah review electronic CCTV camera ke upar mabni hai...
                    Doston aaj main aapko CCTV camera ke bare mein brief karunga sabse pahle CCTV stand for closed circuit television doston aap ko pata hai ki aaj ke jadeed daur mein jadeed kamre aaj chuke hain ipbase kamre aaj chuke hain thermal ptz and fix.....

                    ADVANTAGES...
                    1) CCTV stand for closed circuit television 3 types of cameras thermal ptz and fix
                    2) ptz stand for paint zoom iska display colourful aata hai RJ 64 megapixel hota hai aur night bhi abhi hota hai
                    3) thermal camera heat sans camera hai aur yah night vision ke liye kafi kar Ahmed sabit hai aur yah 64 megapixel hai
                    4) doston CCTV ki vajah se a Jo log chori karte hain vah pakde jaate Hain yah ka advantage hai
                    5) CCTV se ham aapane a border ki father's kar rahe hain ek bhi advantages

                    Disadvantages....
                    1)doston is ka disadvantage hai ki agar aap iske lens per Koi chij laga den to aap baat sakte hain
                    2) iska disadvantage hai ki iski range kafi kam hoti hai
                    3) iska disadvantage hai ki baras mein kharab ho jata hai
                    4) sex camere ka disadvantage hai ki ya night-vision nahin hota
                    5)thermal camera ka disadvantage hai ki yah davian bahut kam hota hai....

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X