samsung Galaxy M3 ek bohat he acha android phone hai agar ham bat karen samsung company ki to apple k bad mere khayal main samsung sab se bari mobile phone banane wali company hai or isi ki tmama products kisi b dosry mobile phone ka asaani se mukabla kar sakti hain or paydar hoti hain samsung k pass bohat sary jadeed or pur kashash mobile phone mojod hain lekin ham bat karen ge samsung Galaxy M31 k bary main
Samsung Galaxy M31 specs
agr ham bat karen is ki khasosyaat ki to is ki sab se bari khasosyat isi battrey timing hai aj kal jadeed mobile ki battery timing ko le k bohat problem aa rahe hain to is me hamen sab se zayad milta hai 6000 mah battery time jo k ham 48 hours tak use kar sakty hain is k ilawa is me ram or room b nehayt mozoon hai or ham kisi b application ki bagair kisi issue k chala sakte hain
Advantages:
1=>is mobile phone ki sab se bari khasosiyat yeh hai k is ki battery timing hai
2=> is ka camara bohat acha hai
3=> bohat khbosat or myaari design hai
Disadvantages:
1=> fast charging siraf 15 what tak hai jab k dosry is k mukabil mobile is se zyada ki charging khasosyat k hamil hain
2=> is k mukabil dosry mobile se ye nisbtan mehnga phone hai
3=>tweel arsa istmall hoy par heating parh jati hai
Samsung Galaxy M31 specs
- Body: Glass front, polycarbonate back and side frame
- Screen: 6.4-inch, 19.5:9, FHD+ (1080 x 2340px), Super AMOLED
- Rear camera: Primary 64MP, f/1.8 aperture; Ultra wide-angle: 8MP, f/2.2 aperture; 5MP f2.4 Macro camera; 5MP depth sensor; LED flash; 2160p@30fps video recording
- Front camera: 32MP, f/2.0 aperture
- Chipset: Exynos 9611: octa-core CPU (4x2.3 GHz Cortex-A73 & 4x1.7 GHz Cortex-A53), Mali-G72 MP3 GPU
- Memory: 6/64GB or 6/128GB UFS 2.1; dedicated microSD slot for up to 1TB expansion
- OS: Android 10; Samsung One UI 2
- Battery: 6,000mAh, 15W charging
- Connectivity: Dual SIM (4G), Bluetooth 5.0, Wi-Fi a/b/g/n/ac, USB-C; 3.5mm audio jack
- Misc: Rear-mounted fingerprint reader, FM radio
agr ham bat karen is ki khasosyaat ki to is ki sab se bari khasosyat isi battrey timing hai aj kal jadeed mobile ki battery timing ko le k bohat problem aa rahe hain to is me hamen sab se zayad milta hai 6000 mah battery time jo k ham 48 hours tak use kar sakty hain is k ilawa is me ram or room b nehayt mozoon hai or ham kisi b application ki bagair kisi issue k chala sakte hain
Advantages:
1=>is mobile phone ki sab se bari khasosiyat yeh hai k is ki battery timing hai
2=> is ka camara bohat acha hai
3=> bohat khbosat or myaari design hai
Disadvantages:
1=> fast charging siraf 15 what tak hai jab k dosry is k mukabil mobile is se zyada ki charging khasosyat k hamil hain
2=> is k mukabil dosry mobile se ye nisbtan mehnga phone hai
3=>tweel arsa istmall hoy par heating parh jati hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим